ikarar ke parde me, tujhko na sajate the
inkar jo karna tha, pehle hi bata dete
inkar jo karna tha, pehle hi bata dete
ahsan kiya tumne, ahsan bada hota
ahsan kiya tumne, ahsan bada hota
ahsan kiya tumne, ahsan bada hota
dar se jo uthaya tha
dar se jo uthaya tha, duniya se utha dete
dar se jo uthaya tha, duniya se utha dete
tum bhul gaye hamko, ham kaise tumhe bhule
tum bhul gaye hamko, ham kaise tumhe bhule
tum bhul gaye hamko, ham kaise tumhe bhule
dile bas me agar hota
dile bas me agar hota, ham tumko na dete
ikarar ke parde me, tujhko na sajate the
humari gali aana
humse ankhiya milana
kahin bhul na jana
tumhe yaad rahe
humari gali aana
humse ankhiya milana
kahin bhul na jana
tumhe yaad rahe
yaad rahega pyar tumhara
yaad rahega pyar tumhara
bhul na jana ha
bhul na jana khayal humara
bhul na jana khayal humara
kabhi bhule se phir bhi aana
ha aana, kahin bhul na jana
tumhe yaad rahe
kabhi bhule se phir bhi aana
ha aana, kahin bhul na jana
tumhe yaad rahe
humari gali aana
humse ankhiya milana
kahin bhul na jana
tumhe yaad rahe
dil me leke yaad suhani
raja yaad suhani
dil me leke yaad suhani
raja yaad suhani
dagmag dole, dagmag dole
haye mori mast jawani
dagmag dole, dagmag dole
mori mast jawani
mast jawani ki tumko kasam
mast jawani ki tumko kasam
humko na tadpana
kahin bhul na jana
humko na tadpana
kahin bhul na jana
tumhe yaad rahe
humari gali aana
humse ankhiya milana
kahin bhul na jana
tumhe yaad rahe
humari gali aana
humse ankhiya milana
kahin bhul na jana
tumhe yaad rahe
ban me kaali koyal boli
mere man ki duniya doli
ban me kaali koyal boli
mere man ki duniya doli
kis se khelu aankh micholi
o pardeshi balam aa, sawan aa gaya
sawan aa gaya
ghar aa ja, ghar aa ja
ban me kaali koyal boli
mere man ki duniya doli
kis se khelu aankh micholi
o pardeshi balam aa, sawan aa gaya
sawan aa gaya
ghar aa ja, ghar aa ja
bairi nain mila kar
bhag lagake man me mere aag
tum nain mila kar
bhag lagake man me mere aag
birha se mai raag
pardeshi balam aa, sawan aa gaya
sawan aa gaya
ghar aa ja, ghar aa ja
ghataye ghir aayi ghanghor
ghataye ghir aayi ghanghor
machaye rah rah piya shor
ghataye ghir aayi ghangor
machaye rah rah piya shor
more man ka bole mor
pardeshi balam aa, sawan aa gaya
sawan aa gaya
ghar aa ja, ghar aa ja
dhale sadiyo me hai tule
khushiyo me masjid ke tule
dhale sadiyo me hai tule
khushiyo me masjid ke tule
humse aankh mila ke bhule
ae pardeshi balam aa, sawan aa gaya
sawan aa gaya
ghar aa ja, ghar aa ja
ban me kali koyal boli
mere man ki duniya dholi
kis se khelu aankh micholi
o pardeshi balam aa, sawan aa gaya
sawan aa gaya
ghar aa ja, ghar aa ja
pagle man, pagle man
tu ro ro kise sunaye
pagle man, pagle man
tu ro ro kise sunaye
is nagri me dekh hua hai
nyay aur anyay
nyay aur anyay
kauwo ko tu hans kahe ja
kauwo ko tu hans kahe ja
aur kaanto ko phul
aur kaanto ko phul
unka dosh nahi hai koi
kismat ki hai bhul
koi jo puche, kal the apne
koi jo puche, kal the apne
aaj hue kyu paraye
aaj hue kyu paraye
pagle man pagle man
tu ro ro kise sunaye
is nagri me dekh hua hai
nyay aur anyay
nyay aur anyay
kankar ke tukdo ko chahe
taj pe apne lagaye
taj pe apne lagaye
kankar ke tukdo ko chahe
taj pe apne lagaye
taj pe apne lagaye
aur heero ko jan ke patthar
aur heero ko jan ke patthar
maati me ye milaye
maati me ye milaye
