vyakul jiyara suni nazar hai
tumhari garaj hai aajaa
vyakul jiyara suni nazar hai
tumhari garaj hai aajaa
jiyaraa itt utt bhatke piya bin
sihari ratiyaan sihar gaya din
vyakul jiyara suni nazar hai
tumhari garaj hai aajaa
aa nainon mein kyun beghar hai
mujhmein tera gujar basar hai
sab vaise ka vaisaa waheen hai
raat wahi mera chaand nahi hai
ujade ujade palchhin saare
gin gin bin bin le hum haare
krodh kalesh mitaayi de
manmohini kachu na suhaaye
bin tumhaare sagari duniya na bhaaye
vyakul jiyara suni nazar hai
tumhari garaj hai aajaa
vyakul jiyara suni nazar hai
tumhari garaj hai aajaa
jiyaraa itt utt bhatke piya bin
sihari ratiyaan sihar gaya din
vyakul jiyara suni nazar hai
tumhari garaj hai aajaa
aisi bani boliye man ka aapaa khoye
aisi boliye bani boliye boliye he
aisi bani boliye man ka aapaa khoye
chotil sab hain marham marham boliye he
jagg kaafil hai paidaar badaa
yahan baat se na koi baat ladaa
kya surat maanje
kyun sirat maanje naa
maili rooh khandhar kahi laave
aisi bani bole akshar na agni boye
chotil sab hain marham marham boliye
aisi bani boliye, aisi bani boliye
aisi bani aisi bani, aisi bani boliye
aisi bani boliye, aisi bani boliye
aisi bani aisi bani, aisi bani boliye
ghanghor shikan maathe maathe
badi zor chubhan aankhen aankhen
sab kadwe latifey, foot kar cheekhe
saara jhooth, chhal, kapat, fareb, dhokhe
lagaaye ghaat nazren baithi, lagaaye ghaat
yaka yak yahan se neki bhaagi hai
muskilaa to ki zid aisi hai
belibaas bhai gyan padhaai
aisi bani boliye, aisi bani boliye
aisi bani aisi bani, aisi bani boliye
aisi bani boliye, aisi bani boliye
aisi bani aisi bani, aisi bani boliye
aise shareef jagat nu ki hoyaa, haan ki hoyaa
aise shareef jagat nu ki hoyaa
aise shareef jagat nu ki hoyaa
aye vekh hajoor mera royaa
thoda maatam, thodi laanat
aur baaki sab khanjhaar
kyun maanas maanas ambar hai
haqeeqat bad se battar hai
dukhda liddar, chala adambar
gurezaan sab sansaar
sab rakhte zubaan pe ajgar hai
buri soch ki sir par gatthar hai
kya gonje gaanje, kyun aap me khoje nay
na gawaar jauhar dikh laaye
aisi bani bole akshar na agni boye
amrit ras sa chun chun shabdaa boliye
aisi bani boliye, aisi bani boliye
aisi bani aisi bani, aisi bani boliye
aisi bani boliye, aisi bani boliye
aisi bani aisi bani, aisi bani boliye
baina baina
tum suno hamari baina
baina baina
tum suno hamari baina
baina baina
tum suno hamari baina
baina baina
tum suno hamari baina
mohe raat din nahin chaina
pi bin palak na sariye
ab lagan lagi ki kariye
na ji sakiye na mariye
ye agan birohn di jali
koi hamri preet niwaarey
kar saaj sajaavat haari
koi hamri preet sanwaarey
bin darshan kaise tariye
baina baina baina, baina baina baina
baina baina baina, baina baina baina
rain pachhorun
rain pachhorun yaar di saynaa
chaap mile na dhundhat nainaa haare, haare
raat buharun, chaand mile na
shor jagenaa, murcheet chainaa aa re aa ra
tere bharam se aisi bhari
ab apne tan ki bhi khabar nahin
bin darshan kaise tariye
baina baina baina, baina baina baina
baina baina baina, baina baina baina
jaan udhedun
jaan udhedun ruh dise na
