rajj ke rulaya
rajj ke hansaya
maine dil kho ke ishq kamaya
manga jo usne ek sitara
humne zameen pe chand bulaya
jo aankhon se haye
wo jo aankhon se ik pal naa ojhal huwe
wo jo aankhon se ik pal naa ojhal huwe
lapata ho gaye dekhte dekhte
sochta hun
sochta hun ke wo kitne masoom the
sochta hoon ke woh kitne masoom the
kya se kya ho gaye dekhte dekhte
sochta hun ke woh kitne masoom the
kya se kya ho gaye dekhte dekhte
sochta hun ke wo kitne masoom tha
sochta hun ke wo kitne masoom tha
kya se kya ho gaye dekhte dekhte
wo jo kahte the bichdenge naa hum kabhi
wo jo kahte the bichdenge naa hum kabhi
alvida ho gaye dekhte dekhte
sochta hu
ek main ek wo, aur shamein kai
chand roshan thay tab aasmaan mein kai
ek main ek wo, aur shaamein kai
chand roshan the tab aasmaan mein kai
yaariyon ka wo dariya utar bhi gaya
aur haathon mein bas ret hi reh gai
koi puchhe ke haye
koi puchhe ke humse khata kya hui
kyun khafa ho gaye dekhte dekhte
aate jaate thhe jo saans ban ke kabhi
aate jaate thhe jo saans ban ke kabhi
wo hawa ho gaye dekhte dekhte
wo hawa ho gaye haye
oh ho ho oh ho ho
wo hawa ho gaye dekhte dekhte
alvida ho gaye dekhte dekhte
lapata ho gaye dekhte dekhte
kya se kya ho gaye dekhte dekhte
jeene marne ki hum the wajah aur hum hi
jeene marne ki hum the wajah aur hum hi
bewajah ho gaye dekhte dekhte
sochta hun
sochta hun ke wo kitne masoom thhe
sochta hun ke wo kitne masoom thhe
kya se kya ho gaye dekhte dekhte
kya se kya ho gaye dekhte dekhte
kya se kya ho gaye oh ho ho
kar rahi hai dar haqiqat, kaam teri najar
kar rahi hai kaam
kar rahi hai dar haqiqat, kaam teri najar
maikadi me, gardishe sagar banaye na
ye jo halka halka surur hai
ye jo halka halka surur hai
ye teri najar ka kusur hai
ke sharab peena sikha diya
ye teri najar ka kusur hai
ke sharab peena sikha diya
ho tere pyar ne, teri chah ne
tere pyar ne, teri chah ne
teri bahki bahki nigah ne
mujhko ek sharabi bana diya
teri bahki bahki nigah ne
mujhko ek sharabi bana diya
ye nigah nigah ki, nigah ne
ye sharab kaisi, khumar kaisa
ye sab tumhari nawajishe hai
sharab kaisi, khumar kaisa
ye sab tumhari nawajishe hai
peeelayi hai kis kadar se tune
ke mujhko apni khabar nahi hai
teri bahki bahki nigah ne
mujhko ek sharabi bana diya
bahki bahki nigah ne
mujhko ek sharabi bana diya
har kali mahwe khaab ho jaati
patti patti gulab ho jaati
tune daali na mahkisha najre
warna shabnam, sharab ho jaati
teri bahki bahki nigah ne
mujhko ek sharabi bana diya
teri bahki bahki nigah ne
mujhko ek sharabi bana diya
teri bahki bahki nigah ne
mujhko ek sharabi bana diya
sara jahan mast, sara jahan mast
jahan kaale gaam mast
sara jahan mast, jaha kaale gaam mast
mast raat, mast sahar, mast sham mast
mast shisha, mast shab, mast jaam mast
hai teri chashme mast se, har khas-o-aam mast
yu to saaki har taraf ki, tere maikhane me hai
hai wo bhi thodi si, hai wo bhi thodi si
jo in aankho ke paimane me hai
hai wo bhi thodi si, jo in aankho ke paimane me hai
sab samajhta hu teri, iswagariya saaki
kaam karti hai najar, na
teri bahki bahki nigah ne
mujhko ek sharabi bana diya
tera pyar hai, meri zindagi
tera pyar hai, meri zindagi
teri yaad hai meri bandgi
jo teri khushi, wo meri khushi
ye mere junu ka hai mojja
jaha apne sar ko jhuka diya
waha apne sar ko jhuka diya
mere baad kisko sataoge
maine unke samne awal to khanjar rakh diya
phir kaleja rakh diya, dil rakh diya
sab rakh diya aur araj kiya
mere baad kisko sataoge
mere baad kisko sataoge
meri wafaye yaad karoge
