( In Dino, Dil Mera, Mujhse Hai Keh Raha
Tu Khaab Saja, Tu Ji Le Jara
( Hai Tujhe Bhi Izaazat, Karle Tu Bhi Mohabbat…. )… (2)
( Berang Si Hai Badi Zindagi Kuchh Rang To Bharoon
Main Apani Tanahaayi Ke Waaste Abbb Kuchh Toh Karoon )… (2)
Jab Mile Thodi Fursat… 2 Mujhse Karle Mohabbat
Hai Tujhe Bhi Izaazat, Karle Tu Bhi Mohabbat
( Usako Chhupaakar Main Sabse Kabhi Le Chaloon Kahin Door...
Aankhon Ke Pyaalon Kse Pita Rahoon Usake Chehre Ka Noor )… (2)
Iss Jamaane Se Chhupakar… 2 Puri Karloon Main Hasrat
Hai Tujhe Bhi Izaazat, Karle Tu Bhi Mohabbat… (2)
In Dino, Dil Mera, Mujhse Hai Keh Raha
Tu Khaab Saja, Tu Ji Le Jara
Hai Tujhe Bhi Izaazat, Karle Tu Bhi Mohabbat… 2
Kyun Jindagi Se Ho Shikava Gila… (2)
Yeh Hasati Hai Roti Hai, Jo Bhi Hai Jaisi Hai
Jo Bhi Yeh Deti Hai Woh Hai
Kar Salaam… (4)
Nakhre Utha Isake Nakhre Utha… (2)
Haan Dhoop Bhi Hai Yeh, Chhaanv Bhi Hai Yeh
Jo Bhi Yeh Deti Hai, Tu Maan Ja
Kar Salaam… (4)
Kho Jaana, Pa Jaana, Na Paana, Hai Jindagi Jaane Le
Bik Jaana, Loot Jaana, Bass Jaana Hai Jindagi Maan Le
Ho Ho Ho Karle Yakin, Jo Kal Gaya Woh Phir Se Aata Nahin
Ho Ho Ho Gujra Huva Jo Waqt Hai Woh Dastak Lagaata Nahin
Jo Aaj Hai Bass Wahi Hai Tera… (2)
Ha Kya Teri Hasti Hai, Mitti Ki Basti Hai
Pal Mein Hi Ho Jaati Hai Yeh Fanaa
Kar Salaam… (4)
Kyun Jindagi Se Ho Shikava Gila… (2)
Yeh Hasati Hai Roti Hai, Jo Bhi Hai Jaisi Hai
Jo Bhi Yeh Deti Hai Woh Hai
Kar Salaam... (12)
( Ristey Toh Nahi Rishton Ki Parchaayiyaan Mile
Yeh Kaisi Bheed Bass Yahaan Tanhaayiyaan Mile )… (2)
Ristey Toh Nahi Rishton Ki Parchaayiyaan Mile
Yeh Kaisi Bheed Bass Yahaan Tanhaayiyaan Mile
( Ek Chhat Ke Tale Ajanabi Ho Jaate Hai Rishtey
Bistar Pe Chaadaro Se Chhup So Jaate Hai Rishtey )… (2)
Dhunde Se Bhi Iname Nahi Darmaayiyaan Mile
Yeh Kaisi Bheed Hai Bass Yahaan Tanahaayiyaan Mile
( Jisko Bhi Dekhiye Woh Adhura Sa Hai Yahaan
Jaise Kahin Ho Aur Woh Aadha Rakha Huwa )… (2)
Ho Jab Jahaan Jude Wahi Judaayiyaan Mile
Yeh Kaisi Bheed Bass Yahaan Tanhaayiyaan Mile
( Ristey Toh Nahi Rishton Ki Parchaayiyaan Mile
Yeh Kaisi Bheed Bass Yahaan Tanhaayiyaan Mile )… (2)
Hoooo…
Ho Ho Ho..
Hooo…
Tu Hi Ehsason Mein,
Tu Hi Jazbaton Mein,
Tu Hi Lamhaton Mein,
Tu Hi Din Raaton Mein..
Bakhuda Tumhi Ho,
Har Jagah Tumhi Ho,
Haan Mein Dekhua Jahan Jab,
Uss Jagah Tumhi Ho,
Yeh Jahan Tumhi Ho,
Wo Jahan Tumhi Ho,
Iss Zameen Se Falak Ke,
Darmiyaann..Tumhi Ho,
Tum Hi Ho, Beshumaar,
Tum Hi Ho..
