Jitna Bhi Laparwaah Maane
Dil Bewajah Naa Laapta Hota
Aur Ek Tu Jo Besabri
Se Beasar Hua Khudgarz Hua Thoda
Do Pal Fursat Jo Mile
Khamoshi Baatein Karein Oh
Mera Pata Jo Agar Tujhe Yaad Ho
Hum Hain Wahin Tu Hai Kahan
Mushkil Aana Hai Toh Jaate-Jaate Mil
Naakaam Lafzon Mei Gaate-Gaate Mil
Bayaan Haal-E-Dil Ho Naye Thikaanon Pe
Faasle Naa Kam Ho Kisi Bahane Se
Gaafil Ho Ya Naraazi Maane
Dil Bewajah Naa Lapta Hota
Phir Teri Nawazishon Se
Beasar Huaa Khudgarz Huaa Thoda
Do Pal Fursat Jo Mile
Khamoshi Baatein Karein Oh
Mera Pata Jo Agar Tujhe Yaad Ho
Hum Hain Wahin Tu Hai Kahan
Tu Hai Kahan
Tu Hai Kahan
Tu Hai Kahan
Tu Hai Kahan
Tu Hai Kahan
dil mein wo hai ke dil ki hum kahe
jaise hum hai waise hi hume tu rehne de
jo bhi socha ho sahi ye jaroori toh nahi
reh bhi jaaye kuchh kami
to samjhaau bataau kisi se ab rehne de
keh de toh keh de chup to chup rahe
badle toh badle kya ab hum kahe rehne de
baate kitni hai kahi kuchh adhoori reh gayi
baate kitni hai kahi kuchh adhoori reh gayi
kuchh abhi bhi ankahi
kyon bataau chhupaau kisi se ab rehne de
samjhe na smjhe apne bhi hume
sehle toh sehle na bhi keh sake rehne de
chehre sabke hai kai
kuchh apno mein hai abhi
kuchh abhi bhi ajnabi
yeh tanhaai parchhai yahi pe ab rehne de
o o rehne de
when we walk apart
we are still together
we don’t have to say goodbye
humse milte jaana
zindagi mein phir kabhi
humse milte jaana
keh ke khuda hafiz
tum chal diye apni raah
wohi khuda le aayega phir
tumhe mere paas yahaan
kamsin masoom ho tum
kitne saare rehzan wahaan
aansooyo mein badle na
tere chehre ka keh kahaan
apni raahon mein chal diye tum to
keh gaye khuda hafiz
apni chaahat mein
chhod ke humko o o
chal diye khuda hafiz
humse milte jaana,
zindgi mein phir kabhi
we don’t have to say goodbye
humse milte jaana
zindagi mein phir kabhi
tera pyaar meri wafa
zinda rahe waqt ki tarah
waqt kabhi marta nahi
waqt hi hai khuda
saaton zameen saaton falak
zikr kare yeh hi sada
hafiz hai wo uski raza
milenge hum dono jahaan
apni raahon mein chal diye tum to
keh gaye khuda hafiz
apni chaahat mein
chhod ke humko o o
chal diye khuda hafiz
humse milte jaana
zindgi mein phir kabhi
we don’t have to say goodbye
humse milte jaana
zindgi mein phir kabhi
we don’t have to say goodbye
humse milte jaana
zindgi mein phir kabhie
we don’t have to say goodbye
humse milte jaana
dil gaaye jaa gaaye jaa gaaye jaaye re
mere kareeb kaun aaya
nigaaho mein woh chhaya
hai uska mujh par saaya
tere siva kaun
mere kareeb kaun aaya
nigaaho mein woh chhaya
hai uska mujh par saaya
tere siva kaun
dil gaaye jaa gaaye jaa gaaye jaaye
dil gaaye jaa gaaye jaa gaaye jaaye
phir se chala hai kaarwaan
dhundu main tera nishaan
o gaaye jaa
khaamosh hai ab raahein
chalte hi chalte jaaya
manzil bulaaye tere siva kaun
khaamosh hai ab raahein
chalte hi chalte jaaya
manzil bulaayetere siva kaun
dil gaaye jaa gaaye jaa gaaye jaaye re
dil gaaye jaa gaaye jaa gaaye jaaye re
phir se chala hai kaarwaan
dhundu main tera nishaan
o gaaye jaaa
dil gaaye jaa gaaye jaa gaaye jaaye r
oh my heart keep on singing
oh my heart keep on singing
bekarar, bekarar, bekarar
sooni sooni raho pe hai tera hi intezar
jali buji sanso me ab tera hi hai khumar
na jane maine kya khoya kya paya
kuch bhi na samjhe yaha
bhula ke sari baato ko jee aaya
phir bhi na aaye karar
bekarar, bekarar, bekarar, bekarar
baato ne baato ne hai mujhko ghera abhi
