Yaar mummy ne bola tha chakkar na chalaiyo
Marriage arrange kar simple bahu laaiyo
Verma ka beta jo ghar chhod ke bhaga tha
Aisa na kariyo tu haath se na jaaiyo
Yaar mummy ne bola tha chakkar na chalaiyo
Marriage arrange kar simple bahu laaiyo
Verma ka beta jo ghar chhod ke bhaga tha
Aisa na kariyo tu haath se na jaaiyo
By god kasam se niyat main kar gayi khot
Dil dhadke dhang se hai bole love you a lot
By god kasam se niyat main kar gayi khot
Lattu udd gaya bhejhe ka jo dil pe kar gayi chot
Bandi tot, bandi tot
Haaye dil pe kar gayi chot
Bandi tot, bandi tot
Haan dil pe kar gayi chot
Bandi tot
Hoga hai woh hona hai hona jo
Toh kesi worry
Rona hai rona hai rona hai kyun
Pal jo hai kal to ye na mile
Khushi jo abhi mili hai mili hai khona kyun
Go with the flow naya hai jo
Iss lamhe ko dilon mein basa lo
By god kasam se niyat main kar gayi khot
Dil dhadke dhang se hai bole love you a lot
By god kasam se niyat main kar gayi khot
Lattu udd gaya bhejhe ka jo dil pe kar gayi chot
Bandi tot, bandi tot
Haaye dil pe kar gayi chot
Bandi tot, bandi tot
Oh dil pe kar gayi chot
Bandi tot
Jo teri jo meri jodi hai
Yeh love story
Crazy si crazy si thodi hai
Uljhane yahan yeh nayi si
So behni hai saari hi saari hi thodi hai
Confuse hoon sab kuch hai new
Ab kya kahun oh god suna loon
By god kasam se niyat main kar gayi khot
Dil dhadke dhang se hai bole love you a lot
By god kasam se niyat main kar gayi khot
Lattu udd gaya bhejhe ka jo dil pe kar gayi chot
Bandi tot, bandi tot
Haaye dil pe kar gayi chot
Bandi tot, bandi tot
Oh dil pe kar gayi chot
Bandi tot haaye bandi tot
Oh dil pe kar gayi chot
Bandi tot
Pyaase Pyaase Labon Pe
Barsa De Baarishein
Barsa De Baarishein
Sulga Sulga Badan Hai
Bhadki Hain Aatishein
Bhadki Hain Aatishein
Teri Talab Lagi Hai Harsu
Mera Matlab Hi Hai Bas Tu
O Bheege Bheege Se Lamhein
Bheege Bheege Se Hum Hain
Bheege Bheege Par Khole Khole Se
Bheege Bheege Se Hum Hain
Bheege Bheege Se Lamhein
Bheege Bheege Par Sholay Sholay Se
Naa Hoon Main Bas Mein Aa
Baahon Mein Kas Le Aa
Hai Tann Badan Toh Tar Batar Hua
Dheere Dheere
Kuch Soch Hai Behki
Kuch Saans Dehki Dehki
Hai Yeh Asar Jo Iss Kadar Chhuaa
Dheere Dheere
Geeli Geeli Hain Yeh Saansein
Bheega Bheega Hai Yeh Mann
Teri Talab Lagi Hai Harsu
Mera Matlab Bhi Hai Bas Tu
O Bheege Bheege Se Lamhein
Bheege Bheege Se Hum Hain
Bheege Bheege Par Khole Khole Se
Bheege Bheege Se Hum Hain
Bheege Bheege Se Lamhein
Bheege Bheege Par Sholay Sholay Se.
Soona Soona Joban
Sapne Saavan Saavan
Khaali Khaali Naina
Na Rovan Na Gaavan
Soona Soona Joban
Soona Soona Joban
Sapne Saavan Saavan
Khaali Khaali Naina
Na Rovan Na Gaavan
Kaisa Hai Dard Mera
Kaise Kahoon O Maa
Kaisa Hai Dard Mera
Kaise Kahoon O Maa
Dardon Se Yaariyan Huyi
Apnon Se Dooriyaan Huyi
Jee Ke Bhi Naa Jee Paayi Main
Aisi Majbooriyaan Huyin
Dekha Na Nigaahon
Mein Nigaahein Daal Ke
Royi Naa Main Tere
Gale Baahein Daal Ke
Kaisa Hai Dard Mera
Kaise Kahoon O Maa
Chhote Mote Dukhon Ka Hisaab
Joda Bhi Hai Joda Bhi Nahi
Maaye Ni Haalaaton Ne Mujhe
Toda Bhi Hai Toda Bhi Nahi
Badli Hai Maaye Meri Jeene Ki
Adaa Auron Jaisi Hoke Bhi
Hoon Auron Se Juda
Kaisa Hai Dard Mera Aa
Kaise Kahoon O Maa
Tu Sab Kuch Sab Kuch Re
Tu Sab Kuch Sab Kuch Re
Tu Sab Kuch Sab Kuch Re.