Tum Hi Ho, Mujh Mein Haan,
Tum Hi Ho..Tum Hi Ho..
Hooo….
Raasta Tum Hi Ho,
Rehnuman Tum Hi Ho,
Jiski Khwahish Hai Humko,
Wo Panah Tum Hi Ho,
Tum Hi Ho, Beshumaar,
Tum Hi Ho..
Tum Hi Ho, Mujh Mein Haan,
Tum Hi Ho..
Tu Hi Ehsason Mein,
Tu Hi Jazbaton Mein,
Tu Hi Lamhaton Mein,
Tu Hi Din Raaton Mein..
Kaise Bataye Tumhe,
Shab Mein Tumhare,
Khwaab Haseen Jo Aate Hai,
Kaise Bataye Tumhe,
Lamz Wo Saare,
Jism Ko Jo Mehkate Hai
Iftida Tum Hi Ho
Intehaan Tum Hi To
Tum Ho Jeene Ka Maksad
Aur Wajah Tum Hi Ho..
Bakhuda Tumhi Ho,
Har Jagah Tumhi Ho,
Haan Mein Dekhua Jahan Jab,
Uss Jagah Tumhi Ho,
Yeh Jahan Tumhi Ho,
Wo Jahan Tumhi Ho,
Iss Zameen Se Falak Ke,
Darmiyaann..Tumhi Ho,
Tum Hi Ho, Beshumaar,
Tum Hi Ho..
Tum Hi Ho, Mujh Mein Haan,
Tum Hi Ho..Tum Hi Ho..
Hooo….
Ho Ho Ho..
Hoo…
everywhere everywhere, love is love is in the air
everywhere everywhere, love is love is in the air
here and there
everywhere love is love is, love is in the air
its rain in love, its rain in love
its rain in love, its rain in love
ye pyaas kahin kar de na mujhe paagal
baras ja ae baadal baras ja
baras ja ae baadal baras ja
baras ja ae baadal baras ja
baras ja ae baadal baras ja
ji bhar ke bhigo de aaj mere tan ka sandal
baras ja ae baadal baras ja
baras ja ae baadal baras ja
its rain in love, its rain in love
its rain in love, its rain in love
its rain in love, its rain in love
its rain in love, its rain in love
leti hai hajaaron khwaaish dil mein angdaayi
tu kya jaane ye kya hai, badan ki tanhaayi
its rain in love
leti hai hajaaron khwaaish dil mein angdaayi
tu kya jaane ye kya hai, badan ki tanhaayiyi
man chaahe teri baahon mein hum jaaye bikhar
baras ja ae baadal baras ja
baras ja ae baadal baras ja
everywhere everywhere, love is love is in the air
everywhere everywhere, love is love is in the air
baras ja ae baadal baras ja
baras ja ae baadal baras ja
its rain in love, its rain in love
its rain in love, its rain in love
tu hamko dubo ke rakh de apni chaahon mein
bas chain hamein milta hai, teri panaahon mein
its rain in love
tu hamko dubo ke rakh de apni chaahon mein
bas chain hamein milta hai, teri panaahon mein
hum tere bina rehte hai hamesha hi bekal
baras ja ae baadal baras ja
baras ja ae baadal baras ja
baras ja ae baadal baras ja
baras ja ae baadal baras ja
ye pyaas kahin kar de na mujhe paagal
baras ja ae baadal baras ja
baras ja ae baadal baras ja
its rain in love, its rain in love
its rain in love, its rain in love
subah bhi bekarar hain, shame bhi bekarar
jane hai kabse dil ko mere uska intjar
aakar mujhe deja mere hisse ka jo karar
jane hai kabse dil ko mere uska intjar
aakar mujhe deja mere hisse ka jo karar
ummid hain kabhi toh ha kabhi toh, meraa khwab khilega
ek din kahi se aake, aake, wohi shaks milega
muddat se hain najar ko, mere iska intjar
aakar mujhe deja mere hisse kaa jo karar
subah bhi bekarar hain, shame bhi bekarar
ab tak toh meri khwahish, khwahish banjar jamin hain
lekin naa jane kyon naa jane kyon, mere dil ko yakin hain
mausam koyi chhukar mujhe le jayega waha
aakar mujhe deja mere hisse kaa jo karar
subah bhi bekarar hain, shame bhi bekarar
jane hain kabse dil ko mere uska intjar
aakar mujhe deja mere hisse kaa jo karar
subah bhi bekarar hain, shame bhi bekarar
pehle se ab wo din hain na pehlee see rat hain
shayad hamare bich kahee koyee bat hain
pehle se ab wo din hain naa pehlee see rat hain
shayad hamare bich kahee koyee bat hain