dosh kate na aushadhiyaan deja re, aa re
rog nachaadun, taap mita na
neek lage na, sangh tere le jaa re
jaa re aa re
khoj me tere aise jutee
khoj me main har roj mitee
bin darshan kaise tariye
baina baina baina, baina baina baina
baina baina baina, baina baina baina
baina baina baina, baina baina baina
baina baina baina, baina baina baina
ab lagan lagi ki kariye
na ji sakiye na mariye
na ji sakiye na mariye
ab lagan lagi ki kariye
ab lagan lagi ki kariye
na ji sakiye na mariye
na ji sakiye na mariye
ab lagan lagi ki kariye
ab lagan lagi ki kariye
na ji sakiye na mariye
na ji sakiye na mariye
ab lagan lagi ki kariye
ab lagan lagi ki kariye
na ji sakiye na mariye
na ji sakiye na mariye
ab lagan lagi ki kariye
ab lagan lagi ki kariye
na ji sakiye na mariye
na ji sakiye na mariye
ab lagan lagi ki kariye
ab lagan lagi ki kariye
na ji sakiye na mariye
na ji sakiye na mariye
ab lagan lagi ki kariye
ab lagan lagi ki kariye
na ji sakiye na mariye
na ji sakiye na mariye
(aane waala kal ek sapna hai
guzra hua kal bas apna hai) - 2
hum guzre kal mein rehte hain
yaadon ke sab jugnu jungle mein rehte hain - 2
aane waala kal ek sapna hai
guzra hua kal bas apna hai
hum guzre kal mein rehte hain
yaadon ke sab jugnu jungle mein rehte hain - 2
mere tan mann ke armaan apne tan mann se poochho
inki chhun chhun ka matlab dil ki dhadkan se poochho
duniya saare zamaane le le, daulat le le, khazaane le le
loot sake na jisko zamaana, humko ek pal aisa de de
pyaar ke rangeen mausam sab jis pal mein rehte hain
waqt ke sachche nagme jis pal mein rehte hain
aane waala kal ek sapna hai
guzra hua kal bas apna hai
hum guzre kal mein rehte hain
yaadon ke sab jugnu jungle mein rehte hain - 2
tu hai bhatakta jugnu koi mai to andhere ki hu pari
ho tu hai awara tufan koi mai udta huwa tinka sahi
aj apna milan ho gaya
kis khwab ne chup chap se mera badan chhu liya
kis khwab ne chup chap se mera badan chhu liya
tu hai bhatakta jugnu koi mai to andhere ki hu pari
bahon me leke mujhko sikha de sang me tere nach lu
sab dar mere aaj bhula de indra dhanush chhu lu
jaise koi mor hai nache pehli baharo me
mayak panchchi sehma sehma pehli udan bhare
tune mujhe udna sikhla diya kaisa hasin ye jadu kiya
kis khwab ne chup chap se mera badan chhu liya
kis khwab ne chup chap se mera badan chhu liya
tu hai bhatakta jugnu koi mai to andhere ki hu pari
ho tu hai awara tufan koi mai udta huwa tinka sahi
aj apna milan ho gaya
kis khwab ne chup chap se mera badan chhu liya
kis khwab ne chup chap se mera badan chhu liya
tu hai bhatakta jugnu koi mai to andhere ki hu pari
raks kar le tod de sab janjire
aa mila kadam sajegee woh mehfile
ho ho hain jahan rangin jindagee berangin kyon ho
lay pe dhadkano kee hath meraa thame jhum lo
o yara taron kee tarah chamkoge toh
dekhega jahan ha taron kee tarah
raks kar le raks mein hai yeh jahan
ghumatee jamin rang mein hai aasman
hey hey hey jis tarah nadee mein
nachatee hai lehare nacho tum
jis tarah dilon me nachein hai umangein nacho tum
o yara taro kee tarah chamkoge tum
dekhega jahan ha taro kee tarah
ho ho udane do khud ko tum
