yeh pyar ka jhagda hai, to pyar se tay kije
bimar-e-mohabbat ko, aisi na saza dije
yeh pyar ka jhagda hai, to pyar se tay kije
bimar-e-mohabbat ko, aisi na saza dije
yeh pyar ka jhagda hai
tanha na kat sakega, yeh raasta safar ka
koyi to ho sahara, sarkar umr bhar ka
tanha na kat sakega, yeh raasta safar ka
koyi to ho sahara, sarkar umr bhar ka
mera nahin to apna, mera nahin to apna
kuchh to khayal kije
yeh pyar ka jhagda hai, to pyar se tay kije
bimar-e-mohabbat ko, aisi na saza dije
yeh pyar ka jhagda hai
tevar bhi juda dekhe, andaz naya paya
palkon ke taley maine, har raaz naya paya
tevar bhi juda dekhe, andaz naya paya
palkon ke taley maine, har raaz naya paya
yeh raaz bhala kya hai, yeh raaz bhala kya hai
yeh raaz bata dije
yeh pyar ka jhagda hai, to pyar se tay kije
bimar-e-mohabbat ko, aisi na saza dije
yeh pyar ka jhagda hai
mast nazaro se pee ke dekho
mast nazaro se pee ke dekho
jaane jaa meharbaan
ye samma fir kahaa
mast nazaro se pee ke dekho
mast nazaro se pee ke dekho
mahakti hain dil pe, chahkti hain raat
mahakti hain dil pe, chahkti hain raat
tadpati hain lab par, anokhi si baat
tadpati hain lab par, anokhi si baat
ham yaha tum waha
ye sama fir kahaa
mast nazaro se pee ke dekho
mast nazaro se pee ke dekho
main hu to ujaal hain ye maan lijiye
main hu to ujaal hain ye maan lijiye
mujhse hi zindagi hain ye jaan lijiye
main hu to ujaal hain ye maan lijiye
phulo ka badan mai hu
kaliyo ka chalan main hu
phulo ka badan mai hu
kaliyo ka chalan main hu
basre ki hur main hu, dil ka surur main hu
basre ki hur main hu, dil ka surur main hu
dono hi samne hain ye maan lijiye
main hu to ujaal hain ye maan lijiye
mujhse hi zindagi hain ye jaan lijiye
main hu to ujaal hain ye maan lijiye
rangeen ishare hain madhosh najare hain
rangeen ishare hain madhosh najare hain
aankho me ek nasha hain
julfo me ek ghata hain
aankho me ek nasha hain
julfo me ek ghata hain
dono hi samne hain ye maan lijiye
main hu to ujaal hain ye maan lijiye
mujhse hi zindagi hain ye jaan lijiye
main hu to ujaal hain ye maan lijiye
laila se kam nahi hu, shiri se kam nahi hu
laila se kam nahi hu, shiri se kam nahi hu
najre utha ke dekho, dil me basa ke dekho
najre utha ke dekho, dil me basa ke dekho
dono hi samne hain ye maan lijiye
main hu to ujaal hain ye maan lijiye
mujhse hi zindagi hain ye jaan lijiye
main hu to ujaal hain ye maan lijiye
koyaliya bole kuhu kuhu
papiha bole pihu pihu
koyaliya bole kuhu kuhu
papiha bole pihu pihu
bagiyan me more naache, paanv me ghunghru baaje
chham chham, main bhi naachu, tu bhi naache
main bhi naachu, tu bhi naache
sang pawan ke haay raam, haay raam
sang pawan ke haay raam
koyaliya bole kuhu kuhu
papiha bole pihu pihu
main bhi diwaani, tu bhi diwana
bhed ye man ka koi na jana
ho main bhi diwaani, tu bhi diwana
bhed ye man ka koi na jana
panchhi van me chehakte hai
arma dil me machalte hai
main bhi naachu, tu bhi naache
main bhi naachu, tu bhi naache
sang pawan ke haay raam, haay raam
sang pawan ke haay raam
koyaliya bole kuhu kuhu
papiha bole pihu pihu
kaliyon ne muskaan bhari hai
phulo par shabnam bikhari hai
kaliyon ne muskaan bhari hai
phulo par shabnam bikhari hai
baag me jaise bijli giri hai
dil me ek halchal si machi hai
main bhi naachu, tu bhi naache
main bhi naachu, tu bhi naache
sang pawan ke haay raam, haay raam
sang pawan ke haay raam
koyaliya bole kuhu kuhu
papiha bole pihu pihu
koyaliya bole kuhu kuhu
papiha bole pihu pihu
bagiyan me more naache, paanv me ghunghru baaje
chham chham, main bhi naachu, tu bhi naache
main bhi naachu, tu bhi naache