kya bat hain jo ab tu hame dekhta nahee
ho kis hal me hain kaise hain kuchh puchhta nahee
lagta hain koyee aur tere aas pas hain
shayad hamare bich kahee koyee bat hain
pehle se ab wo din hain naa pehlee see rat hain
jane kaha se rah me ye mod aa gaya
sine me dabe panv koyee aur aa gaya hain
jabke har ek kadam hain tu hee mere sath hain
shayad hamare bich kahee koyee bat hain
pehle se ab wo din hain na pehlee see rat hain
pehle se ab wo din hain na pehlee see rat hain
shayad hamare bich kahee koyee bat hain
jau kaha jau kaha jau kaha tere bina
bahon me teri aankho me teri sanson me teri jeena
dil jalaya to kabhi khud ko mitaya hain
tab kahi jake sanam aapko paya hain
dil jalaya to kabhi khud ko mitaya hain
tab kahi jake sanam aapko paya hain
dil jalaya to kabhi khud ko mitaya hain
tab kahi jake sanam aapko paya hain
dil jalaya to kabhi khud ko mitaya hain
tab kahi jake sanam aapko paya hain
dhadkta hain dil kyon mera tere samne
hote hain jab ham aamne saamne
main bhi to yeh janu kyon aisa mera hal hain
kyon lagi hu main dil apna thamne
mohabbat me yeh hota hi hain
hasta hain dil rota bhi hain jao jao jao aise na darao
rab ki tarah tujhe dil main basaya hain
tab kahi jake sanam aapko paya hain
dil jalaya to kabhi khud ko mitaya hain
tab kahi jake sanam aapko paya hain
kasam kha rahe hain kasam ki kasam
honge na juda tumse sanam
tujhe yad karte hain sari sari raat ham
teri in baton pe mar mitey hain ham
din subah sham ek ho gaya
jabse tu meri main tera ho gaya
kahi bhi na jao mere pass aao
badi mannato se khuda ko manaya hain
tab kahi jake sanam aapko paya hain
dil jalaya to kabhi khud ko mitaya hain
tab kahi jake sanam aapko paya hain
dil jalaya to kabhi khud ko mitaya hain
tab kahi jake sanam aapko paya hain
jau kaha jau kaha jau kaha tere bina
bahon me teri aankho me teri sanso me teri jeena
jau kaha jau kaha jau kaha tere bina
bahon me teri aankho me teri sanso me teri jeena
dil jalaya hi kabhi khud ko mitaya hain
tan kahi jake sanam aapko paya hain
sham aayegi to suraj bhi ye ghar jayega
tu bata ai dile aawara kidhar jayega kidhar jayega
na jane kya aisi khata ho gayi
bahut jindagani khafa ho gayi
na jane kya aisi khata ho gayi
bahut jindagani khafa ho gayi
khata ho gayi bahut jindagani khafa ho gayi
sham aayegi to suraj bhi ye ghar jayega
tu bata ai dile aawara kidhar jayega kidhar jayega
maine mana ki mai hu bahut hi bewafa
ho sake to maf kar de meri ye khata
sham aayegi to suraj bhi ye ghar jayega
tu bata ai dile aawara kidhar jayega kidhar jayega
ho chuki sham ab to har parinda ghar gaya
hu jamane me bas mai hi be-aashiya
sham aayegi to suraj bhi ye ghar jayega
tu bata ai dile aawara kidhar jayega kidhar jayega
na jane kya aisi khata ho gayi
bahut jindagani khafa ho gayi
khata ho gayi bahut jindagani khafa ho gayi
sham aayegi to suraj bhi ye ghar jayega
tu bata ai dile aawara kidhar jayega kidhar jayega
intazaar intazaar intazaar intazaar
intazaar intazaar intazaar intazaar
meri subaho ko teri shaamo ka, meri shaamo ko tere vaado ka
meri raato ko tere khvaabo ka, meri neendo ko teri baaho ka
mere jazbo ko teri chaaho ka, bahaki-bahaki si kuchh khataao ka
khubsurat se kuchh gunaaho ka
intazaar intazaar intazaar intazaar
apne dilbar ka apne hamdam ka, apne jaanam ka intazaar
surkh phulo se mahka rasta hai, dil to mera magar zard patta hai
paas aankho ke sabz manjar hai, dil ka mausam to phir bhi banjar hai
mahaki-mahaki si kuchh hawaao ka, bheegi-bheegi si kuchh ghataao ka
