Tere darbaar mein dil thaam ke woh aata hai
Jisko tu chaahe, hey Nabi tu bulaata hai
Tere dar pe sar jhukaaye main bhi aaya hoon
Jiski bigdi haaye Nabi chaahe tu banata hai
Bhar do jholi meri ya Muhammad,
Laut kar main naa jaaunga khali (x4)
Band deedon mein bhar daale aansu
Sil diye maine dardo ko dil mein (x2)
Jab talak tu bana de na tu bigdi
Dar se tere na jaaye sawaali
Bhar do jholi meri ya Muhammad,
Laut kar main naa jaaunga khali
Khaali…
Bhar do jholi.. aaka ji
Bhar do jholi.. hum sab ki
Bhar do jholi.. Nabi ji
Bhar do jholi meri Sarkar-e-Medina
Laut kar main naa jaaunga khali
Khojte khojte tujhko dekho
Kya se kya, ya Nabi ho gaya (x2)
Bekhabar dar-ba-dar phir raha hoon
Main yahan se wahan ho gaya hoon (x2)
De de ya Nabi mere dil ko dilaasa
Aaya hoon door se main hoke ruhaasa (x2)
Kar de karam Nabi, mujhpe bhi zara sa
Jab talak tu.. jab talak tu..
Panaah de na dil ki
Dar se tere na jaaye sawaali
Bhar do jholi meri ya Muhammad
Laut kar main na jaaunga khaali
Bhar do jholi meri Tajdaar-e-Medina
Laut kar main na jaaunga khaali
Bhar do jholi meri ya Muhammad
Laut kar main na jaaunga khaali
Jaanta hai na tu kya hai dil mein mere
Bin sune gin rahaa hai na tu dhadkane (x2)
Aah nikli hai toh chand tak jaayegi
Tere taaron se meri duaa aayegi (x2)
Aye Nabi haan kabhi toh subah aayegi
Jab talak tu sunega na dil ki
Dar se tere na jaaye sawaali
Bhar do jholi meri ya Muhammad
Laut kar main na jaaunga khaali
De taras kha taras mujhpe aaka
Ab lagaa le tu mujhko bhi dil se (x2)
Jab talak tu mila de na bichhdi
Darr se tere na jaaye sawaali
Bhar do jholi meri ya Muhammad
Laut kar main na jaaunga khaali
Bhar do jholi.. aaka ji
Bhar do jholi.. hum sab ki
Bhar do jholi.. Nabi ji
Bhar do jholi meri Sarkar-e-Medina
Laut kar main naa jaaunga khali
Dum dum Ali Ali dum Ali Ali
Dum Ali Ali dum Ali Ali…
Aashiyaana mera saath tere hai na
Dhoondte teri gali mujhko ghar mila
Aab-o-daana mera haath tere hai na
Dhoondte tera Khuda mujhko Rab mila
Tu jo mila lo ho gaya main qaabil
Tu jo mila to ho gaya sab haasil haan!
Mushqil sahi aasaan hui manzil
Kyunki Tu.. Dhad.kan.. Main Dil…
Rooth jaana tera
Maan jaana mera
Dhoondhte teri hansi
Mill gayi khushi
Raah hoon main teri
Rooh hai tu meri
Dhoondhte tere nishaan
Mill gayi khudi
Tu jo mila lo ho gaya main qaabil
Tu jo mila to ho gaya sab haasil haan!
Mushqil sahi aasaan hui manzil
Kyunki Tu.. Dhadkan.. Main Dil…
O…
Tu jo mila lo ho gaya main qaabil
Tu jo mila to ho gaya sab haasil.. haan!