Ho..sharam ke parde hata de
Darna tu dar ko bhaga de
Jhoom ke thoda bata de
Chotey, chotey, chotey
Are kadmo ko thoda nacha
Baaja tu sbka baja
Jhoom ke thoda bata
Bade, bade, bade
Aaye hai aaj matlab ki baat karne bawal
Ki din aise na har din hote
Nach dhanadhan naach oo chotey
Baby ki demand oh chotey
Karle tu kaand oh chotey
Nach dhanadhan chotey, chotey
Are nach dhanadhan naach oo bade
Wait mein hai saare khade
Fitoor ye sir pe chadhe
Nach dhanadhan bade, bade
Dhanadhan dhaye
Dhanadhan dhaye
Dhanadhan dhaye
O chotey dhaye
Dhanadhan dhaye
O bade dhaye
O bade sun mere dil ki ye dhun mere
Tere hai apun re baad mein saara jahan
Saari khudai se badhke tu bhai hai
Tujhko jo chahiye dedoon bina soche na jaan
Dedoon bina soche na jaan
Hoo..chotey naa le load tu
Fikar tu chhod tu
Lega jab bhi mode tu
Khada tera yaar wahan
Aake lag ja gale
Bheje se na kaam le
Bhai dono baawle
Humko hai hosh kahan ?
Aaye hai aaj matlab ki baat karne bawal
Ki din aise na har din hote
Nach dhanadhan naach oo chotey
Baby ki demand oh chotey
Karle tu kaand oh chotey
Nach dhanadhan chotey, chotey
Are nach dhanadhan naach oo bade
Wait mein hai saare khade
Fitoor ye sir pe chadhe
Nach dhanadhan bade, bade
Duao me jab main hath uthaun, dekhun tujhe lakeeron mein
Sajde mein teri raah bichuaun aa bas ja takdeero mein
Har khusi kadmo me tere main bicha doon aye sanam
Tu jo mange jaan dedoon mujhko teri hai kasam
Mehfooz mere dil mein
Tere dil ka fasaana hai
Agar teri ijajat ho
Tujhe khud se milaana hai
Mansoob tere dil se
Mere dil ki kahani hai
Har saans bina tere
Lagti beimaani hai
Rabta mera teri raaton se
Rabta mera teri baaton se
Sochta tujhe main har waqt ha
Rabta tera hai jajbaaton se
You, You’re the reason why i breathe
You’re the only wanaa need
Find me, Love me, And never let me go
We, We were ment to be forever
Ever moment
Find me, Love me, And never let me go
Tujhse hi judi meri sab khwahise
Kam na karna kabhi pyar ki barishe
Tumeri ittada, tu meri intehaan
Tui sach hai mera, tu meri daastaan..Oo
Hai ishq tujhe karna
Dil tujhse lagaana hai
Tu meri zaroorat hai
Tu mera thikaana hai
Rabta mera teri raaton se
Rabta mera teri baton se
Sochta tujhe main har waqt ha
Rabta tera hai jajbaaton se.