intazaar intazaar intazaar intazaar
apne baadal ka apni baarish ka, apne saawan ka intazaar
apni dhadkan ka apni saanso ka, apne jeene ka intazaar
koi badli kabhi is tarah aayegi, pyaas sadiyo ki pal me bujh jaayegi
tujhko lauta ke meri aaghosh me, dekhna vaqt ki nabz tham jaayegi
aisa hoye ke kuchh duaao ka, umr bhar jo mile un panaaho ka
intazaar intazaar intazaar intazaar
tere aane ka tujhko paane ka, phir na jaane ka intazaar
tere aane ka tujhko paane ka, phir na jaane ka intazaar
intazaar intazaar intazaar intazaar
sun ai mere dil mera jina na mushkil bana
jid chhod de pyar ki jane bhi de maan ja
dariya mere paas hai takdir me pyas hai
kaise mohabbat karu mere liye paap hai
sun ai meri jaan-e-jaan aa tu mere paas aa
mat julm apne pe kar khud ko na itna sata
ishk bada paak hai daaman yeh bedaag hai
phir kyu mohabbat bata tere liye paap hai
sun ai mere dil mera jina na mushkil bana
khaabo ko jane hai kyu mujhse hui dushmani
aankho me aakar meri khilte nahi woh kabhi
yeh huwa khul saka tuta khaab sada
behtar hai tere liye tu sapna koi na saja
jid chhod de pyaar ki jane bhi de maan ja
sun ai mere dil mera jina na mushkil bana
ha mana jara shokh hai hamesha se yeh jindagi
musalasal magar yeh kabhi kisi ko satati nahi
yeh huwa har dafa khud ko tu aajma
tere liye bhi kabhi barsegi kaali ghata
mat julm apne pe kar khud ko na itna sata
sun ai mere dil mera jina na mushkil bana
jid chhod de pyar ki jane bhi de maan ja
dariya mere paas hai takdir me pyas hai
kaise mohabbat karu mere liye paap hai
sun ai mere dil mera jina na mushkil bana
tujhe milke laga hai yeh, tujhe dhundh raha tha main
tujhe milke laga hai yeh, tujhe dhundh raha tha main
tujhame hai kuch aisi subah sa, jiski khaatir main tha jaga sa
aa tu mere khwaab sajaa ja re, maahi aaja re maahi aaja re
tujhame hai kuch aisi subah sa, jiski khaatir main tha jaga sa
aa tu mere khwaab sajaa ja re
dil roye ya ilaahi tu aaja mere maahi
dil roye ya ilaahi tu aaja mere maahi
dil roye ya ilaahi tu aaja mere maahi
mere maahi mere maahi tu aaja mere maahi
tujhe milke laga hai yeh, tujhe dhundh raha tha main
tujhe milke laga hai yeh, tujhe dhundh raha tha main
tujhame hai kuch aisi subah sa, jiski khaatir main tha jaga sa
aa tu mere khwaab sajaa ja re
dil roye ya ilaahi tu aaja mere maahi
dil roye ya ilaahi tu aaja mere maahi
mere maahi mere maahi tu aaja mere maahi
dil roye ya ilaahi tu aaja mere maahi
maahi maahi maahi, maahi maahi maahi
dhadkano mein maahi, saaanson mein hai maahi
tu hi hai mere dil ki tamanna, teri hi yaadein har lamha
de mujhe de apna aanchal, dhoop mein jalta main harpal
tujhme hai kuch aisi ghata sa, jiske liye hoon main pyaasa sa
aa tu meri pyaas bujha ja re
dil roye ya ilaahi tu aaja mere maahi
dil roye ya ilaahi tu aaja mere maahi
mere maahi, mere maahi, ho aaja mere maahi
dil roye ya ilaahi tu aaja mere maahi
maahi maahi maahi, maahi maahi maahi
bas mera tu maahi, saaanso mein hai maahi
hain mujhe hai tera armaan, hai tujhe hai mera banana
har ghadi teri dil mein aahat, tu mile mil jaaye raahat
jud ke bhi tu mujhse juda sa, khilke bhi tu kyun hai khafaa sa
aaja meri baahon mein aaja re
ho o jud ke bhi tu mujhse juda sa, mulke bhi tu kyun hai khafaa sa
aaja meri baahon mein aaja re
dil roye ya ilaahi tu aaja mere maahi
dil roye ya ilaahi tu aaja mere maahi
dil roye ya ilaahi tu aaja mere maahi
dil roye ya ilaahi tu aaja mere maahi
maahi maahi maahi