baato ne baato ne hai mujhko ghera abhi
tu mil jaye yahi bas sochu mai har ghadi
kyun tarsaye mujhe aakhri hai meri ye ek ada
bekarar, bekarar, bekarar, bekarar
sooni sooni raho pe hai tera hi intezar
jali buji sanso me ab tera hi hai khumar
na jane maine kya khoya kya paya
kuch bhi na samjhe yaha
bhula ke sari baato ko jee aaya
phir bhi na aaye karar
bekarar, bekarar, bekarar, bekarar
bekarar, bekarar, bekarar, bekarar
bekarar, bekarar, bekarar, bekarar
suni suni raho pe hai tera hi intezar, intezar
jali buji sanso me ab tera hi hai khumar
hai khumar
na jane maine kya khoya kya paya
kuch bhi na samjhe yaha
bhula ke sari baato ko jee aaya
phir bhi na aaye karar
bekarar, bekarar, bekarar, bekarar
bato ne bato ne hai mujhko ghera abhi
bato ne bato ne hai mujhko ghera abhi
tu mil jaye yahi bas sochu mai har ghadi
kyun tarsaye mujhe aakhri hai meri ye ek ada
bekarar, bekarar, bekarar, bekara
suni suni raho pe hai tera hi intezar
jali buji sanso me ab tera hi hai khumar
na jane maine kya khoya kya paya
kuch bhi na samjhe yaha
bhula ke sari baato ko jee aaya
phir bhi na aaye karar
bekarar, bekarar, bekarar, bekarar
budhe teri chal budhe
jhumti jhuma jhum re budhe
budhe teri chal budhe
jhumti jhuma jhum re budhe
budhe ka pet dekho
maa pyare ka pet dekho
pyare ka pet dekho
ha munne ka pet dekho
mote ka pet dekho
ha pyare ka pet dekho
ha budhe ka pet dekho
chaval ka bora dekho
chaval ka bora haye haye
budhi teri chal budhi
jhumti jhuma jhum re budhi
budhi teri chal budhi
jhumti jhuma jhum re budhi
budhi ki chal dekho
ha pyari ki chal dekho
pyari ki chal dekho
ha dubli ki chal dekho
pyari ki chal dekho
ha dubli ki chal dekho
ha lambi ki chal dekho
ganne ka jhad dekho
ganne ka jhad haye haye
budhe teri chal budhe
jhumti jhuma jhum re budhe
budhe teri chal budhe
jhumti jhuma jhum re budhe
ho jawani
jawani diwani hai ho ho hoye hoye
jawani diwani hai ye umar suhani hai
hai ajab iski ada bepiye chhaye nasha
o maan gaye teri kasam yahi do din hai sanam
jab talak hum hai jawa sari duniya hai jawa
jaha ye nasha gaya pyar ka maza gaya
mai hansi tum bhi jawa
aa chal kho jaye waha
mohabbat ka maza hai naujawano
naujawani me
ye shola bujh gaya to kya
raha fir zindagani me
suna teri bat suna
jhumti jhuma jhum re suna
suna teri bat suna
jhumti jhuma jhum re suna
munna ke hatha dekho
maa pyari ke paira dekho
pyari ke paira dekho
ha munne ke danta dekho
munne ke danta dekho
ha pyari ke danta dekho
ha sona ke danta dekho
lahsun ki pothiya dekho
lahsun ki pothiya haye haye
budhe teri chal budhe
jhumti jhuma jhum re budhe
budhe teri chal budhe
jhumti jhuma jhum re budhe
ho mohabbat karke dekhi umar me bis baras ki
umar me tees baras ki
magar ye chalis ka pyar
hai yahi sadabahar
maan gayi teri kasam tune sach kaha kasam allah
jawani anadi hai
budapa khiladi hai
wo maza pakke phl me wo kaha kache phl me
zamana aaye dekhe
mohabbat humse sikhe
ladakpan ki mohabbat jhuth bebuniyad hoti hai
ke sachi aashiqi chalis baras ke baad hoti hai
budhe teri chal budhe
jhumti jhuma jhum re budhe
budhe teri chal budhe
jhumti jhuma jhum re budhe
budhe ka pet dekho
maa pyare ka pet dekho
pyare ka pet dekho
ha munne ka pet dekho
mote ka pet dekho
ha pyare ka pet dekho
ha budhe ka pet dekho
chaval ka bora dekho
chaval ka bora haye haye
suna teri bat suna
jhumti jhuma jhum re suna
budhe teri chal budhe