sang pawan ke haay raam, haay raam
sang pawan ke haay raam
koyaliya bole kuhu kuhu
papiha bole pihu pihu
koyaliya bole kuhu kuhu
papiha bole pihu pihu
maula maula maula re maula
deni hai to nigah ko itni rasayi de
main dekhu aaina to mujhe tu dikhai de
tu sabka rakhwala re
tu sabka rakhwala re
sajdo ne tujhko pukara re
sajdo ne tujhko pukara re
teri rehmatein ata kar de
teri rehmatein ata kar de
teri rehmatein ata kar de
teri rehmatein ata kar de
mujhe bebasi se riha kar de maula re
maula maula mere maula maula
maula re, maula maula re
o maula maula mere maula maula
maula re, maula maula re
sitaro se aage jahan aur bhi hain
abhi ishq ke intehan aur bhi hain
tere karam ke saye mein rahu
shukar main tere kaise baya karu
tune hai bakhsha mujhe ye jahan mere maula
tune hai bakhsha mujhe ye jahan
ke dono jahan ye dua karu
mere maula maula, mere maula maula
maula re, maula maula re
mere maula maula, mere maula maula
maula re, maula maula re
dhadkan mein meri basa
bas ek zikr tera
dil bawuzu hai ab mera
duniya mein mehke khushbu teri
aalam mein mehke raunak teri
har zarre mein hai nikhat teri
o mere maula
o mere ishq ki maula
tu hi hai tu hi barkate
mere maula maula, mere maula maula
maula re, maula maula re
mere maula maula, mere maula maula
maula re, maula maula re
tu shaheen hai, parwaz hai kaam tera
tere samne aasma aur bhi hai
har raah se hu bekhabar
bhatka hua hu main maula
meri raah ko manzil ata
karde tu mere ya maula
rehbar tu hi tu charagar
tu hi to hai mera aaka
meri khushi meri tadap
tujhse chhupi nahi data
de de mujhe apni panah
kar de karam maula
mere aaka mere daata, mere maula
maula maula, mere maula maula
maula re, maula maula re
mere maula maula, mere maula maula
maula re, maula maula re
yu husn ka jalwa aam nahi ho sakta
yu husn ka jalwa aam nahi ho sakta
aise na machal diwane sambhal
dil dungi tujhe mai aaj nahi aaj nahi kal
jaldi me koi kaam kaam nahi ho sakta
yu husn ka jalwa aam nahi ho sakta
do hi din hue hai hame milke abhi milke abhi
mange hai anmol chize tu to sabhi raja chize sabhi
chehre ka naamak mathe ki chamak
baho ki lachak sanso ki mahak
kuch bhi to tere naam naam nahi ho sakta
yu husn ka jalwa aam nahi ho sakta
julfo me jahrile naag simte hue
naag simte hue aankho se palko ke
kate lipte hue kate lipte hue
cheda jo agar rakhna ye khabar
nas nas me kar dega asar
aankho ka piye jam jam nahi ho sakta
yu husn ka jalwa aam nahi ho sakta
aise na machal diwane sambhal
dil dungi tujhe mai aaj nahi aaj nahi kal
jaldi me koi kaam kaam nahi ho sakta
yu husn ka jalwa aam nahi ho sakta
popat hu mai pyar ka aashik hu sarkar ka
chuti hai har bat ki or din bhi hai itwar ka
popat hu mai pyar ka aashik hu sarkar ka
chuti hai har bat ki or din bhi hai itwar ka
popat hu mai pyar ka
aaj gaya to kal som hai som bada dukh kari
som bada dukhkari magal ko hum mil na sakenge
mangal mujhpe bhari haye mangal mujhpe bhari
pyar ki bate are pyar ki bate aaj hi karle
pata nahi budhwar ka popat hu mai pyar ka
aashik hu sarkar ka chuti hai har bat ki
or din bhi hai itwar ka popat hu mai pyar ka
guru sukar ke wade chhodo aaj pe karlo
bharosha aaj pe karlo bharosha
are chalo kisi hotel me khale
pyar ka idli dhosa pyar ka itdi dhosa
sadhe sati sadhe sati shani gaya
ab ghar kya rishtedar ka
popat hu mai pyar ka aashik hu sarkar ka
chuti hai har bat ki or din bhi hai itwar ka
popat hu mai pyar ka
yahi pyar pooja ka din hai nam hai jiska sunday
nam hai jiska sunday apni kimati sat dino me
give me only one day please dedo mujhe
one day are kasam khuda ki
hafte bhar se pyasa hi didar ka popat hu mai pyar ka