tujhe milke laga hai ye, tujhe dhoondhe raha tha mai
tujhe milke laga hai ye, tujhe dhoondhe raha tha mai
tujhme hai kuch aisi subah sa, jiski khatir mai tha jaga sa
aa tu mere khwab saja ja re, mahi aaja re mahi aaja re
tujhme hai kuch aisi subah sa, jiski khatir mai tha jaga sa
aa tu mere khawab saja ja re
dil roye aaye rahi tu aaja mere mahi
dil roye aaye rahi tu aaja mere mahi
dil roye aaye rahi tu aaja mere mahi
mere mahi mere mahi tu aaja mere mahi
tujhe milke laga hai ye, tujhe dhoondhe raha tha mai
tujhe milke laga hai ye, tujhe dhoondhe raha tha mai
tujhme hai kuch aisi subah sa, jiski khatir mai tha jaga sa
aa tu mere khwab saja ja re
dil roye aaye rahi tu aaja mere mahi
dil roye aaye rahi tu aaja mere mahi
dil roye aaye rahi tu aaja mere mahi
mere mahi mere mahi tu aaja mere mahi
mahi mahi mahi mahi mahi mahi
dhadkano me mahi, sanso me hai mahi
tu hi hai mere dil ki tamnna
tere hi ye yaade har lamha
de mujhe de apna aanchal
dhup mein jalta main har pal
tujh mein kuchh aesa ghata sa
jiske liye hu main pyasa sa
aa tu meri pyas bujha ja re
dil roye aaye rahi tu aaja mere mahi
dil roye aaye rahi tu aaja mere mahi
dil roye aaye rahi tu aaja mere mahi
mere mahi mere mahi tu aaja mere mahi
mahi mahi bas mera tu mahi saanso mein hai mahi
hai mujhe hai tera arma tujhe hai mera banna
har ghadi tere dil mein aahat tu mile mil jaye rahat
jud ke bhi tu mujhse juda sa phir ke bhi tu kyu hai khafa sa
aaja meri baaho mein aaja re
dil roye aaye rahi tu aaja mere mahi
dil roye aaye rahi tu aaja mere mahi
dil roye aaye rahi tu aaja mere mahi
mere mahi mere mahi tu aaja mere mahi
moko kaha dhunde re bande, mai to tere paas me
na tirath me na murat me, na ae kanthniwas me
o na mandhire me na masjid, me na kabe kailash me
mai to tere paas main bande, mai to tere paas me
sochi kurit mil jau, ek pal ki talsah me
kahat kabir suno bhai sadho, mai to hu vishwas me
o banda re, mai to tere paas me
o banda re, mai to tere paas me
o na mai jap me na mai tap me, na bharat upvas me
na mai kiriya karam me, rahta na hi jok sanyaas me
nahi pran main nahi pind main, na brahmand aakash main
na main parikat, pravar gufa me
nahi swasth ki, saans main
nahi swasth ki, saans main
bhoji har muraht mai le jau, ishwar ki talash me
kahat kabir suno bhai sadho, mai to hu vishwas me
o banda re, mai to tere paas me
o banda re, mai to tere paas me
o banda re, mai to tere paas me
o banda re, mai to tere paas me
raato ki tanhai mein, subaho ki parchhaayi mein hey hey hey
chehara hai kya, yeh meri aankho mein
khushaboo hai kya, yeh meri saanso mein
kaisa yeh raaz hai, jo ke khulta nahi
kyun mere jehan mein, tu hai aye ajanabi
hey hey hey hey hey hey hey hey
o ho ho o ho ho ho ho hey hey heyi hey
hota hai jo sawaalo mein, milta nahi jawabon mein
rehta hai jo khayaalo mein, ab tak hai woh hijaabo mein
hai dil ka yeh kaisa mausam, na dhup hai na hai shabnam o o o
kaisa yeh raaz hai, jo ke khulta nahi
kyun mere jehan mein, tu hai aye ajanabi
hey hey hey hey hey hey
o ho ho o ho ho ho ho hey hey heyi hey
raato ki tanhai mein, subahon ki parchhaayi mein hey hey hey
chehara hai kya, yeh meri aankhon mein
khushaboo hai kya, yeh meri saanso mein
jaane hai kya sitaaro mein, gardish si hai ishaaro mein
patjhahd si hai bahaaro mein, toofaan sa hai kinaaro mein
dastak si hai kya yeh hardam, aahat si hai kya yeh hardam o o o
kaisa yeh raaz hai, jo ke khulta nahi
kyun mere jehan mein, tu hai aye ajanabi