rouge, fariyad karoge
mujhko to barbad kiya hai
mujhko to barbad kiya hai
aur kise barbad karoge
aur kise barbad karoge
diljalo se dillagi acchi nahi
rone walo se hansi acchi nahi
dillagi hi dillagi me, dil gaya
dillagi hi dillagi me, dil gaya
dil lagane ka natija mil gaya
dil lagane ka natija mil gaya
main to rota hu, ke mera dil gaya
main to rota hu, ke mera dil gaya
tum kyu hanste ho, tumhe kya mil gaya
mere baad kisko sataoge
mere baad kisko sataoge
mujhe kis tarah se mitaoge
kahan jaake teer chalaoge
kahan jaake teer chalaoge
meri dosti ki panah hai wo
meri dosti ki panah hai wo
mujhe hath uthakar duaye do
tumhe ek sharabi bana diya
mujhe hath uthakar duaye do
tumhe ek sharabi bana diya
mujhe dekho khwaishe janeja
mujhe dekho khwaishe
mujhe dekho khwaishe janeja
main wahi hu anware neemja
tumhe itna hosh tha jab kahan
tumhe itna hosh tha jab kahan
na chalaao tum is tarah juba
karo mera shukriya meharba
tumhe baat karna sikha diya
ye jo halka halka surur hai
Jism jaise mahakti hui chandani
Jism jaise machalti hui raagini
Jism jaise kih khilta hua ik chaman
Jism jaise kih sooraj ki pahli kiran
Jism tarsha huwa dil-kash o dil-nisheen
Sandaleen sandaleen
Marmareen marmareen
Husn e jaanaan ki tareef mumkin nahi (x2)
Afreen afreen
Afreen afreen
Tu bhi dekhe agar to kahe ham-nisheen
Afreen afreen
Afreen afreen
Husn e jaanaan ki tareef mumkin nahi (x2)
Jaane kaise baandhe tu ne akhiyon ke dor
Man mera khincha chala aaya teri or
Mere chehre ke subh zulfon ki shaam
Mera sab kuchh hai piya ab se tere naam
Nazron ne teri chhuwa
To hai yih jaadu hua
Hone lagi hoon main haseen
Aafreen Aafreen Aafreen
Chehra ik phool ki tarh shaadaab hai
Chehra us ka hai ya koyi mahtaab hai
Chehra jaise ghazal chehra jaan-I ghazal
Chehra jaise kali chehra jaise kanwal
Chehra jaise tasawwur bhi tasweer bhi
Chehra ik khaab bhi chehra taa’beer bhi
Chehra koyi alf lailawi daastaan
Chehra ik pal yaqeen chehra ik pal gumaan
Chehra jaisa ke chehra kaheen bhi nahi
Maah-ru maah-ru mah-jabeen mah-jabeen
Husn e jaanaan ki tareef mumkin nahi (x2)
Afreen afreen
Afreen afreen
Tu bhi dekhe agar to kahe ham-nisheen
Afreen afreen
Afreen afreen
Husn e jaanaan ki tareef mumkin nahi (x2)
Har dam naam sambhaal saaeen da
Har dam naam sambhaal saaeen da
Ta toon asthar theevein
Cling to your Lord’s name at every momen and with each breath
You may thus become steadfast and firm
Har dam naam sambhaal saaeen da
Ta toon asthar theevein
Cling to your Lord’s name at every moment and with each breath
You may thus become steadfast and firm
Kahwe Husain Faqeer saaeen da
Main nahi bas tu
Husain, God’s lowly servant, says
There is no me, only You!
Sayonee, Sayonee
Chain ik pal nahi
Chain ik pal nahi
Chain ik pal nahi
Aur koyi hall nahi
O my dear friends
O my dear friends
Not a moment of peace
Not a moment of peace
Not a moment of peace
And no way out
Sayonee
Sayonee
O my dear friends
O my dear friends
Kaun mode muhaar
Muhaar
Kaun mode muhaar…
Kaun mode muhaar…
Who will turn the camel round?
…turn the camel round?
Who will turn the camel round?
Who will turn the camel round?
Koyi saanwal nahi
Chain ik pal nahi
Chain ik pal nahi
Chain ik pal nahi
Aur koyi hall nahi
Punnun, my lover, is long gone
Not a moment of peace
Not a moment of peace
Not a moment of peace
And no way out
Sayonee
Sayonee
O my dear friends
O my dear friends
Kya bashar ki bisaat
Bisaat
Kya bashar ki bisaat
Kya bashar ki bisaat
What is the worth of a mortal being?
