jo na hona tha, wo mujhe hona pada
aaj khokar tujhe, jinda rahna pada
waqt se jo mujhe mujhe, wo zakhm
seena pada, seena pada, seena pada
jo na hona tha, wo mujhe hona pada
aaj khokar tujhe, jinda rahna pada
waqt se jo mujhe mujhe, wo zakhm
seena pada, seena pada, seena pada
dur duniya se teri itna chali aayi hu
aaj main jism nahi, aaj main parchhayi hu
har jagah bhid ka sailab tere charo taraf
main apne aap me simti huyi tanhaihu
jo bhi haasil hua, paake khona pada
aaj khokar tujhe, jinda rahna pada
waqt se jo mujhe mujhe, wo zakhm
seena pada, seena pada, seena pada
pass hai mere tere saath gujare lamhe
kuch adhure rahe, kuch pure ho gaye sapne
bahut sambhal ke rakhti hu inko sine me
ab is jahan me mere to, hai yahi apne
yaad karke jeeye, raat din rona pada
aaj khokar tujhe, jinda rahna pada
waqt se jo mujhe mujhe, wo zakhm
seena pada, seena pada, seena pada
tujhe hai kasam mere khaabo ko pura karna
rang jo maine chune the wahi unme bharna
ab inka jo bhi anjaam
tujhpe chhod diya
meri ummed ko tu
naummed na karna
suna suna mere dil ka kona pada
aaj khokar tujhe, jinda rahna pada
waqt se jo mujhe mujhe, wo zakhm
seena pada, seena pada, seena pada