hey hey hey hey hey hey hey hey
o ho ho o ho ho ho ho hey hey heyi hey
o jana o jana, tum jo der aaye
tum jo der aaye, tum jo der aaye
mai waha jaha pe tu hai, mera ishq to junun hai
o jana o jana
mai waha jaha pe tu hai, mera ishq to junun hai o jana
har waqt tu hi tu hai, har sitam tu hi tu hai o jana
tu sath mere har dham chahe kahi bhi ho o jana
din raat sochta hu, tujhe itna pyar mai du
jo kabhi uthar na paye, tujhe vo khumar mai du
mujhe aise tu mila hai jaise ki koi dua hai
tujhpe koi aanch aaye to mai khud ko bhi jala lu
mai khud ko bhi jala lu
har din mujhi me tu hai, har shabh bhuji me tu hai
har din mujhi me tu hai, har shabh bhuji me tu hai o jana
mai waha jaha pe tu hai, mera ishq to junun hai
o jana o jana
har pal tujhe sambhalu, tere sare gham utha lu
mera dil to yahi chahe tujhe ruh me saja lu
tera aks noor sa hai, tu ek surur hai
dilkash teri ada ka har lamha mai chura lu
har dham khudi me tu hai, meri bekhudi me tu hai
har dham khudi me tu hai, meri bekhudi me tu hai, o jana
mai waha jaha pe tu hai, mera ishq to junun hai o jana o jana
mai waha jaha pe tu hai, mera ishq to junun hai o jana
har waqt tu hi tu hai, har sitam tu hi tu hai o jana
tu sath mere hardham chahe kahi bhi ho o jana
mai waha jaha pe tu hai mera ishq to junun hai
o jana o jana
mai waha jaha pe tu hai mera ishq to junun hai o jana
har waqt tu hi tu hai har sitam tu hi tu hai o jana
tu sath mere hardham chahe kahi bhi ho o jana
mai waha jaha pe tu hai mera ishq to junun hai o jana
din raat sochta hu tujhe itna pyar mai du
jo kabhi uthar na paye tujhe vo khumar mai du
mujhe aise tu mila hai jaise ki koi dua hai
tujhpe koi aanch aaye to mai khud ko bhi jalalu
o jana
har din mujhi me tu hai har shabh bhuji me tu hai
har din mujhi me tu hai har shabh bhuji me tu hai
mai waha jaha pe tu hai mera ishq to junun hai
o jana o jana
har pal tujhe sambhalu tere sare gham uthalu
mera dil to yahi chahe tujhe ruh me sajalu
tera aks noor sa hai tu ek surur sa hai
dilkash teri ada ka har lamha mai churalu
har dam khudi me tu hai meri bekhudi me tu hai
har dam khudi me tu hai meri bekhudi me tu hai
o jana
mai waha jaha pe tu hai mera ishq to junun hai
o jana o jana
har taraf har jagah har kahi pe hai haan usika noor haan usika noor
har taraf har jagah har kahi pe hai haan usika noor haan usika noor
har taraf har jagah har kahi pe hai haan usika noor haan usika noor
roshni kaa koi dariyaa to hai haan kahi pe jaroor
roshni kaa koi dariyaa to hai haan kahi pe jaroor
roshni kaa koi dariyaa to hai haan kahi pe jaroor
ye aasmaan ye jamin chaand aur sooraj
kya bana saka hai kabhi koi bhi kudrat
kya bana saka hai kabhi koi bhi kudrat
koi to hai jiske aage hai aadmi majboor
koi to hai jiske aage hai aadmi majboor
har taraf har jagah har kahi pe hai haan usika noor
insaan jab koi hai raah se bhatkaa
isne dikhaa diyaa usko sahi rastaa isne
dikhaa diyaa usko sahi rastaa
koi to hai jo kartaa hai mushkil hamaari door
koi to hai jo kartaa hai mushkil hamaari door
har taraf har jagah har kahi pe hai haan usika noor
roshni kaa koi dariyaa to hai haan kahi pe jaroor
kabhi khushbu kabhi jhonka kabhi hawa sa lage
juda hokar bhi tu mujhse juda juda sa lage
juda hokar bhi tu mujhse juda juda sa lage
kabhi khushbu kabhi jhonka kabhi hawa sa lage
bas yahi sochkar raato ko main nahi sota
nind aayi toh teraa khwaab chala aayega
phir subah jab khulengi aankhen meri
tu bhi subah ko sitaare sa chala jaayega