ha ha roko naa abb dil ko tum
chhu lo aasman
rasta chahta hai kai rahee
har ek rahee chahta hai ek sathee
manjil chahti hai musafir
har musafir ek humsafar chahta hai
raks kar le tod de sab janjire
aa mila kadam sajegee woh mehfile
ho ho hain jahan rangin jindagee berangin kyon ho
lay pe dhadkanon kee hath meraa thame jhum lo
o yara taro kee tarah chamkoge toh
dekhega jahan ha taron kee tarah
o yara taro kee tarah chamkoge toh
dekhega jahan ha taron kee tarah
khwahisho se ye suna hain, pyar hamko ho raha hain
tum hi to ho wo sapna jo, dekha hai ji bhi liya hain
tum hi to ho wo lamha jo, abb jindagi ban gaya hain
rasto me gunjata hain, pyar hamko ho raha hain
tumhi to ho savera jo, ye rang naye de gaya hain
tumhi to ho khajana jo, dil me hi tha mil gaya hain
khwahisho ne
khwahisho se ye suna hain
isharo me kehati hai pagal ye hawaye
chalo raaj sabko ye jake bataye
isharo me kehati hai pagal ye hawaye
chalo raj sabko ye jake bataye
tum hi to ho jo khwabo ko, sang sang mere dekhta hain
tum hi to ho jo rato ko, tanhaiya batta hain
khwahishon se
dabe paw dastak mohabbat ne sunayi
hain dehlij pe khwab sare le aayi
dabe paw dastak mohabbat ne sunayi
hain dehlij pe khwab sare le aayi
tum hi to ho wo saya jo sathi mera rehnuma hain
tum hi to ho sitara jo roshan kare rasta hain
aasman pe ye likha hain, pyar hamko ho gaya hain
tum hi to ho wo sapna jo, dekha hain ji bhi liya hain
tum hi to ho wo lamha jo, ab jindagi ban gaya hain
aashiyaan ban gaya mera dil aaj se
meharbaan ho gaya ishq bhi aaj se
aaj ko baandh lu main in zulfon se
tham lu main yeh pal meri palkon se
ho jashna aaisa jhoome jahaan
aaye na aaye kal kya pata
aashiyaan ban gaya mera dil aaj se
naseebon mein jaane likha aur kya - 2
hain kismat mein apni chupa aur kya
yeh fikre khudaai tu chhod ke
apni tamannao ko rang de
iske siva jeena hai aur kya
jam gaya so gaya woh kal bhul ke
aaj ki maauj mein chala jhool ke
ho jashn kaisa jhoome jahaan
aaye na aaye kal kya pata
aashiyaan ban gaya mera dil aaj se
sitaaron ko bhi aaj roko zara - 2
ho chanda ko bhi aaj toko zara
saji hai dilo ki mehfil yahaan
kashti yahi hain saahil yahaan
paayi mohabbat ne manzil yahaan
umra bhar yu chale yeh shaam toh bhi kya
zindagi aaj ho tamam toh bhi kya
ho jashna aaisa jhoome jahaan
aaye na aaye kal kya pata
aashiyaan ban gaya mera dil aaj se
aashiyaan ban gaya mera dil aaj se
meharbaan ho gaya ishq bhi aaj se
aaj ko baandh lu main in zulfon se
thaam lu main yeh pal meri palkon se
ho jashn aaisa jhoome jahaan
aaye na aaye kal kya pata
aashiyaan ban gaya mera dil aaj se
nile nile aasman tale khwab ke ho kafile
chalo aisi jagah chale aisi jagah chale
suraj chand ke pare pariyo kaa pata mile
chalo aisi jagah chale aisi jagah chale
jaha par shokh lehre ho arsa hi kuchh dopahare ho
daude bhigi reto par thandi rat me
ghutano bhar samundar nap le
tere hi sang me nile nile aasman tale
khwab ke ho kafile chalo aisi jagah chale
aisi jagah chale
pairo me sipi ho aankho me moti
sagar se sikho toh khwahish kya hoti
suraj ka jewar hai subaha ke mathe
ghunghat na yeh karde ke do badal se
