Chand Ka Ghurur Mit Gaya
Tu Mujhe Zameen Pe Dikh Gaya
Shaayaron Ne Haar Maan Li
Tujhpe Main Woh Nazm Likh Gaya
Ek Bhatke Hue Kaafiye Ki Tarah
Tere Chehre Pe Main Ruk Gaya
Mohabbat Ka Meri
Ye Pehla Safar Hain
Zameen Se Falak Chahiye
Jo Neendein Uda De
Na Sone De Mujhko
Woh Mithi Tadap Chahiye
Umar Bhar Nibhayegi Jo Sathh Mera
Bas Ek Dhadak Chahiye
Mohabbat Ka Meri Ye Pehla Safar Hai
Zameen Se Falak Chahiye
Umar Bhar Nibhayegi Jo Saath Mera
Bas Ek Dhadak Chahiye
Bas Ek Dhadak Chahiye
Bas Ek Dhadak Chahiye
Main Kuch Bhi Nahi Thi
Mili Jabse Tum Se
Mujhe Zindagi Mil Gayi
Teri Roshni Ki Nazar Jo Padi Toh
Meri Har Khushi Khil Gayi
Tu Mera Kya Hai Kaise Bataaun Tujhe
Main Bas Teri Hoon Itna Pata Hain Mujhe
Jo Kabhi Udd Raha Tha
Patang Ki Tarah
Teri Baaton Se
Main Kat Gaya
Mohabbat Ka Meri
Ye Pehla Safar Hain
Zameen Se Falak Chahiye
Jo Neendein Uda De
Na Sone De Mujhko
Wo Mithi Tadap Chahiye
Umar Bhar Nibhayegi Jo Saath Mera
Bas Ek Dhadak Chahiye
Bas Ek Dhadak Chahiye
Bas Ek Dhadak Chahiye
Tu Saath Hai Jo Har Mod Pe To
Fir Raaston Ki Kya Fikar
Manzoor Yaara Har Dhoop Chhaao
Tu Jo Hai Meri Humsafar
Muskurane Ki Meri Tu Hi To Hai Ik Wajah
Teri Maujudagi Hai Dil Mein Dhadkan Ki Tarah
Humnava Mere
Tu Hai Toh Meri Saansein Chale
Bata De Kaise Main Jiyungi Tere Bina
Humnava Mere
Tu Hai Toh Meri Saansein Chale
Bata De Kaise Main Jiyungi Tere Bina
Tu Hi Mohaafiz Hai Oo Yaara
Tu Hi Mera Marham
Oo Darwaze Pe Hi Rok Le Tu
Milne Jo Aaye Gham
Khauf Anhoniyon Ka
Ab To Ratti Bhar Nahi
Tere Hote Kisi Ka
Mujhko Koi Dar Nahi
Humnava Mere
Tu Hai Toh Meri Saansein Chale
Bata De Kaise Main Jiyungi Tere Bina
Humnava Mere
Tu Hai Toh Meri Saansein Chale
Bata De Kaise Main Jiyungi Tere Bina
Sun Yaara Sun Yaara
Sunle Mann Ka Iktara
Sun Yaara Sun Yaara
Sunle Mann Ka Iktara
Sun Yaara Sun Yaara
Sunle Mann Ka Iktara
Har Ambar Ambar Mera
Har Taara Mera Taara
Sun Yaara Sun Yaara
Rangde Mann Ka Galiyara
Main Marzi Ka Maalik
Main Bairaagi Banjara
Mere Naal Naal Mera
Parwardigara
Mere Naal Naal Mera
Parwardigara
Mere Naal Naal Mera
Parwardigara
Mere Naal Naal
Naal Naal Naal Naal
Naal Naal Naal Naal
Mere Parwardigara
Yaar Fikar Pe Baatein Kar Ke
Fikar Kahan Hai Ghat Jaate
Apna Raste Chal Ke Aape
Yaar Fikar Mere Hat Jaate
Haske Hasake Badhtaa Jaa Kya Le Jaana
Aaj Gaya Hai Jo Vo Kal Fir Aana
Dil Ke Sannato Ne Fir Mehfil Hai Banjana
Main Hi Shamma Hoon Ab Aur Main Hi Parwana
Mere Naal Naal Mera
Parwardigara
Mere Naal Naal Mera
Parwardigara
Mere Naal Naal Mera
Parwardigara
Mere Parwardigara
Meri Raahein Hazaro Rangon Se Hai Bhari
Mujhko Bhaya Hai Bhaya Main Rang Kesari
Meri Raahein Hazaro Rangon Se Hai Bhari