Tu jo mila aasaan hui mushqil
Kyunki Tu Dhadkan.. Main Dil…
Also Listen to other versions
Tu Jo Mila (Dekhna Na Mudke) – Javed Ali
Tu Jo Mila (Reprise) – Papon
Tinka tinka dil mera
Teri lau mein jalta hai
Jaaye tu chaahe kahin
Mere dil mein dhalta hai
Katra katra dil mera
Tere raah mein behta hai
Jaaye tu chaahe kahin
Mere dil mein rehta hai
O… wo o…
Teri ikk-ikk karke yaadein aati hain
Meri ikk-ikk karke saansein jaati hain
Yeh meri aah jo kabhi kahin nikal jaaye
Maange bas ikk jhalak teri kahin tu mil jaaye
Tukda tukda dil mera
Tera rastaa takta hai
Jaaye tu chaahe kahin
Mere dil mein thamta hai
Zarra zarra gham mera
Tere dil mein hansta hai
Jaaye tu chaahe kahin
Mere dil mein basta hai
teekhi teekhi adaa se teri
chatakne lage atakane lage iraade mere
lehki lehki lato se teri
ulajhane lage sulajhane lage hai waade mere
teekhi teekhi adaa se teri
chatakne lage atakane lage iraade mere
lehki lehki laton se teri
ulajhane lage sulajhane lage hai waade mere
dariyaa na sahi tu chaahat ka de de na mujhe bas ik qatra
tinka tinka mere dil ka karta hai tujhse duaa
meri mannat tu tujhko hai tujhse maanga
meri mannat tu tujhko hai maula maana
meri mannat tu tujhko hai tujhse maanga
meri mannat tu tujhko hai maula maana
meri mannat tu meri mannat tu
meri mannat tu meri mannat tu
jhatak jhatak zulfon ki gujariya gujariya gujariya
jhatak jhatak zulfon ki gujariya maare re maare re phatkaare
jhatak jhatak matak naino se bijuriya
maare re maare re jhatkaare jhatkaare jhatkaare
ghan ghan ghanghor ghata mera joban ang ang angaara
lapton se lipat jaana meri
har rang ke rasiya ko hai pyara
ha jal jal tap tap bas aanch nahi
mere bund bund thandai jhar jhar bhar bhar gaagar me saagar
chhanak chhan chhanan chhan preet barsaai
tu hai thumri daadra mai raag mai tu raagni hai
sur se mere sur mila le gaaye jaha
kaala gora har rang mora kaala gora har rang mora
karta hai tujhse duaa mari manat tu meri manat tu
mari manat tu meri manat tu
aankho me laakho ishaare tere
palkon me aaja chhupa loon mere
apni nazar ka mai tika karu
sabki nazar se bachaa loon tujhe
chhup chhup ke chanda jo taade tujhe
mud mud ke taare jo taake tujhe
cheer ke raato ki aawaargi
til til jalaa doon mai aage tere
meri mannat tu tujhko hai tujhse maanga
meri mannat tu tujhko hai maula maana
meri mannat tu tujhko hai tujhse maanga
meri mannat tu tujhko hai maula maana
meri manat tu meri mannat tu
meri manat tu meri mannat tu
toote toote sitaro ko dil ke tune chua
asar yu hua tera door se
Jhoothe moothe se naina mere chhalakne lage
chamakne lage tere noor se
toote toote sitaro ko dil ke tune chua
asar yun hua tera door se
Jhoothe moothe se naina mere chhalakne lage
chamakne lage tere noor se
apna na sahi tu ghair nahi
mange til til dil khair teri
thamti badhti dhadkan meri
pal pal karti hai dua
meri mannat tu tujhko hai tujhse manga
meri mannat tu tujhko hai maula mana
meri mannat tu tujhko hai tujhse manga
meri mannat tu tujhko hai maula mana
meri mannat tu meri mannat tu
o meri mannat tu
dehake dehake se dil ko mere hai lagne lagi
han thagne lagi yu adat teri
rafta rafta hado se meri guzar ne lagi
ubharne lagi hai chahat teri
qatra qatra ab mane na
dariya dariya dil mange han
ye sabr mera be sabr tera
karta hai tujh se dua
meri mannat tu tujhko hai tujhse manga
meri mannat tu tujhko hai maula mana
meri mannat tu tujhko hai tujhse manga
meri mannat tu tujhko hai maula mana
meri mannat tu meri mannat tu
meri mannat tu meri mannat tu
chand chahu na chakora na falak ka tukda tukda tukda
noor chahun na mai hoori na pari sa mukhda mukhda mukhda
sang sang chal de sang sang chakh le
meetha meetha har sukh har dukhda
use khwabo se jagau use bahon mein sulau
sar ankhon pe bithaun use hatho se khilau ta umar
dil ne dastarkha bichaya
han dil ne dastarkha bichaya dawat e ishq hai
dil ne dastarkha bichaya dawat e ishq hai
hai qubool to aaja jana dawat e ishq hai
hai qubool to aja jana dawat e ishq hai ishq hai
dil ne dastarkha bichaya
han dil ne dastarkha bichaya
badalon ko chun ke bun ke kaleen banaya hai tere liye
taro ko todkar ke tashtari mein sajaya hai tere liye
chand taron ko kyu sataya tilmilaya hai mere liye
jau jidhar bhi khill khill udhar hi dhoop nikalti hai mere liye
hay batein teri chashni si meethi meethi
aye haye batein hi ya dawate bhi meethi meethi
tu aye to meri pheeki se mehfil mein lazzate laut aye
hasrat e lazzat jo hai teri dawat to bolo bhala kaun aye
arey keh de tu jo sari degho ko
aa koo aabdu dil ki jo dum bhi mai de doon apna
dil ne dastarkha bichaya ha ha ha
dil ne dastarkha bichaya dawat e ishq hai
dil ne dastarkha bichaya