kaatilana raat hai, raat me kuch baat hai
behke se jasbaat hai kaatilaana
dafn dil me raaz hai, khwaisho pe naaz hai
kya hasi halat hai kaatilaana
paas aa, seene laga ho dil ko de na saza
zindagi mein zindagi ka le maza le le maza
zindagi mein zindagi ka le maza le le maza
paas aa, seene laga khud ko de na saza
zindagi mein zindagi ka le maza le le maza
zindagi mein zindagi ka le maza le le maza
haan mujhpe na koi tauhmat laga
jaane kab de de niyat daga
mujhpe na koi tauhmat laga
jaane kab de de niyat daga
pyaasa hai eshaas dekho na dil ka mera
ha ha ha haa haa haa
tu abra banke baras ja na mujhpe zara
ha ha ha haa haa
jal raha hai badan, husn mein doob ja
zindagi mein zindagi ka le maza le le maza
zindagi mein zindagi ka le maza le le maza
makhmali si raat ki subah kabhi aaye na
saaye se lipti rahe neendein bikhar jaaye na
makhmali si raat ki subah kabhi aaye na
saaye se lipti rahe neendein bikhar jaaye na
saanson mein saansein mili
jab toh chain aayein na
ha ha ha haa haaa
naaz jeene ka pal mein badal jaaye na
ha ha ha haa haaa
chu bhi le lab mere, zid na kar bewajah
zindagi mein zindagi ka le maza le le le maza
zindagi mein zindagi ka le maza le le le maza
kaatilana raat hai, raat me kuch baat hai
behke se jasbaat hai kaatilaana
dafn dil me raaz hai, khwaisho pe naaz hai
kya hasi halat hai kaatilaana
paas aa, seene laga ho dil ko de na saza
zindagi mein zindagi ka le maza le le maza
zindagi mein zindagi ka le maza le le maza
paas aa, seene laga khud ko de na saza
zindagi mein zindagi ka le maza le le maza
zindagi mein zindagi ka le maza le le maza
haan mujhpe na koi tauhmat laga
jaane kab de de niyat daga
mujhpe na koi tauhmat laga
jaane kab de de niyat daga
pyaasa hai eshaas dekho na dil ka mera
ha ha ha haa haa haa
tu abra banke baras ja na mujhpe zara
ha ha ha haa haa
jal raha hai badan, husn mein doob ja
zindagi mein zindagi ka le maza le le maza
zindagi mein zindagi ka le maza le le maza
makhmali si raat ki subah kabhi aaye na
saaye se lipti rahe neendein bikhar jaaye na
makhmali si raat ki subah kabhi aaye na
saaye se lipti rahe neendein bikhar jaaye na
saanson mein saansein mili
jab toh chain aayein na
ha ha ha haa haaa
naaz jeene ka pal mein badal jaaye na
ha ha ha haa haaa
chu bhi le lab mere, zid na kar bewajah
zindagi mein zindagi ka le maza le le le maza
zindagi mein zindagi ka le maza le le le maza
wallah wallah wallah
sab kuch khuda se maang liya
ek tujhko hi maang ke
uthte nahin hain haath mere
ab is dua ke baad, is dua ke baad
oye khochey pathan, oye laale di jaan
de de re maula, maula re maula
yaar ke karam, yaroon ke ji yaar hai
dildar hai hum, yaar pe mit jaayenge
khuda ki kasam, yaroon ke ji yaar hai
dildar hai hum, yaar pe mit jaayenge
khuda ki kasam, jaan de de
jaan de de, jo tu kare ishara o yaara
khochey pathan ki zubaan hai o yaara
khochey pathan ki zubaan hai o yaara
khochey pathan ki zubaan hai o yaara
khochey pathan ki zubaan hai o yaara
de de re maula, maula re maula
yaar ke karam
reham karam bus tera hai, tera hi bharam
nazar utha ke koi dekhe, ye hai kis me dum
khade hai raah me teri, deewar banke hum
nazar utha ke koi dekhe, ye hai kis mein dum
khade hai raah mein teri, deewar banke hum
majaal itni kahan jo koi tujhe chooley
meri shamsheer karde uska sar wahin pe kalam
yaari mein peeche kabhi hate na kadam
yaaro pe mit jaayenge
khuda ki kasam jaan de de
jaan de de, jo tu kare ishara o yaara
khochey pathan ki zubaan hai o yaara
khochey pathan ki zubaan hai o yaara