Mujhko Bhaya Hai Bhaya Main Rang Kesari
Maine Chola Rangaaya Tha Kal Kesari
Mera Maaye Ni Rang Kesari
Maine Chola Rangaaya Tha Kal Kesari
Maine Rangaa Hai Ab Aasmaan
Mere Naal Naal Mera
Parwardigara
Mere Naal Naal Mera
Parwardigara
Mere Naal Naal Mera
Parwardigara
Mere Naal Naal Mera
Parwardigara
Hui Kahan Der
Hui Kahan Der
Tu Hi to Hai Sakal Jeevan
Mann Pawan Saver
Sakal Jeevan Man Pawan Saver
Tumse Mann Pawan Lagi Ter
Mere Naal Naal Mera Parwardigaara
Paanch Bhoot Ka Manav Tan Mann
Ambar Vaayu Agan Pawan Jal
Bhool Bhaal Kar Anban Sabse
Hamesha Tori Her
Hui Kahan Der
Hui Kahan Der
Mere Naal Naal
Mere Naal Naal
Mere Naal Naal Mera Parwardigaara
Mere Naal Naal Mera Parwardigaara
Ae Dil Zara Kal Ke Liye Bhi Dhadak Lena
Ye Aaj Ki Shaam Sambhal Ke Rakh Lena
Khan Aise Lamhe Aayenge Phir
Ye Aag Hawaaon Mein Hogi Kahan
Ke Roj Tu Bahon Mein Hogi Kahan
Yeh Sochke Jaan Nikalti Hai
Tum Aaj Ke Baad Milogi Kahan
Ye Aanch Mili Hain Toh Aaj Dehak Lena
Ae Dil Zara Kal Ke Liye Bhi Dhadak Lena
Jahan Se Chale The Wahi Pe Mile Aakar
Hai Ek Paheli Ke Jaisa Hamara Safar
Jo Khoya Voh Kya Wapas Payenge Phir
Bataaun Tumhein Kya Zidein Dil Ki
Jo Bhul Chuka Voh Bhi Yaad Raha
Main Tumse Bichhad Ke Bhi Jaane Kyun
Har Waqt Tumhare Hi Saath Raha
Ae Dil Zara Tham Kabhi Aur Tadap Lena
Ye Aaj Ki Shaam Sambhal Ke Rakh Lena
Jahaa Pe Teri Khushboo Ho Wahi Pe Thehar Jaata Hoon
Dikhe Agar Na Tu Mujhko Thoda Sa Me Darr Jata Hoon
Guzar Ke Teri Rahon Se Nahi Phir Ghar Jaata Hoon
Wahi Pe Thehar Jaata Hoon Pass Tere Main Aaya Hoon
Door Se Chal Karke
Na Jaane Kyun Karte Ho Vaade Tum Kal Ke
Pass Tere Main Aaya Hoon Door Se Chal Karke
Na Jaane Kyun Karte Ho Vaade Tum Kal Ke
Dhudhne Jo Chala Tha Main Aaj Jake Mila
Kuch Alag Hi Sukoon He Jab Se Tu He Dikha
Mere Adhure Khwab Ko Apni Neende To Do
Meri Ye Tapti Jameen Ko Apni Bunde To Do
Mujhe Teri Khamoshi Se Jara Bhi Sikayat Nahi
Kabhi Kabhi Alfazon Mein Milti Haqiquat Nahi
Milti Haqiquat Nahi
Baat Teri Mein Sunta Hoon Door Se Chup Rehke
Mere Jaise Ban Jao Tum Mujhme Dhal Ke
Saare Jahaan Ki Bheed Main Ek Tujhe Me Sunu
Dar Bhi He Aur Pyar Bhi Bolo Na Kya Karu
Ye Jo Tumhara Sawal He Rehne Do Na Use
Mein Hoon Teri Dehliz Pe Aane Do Na Mujhe
Jaane Kyun Dil Ko Lagta Hein Mere Liye Tu He Bana
Agar Kareeb Aana Chahoon Kabhi Nahi Karna Mana
Kabhi Nahi Karna Mana
Pass Tere Mein Ayi Hoon Waqt Se Lad Lad Ke
Hath Mujhe Apna De Do Aage Tum Badh Ke
Pass Tere Mein Aaya Hoon Door Se Chal Karke
Na Jaane Kyun Karte Ho Vaade Tum Kal Ke
Aasmaan Ghar He Tera Zameen Bister He Tera
Musafir Jayega Kaha
Aasmaan Ghar He Tera Zameen Bister He Tera
Musafir Jayega Kaha
Khiche Taqdeer Tujhe Suje Naa Bheed Tujhe