…worth…
What is the worth of a mortal being?
What is the worth of a mortal being?
Aaj hai kal nahi
Chain ik pal nahi
Chain ik pal nahi
Chain ik pal nahi
Aur koyi hall nahi
Here today, and gone tomorrow
Not a moment of peace
Not a moment of peace
Not a moment of peace
And no way out
Sayonee
Sayonee
O my dear friends
O my dear friends
Zaahir har ik manzar mein
Tu har pas-manzar mein tu (x2)
You are manifest in all seen and unseen things
Masjid mein tu
Mandir mein tu
Jeewan saagar mein tu
In the mosque
In the temple
In the ocean of existence
Saaeen tu hi
Mera saccha saaeen tu hai
Saaeen tu hi
Mera saccha saaeen tu hai
Main tera banda, tu hi mera maula saaeen
Tu hi mera maula saaeen
Sayonee
Sayonee
Sayonee
Sayonee
Allaah
Allaah
Allaah
Allaah
In the mosque
In the temple
In the ocean of existence
O Lord, only You
You are my true Lord
O Lord, only You
You are my true Lord
I am your servant, and you are my beloved Master
You are my beloved Master
O my dear friends
O my dear friends
O my dear friends
O my dear friends
Allah!
Allah!
Allah!
Allah!
le aayi hai bite hue lamho ko phir ha ye zindagi
yu beraham si ho gayi, lene chali jaan ye zindagi
khuda kyu ruth gaya mujhse, nahi tha bair mera tujhse
kyun tune chhin liya mujhse mera jahaan
aye khuda khuda tu bata bata
le aayi hai bite hue lamho ko phir ha ye zindagi
yu beraham si ho gayi, lene chali jaan ye zindagi
khuda kyu ruth gaya mujhse, nahi tha bair mera tujhse
kyun tune chhin liya mujhse mera jahaan
aye khuda khuda tu bata bata
yeh kya kiya khuda haaye yeh kyu kiya khuda
bata mere khuda thi kya meri khata
bejaan si hai zindagi, har saans hai ghamzada
yeh kya kiya khuda haaye yeh kyu kiya khuda
bata mere khuda thi kya meri khata
ummid hai tooti hui, tanhaiyo ka daur hai
hai khwaishe bikhri hui, khamoshiyo ka shor hai
bula le apne paas mujhe, naa aaye jina raas mujhe
kyu tune chhin liya mujhse mera jahaan
aye khuda khuda tu bata bata
yeh kya kiya khuda haaye yeh kyu kiya khuda
bata mere khuda thi kya meri khata
bejaan si hai zindagi, har saans hai ghamzada
yeh kya kiya khuda haaye yeh kyu kiya khuda
bata mere khuda thi kya meri khata
le aayi hai bite hue lamho ko phir ha ye zindagi
yu beraham si ho gayi, lene chali jaan ye zindagi
khuda kyu ruth gaya mujhse, nahi tha bair mera tujhse
kyun tune chhin liya mujhse mera jahan
ae khuda khuda tu bata bata
ummid thi armaan the, khushiya bhi thi behisaab si
baaho me thi duniya meri, thi zindagi jaise khwaab si
har ik pal roshan roshan tha, mehakta dil ka aangan tha
tha jannat se badh ke pyaara mera jahaan
ae khuda khuda tu bata bata
ye kya kiya khuda haay ye kyun kiya khuda
bata mere khuda thi kya meri khata
bejaan si hai zindagi, har saans hai ghamzada
ye kya kiya khuda haay ye kyun kiya khuda
bata mere khuda thi kya meri khata
ummid hai tuti hui, tanhaiyo ka daur hai
hai khwahishe bikhri hui, khamoshiyo ka shor hai
bula le apne paas mujhe, na aaye jina raas mujhe
kyun tune chhin liya mujhse mera jahan
ae khuda khuda tu bata bata
ye kya kiya khuda haaye ye kyun kiya khuda
bata mere khuda thi kya meri khata
bejaan si hai zindagi, har saans hai ghamzada
ye kya kiya khuda haay ye kyun kiya khuda
bata mere khuda thi kya meri khata
jo pyaar di khatir jaan laga de
jo pyaar di khatir jaan laga de
wo rab jaisa insan re, wo rab jaisa insan re
jite pyar di baazi jo, jite pyar di baazi jo
wo sachcha sultan re, wo sachcha sultan re
dil vicho uth di ae hook