aake abb yun teraa jaana bura bura sa lage
juda hokar bhi tu mujhse juda juda sa lage
kabhi khushbu kabhi jhonka kabhi hawa sa lage
koyi dastak koyi aahat koyi aawaz nahi
tu dabe paanv khayalo me chala aata hai
baarha aisa bhi mahsus huwa hai mujhko
aake chup-chaap tu pahlu me baith jaata hai
tu kahi aaj bhi mujhame jinda jinda sa lage
juda hokar bhi tu mujhse juda juda sa lage
kabhi khushbu kabhi jhonka kabhi hawa sa lage
aaj bhi lams dhadakte hain mere sine me
aaj bhi teri khanakti si sada aati hai
aaj bhi jism sulagata hai teri saanso se
aaj bhi ruh me halchal mere mach jaati hai
dil teri yaad se abb yun bhara bhara sa lage
juda hokar bhi tu mujhse juda juda sa lage
kabhi khushbu kabhi jhonka kabhi hawa sa lage
juda hokar bhi tu mujhse juda juda sa lage
ae meri zindagi tu mere sath hai
ae meri zindagi tu mere sath hai
ab mujhe is zamane ki parvaah nahi
jaan le loon bhi mai jaan de du bhi mai
jaan le loon bhi mai jaan de du bhi mai
koi kimat chukaane ki parwaah nahi
aye meri zindagi tu mere sath hai
teri chahat si koi bhi chahat nahi
kyo ke is me kahi bhi banawat nahi
kudrat husn tera hai sab se hasin
duniya dari ki is me milawat nahi
duniya dari ki is me milawat nahi
isko pana hai mujhko kisi haal me
isko pana hai mujhko kisi haal me
is pe jaan bhi gawane ki parvaah nahi
ae meri zindagi tu mere sath hai
hai teri chudiyon ka khanakna mera
aur tere gesuon ka mehakna mera
naksh rehta hai her pal mere jism pe
wo lipatna tera wo simatna tera
wo lipatna tera wo simatna tera
meri aankhon ko bas tera didar ho
meri aankhon ko bas tera didar ho
kuch mujhe aur pane ki parwaah nahi
ae meri zindagi tu mere sath hai
ae meri zindagi tu mere sath hai
ab mujhe iss zamane ki parvaah nahi
ae meri zindagi tu mere sath hai
jo na hona tha, woh mujhe hona pada
aaj kho kar tujhe jinda rahna pada
waqt se jo mila mujhe woh jakhm
seena pada, seena pada, seena pada
jo na hona tha, woh mujhe hona pada
aaj kho kar tujhe jinda rahna pada
waqt se jo mila mujhe woh jakhm
seena pada, seena pada, seena pada
phir kahin sahar mein chhota sa ghar bana lunga
tu sajaa tha kabhi us tarah main saja lunga
phir naye rango se rang lunga uski diwaare
kuch naye khawaab bhi gamlon me main laga lunga
tere gam ka zahar yun bhi peena pada
aaj kho kar tujhe jinda rahna pada
waqt se jo mila mujhe woh jakhm
seena pada, seena pada, seena pada
waqt marham hai tera zakhm bhi wo bhar dega
bin tere jeene ke laayak wo mujhe kar dega
phir naye raaste dega wo mere kadmo ko
phir mujhe laut kar aane kaa koi dar dega
tutaa sapna haan mujhe phir pirona pada
aaj kho kar tujhe jinda rehna pada
waqt se jo milaa mujhe wo zakhm
seena pada, seena pada, seena pada
ab teri yaadon ko mehmaan main bana lunga
jab bhi aayengi to kuchh mahfilen saja lunga
unke aane phir unke jaane ko raftaa raftaa
koi aadat si haan main to bana lunga
haay itnaa kyun mujhe tanha yun hona pada
aaj kho kar tujhe jinda rehna pada
waqt se jo milaa mujhe wo zakhm
seena pada, seena pada, seena pada
aye meri jindagi tu mere sath hai
aye meri jindagi tu mere sath hai
ab mujhe is jamane ki parvaah nahi
jaan le lu bhi mai jaan de du bhi mai
jaan le lu bhi mai jaan de du bhi mai
koyi kimat chhukane ki parvaah nahi
aye meri jindagi tu mere saath hai
teri chaahat si koi bhi chaahat nahi
kiyo ke is me kahi bhi banaawat nahi
qudratan husn tera hai sab se hasin
duniya daari ki is me milaawat nahi
duniya daari ki is me milaawat nahi
isko paana haye mujhko kisi haal me