khochey pathan ki zubaan hai o yaara
khochey pathan ki zubaan hai o yaara
zara sa katra bhi apni ana me rehta hai
ajeeb lehja me dariya se baat karta hai
zara sa katra bhi apni ana me rehta hai
ajeeb lehja me dariya se baat karta hai
ye rehke paani me toofan se nahi darta
khuda ke yaar ki yaari se pyaar karta hai
yaari me peeche kabhi hate na kadam
yaaro pe mit jaayenge
khuda ki kasam jaan de de
jaan de de, jo tu kare ishara o yaara
khochey pathan ki zubaan hai o yaara
khochey pathan ki zubaan hai o yaara
khochey pathan ki zubaan hai o yaara
khochey pathan ki zubaan hai o yaara
khuda ke baad mujhko yaar yaari pe atida hai
bula ke yaar mehfil me mujhe tune kharida hai
ki ye sach hai dua maangi toh, tera saath paaya hai
maseeha ban ke mere sar pe tera haath aaya hai
main tujhpe jaan luta dunga toh main imaan luta dunga
aanch aa jaaye yaari pe toh hasti ko mita dunga
main tujhpe jaan jaan jaan jaan jaan luta dunga
toh main imaan maan maan maan imaan luta dunga
jaan de de
jaan de de, jo tu kare ishara o yaara
khochey pathan ki zubaan hai o yaara
khochey pathan ki zubaan hai o yaara
khochey pathan ki zubaan hai o yaara
hello hello, saahebaan kadradaan
miyaan mike me ghus hi jaaoge kya
abey nautanki band karo pinky aa rahi hai
bol bol raani kya chahiye
bungalow chahiye ya car chahiye
cash chahiye mujhe cash chahiye
cash chahiye mujhe cash chahiye
paisa phenk tamasha dekh
naachegi pinky full to late
arey paisa phenk, tamasha dekh
naachegi pinky full to late
answer hai saare sawaalo ki
mumbai ki na dilli walo ki, pinky hai paise walo ki
mumbai ki na dilli walo ki, pinky hai paise walo ki
mumbai ki na dilli walo ki, pinky hai paise walo ki
mumbai ki na dilli walo ki, pinky hai paise walo ki
india ke nizaam kahaan jaake mare
mere peeche toh saare phokatiye pade, chal jhooti
google pe jaake dhoonda jinhe
woh toh kambakht facebook pe chipke pade
zara humpe bhi nazre ghuma ha ha
abey aise na dekh rupaiya phek
nachegi pinky full to late
jad hai ye saare bawaalo ki
abey police bulaao, aga bai
mumbai ki na dilli walo ki
pinky hai dollar walo ki
mumbai ki na dilli walo ki, pinky hai paise walo ki
mumbai ki na dilli walo ki, pinky hai paise walo ki
mumbai ki na dilli walo ki, pinky hai paise walo ki
mumbai ki na dilli walo ki, pinky hai paise walo ki
pee-pee pee-pee pee-pee kya daaru
p for pinky, p for paisa
world famous hai mera glamour bada
aaye cable connection ke jaisa mazaa
arey dede, ha dede, ha dede mazaa
mera network kabhi fail hota nahi
har mohalle mein haaye mera tower khada
ho bada mehenga hai network tera ho
shorryy, kadkon ko no, bday ka cake
naachegi pinky full to late
poster hoon saari diwalo ki
mumbai ki na dilli walo ki, nikal padi
mumbai ki na dilli walo ki, pinky hai paise walo ki
mumbai ki na dilli walo ki, pinky hai paise walo ki
mumbai ki na dilli walo ki, pinky hai paise walo ki
arey stop it yaar, uff oh
arey baba bas, okay bye
yu to jindagi se hoti thi mulakate
pahli baar ki hai jindagi ne mujhse baate
ajanbi sa aehsas hai
har pal ab to khash hai
tum ban gaye jo sathiya
sathiya sathiya sathiya
yu to jindagi se hoti thi mulakate
pahli baar ki hai jindagi ne mujhse baate
anjanbi sa aehsas hai
har pal ab to khash hai
tum ban gaye jo sathiya
sathiya sathiya sathiya
khwahisho mein fir se
betabiya jage hanste hanste
hai aankho mein nami
hasrate bhi meri karne lagi thagi
pairo ke niche se nikli jami
ajanbi sa aehsas hai
har pal ab to khash hai
tum ban gaye jo sathiya
sathiya sathiya sathiya
chalati hawaye kaano mein kah rahi