mere zakhma de chhaale gaye phut
dil vicho uth di ae hook
mere zakhma de chhaale gaye phut
chain pardesi le gaya, le gaya
meri ankhiyo ko aansu de gaya haaye
ke hayo rabba, ke hayo rabba
ke hayo rabba raula pai gaya, pai gaya
ke hayo rabba raula pai gaya
ke hayo rabba raula pai gaya, pai gaya
ke hayo rabba raula pai gaya
ke hayo rabba raula pai gaya, pai gaya
ke hayo rabba raula pai gaya
hayo hayo rabba raula pai gaya, pai gaya
ke hayo rabba raula pai gaya
ishq hai kab aasaan sultan, tutate hai armaan sultan
warna haara hai tu bande
warna haara hai tu bande, yaar tu hi saccha sultan
ishq hai kab aasaan sultan, tutate hai armaan sultan
warna haara hai tu bande, yaar tu hi saccha sultan
ke hayo rabba raula pai gaya, pai gaya
ke hayo rabba raula pai gaya
ke hayo rabba raula pai gaya, pai gaya
ke hayo rabba raula pai gaya
ke hayo rabba raula pai gaya, pai gaya
ke hayo rabba raula pai gaya
ke hayo rabba raula pai gaya, pai gaya
ke hayo rabba raula pai gaya
ke hayo rabba raula pai gaya, pai gaya
ke hayo rabba raula pai gaya
dil ko aaye sukun tere didar se
dil ko aaye sukun tere didar se
ab na hona ruksat apne dildar se
bin tere ek lamha
ab rah nahi pata hai
ye ishq mere alla kitna thadpata hai
bin tere ek lamha
ab rah nahi pata hai
ye ishq mere alla kitna thadpata hai
kabhi aahe barta hai
kabhi dil dhadkata hai
ye ishq mere alla kitna thadpata hai
dard tanhai ka
duriyo ka mausam
na jiya na bekasi ka aalam
tere ahsaso ki chandno bunti hu
mai tere khwabo ko
nind mein chunti hu
dil ko aaye sukun tere didar se
ab na hona ruksat apne dildar se
bin tere ek lamha
ab rah nahi pata hai
ye ishq mere alla kitna thadpata hai
kabhi aahe barta hai
kabhi dil dhadkata hai
ye ishq mere alla kitna thadpata hai
tera ishq ishq ishq, ishq
tera ishq ishq ishq, ishq
tera ishq ishq ishq alla alla alla
tera ishq ishq ishq, ishq
tera ishq ishq ishq, ishq
tera ishq ishq ishq alla alla alla
bas tere pehlu mein
jine ki chaht hai
jindagi tu meri tujhse hidayat hai
jab dua mangi hai
bas tujhe manga hai
sanso ki galiyo me
tujhko hi paya hai
ho dil ko aaye sukun tere didar se
ab na hona ruksat apne dildar se
bin tere ek lamha
ab rah nahi pata hai
ye ishq mere alla kitna thadpata hai
bin tere ek lamha
ab rah nahi pata hai
ye ishq mere alla kitna thadpata hai
kabhi aahe barta hai
kabhi dil dhadkata hai
ye ishq mere alla kitna thadpata hai
tera ishq ishq ishq, ishq
tera ishq ishq ishq, ishq
tera ishq ishq ishq alla alla
o laagi tum se man ki lagan
lagan laagi tum se man ki lagan
lagan laagi tum se man ki lagan
lagan laagi tum se man ki lagan
gali gali ghume dil tujhe dhundhe
gali gali ghume dil tujhe dhundhe
tere bin tarse nayan
lagan laagi tum se man ki lagan
lagan laagi tum se man ki lagan
lagan laagi tum se man ki lagan
lagan laagi tum se man ki lagan
aa ja o meri jaan, mere dil ka jahaan
maange teri khabar, dhundhe tera nishaan
laagi tum se man ki lagan
lagan laagi tum se man ki lagan
lagan laagi tum se man ki lagan
lagan laagi tum se man ki lagan
gali gali ghume dil tujhe dhundhe
gali gali ghume dil tujhe dhundhe
tere bin tarse nayan
lagan laagi tum se man ki lagan
lagan laagi tum se man ki lagan
lagan laagi tum se man ki lagan
lagan laagi tum se man ki lagan
tera tujhko saunp de, kya laagat hai mor
mera mujhme kuchh naahi, jo hovat so tor
tere bin mera man jaise ban me hiran
jaise pagli pawan
laagi tum se man ki lagan
lagan laagi tum se man ki lagan
lagan laagi tum se man ki lagan