kisme himmat jo unko
jake ye samjhaye
jake ye samjhaye
pagle man, pagle man
tu ro ro kise sunaye
is nagri me dekh hua hai
nyay aur anyay
nyay aur anyay
jo bhi julm kare wo tujhpe
chupke chupke sahna
chupke chupke sahna
tukde tukde ho jana par
tukde tukde ho jana par
muh se kuch na kahna
muh se kuch na kahna
chhuri bhi phere gardan par to
muh se na nikle haye
muh se na nikle haye
pagle man, pagle man
aai diwaali dipo vaali gaaye sakhiyaan, gaaye sakhiyaan
aai diwaali dipo vaali gaaye sakhiyaan, gaaye sakhiyaan
o paradesi meri
o paradesi meri nir bhari akhiyaan
nir bhari akhiyaan ,nir bhari akhiyaan
aai diwaali dipo vaali gaaye sakhiyaan, gaaye sakhiyaan
o paradesi meri
o paradesi meri nir bhari akhiyaan
nir bhari akhiyaan ,nir bhari akhiyaan
saare desh me hai adhiyaaraa, saare desh me hai adhiyaaraa
mere ghar me hai ujiyaaraa
tumane jabase kiya kinaaraa
meraa kaun hai sahaaraa
koi naa maane, aur naa jaane man ki batiyaan
koi naa maane, aur naa jaane man ki batiyaan
nir bhari akhiyaan ,nir bhari akhiyaan
aai diwaali dipo vaali gaaye sakhiyaan, gaaye sakhiyaan
aai diwaali dipo vaali gaaye sakhiyaan, gaaye sakhiyaan
o paradesi meri
o paradesi meri nir bhari akhiyaan
nir bhari akhiyaan ,nir bhari akhiyaan
bachapan ki jab yaad sataaye javaani ro ro nir bahaaye
usi nir ko tel samajhake man kaa dip jalaaye
dukhiyaa man kaa dip jalaaye
usi nir ko tel samajhake man kaa dip jalaaye
dukhiyaa man kaa dip jalaaye
isi bahaane se naa jaaye kaali ratiyaan
isi bahaane se naa jaaye kaali ratiyaan
nir bhari akhiyaan ,nir bhari akhiyaan
aai diwaali dipo vaali gaaye sakhiyaan, gaaye sakhiyaan
aai diwaali dipo vaali gaaye sakhiyaan, gaaye sakhiyaan
o paradesi meri
o paradesi meri nir bhari akhiyaan
hamari gali aana
hamse ankhiya milana
kahi bhul na jana
tumhe yad rahe
hamari gali aana
hamse ankhiya milana
kahi bhul na jana
tumhe yad rahe
yaad rahega pyar tumhara
yaad rahega pyar tumhara
bhul na jana ha
bhul na jana khyal hamara
bhul na jana khyal hamara
kabhi bhule se phir bhi aana
ha aana kahi bhul na jana
tumhe yad rahe
kabhi bhule se phir bhi aana
ha aana kahi bhul na jana
tumhe yad rahe
hamari gali aana
hamse ankhiya milana
kahi bhul na jana
tumhe yad rahe
dil me leke yaad suhani
raja yaad suhani
dil me leke yad suhani
raja yaad suhani
dagmag dole dagmag dole
haye mori mast jawani
dagmag dole dagmag dole
mori mast jawani
mast jawani ki tumko kasam
mast jawani ki tumko kasam
humko na tadpnana kahi bhul na jana
humko na tadpnana kahi bhul na jana
tumhe yad rahe
hamari gali aana
hamse ankhiya milana
kahi bhul na jana
tumhe yad rahe
hamari gali aana
hamse ankhiya milana
kahi bhul na jana
tumhe yad rahe
main sajan ko man me main hi chhipalu man me
chhipaye baithi hu chhipaye baithi hu
main sajan ko man me main hi chhipalu man me
chhipaye baithi hu chhipaye baithi hu
le chale the sapno ka mandir banao
mandir me pritam ki murat sajao
mandir pe phul nahi phul kyu chadao
pyar bhara dil pyar bhara dil
jo chhipaye baithi hu main sajan ko man me
main hi chhipalu man me chhipaye baithi hu
chhipaye baithi hu
gagan me khili hai sitaro ki kaliya
main dharti gagan me hariday ki kaliya
ye pooja ki kaliya ye pooja ki kaliya
bichhaye baithi hu main sajan ko man me
main hi chhipalu man me chhipaye baithi hu
chhipaye baithi hu
main anjane bani hu syani