dekho oss ki bunde palke apni munde
hai ek aisi duniya jahan khushiya naa dhale
aao aaj usko dhund le
tere hi sang me nile nile aasman tale
khwab ke ho kafile chalo aisi jagah chale
aisi jagah chale
din doobey roshan ho jhilmil yeh tare
sab me ek sapna hai sach honge sare
raato kaa andhiyara hamse kehta hai
baitho toh mere ghar chanda rehta hai
tum sang khwab pura hai tum bin sab adhura hai
chahe ab yeh duniya mile ya naa mile
maine toh saja li hai dil me tere hi sang me
nile nile aasman tale khwab ke ho kafile
chalo aisi jagah chale aisi jagah chale
ashiya ban gaya mera dil aaj se
meharban ho gaya ishq bhi aaj se
aaj ko bandh lu mai in zulfo se
tham lu mai ye pal meri palko se
ho jashan aisa jhume jaha, aaye na aaye kal kya pata
ashiya ban gaya mera dil aaj se
nasibo mein jane likha aur kya
nasibo mein jane likha aur kya hai
kismat me apni chupa aur kya
ye fikre khudai tu chhod ke apni tamannao ko rang de
iske siva jina hai aur kya
jam gaya so gya wo kal bhul ke aaj ki mauj mein chala jhul ke
ho jashn kaisa jhume jaha aaye na aaye kal kya pata
ashiya ban gaya mera dil aaj se
sitaro ko bhi aaj roko zara
sitaro ko bhi aaj roko zara ho chanda ko bhi aaj toko zara
saji hai dilo ki mehfil yaha kashti yahi hai sahil yahan
payi mohabbat ne manzil yahan
umer bhar yun chale ye shaam to bhi
kya zindagi aaj to tamam to bhi kya
ho jashan aisa jhume jahan aaye na aaye kal kya pata
ashiyaan ban gaya mera dil aaj se
meharban ho gaya ishq bhi aaj se
aaj ko bandh lun main in zulfo se
tham lun main ye pal meri palko se
ho jashan aisa jhume jahan, aaye na aaye kal kya pata
ashiya ban gaya mera dil aaj se
mann mein kahin ho lagan sada rahe jo dhyan magan
mitha phal payega wahin bujhegi usiki antar agan
dudh ki nadi dahi ka dariya chatpat sara gatt karliyan
koi to do bhed khol pet hai ya black hole
dudh ki nadi dahi ka dariya chatpat sara karliyan
koi to do bhed khol pet hai ya black hole
uff laddu halwa khir malayi subah se bane kadhayi
han dusara kya nahin koi kam bhais bhi mange rokda dam
yun to ban jayega dhol pet hai ya black hole
dudh ki nadi dahi ka dariya chatpat sara gatt karliyan
koi to do bhed khol pet hai ya black hole
dudh ki nadi dahi ka dariya chatpat sara gatt karliyan
koi to do bhed khol pet hai ya black hole
pet hai ya black hole pet hai ya black hole
pet hai ya black hole pet hai ya black hole
pet hai ya black hole pet hai ya black hole
pet hai ya black hole pet hai ya black hole
jibh macha rahi hai dhum chehra phir bhi hai masum
ghar bhar ko khub nachaya sar saron ka chakraya
bhage har koi gol gol pet hai ya black hole
dudh ki nadi dahi ka dariya chatpat sara gatt karliyan
koi to do bhed khol pet hai ya black hole
khate hi khate ja ruko na khate ja
khake phir tum so jao uthke phir se tum khao khate hi khate jao
ho khali handi khali kadayi khali mithayi
ho bekar hai dibbe ka dhakkan andar bacha nahin hai makhkhan
ab kya khayenge to bol pet hai ya black hole
dudh ki nadi dahi ka dariya chatpat sara gatt karliyan
koi to do bhed khol pet hai ya black hole
dudh ki nadi dahi ka dariya chatpat sara gatt karliyan