lagan laagi tum se man ki lagan
rabba haay rabba, rabba haay rabba
kisi da tu kya laage, lo tute kachche dhaage
phire dil maara maara, yaar da chhuta sahaara
kyun hai bhala ye duriya, kyun hai khala ab darmiyaan
rabba tu itana bata de haan bata de, bata de rabba
ki kara main hun ki kara we han bata de, bata de rabba
bhaaga bhaaga phirata hai ye dil
haay jaane aisi kya hai mushkil
tere bina jina nahi hain haay
tu to meri saanso me shaamil
o teri duwaahiya tere sadake soniya
de de rehaayiyan mainu dil se soniya
dil ka kahin hai kya sahaara, kyun hai bhala ye duriyaan
rabba tu itana bata de haan bata de, bata de rabba
ki kara main hun ki kara we bata de, bata de rabba
tere bina jiya na mora laage, tere bina
tere bina jiya na mora laage, tere bina, jiya na laage
rutha rutha rehata hai mann
oye jaane aisi kya hai uljhan
tere bina hasata nahi hai
haay jaane mera kyun hai dushman
o meri tanhaayiya dase mujhako soniya
hongi ruswaayiya tere dil ki soniya
mera nahi hai abb gujaara, kyun hai bhala ye duriya
rabba tu itana bata de haan bata de, bata de rabba
ki kara main hun ki kara we bata de, bata de rabba
rabba haay rabba, rabba haay rabba
rabba haay rabba, rabba haay rabba
saaiya mere saaiya, saaiya mere saaiya, mere saaiya
saaiya mere saaiya, saaiya mere saaiya
saaiya mere saaiya, saaiya mere saaiya
mere saaiya re, saaiya re saacha bole na jhutha mahiya re
mere saaiya re, saaiya re jhuthi maya ka jhutha hai jiya re
ab kis disha jaau, kit main basera paau
tu jo thame sambhal jaau
saaiya mere saaiya, saaiya mere saaiya
saaiya mere saaiya, saaiya mere saaiya
mere saaiya re, saaiya re saacha bole na jhutha mahiya re
daaman me samete andhera layi hai behrupiya roshni
ho o loriya gaaye to ninde jal jaati hai, laage kalsuni chaandni
mere saaiya re, saaiya re dil sheeshe ka tutaa aashiyaa re
ab kis disha jaau, kit main basera paau
tu jo thame sambhal jaau
saaiya mere saaiya, saaiya mere saaiya
saaiya mere saaiya, saaiya mere saaiya
yada teriyan aundiya hanju lele ke
rone aa assi kalle
raati os chan thalle beh beh ke
yada teriyan aundiya hanju lele ke
rone aa assi kalle
raati os chan thalle beh beh ke
yada teriyan aundiya hanju lele ke
tere bina dil eh dhadakda nai, aa haye
tere baajo dil eh lagda nai
roi jave seene de vich beh ke, beh ke
sohn teri dil sukda nai
aye tujhe bhi pata, mujhe bhi pata
ye jo bhi hai dil ki hain galtiyan
tujhe bhi pata, mujhe bhi pata
ye jo bhi hai dil ki hain galtiyan
hum hain bekasur ho gaye dur dur
mar na jaye vichhode seh seh ke
yada teriyan aundiya hanju lele ke
yada teriyan aundiya hanju lele ke
hume jo mile ye jo faasle
marzi nai humari rab ke hain faisle
hume jo mile ye jo faasle
marzi nai humari rab ke hain faisle
hatho ki lakeer jo mod leti heer ranjha
aata nai khayalon mein reh reh ke
yada teriyan aundiya hanju lele ke
tere bina dil ae dhadakda nai
tere baajo dil eh lagda nai
roi jave seene de vich beh ke
sohn teri dil sukda nai
hanju lele ke
haan mud tak le, aaja rakh le man ve
haaye kuchh keh de, kuchh sun le, jaan ve
jaan ve, jaan le haal e dil
jaan ve, bol de haal e dil
jaan ve, bol de haal e dil
aaja tere sine mein saans saans pighlu main
aaja tere hontho se baat baat niklu main
tu meri aag se roshni chhaat le
ye jameen aasmaan jo bhi hai baat le
jaan ve, jaan le haal e dil
jaan ve, bol de haal e dil
aaja maahiya aaja, aaja maahiya aaja
aaja maahiya aaja
bebasiya aaja, aaja maahiya aaja
din jogi raata sapat siya aaja