Musafir Jayega Kaha Ho O
Aasmaan Ghar He Tera Zameen Bister He Tera
Musafir Jayega Kaha
Khiche Taqdeer Tujhe Suje Naa Bheed Tujhe
Musafir Jayega Kaha
Khwabon Mein Tarase Neendo Mein Gine
Rasta Hi Naa Samje To Munzil Kya Chune
Khwabon Mein Tarase Neendo Mein Gine
Rasta Hi Naa Samje To Munzil Kya Chune
Khud Hi Se Yun Judaa Huye Khud Hi Khuda Huye
Khud Hi Se Yun Judaa Huye Khud Hi Khuda Huye
Aasmaan Ghar He Tera Zameen Bister He Tera
Musafir Jayega Kaha
Khiche Taqdeer Tujhe Suje Naa Bheed Tujhe
Musafir Jayega Kaha
Aasmaan Ghar He Tera Zameen Bister He Tera
Musafir Jayega Kaha
Agar Ho Tum Toh Main Khud Ko Bhula Du
Tere Khaabon Khayalon Mein Yu Hi Main Behta Rahu
Agar Ho Tum Toh Hai Fir Kehna Kya
Tere Vaadon Iraadon Mein Yu Hi Main Udta Rahu
Zamane Bhar Ki Khushiyon Ko
Tere Daaman Mein Bhar Dunga
Tu Maange Ik Sitara
Chaand Main Tere Hath Mein Rakh Duga
Agar Ho Tum Toh Darna Kya Han
Hai Tera Hai Mera Hamara Ye Sara Jahaan
Agar Ho Tum Toh Sath Khuda Han
Hai Tera Hai Mera Hamara Ye Sara Jahaan
Agar Ho Tum Agar Ho Tum
Agar Ho Tum Agar Ho Tum
Agar Ho Tum Agar Ho Tum
Agar Ho Tum Agar Ho Tum
Kitne Siyane Dekhe
Kitne Diwane Dekhe
Dil Ke Thikano Mein
Han Tumsa Nahi Dekha
Dil Ke Fasano Mein
Sohni Mahiwalon Mein
Dil Ne Jahan Dekha
Han Tumsa Nahi Dekha
Zamane Bhar Ki Mohabbat Ko
Han Tere Naam Main Kardunga
Tu Kehde Ik Dafa Toh Baahon Mein
Tujhe Aaj Main Bhar Lunga
Agar Ho Tum Agar Ho Tum
Agar Ho Tum Agar Ho Tum
Apna Pata Na Paun
Janu Na Kahan Main Jaun
Ik Tere Bin O Mahi
Mera Aur Kya Haan
Naino Mein Tujhko Bhar Lu
Khudko Main Kaabil Karlu
Ik Tere Bin O Mahi
Mera Aur Kya
Kaash Ke Din Aisa Ho
Kaandhe Pe Tere Dhal Jaye
Toh Din Woh Hoga Kitna Khushnuma
Teri Tamanna Aisi
Har Roz Bata Ke Jaaye
Tu Reh Ja Banke Mera Aasman
Tere Sang Jeena Hi Toh Jeena Mere Humdum
Apna Hai Maana Maine Maana Tujhe Hardum
Goonje Hawaon Mein Hai Teri Meri Sargam Piya
Jo Tu Mil Gaya Deewane Bane
Hum Tere Pyar Mein Muskurane Lage
Jo Tu Mil Gaya Deewane Bane
Hum Tere Pyar Mein Muskurane Lage
Tere Sang Ishq Hai Rabb Ne Likha
Rabb Ne Diya Tera Naam Pata
Paaye Nazare Hain Tere Kinare Piya
Jab Se Hai Mujhe Tera Sang Mila
Sang Se Tere Har Rang Khila
Tere Sirhane Hi Mere Sitare Piya
Mithi Lage Har Baat Teri
Dil Toh Na Maane Baat Meri
Na Jaane Kaise Tuney Hai Jaadu Kiya
Jo Tu Mil Gaya Deewane Bane
Hum Tere Pyar Mein Muskurane Lage
Teri Tamanna Aisi
Har Roz Bata Ke Jaaye
Tu Reh Ja Banke Mera Aasman
Keh Rahi DuaHo Jaana Hai Tera
Ek Tere Siwa Hai Kaun Mera
Keh Rahi Dua Ho Jaana Hai Tera
Ek Tere Siwa Hai Kaun Mera
Jaise Hawa Aur Aasmaan
Yeh Ishq Bhi Rahega Sada
Main Na Rahun Toh Kya Hua
Yeh Ishq Toh Rahega Sada
Reh Jayengi Yahan Teri Meri Daastaan