jhumti jhuma jhum re budhe
suna teri bat suna
jhumti jhuma jhum re suna
budhe teri chal budhe
jhumti jhuma jhum re budhe
aahista aahista yeh dil yahi kho gaya
yu gira gira hai chand ya teri hai roshani
yu udi udi si hai jamin aahista ho ho ho ho
huwa ye pehli baar ho ho ho ho
mujhe ho gaya hai pyaar ho ho ho ho
huwa ye pehli baar ho ho ho ho
mujhe ho gaya hai pyaar ho ho ho ho
dekh lu yeh khwab mai
ke raaton me tu aake yeh kahega
ke tu ji rahi hai meri jindagi
sochi kya baat hai
ye aankho se tu dhere se sunega
kyu na rok lu mai ye din yahi
kisise bhi na kahenge hum na
yahi pe kho jayenge
yu gira gira hai chand ya teri hai roshani
yu udi udi si hai jamin aahista ho ho ho ho
huwa ye pehli baar ho ho ho ho
mujhe ho gaya hai pyaar ho ho ho ho
mujhse ek pal mila
ye lamhe sare sab se chhupa lo
teri jo kahani suna chala
aur uss pal me hi
tum aake muhje apna banalo
mujhko mera har ek kal mila
phulo ka hum na ke le bichauna
khwabo me kho jayenge
yu gira gira hai chand ya teri hai roshni
yu udi udi si hai jamin aahista ho ho ho ho
huwa yeh pehli baar ho ho ho ho
mujhe ho gaya hai pyaar ho ho ho ho
aahista aahista mujhe yakin ho gaya
aahista aahista yeh dil yahi kho gaya
yu gira gira hai chand ya teri hai roshani
yu udi udi si hai jamin aahista ho ho ho ho
huwa ye pehli baar ho ho ho ho
mujhe ho gaya hai pyaar ho ho ho ho
huwa ye pehli baar ho ho ho ho
mujhe ho gaya hai pyaar
Ek pal ka jeena, phir to hai jaana
Tofa kya leke jaaye, dil yeh bataana... (2)
Khaali haath aaye the hum
Khaali haath jaayenge
Bas pyaar ke do meethe bol jhilmilaayenge
To hans kyoon ki duniya ko hai hasaana
Ae mere dil tu gaaye jaa
Ae aaye aao aaye aa... (2)
Oh, aankhon mein dilbar ka sapna bhi hai
Haan koi sapna bhi hai
Oh, duniya mein mera koi apna bhi hai
Haan koi apna bhi hai
Ek chehraa khaas hai, jo dil ke paas hai
Honton pe pyaas hai, milne ki aas hai
Dilbaron ka magar kahan koi thikaana
Ae mere dil tu gaaye jaa
Ae aaye aao aaye aa... (2)
Oh, jeevan khushiyon ka ek jhonka sa hai
Haan koi jhonka sa hai
Oh, aur yeh jhonka ek dhoka sa hai
Yeh kaisi hai khushi, jal jalke jo bujhi
Bujh bujhke jo jali, milke bhi naa mili
Doston par kisi haal mein naa ghabaraana
Ae mere dil tu gaaye jaa
Ae aaye aao aaye aa... (2)
Ek pal ka jeena, phir to hai jaana
Tofa kya leke jaaye, dil yeh bataana
Khaali haath aaye the hum
Khaali haath jaayenge
Bas pyaar ke do meethe bol jhilmilaayenge
To hans kyoon ki duniya ko hai hasaana
Ae mere dil tu gaaye jaa
Ae aaye aao aaye aa... (2)
Kyon chalti hai pavan
Kyon jhume hai gagan
Kyon machalta hai mann
Na tum jano na hum
Na tum jano na hum
Kyon aati hai bahaar
Kyon lutta hai karaar
Kyon hota hai pyaar
Na tum jano na hum
Na tum jano na hum
Ye madhoshiyaan ye tanhaiyaan
Tasabur mein hai kiski parchhaiyaan
Ye bhiga samaan umangein jawaan
Mujhe ishq le ja raha hai kahaan
Kyon gum hai har disha
Kyon hota hai nasha
Kyon aata hai mazaa
Na tum jano na hum
Na tum jano na hum
Dhadakta bhi hai tadapta bhi hai
Ye dil kyon achanak bahakta bhi hai
Mahakta bhi hai
Chahakta bhi hai
Ye dil kya vafa ko samajhta bhi hai
Kyon milti hain nazar
Kyon hota hai asar
Kyon hoti hai sahar
Na tum jano na hum
Na tum jano na hum
Kyon chalti hai pavan
Kyon jhume hai gagan
Kyon machalta hai mann
Na tum jano na hum
Kyon aati hai bahaar
Kyon lutta hai karaar
Kyon hota hai pyaar
Na tum jano na hum
Na tum jano na hum