teri jholiya paau ghar galiya aaja
aaja maahiya aaja, aaja maahiya aaja
aaja maahiya aaja
aaja tere kohre mein dhup banke kho jaau
tere bhes tere hi roop jaisi ho jaau
rag rag mein hai tere saaye ve
rag rag mein hai tere saaye
rang tera chadh chadh aaye ve
rang tera chadh chadh aaye
jaan ve, jaan le haal e dil
haay tu hi meri nindon mein jaagta hai, sota hai
tu hi meri aankhon ke paaniyon mein hota hai
teri akhiyon ke do gehne ve
teri akhiyon ke do gehne
phirte hai pehne pehne ve
phirte hai pehne pehne
jaan ve, jaan le haal e dil
jaan ve, bol de haal e dil
jaan ve, jaan le haal e dil
jaan ve, bol de haal e dil
ishqiya, ishqiya
ruk ruk ke kehte hai, jhuk jhuk ke rehte hai
dil ka mizaaj ishqiya, dil ka mizaaj ishqiya
dil ka mizaaj ishqiya, dil ka mizaaj ishqiya
ishqiya, ishqiya, ishqiya, ishqiya
tanha hai logo me, logo me tanhaayi
dil ka mizaaj ishqiya, dil ka mizaaj ishqiya
chotein bhi khaaye aur gungunaaye
aisa hi tha ye, aisa hi hai ye
masti me rehta hai mastaana saudayi
dil ka mizaaj ishqiya are dil ka mizaaj ishqiya
ishqiya, ishqiya
sharmeela sharmeela parde me rehta hai
dardo ke chhonke bhi chupke se sehta hai
nikalta nahi hai gali se kabhi
nikal jaaye toh dil bhatak jaata hai
arey bachcha hai aakhir behak jaata hai
khwaabo me rehta hai bachpan se harjaai
dil ka mizaaj ishqiya, ishqiya, ishqiya
na bolu main to kaleja phoonke
na bolu main to kaleja phoonke
jo bol du to zabaan jale hai
sulag na jaave agar sune woh
sulag na jaave agar sune woh
jo baat meri zabaan tale hai
na bolu main to kaleja phoonke
jo bol du toh zubaan jale hai
lage to phir yun ke rog laage
na saans aave, na saans jaave
lage to phir yun ke rog laage
na saans aave, na saans jaave
yeh ishq hai namuraad aisa
yeh ishq hai namuraad aisa
ke jaan leve tabhi tale hai
hamaari haalat pe kitta rove hai
aasman bhi tu dekh leejo
hamaari haalat pe kitta rove hai
aasman bhi tu dekh leejo
ke surkh ho jaave uski aankhe
ke surkh ho jaave uski aankhe bhi
jaise jaise yeh din dhale hai
na bolu main to kaleja phoonke
jo bol du to jabaan jale hai
ruk ruk ke kehte hai, jhuk jhuk ke rehte hai
ruk ruk ke kehte hai, jhuk jhuk ke rehte hai
dil ka mizaaj ishqiya, dil ka mizaaj ishqiya
tanha hai logo me, logo me tanhaayi
dil ka mizaaj ishqiya, dil ka mizaaj ishqiya
chote bhi khaaye aur gungunaaye
aisa hi tha ye, aisa hi hai ye
masti me rehta hai mastaana saudayi
dil ka mizaaj ishqiya, dil ka mizaaj ishqiya
sharmeela sharmeela parde me rehta hai
dardo ke chhonke bhi chupke se sehta hai
nikalta nahi hai gali se kabhi
nikal jaaye to dil bhatak jaata hai
arey bachcha hai aakhir bahek jaata hai
khwaabo me rehta hai bachpan se harjaai
dil ka mizaaj ishqiya, dil ka mizaaj ishqiya
gusse me balkhana, gairo se jal jaana
mushqil me aaye to waado se tal jaana
ulajhne ki isko yu aadat nahi
magar bewafa ri sharafat nahi
ye jazbaati ho ke chhalak jaata hai
ishq me hoti hai thodi si garmaayi
dil ka mizaaj ishqiya, are dil ka mizaaj ishqiya
ruk ruk ke ishqiya, jhuk jhuk ke ishqiya
ruk ruk ke kehte hai, kehte hai
jhuk jhuk ke rehte hai, rehte hai
ish ish ishqiya ishqiya ishqiya
you and i will be together to the end of time
i promise i will never let you go now that i know you love me
you and i will be together to the end of time
i promise i will never let you go now that i know you love me
chalu main tere pichhe pichhe baaki saare bandhan tod du
jo tere tak na jaaye uss raste ko chhod du
har khaab mera ummid meri main tujhse jod du