isko paana haye mujhko kisi haal me
iss pe jaan bhi gawaane ki parvah nahi
aye meri zindagi tu mere sath hai
tu khuda hai mera mera imaan hai
ishq karana tera mujhape ehsaan hai
tu subah ka ujaala mere waaste
tu mere waaste dilnashi shaam hai
tu mere waaste dilnashi shaam hai
tere dil me thikana rahe umr bhar
tere dil me thikana rahe umr bhar
phir kisi aashiyane ki parwaah nahi
aye meri jindagi tu mere sath hai
aye meri jindagi tu mere saath hai
aye meri jindagi tu mere saath hai
ab mujhe issi jamane ki parvaah nahi
aye meri jindagi tu mere sath hai
jo na hona tha, wo mujhe hona pada
aaj khokar tujhe, jinda rahna pada
waqt se jo mujhe mujhe, wo zakhm
seena pada, seena pada, seena pada
jo na hona tha, wo mujhe hona pada
aaj khokar tujhe, jinda rahna pada
waqt se jo mujhe mujhe, wo zakhm
seena pada, seena pada, seena pada
dur duniya se teri itna chali aayi hu
aaj main jism nahi, aaj main parchhayi hu
har jagah bhid ka sailab tere charo taraf
main apne aap me simti huyi tanhaihu
jo bhi haasil hua, paake khona pada
aaj khokar tujhe, jinda rahna pada
waqt se jo mujhe mujhe, wo zakhm
seena pada, seena pada, seena pada
pass hai mere tere saath gujare lamhe
kuch adhure rahe, kuch pure ho gaye sapne
bahut sambhal ke rakhti hu inko sine me
ab is jahan me mere to, hai yahi apne
yaad karke jeeye, raat din rona pada
aaj khokar tujhe, jinda rahna pada
waqt se jo mujhe mujhe, wo zakhm
seena pada, seena pada, seena pada
tujhe hai kasam mere khaabo ko pura karna
rang jo maine chune the wahi unme bharna
ab inka jo bhi anjaam
tujhpe chhod diya
meri ummed ko tu
naummed na karna
suna suna mere dil ka kona pada
aaj khokar tujhe, jinda rahna pada
waqt se jo mujhe mujhe, wo zakhm
seena pada, seena pada, seena pada
mohabbat ki hai tumhare liye, mohabbat ki hai tumhare liye
jaan bhi dunga tumhare liye, jaan bhi dunga tumhare liye
bagavat ki hai tumhare liye, bagavat ki hai tumhare liye
jaan bhi dungi tumhare liye, jaan bhi dungi tumhare liye
mohabbat ki hai tumhare liye, mohabbat ki hai tumhare liye
khushiyo ki daphali bajaate rahenge
khushiyo ki daphali bajaate rahenge
saari umar yu hi gaate rahenge
saari umar yu hi gaate rahenge
ha saanso ki sargam yahi gungunaye
saanso ki sargam yahi gungunaye
tujhko kabhi naa koi gam sataye
ibaadat ki hai tumhare liye, ibaadat ki hai tumhare liye
jaan bhi dungi tumhare liye, jaan bhi dungi tumhare liye
mohabbat ki hai tumhare liye, mohabbat ki hai tumhare liye
kashti hu main tu hai mera kinara
kashti hu main tu hai mera kinara
mujhko to hai sirf tera sahara
mujhko to hai sirf tera sahara
main chandrama tu meri roshani hai
main chandrama tu meri roshani hai
mere liye jaaneman tu bani hai
hifazat ki hai tumhare liye, hifazat ki hai tumhare liye
jaan bhi dungi tumhare liye, jaan bhi dungi tumhare liye
mohabbat ki hai tumhare liye, mohabbat ki hai tumhare liye
mujhko pata hai naa tujhko khabar hai
mujhko pata hai naa tujhko khabar hai
humko to har pal jamane ka darr hai
humko to har pal jamane ka darr hai
hum wo karenge hume jo hai karna
hum wo karenge hume jo hai karna
humko jamane ki koi fikar naa
adavat ki hai tumhare liye, adavat ki hai tumhare liye
jaan bhi dunga tumhare liye, jaan bhi dunga tumhare liye
bagavat ki hai tumhare liye, bagavat ki hai tumhare liye
jaan bhi dungi tumhare liye, jaan bhi dungi tumhare liye
mohabbat ki hai tumhare liye, bagavat ki hai tumhare liye
hifazat ki hai tumhare liye, ibaadat ki hai tumhare liye