main anjane bani hu syani
kahta hai chupke se koi kahani
dil dard se bharpur hai, aankho me hai pani
dil dard se bharpur hai, aankho me hai pani
arman sisakte hai, tadapti hai jawani
arman sisakte hai, tadapti hai jawani
o rokne walo
o rokne walo, mujhe milne se na roko
mujhe milne se na roko
wo mera
wo mera diwana hai, main uski diwani
wo mera diwana hai, main uski diwani
tadapti hai jawani
dil dard se bharpur hai, aankho me hai pani
ye dard bhara dil liye, kis duniya me aaya
ye dard bhara dil liye, kis duniya me aaya
bedard zamane ne teri kadar na jaani
bedard zamane ne teri kadar na jaani
tadapti hai jawani
dil dard se bharpur hai, aankho me hai pani
mai chup rahu
mai chup rahu, to bhi meri roti huyi aankhe
mai chup rahu
mai chup rahu, to bhi meri roti huyi aankhe
logo ko sunati thi, mere dil ki kahani
logo ko sunati thi, mere dil ki kahani
mere dil ki kahani, tadapti hai jawani
dil dard se bharpur hai, aankho me hai pani
dil dard se bharpur hai, aankho me hai pani
gar humko jalaoge
gar humko jalaoge duniya ko jala denge
gar humko jalaoge duniya ko jala denge
aaho se jamane me
aaho se jamane me hum aag laga denge
gar humko jalaoge duniya ko jala denge
dipak tha ye kahana hai in sab ko jala dunga
aur kahte hai parwane hum ishk bujha denge
aur kahte hai parwane hum ishk bujha denge
gar humko jalaoge duniya ko jala denge
gar humko jalaoge
visvas se ae aankho hum sakhti karte hai
bah jayenge gar aansu
bah jayenge gar aansu tufan macha denge
bah jayenge gar aamsu tufan macha denge
ghata chhai hai ghata chhai hai
ghata chhai hai ab ghanghor
ghata chhai hai ghata chhai hai
ghata chhai hai ab ghanghor
kya layi hai kya layi hai
jo papihe machaya hai saur
kya layi hai kya layi hai
jo papihe machaya hai saur
aaya hai sawan moti lutata
aaya hai sawan moti lutata
rim jhim sitaro pe gata
rim jhim sitaro pe gata
pukare tumhe man mor
ghata chhai hai ghata chhai hai
ghata chhai hai ab ghanghor
ghata chhai hai ghata chhai hai
ghata chhai hai ab ghanghor
barkha ki rut hai pyasi jawani
barkha ki rut hai pyasi jawani
barkha ki rut hai pyasi jawani
aake sunati hai dil ki kahani
aake sunati hai dil ki kahani
aao suno aao suno
aao suno chit chor
ghata chhai hai ghata chhai hai
ghata chhai hai ab ghanghor
ghata chhai hai ghata chhai hai
ghata chhai hai ab ghanghor
pagle pagle pagle udas kyun rhta hai
pagle udas kyun rhta hai
pagle udas kyun rhta hai
dipak par jal jal parwane
dipak par jal jal parwane
kahte hai kahte hai mujhse diwane
kahte hai kahte hai mujhse diwane
jal ja tu bhu jal ja tu bhi
kahe ko dukh gardum se bas sahta hai sahta hai
pagle udas kyun rhta hai
pagle pagle udas kyun rhta hai
pagle udas kyun rhta hai
rat gayi to din aasan hai
rat gayi to din aasan hai
bhole man kyun ghabrata hai
bhole man kyun ghabrata hai
ret ki kasti ghumi meri
ret ki kasti ghumi meri
ek din pani bahta hai
ek din pani bahta hai
pagle udas kyun rhta hai
pagle pagle udas kyun rhta hai
pagle udas kyun rhta hai
pagle pagle
soye huye soye huye bharat ke mukadar ko jaga de
fir dard bhare dil se jamane ko hila de
soye huye soye huye bharat ke mukadar ko jaga de
fir dard bhare dil se jamane ko hila de
soye huye
kyun paav thake tere hua dil kyun tera chur
kyun paav thake tere hua dil kyun tera chur
o bhole musafir teri manjil hai agar dur