tujhko aise khush dekha na kabhi
dil mein yu sapno ki
nadiya si bah rahi hai
jisme bhige hai arman sabhi
ajanbi sa aehsas hai
har pal ab to khash hai
tum ban gaye jo sathiya
sathiya sathiya sathiya
yu to jindagi se hoti thi mulakate
pahli baar ki hai jindagi ne mujhse baate
anjanbi sa aehsas hai
har pal ab to khash hai
tum ban gaye jo sathiya
sathiya sathiya sathiya
yu to jindagi se hoti thi mulakate
pahli baar ki hai jindagi ne mujhse baate
anjanbi sa aehsas hai
har pal ab to khash hai
tum ban gaye jo sathiya
sathiya sathiya sathiya
khwahisho mein fir se
betabiya jage hanste hanste
hai aankho mein nami
hasrate bhi meri karne lagi thagi
pairo ke niche se nikli jami
anjanbi sa aehsas hai
har pal ab to khash hai
tum ban gaye jo sathiya
sathiya sathiya sathiya
chalti hawaye kaano mein kah rahi
tujhko aise khush dekha na kabhi
dil mein yu sapno ki
nadiya si bah rahi hai
jisme bhige hai arman sabhi
anjanbi sa aehsas hai
har pal ab to khash hai
tum ban gaye jo sathiya
sathiya sathiya sathiya
betahasha dil ne tujhko hi chaha hai
har dua me maine tujhko hi manga hai
tera jana jaise koi baddua
tera jana jaise koi baddua
door jaoge jo tum mar jayenge hum
sanam teri kasam o, sanam teri kasam o
sanam teri kasam
tumhe dekhte hi aankhen ho jati namm
sanam teri kasam o, sanam teri kasam o
sanam teri kasam
hua ye kya hashar mera, juda hua sabar mera
main tere bin ek lamha kyun kabhi naa jiya
raat bhar ashqo ne tujhko pukara hai
har dua mein maine tujhko hi manga hai
tera jana jaise koi baddua
door jaoge jo tum mar jaayenge hum
sanam teri kasam o, sanam teri kasam o
sanam teri kasam
tumhe dekhte hi aankhen ho jati nam
sanam teri kasam o, sanam teri kasam o
sanam teri kasam
nasha tera dil ko laga, dena nahi mujhko daga
main teri aadat ka mara, hai kya meri khata
tere bin namumkin apna guzara hai
har dua me maine tujhko hi manga hai
tera jana jaise koi baddua
door jaoge jo tum mar jayenge hum
sanam teri kasam o, sanam teri kasam o
sanam teri kasam
tumhe dekhte hi aankhe ho jati nam
sanam teri kasam o, sanam teri kasam o
sanam teri kasam
tere liye khudko badal de
tere liye kuch bhi kar de
vaada hai tujhse mera ab sada ke liye
tere liye saansein le rahe
tere liye har din jee rahe
tu hai mera, main hu tera ab sada ke liye
khud pe koi haq raha na humara
tere liye hum hain jiye
phir ab na hoga ye ishq dobara
tere liye hum hain jiye
tu hai mera, main hoon tera sahara
tere liye hum hain jiye, wo
marke bhi de dunga ye kaffara
tere liye hum hain jiye
o tere liye hum hain jiye
jism ka nahi tera mera rishta
roohon ka ye rishta hai
koi dekhe soorat jab meri
toh dikhe tera chehra hai
tu panaah meri, main saaya tera
tu makaan mera, main basera tera
tu manzil meri, main musafir tera
tujhpe hi main aake ruka
khud pe koi haq raha na humara
tere liye hum hain jiye
phir ab na hoga ye ishq dobara
tere liye hum hain jiye
tu hai mera, main hoon tera sahara
tere liye hum hain jiye, wo
marke bhi de dunga ye kaffara
tere liye hum hain jiye
ik din ye umr dhal jaayegi
zindagi poori ho jaayegi
tab bhi tu rehna paas yun mere
jab dil ki dhadkan tham jaayegi
teri baaho me dum nikle mera sanam
hai bas ab yehi aakhiri duaa
khud pe koi haq raha na humara
tere liye hum hain jiye
phir ab na hoga ye ishq dobara
tere liye hum hain jiye
tu hai mera, main hoon tera sahara
tere liye hum hain jiye o
marke bhi de dunga ye kaffara
tere liye hum hain jiye
o tere liye hum hain jiye
ratein yeh teekhi teekhi si
kabhi lage yeh bheegi
dilon ke raaz inke jane hei kab koi