koi to do bhed khol pet hai ya black hole
dudh ki nadi dahi ka dariya chatpat sara gatt karliyan
koi to do bhed khol pet hai ya black hole
pet hai ya black hole
jai hanuman gyan gun sagar
jai kapis tihu lok ujagar
ram dut atulit bal dhama
anjani putar pawan sut nama
parakaram se gunje tirubhuvan
dharti paatal dusht bhanjan
jal sagar kare parajai karandan
trikaal nirantar lok wandan
mahabali maha rudra
mahabal sa shauryavan veer hanuman
mahabali maha rudra
mahabal sa shauryavan veer hanuman
chehre se jhalakti namrta
aankho me shant chit ki chhaya
chehre se jhalakti namrta
aankho me shant chit ki chhaya
mukh pe hai subah ki lali
visha sindur liti kaya
mahabali maha rudra
mahabal sa shauryavan veer hanuman
mahabali maha rudra
mahabal sa shauryavan veer hanuman
maha veer vikram bajrangi
kumti niwar sumati ke sangi
kachan varan viraj suwesha
kanan kundal kunchit kesha
hath vajr or dhwaja viraje
kandhe kunj janeu saaje
shankar suwan keshri nandan
tej partap maha jag bandan
vikat samay nikat jo aaye
pratham wahi samarn aa jaye
vikat samay nikat jo aaye
pratham wahi samarn aa jaye
har vipda wo dur kare
sankat mocha tabhi kahlaye
mahabali maha rudra
mahabal sa shauryavan veer hanuman
mahabali maha rudra
mahabal sa shauryavan veer hanuman
shakti ki nayi paribhasha
virat vikarmi rup anokha
shakti ki nayi paribhasha
virat vikarmi rup anokha
laye uthaye drongiri
or jag dekhe leela nyari
mahabali maha rudra
mahabal sa shauryavan veer hanuman
mahabali maha rudra
mahabal sa shauryavan veer hanuman
mahabali maha rudra
mahabal sa shauryavan veer hanuman
mahabali maha rudra
mahabal sa shauryavan veer hanuman
parakram se gunje tribhuvan dharati patal dusht bhanjan
jal sagar kare parajay krandan trikal nirantar lok vandan
mahabali maha rudra maha vajra shauryavan veer hanuman
jai hanuman gyan guna sagar jai kipis tihun lok ujgar
ramdoot atulit bal dhama anjani putra pavansut nama
parakram se gunje tribhuvan dharati patal dusht bhanjan
jal sagar kare parajay krandan trikal nirantar lok vandan
mahabali maha rudra maha vajra shauryavan veer hanuman
chehre se chalakti namrata ankho me shant chit ki chaya
tum terenani terena
chehre se chalakti namrata ankho me shant chit ki chaya
uper hai subha ki lali disha sindurlipi kaya
mahabali maha rudra maha vajra shauryavan veer hanuman
mahebir bikram bajrangi kumati nivar sumati ke sangi
kanchan baran biraj subesa kanan kundal kunchit kesa
hath bajra aur dhvaja birjai kandhe moonj janeu sage
shankar suvna kesari nandan tej pratap maha jag vandan
vikat samay nikat jo aaye pratham vahi smaran aa jaye
vikat samay nikat jo aaye pratham vahi smaran aa jaye
har vipda woh dur kare sankat mochan tabhi kahalaye
mahabali maha rudra maha vajra shauryavan veer hanuman
shakti ki nayi paribhasha virat vikrami rup anhokha
shakti ki nayi paribhasha virat vikrami rup anhokha
shakti ki nayi paribhasha virat vikrami rup anhokha
mahabali maha rudra maha vajra shauryavan veer hanuman
parakram se gunje tribhuvan dharati patal dusht bhanjan
jal sagar kare parajay krandan trikal nirantar lok vandan