o bhole musafir teri manjil hai agar dur
aa jayegi paavo me jara paav utha de
aa jayegi paavo me jara paav utha de
fir dard bhare dil se jamane ko hila de
jamane ko hila de soye huye
tu mard hai tu sheru hai maidan me atar ja
tu mard hai tu sheru hai maidan me atar ja
aa jaye mukabil me to tufan se lad ja
aa jaye mukabil me to tufan se lad ja
har khof ko har dar ko tu ab dil se mita de
har khof ko har dar ko tu ab dil se mita de
fir dard bhare dil se jamane ko hila de
jamane ko hila de soye huye
parvt ho ke dariya ho sair ho ki sagar
parvt ho ke dariya ho sair ho ki sagar
jo aaye teri raah me pamal use kaar
jo aaye teri raah me pamal use kaar
insan kise kahte hai duniya ko sikha de
insan kise kahte hai duniya ko sikha de
fir dard bhare dil se jamane ko hila de
jamane ko hila de soye huye
soye huye soye huye bharat ke mukadar ko jaga de
fir dard bhare dil se jamane ko hila de
soye huye
Meherbaani teri ilteja ye meri
Jo poori hui iss subah
Meherbaani teri ilteja ye meri
Jo poori hui iss subah
Meri aankhon ko aaj
Aakhir tu dikh gayi
Jaise ishq aur junoo mil gaya
Dil ki itna sunu main
Ye aadha nalayak ab main
Maan baitha apna tujhe
Iss dil ki kya sunu main
Ye paagal nalaayak
Kab kab main ye maan
Baitha apna tujhe
Iss dil ki kya sunu main
Ye paagal nalaayak
Kab kab main ye maan
Baitha apna tujhe
Aake isko thaam le tu
Phir mera naam le tu
Dekh shaayad ye
Phir se saans le
Aake isko thaam le tu
Phir mera naam le tu
Dekh shaayad ye
Phir se saans le
Ho oo
Meherbaani teri ilteja ye meri
Jo poori hui iss subah
Meherbaani teri ilteja ye meri
Jo poori hui iss subah
Meri aankhon ko aaj
Aakhir tu dikh gayi
Jaise ishq aur junoon mill gaya
Ye mere pyaar ka dhuaan hai
Jo tujhko bhi ye hua hai
Kab kab se sulag
Rahe hum bina bujhe
Ye mere pyaar ka dhuaan hai
Jo tujhko bhi ye hua hai
Kab kab se sulag
Rahe hum bina bujhe
Ye boondein aur ye baarish
Karne lagi hai saazish
Aawara kar gayi ye kyun mujhe
Ye boondein aur ye baarish
Karne lagi hai saazish
Aawara kar gayi ye kyun mujhe
Woh ho
Iss aasmaan ko dekh
Jaise shaam ho gayi
Isme laal rang
Jaise mill gaya
Iss aasmaan ko dekh
Jaise shaam ho gayi
Isme laal rang jaise mill gaya.
Raeth ki tarah kanch ka panchhi
Meri zindagi..teri gulaam kyun
Haath se phisle, toot ke toote
Haan meri zindagi..teri gulaam kyun
Raeth ki tarah kanch ka panchhi
Meri zindagi..teri gulaam kyun
Haath se phisle, toot ke toote
Haan meri zindagi..teri gulaam kyun
Isko bata de..tu nahi hai
Tu nahi thi..mere paas mein
Mera dil teri yaad mein toot hi jaaye..
Haan rooth hi jaaye..khhud se
Mera dil teri yaad mein toot hi jaaye..
Haan rooth hi jaaye..khhud se
Raeth ki tarah kanch ka panchhi
Meri zindagi..teri gulaam kyun
Haath se phisle, toot ke toote
Haan meri zindagi..teri gulaam kyun
Kacchi si eetein..tooti deewarein
Tere sahare thi jo kisi zamaane mein
Haath mein tere thi meri duniya
Mere sahare thi jo..kisi zaamane mein
Mera dil teri yaad mein toot hi jaaye..
Haan rooth hi jaaye..khhud se
Mera dil teri yaad mein toot hi jaaye..
Haan rooth hi jaaye..khhud se
Wo..ho…
Illum hai mujhko, tu yahi kahin hai
Tere aansu mere, khoon mein rama kyun
Dikhta nhi kyun, inn aakhon ko
Dil me phir bhi tere, ittne nishan kyun
Mera dil teri yaad mein toot hi jaaye
Haan rooth hi jaaye, khhud se
Mera dil teri yaad mein toot hi jaaye
Haan rooth hi jaaye, khhud se.