Yeh Humara Hindustan Rahega Sada
Mar Bhi Gaye Toh Kya Honge Nahi Juda
Yeh Humara Hindustan Rahega Sada
Ishq-E-Noor Ki Baarish Barse
Bheege Nikal Ke Khwahish Ghar Se
Ishq-E-Noor Ki Baarish Barse
Bheege Nikal Ke Khwahish Ghar Se
Hai Jaise Khul Gaya Aasmaan
Aur Goonj Rahi Hai Ab Khushiyan
Ik Raag Baje Malhaar Ka Jo
Dil Jhoom Jhoom Ke Thirak Utha
Keh Rahi Dua Ho Jaana Hai Tera
Ek Tere Siwa Hai Kaun Mera
Keh Rahi Dua Ho Jaana Hai Tera
Ek Tere Siwa Hai Kaun Mera
Jaise Hawa Aur Aasmaan
Yeh Ishq Bhi Rahega Sada
Main Na Rahun Toh Kya Hua
Yeh Ishq Toh Rahega Sada
Reh Jayengi Yahan Teri Meri Daastaan
Yeh Humara Hindustan Rahega Sada
Mar Bhi Gaye Toh Kya Honge Nahi Juda
Yeh Humara Hindustan Rahega Sada
Zindagi Zindagi Saari
Tere Sang Hai Bitani
Dil Ye Jhoome Tere Hi Gungunane Se
Tu Meri Sanson Ka Hissa
Jaise Baadal Aur Ye Paani
Hasta Hu Main Tere Hi Muskurane Se
Aise Thaame Ke Na Chorhe
Rishton Ki Hum Doriyon Ko
Keh Rahi Hai Hawa Gham Ki Batein Chod Do
Khushiyaan Bator Lo Khushiyaan Bator Lo
Keemti Hai Ye Pal Inka Rang Odh Lo
Khushiyaan Bator Lo
Mera Jo Bhi Safar Hai
Tere Sang Umar Bhar Hai
Doori Toh Uss Aasma Ne Likhi Nahi
Teri Vajah Se Ujaale
Raahon Mein Bikhre Huye Hain
Raaton Ke Mausam Le Aaye Dua Bas Yahi
Rishta Hai Jo Tera Mera
Sooraj Mein Jaise Sawera
Kismat Meri Teri Aankhon Ke Sitaron Mein
Tu Jeene Ka Zariya Jaise
Pyar Ka Hai Tu Dariya Jaise
Tujhko Rakhu Apni Baahon Ke Kinaaron Mein
Yaadon Se Hum Bharte Jaye Dil Ki Tijoriyon Ko
Keh Rahi Hai Hawa Gham Ki Batein Chod Do
Khushiyaan Bator Lo Khushiyaan Bator Lo
Keemti Hai Ye Pal Inka Rang Odh Lo
Khushiyaan Bator Lo
Kyon Bin Bataye Yeh Anshu Hain Aaye
Chehare Par Phir Bhi Dekho Mere Haseen Hain
Puchani Ha Kitni Baatein
Kahan Kahan Gujari Hain Raatein
Tere Baare Mein Mujhko Khabar Yeh Mili Hain
Suna Hain Maine Bewafa Tu
Bahut Hi Khush Hain
Kisi Gair Ke Makaan Mein
Bahut Hi Khush Hain
Kisi Gair Ke Makaan Mein
Suna Hain Maine Bewafa Tu
Mujhe Deta Hain
Badduaayein Duaa Mein
Mujhe Deta Hain
Badduaayein Tu Duaa Mein
Kaise Kiya Hain Mujhe Bhi Bata
Kaise Bana Tu Yu Bewafa
Kuch To Jawaab De Tu Bhi Mujhe
Kab Tak Dhoondhu Main Yun Hi Tujhe
Kis Dar Ja Ke Kis Khuda Se
Kaise Mangu Bata De Tujhe
Suna Hain Maine Bewafa Tu
Meri Barbadiyon Ka
Jashn Manata Hain
Meri Barbadiyon Ka
Jashn Manata Hain
Suna Hain Maine Bewafa Tu
Meri Tasveer Akele
Mein Jalata Hain
Meri Tasveer Akele
Mein Jalata Hain
Lagta Tha Mujhe Mein Hi Hain Kuch Kami
Jo Ishq Kiya Mujhe Mil Na Saka
Meri Hi Aankhon Mein Hain Kuch Nami
Jo Ishq Tera Mujhe Dikh Na Saka
Mujhe Kya Pata Tha Tu Hi Hain Bewafa
Chehra Yoon Tera Mujhe Dikhe Na Saka
Sochata Rahata Hoon Kya Thi Khata