sab rishte naate haske tod du bas tujhse dil ka rishta jod du jod du
sab rishte naate haske tod du bas tujhse dil ka rishta jod du
you and i will be together to the end of time
i promise i will never let you go now that i know you love me
you and i will be together to the end of time
i promise i will never let you go now that i know you love me
jud gayi jud gayi tujhse yeh meri jindagi
maine toh paayi tujhme meri har khushi
keh gayi keh gayi mujhse khud yeh baatein teri
aksar khayaalon mein hoon tere main kahin
dekhu main tujhe lamha lamha har pal apane sine mein rakhu
har subah tujhse milne ki chaahat mein main jagu
ik tu hi toh hai honto ki hasi chehre ka noor tu
sab rishte naate hasake tod du bas tujhse dil ka rishta jod du jod du
sab rishte naate hasake tod du bas tujhse dil ka rishta jod du
bas gayi bas gayi mujhme abb hai yeh bas gayi
saanson se aaye har dam khushbu jo teri
chha gayi chha gayi mujhpar yeh jo hai chha gayi
badli hai shaayad yeh to tere ishq ki
yahin hai mere dil ki hasrat pehron tujhse baatein main karu
ho saari baatein tujhpe khatam aur tujhse ho shuru
phir waqt bhi yeh ruk jaaye wahin ho jab bhi saath tu
sab rishte naate haske tod du bas tujhse dil ka rishta jod du jod du
sab rishte naate haske tod du bas tujhse dil ka rishta jod du
you and i will be together to the end of time
i promise i will never let you go now that i know you love me
you and i will be together to the end of time
i promise i will never let you go now that i know you love me
man bawra tujhe dhundta
man bawra tuhje dhundta
pane ki khone ki paimayise
jine ki sari meri khawahise
pane ki khone ki paimayise
jine ki sari meri khawahise
aasmaa ye jaha sab lage thahra
man bawra tujhe dhundta
man bawra tuhje dhundta
bad guma tha nadan ye dil dhadkega na kabhi
hosh kho baitha hai pagal ruthi hai jindagi
bad guma tha nadan ye dil dhadkega na kabhi
hosh kho baitha hai pagal ruthi hai jindagi
khud se baate kar karke hasna
bhid me bhi tanha sa lagna
bahti rahi hai jal tarange sanso ke darmaya
man bawra tujhe dhundta
man bawra tuhje dhundta
unsiyat ke khwab chun kar katti rate meri
ilat jaye did lekar bhatke aankhe mari
unsiyat ke khwab chun kar katti rate meri
ilat jaye did lekar bhatke aankhe mari
milo lambe ye fasle hai bas tawur ke silsile hai
ratjage gumsum pade hai
palko pe aaye na
man bawra tujhe dhundta
man bawra tuhje dhundta
pane ki khone ki paimayise
jine ki sari meri khawahise
pane ki khone ki paimayise
jine ki sari meri khawahise
aasmaa ye jaha sab lage thahra
man bawra tujhe dhundta
man bawra tuhje dhundta
ishq mushk bedar na koi, man se badhkar chor na koi
bin aag badan sulga dega, ye rag rag rog laga dega
man ke mat pe mat chaliyo, ye jiteji marwa dega
man ke mat pe mat chaliyo, ye jiteji marwa dega
mashuq mohalle me jake, besabra roz dagha dega
man ke mat pe mat chaliyo, ye jiteji marwa dega
man ke mat pe mat chaliyo, ye jiteji marwa dega
o man ki mandi manjokari, man hi man ka mol kare
o man ki mandi manjokari, man hi man ka mol kare
bhul bhal ke nafa munafa nain tarazu tol kare
nain tarazu tol kare
khud hi mol badha de manwa, khud hi mol badha de manwa
khud hi mol chupa de manwa, khud hi bhao gira dega
man ke mat pe mat chaliyo, man ke mat pe mat chaliyo
man ke mat pe mat chaliyo, ye jiteji marwa dega
man behkaye, man bhatkaye, man batlaye sau raste
man behkaye, man bhatkaye, man batlaye sau raste
man ki mat me pyar hai mehnga, pran pakheru hain saste