Chamach Sare Aaj Dhol Kithe Bajne
Chokhat Darwaje Sare Dulhan Se Sajne
Kurta Pajama Paake Bhangra Si Karna
Pipi Pateyala Aaj Sare Asi Nachne
Or Sadi Bhen Jehri Itni Cute Ae
I Don’t Know Why Kyun Baithi Mute Ae
Pucho Toh Bolti Na Kuch Bhi Kisi Se
Repeat Kare Ek Baat
Main Saure Ghar Main Saure Ghar
Main Saure Ghar Ghar Ghar Ghar Ghar Ghar
Main Saure Ghar Nahi Jaana
Oh Shava Shava Shava
Hnn Mathe Te Chamkan Baal Meri Behna Ke
Hathon Main Mehendi Lal Meri Behna Ke
Peele Color Ki Ise Haldi Lagao
Wait Na Karo Ise Jaldi Lagao
Jo Bhi Yeh Mange Ise Woh Sab Khilao
Dj Pe Iske Wala Gana Lagao
Par Sadi Bhen Jehri Itni Sweet Ae
Twitter Pe Dali Isne Recent Tweet Ae
Pucho Toh Bolti Na Kuch Bhi Kisi Se
DM Kare Yahi Baat
Main Saure Ghar Main Saure Ghar
Main Saure Ghar Ghar Ghar Ghar Ghar Ghar
Main Saure Ghar Nahi Jaana
Main Saure Ghar Nahi Jaana
Main Saure Ghar Nahi Nahi Nahi
Main Saure Ghar Nahi Jaana
Haye Twitter Pe Dali Maine Weeding Ki Date Hai
Mehman Aage Sare Bhai Mere Late Hai
Kabse Main Baithi Hoon Saure Ghar Jane Ko Bas
Mujhko Tumhare Jiju Ki Wait Hai
Main Saure Ghar Main Saure Ghar Ghar
Main Saure Ghar Ghar Ghar Ghar Ghar Ghar
Main Saure Ghar Hi Jaana
Main Saure Ghar Hi Jaana
Main Saure Ghar Hi Hi Hi
Main Saure Ghar Hi Jaana
Kyon Bin Bataye Yeh Anshu Hain Aaye
Chehare Par Phir Bhi Dekho Mere Haseen Hain
Puchani Ha Kitni Baatein
Kahan Kahan Gujari Hain Raatein
Tere Baare Mein Mujhko Khabar Yeh Mili Hain
Suna Hain Maine Bewafa Tu
Bahut Hi Khush Hain
Kisi Gair Ke Makaan Mein
Bahut Hi Khush Hain
Kisi Gair Ke Makaan Mein
Suna Hain Maine Bewafa Tu
Mujhe Deta Hain
Badduaayein Duaa Mein
Mujhe Deta Hain
Badduaayein Tu Duaa Mein
Kaise Kiya Hain Mujhe Bhi Bata
Kaise Bana Tu Yu Bewafa
Kuch To Jawaab De Tu Bhi Mujhe
Kab Tak Dhoondhu Main Yun Hi Tujhe
Kis Dar Ja Ke Kis Khuda Se
Kaise Mangu Bata De Tujhe
Suna Hain Maine Bewafa Tu
Meri Barbadiyon Ka
Jashn Manata Hain
Meri Barbadiyon Ka
Jashn Manata Hain
Suna Hain Maine Bewafa Tu
Meri Tasveer Akele
Mein Jalata Hain
Meri Tasveer Akele
Mein Jalata Hain
Lagta Tha Mujhe Mein Hi Hain Kuch Kami
Jo Ishq Kiya Mujhe Mil Na Saka
Meri Hi Aankhon Mein Hain Kuch Nami
Jo Ishq Tera Mujhe Dikh Na Saka
Mujhe Kya Pata Tha Tu Hi Hain Bewafa
Chehra Yoon Tera Mujhe Dikhe Na Saka
Sochata Rahata Hoon Kya Thi Khata
Tu Mil Gaya Jo Mujhe Tu Mil Gaya
Suna Hai Maine Bewafa Tu
Mere Marne Ka
Intzaar Kar Raha Hain
Mere Marne Ka
Intzaar Kar Raha Hain
Suna Hain Maine Bewafa Tu
Mere Hisse Ka Usko
Pyaar Kar Raha Hain
Mere Hisse Ka Usko
Pyaar Kar Raha Hain