barfeeli parton mein hai sharara
mausam hai dhuan
hothon pe sabke hai ik ishara
par chup hai zuban
tequila vakila chal le munh utha le
ria maria hardam bhula re
neeli nazron ko ab nasha re
chonkna na bachke tu
tequila vakila chal le munh utha le
ria maria hardam bhula re
neeli nazron ko ab nasha re
chonkna na bachke tu
love, i feel you
i guess you know
you know its true
so far so good, i miss you
you are my sweet thing
in heaven with you
cheharon pe chehre hain
lage na lage par uljha hai tana-bana
dhoondta hai koi
kohre ki galiyon me kadmon ka aana-jana
cheharon pe chehre hain
lage na lage par uljha hai tana-bana
dhoondta hai koi
kohre ki galiyon me kadmon ka aana-jana
yeh shab yahan ki jo hai shahana
hai woh bewafa
shatir shikari khud hai nishana
kya hai maajra
tequila vakila chal le munh utha le
ria maria hardam bhula re
neeli nazron ko ab nasha re
chonkna na bachke tu
tequila vakila chal le munh utha le
ria maria hardam bhula re
neeli nazron ko ab nasha re
chonkna na bachke tu
love, i feel you
i guess you know
you know its true
so far so good, i miss you
you are my sweet thing
in heaven with you
sab yahan ajnabi
kahi na kahi khud mein hain gum sabhi
lehron se hai juda
kahin na kahin pyasi hai khud nadi
sab yahan ajnabi
kahi na kahi khud mein hain gum sabhi
lehron se hai juda
kahin na kahin pyasi hai khud nadi
baki ko tu chhupa le, kar le aa khata
thehre samay se lamhe chura ke thoda muskura
tequila vakila chal le munh utha le
ria maria hardam bhula re
neeli nazron ko ab nasha re
chonkna na bachke tu
tequila vakila chal le munh utha le
ria maria hardam bhula re
neeli nazron ko ab nasha re
chonkna na bachke tu
tere siva kisko sochu mai, meri soch pe tum bethe ho
saanse jahan banti hai meri, uss mod pe tum rehte ho
tere siva kisko sochu mai, meri soch pe tum bethe ho
saanse jahan banti hai meri, uss mod pe tum rehte ho
tu mere alfaazo ki tarah, tu mere lihaazo ki tarah
gunguna lu aaja mai tujhe, tu meri aawazo ki tarah
mere hatho se jo ada ho us dua ki chaahat
guzre jo rabb ke yahan se wo jannati si raah tu
sajda tumhe sau dafa karu, uss rabb ki tarah dikhte ho
saanse jahan banti hai meri, uss mod pe tum rehte ho
tu mere alfaazo ki tarah, tu mere lihaazo ki tarah
gunguna lu aaja mai tujhe, tu meri aawazo ki tarah
khwabo ke labo pe tu hi tha ruka ya tera naam tha
ninde meri dhundhti rahi tujhe, tu kahi gumnaam tha
lagta hu mai tere hubahu aur tum bhi mere jaise ho
saanse jahan banti hai meri, uss mod pe tum rehte ho
tu mere alfaazo ki tarah, tu mere lihaazo ki tarah
gunguna lu aaja mai tujhe, tu meri aawazo ki tarah
yahi doobe din mere yahi hote hai savere
yahi marna aur jeena yahi mandir aur madeena
yahi doobe din mere yahi hote hai savere
yahi marna aur jeena yahi mandir aur madeena
teri galiya galliya teri, galliya
mujhko bhaavein galiya, teri galliya
teri galiyagaliya teri, galliya
yun hi tadpave, galliya teri, galliya
tu meri neendo me sota hai
tu mere ashqo me rota hai
sargoshi si hai khayalo me
tu na ho, phir bhi tu hota hai
hai sila tu mere dard ka
mere dil ki duaaye hai
teri galiya galliya teri, galliya
mujhko bhaave galiya, teri galiya
teri galiyagaliya teri, galliya
yuhi tadpaave, galliya teri, galliya
kaisa hai rishta tera mera
bechehra phir bhi kitna gahra
ye lamhe, lamhe ye resham se
kho jaayein kho na jaayein humse
kaafila waqt ka rok le
ammabr se juda na ho
teri galliya galliya teri, galliya
mujhko bhaave galiya, teri galiya
teri galiyagaliyaan teri, galliya
yuhi tadpaave, galliya teri galliya