pran pakheru hain saste
man se thodi anban rakhna, man se thodi anban rakhna
man ke agey darpan rakhna, manwa shakal chupa lega
man ke mat pe mat chaliyo, mat chaliyo, mat chaliyo
man ke mat pe mat chaliyo, ye jiteji marwa dega
man ke mat pe mat chaliyo, ye jiteji marwa dega
mashuq mohalle, mashuq mohalle me ja ke
besabra roz dagha dega, man ke mat pe mat chaliyo
o re piya haaye, o re piya
o re piya haaye, o re piya
o re piya haaye, o re piya
udne laga kyun, man baawla re
aaya kahaan se, ye hosla re
o re piya, o re piya haaye
taanaabaana taanaabaana bunti hawaa
haaye bunti hawaa
boonde bhi to aaye nahi, baaz yaha haaye
sagish mein shaamil, saara jahaan hai
har zarrein zarrein ki, ye iltiza hai
o re piya, o re piya haaye
o re piya haaye, o re piya
nazrein bole, duniya tole
dil ki zaban haaye, dil ki zubaan
ishq maange, ishq chaahe koi toofaan haaye
chalna aahiste, ishq naya hai
pehla yeh vaada, humne kiya hai
o re piya haaye, o re piya haaye, o re piya
piyaaaaa ye piyaaaaa
nange pairo pe angaaro
chalti rahi haaye chalti rahi
lagta hai ki gairo me mai palti rahi haaye
le chal waha jo mulk tera hai
jaahil zamana, dushman mera hai haaye
o re piya haaye, o re piya haaye
o re piya haaye, o re piya haaye
o re piya, o re piya, o re piya
Aise lehra ke tu rubaroo aa gayi
Aise lehra ke tu rubaroo aa gayi
Dhadkane betahasha tadapane lagin
Dhadkane betahasha tadapane lagin
Teer aisa laga dard aisa jagaa
Teer aisa laga dard aisa jagaa
Chot dil pe wo khaayi mazaa aa gayaa!
Mere rashke qamar…
Mere rashke qamar tune pehli nazar
Jab nazar se milaai maza aagaya
Josh hi josh mein meri aagosh mein
Aake tu jo samaaai mazaa aa gaya
Here “Rashq-e-Qamar” is used for the girl who is so beautiful that even the Moon is jealous of her.
(Mere rashke qamar tune pehli nazar
Jab nazar se milaai mazaa aagaya
Jab nazar se milaai mazaa aagaya)
Ret hi ret thi mere dil mein bhari
Ret hi ret thi mere dil mein bhari
Pyaas hi pyaas thi zindagi ye meri
Pyaas hi pyaas thi zindagi ye meri
Aaj sehraao mein, ishq ke gaaon mein
Aaj sehraao mein, ishq ke gaaon mein
Baarishein ghir ke aayin mazaa aa gaya
Mere rashke qamar…
(Mere rashke qamar tune pehli nazar
Jab nazar se milaai maza aa gaya)
Ranjha ho gaye, hum Fana ho gaye
Aise tu muskuraai mazaa aa gaya
(Mere rashke qamar tune pehli nazar
Jab nazar se milaai maza aa gaya
Jab nazar se milaai maza aa gaya)
Barq si gir gayi kaam hi kar gayi
Barq si gir gayi kaam hi kar gayi
Aag aisi lagaai mazaa aa gaya
Chaani jo khaak to mitt ke sona, tu ban gaya
Ghamon ki aag mein tap ke sooraj, tu ban gaya
Chaani jo khaak to mitt ke sona, tu ban gaya
Gamon ki aag mein tap ke sooraj, tu ban gaya
Aaj paaya hai tuney, sab kho ke mureeda
Mili jannat tujhe to, jab bigda naseeba
Fakeera
Fakeera
Fakeeerraaaa
Fakera
Fakeeeraaa...
Haathon se nikli manzil jab yeh daaman chhuth gaya
Aye bekhabar tu benoor ho ke roshan ho gaya
Bhari hai yeh khaali si jholi jo tu bhatka dar badar
Yeh bhi na jaane yeh kaafir ki dua ka hai asar
Jo taare se toota, sab khwaish milegi
Zara haathon ko phailaa, mannatein sab milengi
Fakeera
Fakeera
Fakeeerraaaa
Fakera
Fakeeeraaa...
Hua tabah aur hadd se zyada khoya jab qaraar
Udhi udhi tab saansein jaise udta hai gubaar
Socha karey kis pal mein dil ko raahat hai mili
Khuda ke ghar mein taalim tujhko gir ke jab mili
Aaj paaya hai tuney, sab kho ke mureeda
Mili jannat tujhe to, jab bigda naseeba
Fakeera
Fakeera
Fakeeerraaaa
Fakera
Fakeeeraaa...