Tu Mil Gaya Jo Mujhe Tu Mil Gaya
Suna Hai Maine Bewafa Tu
Mere Marne Ka
Intzaar Kar Raha Hain
Mere Marne Ka
Intzaar Kar Raha Hain
Suna Hain Maine Bewafa Tu
Mere Hisse Ka Usko
Pyaar Kar Raha Hain
Mere Hisse Ka Usko
Pyaar Kar Raha Hain
Yein Kaisi Duri Hei
Kaisi Majburi Hei
Do Panchi Pad Jaye Pyar Mei
Toh Milana Zaroori Hei
Haye Sunle O Bedardi
Tune To Dadh Kar Di
Are Kab Tak Chalte Rahenge
Tere Vade Ye Farzi
O Teri Photo Leke Haath Me
Are Jagu Main Toh Raat Me
Neendein Udd Gayi Meri
Jabse Lage Isaq Ke Wing Wing Wing Wing Wing
Tere Liye Dil Ka Telephone
Hai Bajta Ring Ring Rara Ring
Ho Mere Dil Ka Telephone
Hai Bajta Ring Ring Rara Ring
Sajna Dil Ka Telephone
Hai Bajta Ring Ring Rara Ring
Are Dekha Tune Mujhe Jab Haske
Teri Hasi Mein Rah Gaya Faske
Bina Punche Mera Dil Hei Churaya
Ab Haath Pakadle Tu Kaske
Han Dil Mera Mujhse Jhagad Ke
Ek Tere Liye Jor Jor Dhadke
Mujhko Hi Bhool Gaya Hei
Ek Tere Ishq Mein Padke
Are Main Hoon Tere Sath Me
Pyar Ki Barsat Me
O Tu Chule To Dhadkan Nache
Ding Dang Ding Ding
Ding Ding Ding Ding Ding
Tere Liye Dil Ka Telephone
Hai Bajta Ring Ring Rara Ring
Ho Mere Dil Ka Telephone
Hai Bajta Ring Ring Rara Ring
Sajni Dil Ka Telephone
Hai Bajta Ring Ring Rara Ring
Mere Dil Ka Telephone
Hai Bajta Ring Ring Rara Ring
Tu Meri Dream Girl Ban Ja Re
I’M Searching For Your Love
Oh Meri Jaan Chali Na Jaaye
I’M Searching For Your Love
Pehli Nazar Teri Maar Gayi
Meri Jaan Gayi Sajna
Ek Hi Dhadkan Paas Thi
Jo Tere Paas Gayi Sajna
Main Sab Chhadd Aaun Tere Liye
Duniya Ko Bhulaun Tere Liye
Bas Kamm Zara Yeh Gham Zara Karde
Jo Toone Pilayi Bana Sharabi
Hai Dil Main Na Gham Koyi Zara Bhi
Tu Mera Humdum Tu Mera Dushman
Tu Hi Saza Hai Tu Hi Rihaayi
Jo Toone Pilayi Bana Sharabi
Hai Dil Main Na Gham Koyi Zara Bhi
Tu Mera Humdum Tu Mera Dushman
Tu Hi Saza Hai Tu Hi Rihaayi
Karne De Sabko Yaara Meri Burai
Manzoor Mujhko Meri Hai Yeh Tabaahi
Main Jeena Chahun Tere Liye
Khud Ko Main Bacha Loon Tere Liye
Itna Mujhpe Ehsaan Zara Karde
Jo Toone Pilayi Bana Sharabi
Hai Dil Main Na Gham Koyi Zara Bhi
Tu Mera Humdum Tu Mera Dushman
Tu Hi Saza Hai Tu Hi Rihaayi
Jo Toone Pilayi Bana Sharabi
Hai Dil Main Na Gham Koyi Zara Bhi
Tu Mera Humdum Tu Mera Dushman
Tu Hi Saza Hai Tu Hi Rihaayi
Oh Maula Na Jaane Kya Teri Yeh Maaya
Kyun Usse Milaya Kyun Aashiq Banaya
Jo Dard Diya Hai Toh Sehna Sikha De
Kya Hai Mere Dil Mein Tu Use Bata De
Oh Maula Na Jaane Kya Teri Yeh Maaya
Kyun Usse Milaya Kyun Aashiq Banaya
Jo Dard Diya Hai Toh Sehna Sikha De
Kya Hai Mere Dil Mein Tu Use Bata De
Jo Toone Pilayi Bana Sharabi
Hai Dil Main Na Gham Koyi Zara Bhi
Tu Mera Humdum Tu Mera Dushman
Tu Hi Saza Hai Tu Hi Rihaayi.