davat e ishq hai hai qubool to aja jana
dawat e ishq hai hai qubool to aja jana
dawat e ishq hai dawat e ishq hai dawat e ishq hai
dawat e ishq hai ji dawat e ishq hai
han sharbat mein ghuli mohabbat
dawat e ishq hai tauba tauba buri milawat
dawat e ishq hai arey kismat se milti hai shirqat
dawat e ishq hai aji be fijool ki kisko fursat
dawat e ishq hai tunak nahi zara chakh toh le
dhadak nahi zara dum toh le
jud jane de zara tar se tar ko
zara soch samajh ik bar toh na soch ke na hosh se
tujhe mehman banaya ha humne bulaya dil se
han hai qubool ye humne mana
hai qubool ye humne mana dawat e ishq hai
jee huzoor humein manzoor ye dawat e ishq hai
jee huzoor humein manzoor ye
dawat e ishq hai ishq hai
dawat e ishq hai dawat e ishq hai
dawat e ishq hai dawat e dil ne dastarkha bichaya
dawat e ishq hai
dawat e ishq hai dawat e dawat e ishq hai
dawat e dawat e ishq hai dawat e dawat e ishq hai
ishq hai ishq hai dawat e ishq hai
dawat e dawat e ishq hai dawat e dawat e ishq hai
ishq hai
ishtiharo waali mohabbat karte hai begaane
imtihano waali mohabbat karte hai deewane
ha ishtihaaro waali mohabbat karte hai begaane
imtihano waali mohabbat karte hai deewane
teri meri deewangi ke aa chal gaad de jhande
rangreli rangreli jaana rangreli rangreli
ishq ko rang me rang de apne rang rang rangreli
rangreli rangreli jaana rangreli rangreli
ishq ko rang me rang de apne rang rang rangreli
ha parde uda ghughat utha ishq ki sharm o haya de hata
par para para parde uda ghughat utha
ishq ki sharm o haya de hata saara jahan bole jise
ishq ki boli badal daale aa
kaarobaro waali mohabbat karte hai beimaane
sachche waadon waali mohabbat karte hai deewane
ha jhoom ke aa dhoom se chal prem patakhe phode
rangreli rangreli jaana rangreli rangreli
ishq ko rang me rang de apne rang rang rang rangreli
rangreli rangreli jaana rangreli rangreli
ishq ko rang me rang de apne rang rang rangreli
ha tere figure pe har nazar Mai to hu teri akal pe fida
ho tere figure pe har nazar Mai to hu teri akal pe fida
Arey roop tere pe chhore mare par mai to til til pe teri mita
Body beauty waali mohabbat karte hai re dhongi
tuning setting waali mohabbat
karte hai atrangi, aa zor se aa shor se
chal prem ka bigul bajaaye
rangreli rangreli jaana rangreli rangreli
ishq ko rang me rang de apne rang rang rang rangreli
rangreli rangreli jaana rangreli rangreli
ishq ko rang me rang de apne rang rang rangreli
jheeni hai bheeni hai khushbu teri hai mai mehak rahi hu
jheeni hai bheeni hai khushbu teri hai mai mehak rahi hu
khatti hai meethi hai boli ye teri hai mai chehak rahi hu
tu chahat purani shararat nayi hai
yaqeen toh dila de tu hai ya nahi hai
aaye haaye zubaan bhi phisalne lagi
hui hui mai to hui shayrana hui hui hui mai to hui shayrana hui
gungunane lagi aashiqana hui hui hui mai to hui shayrana hui
shayarana huyi mai shayrana shayrana shayrana hui
chaand chhal ke chal diya hai din me hi nikal liya hai
khwaab tod laya hai mere liye naye
aage peechhe baahe kheenche ud rahi hai yeh hawaayein
raahein dhudh laayi hai mere liye nayi
shayarana shayarana ho gayi mai shayarana
shayarana shayarana sha ra ra ra shayarana
tu hasrat puraani tu aadat nayi hai
yaqeen to dila de tu hai ya nahi hai
aaye haaye zubaan bhi phisalne lagi
hui hui mai to hui shayarana hui hui hui mai to hui shayarana hui
gungunaane lagi aashiqana hui hui hui mai to hui shayarana hui
shayarana hui kahe jo sakhiya sune jo takiyaan
tu hai woh kahaani kahe jo sakhiya sune jo takiyaan
tu hai woh kahaani
daudi jo nas me rahe na bas me tu hai woh ravaani
mai jis pe fidaa hu adaa ban gaya tu
jo sach ho gayi woh duaa ban gaya tu
ki haaye zubaan bhi phisalne lage
hui hui mai to hui shayrana hui hui hui mai to hui shayrana hui
shayarana o o shayarana o o shayarana shayarana shayarana
shayarana na na na na shana na na na na
shayrana hui yeah yeah shayrana hui shayrana hui
ho jaadu tone waaliya ve jaadu tone waaliya
ho jaadu tone waaliya ve jaadu tone waaliya
dore dore daaliya ve jaadu tone waaliya
dore dore daaliya ve jaadu tone waaliya
tu kar le jamele re gayi re loot ke
tu kar le jamele re gayi re loot ke
ud ud ud gayi chidi sher maar ke
ho takte reh gaye moochhon waaleya
jai ho jigra waaliya jadu tone waliya
waadi veeran waaliya jadu tone waliya
jaadu tone waaliya ve jaadu tone waaliya
ho jaadu tone waaliya ve jaadu tone waaliya
hey dore dore daaliya ve jaadu tone waaliya
dore dore daaliya ve jaadu tone waaliya
moum ki gudiya na aafaton ki pudiya
moum ki gudiya na aafaton ki pudiya
na to muhi manjha na kaanch ki chudiya
kaanch ki chudiya kaanch ki chudiya
ghoonghte ko khol ke darji ko chhod ke
kudi gate langh gayi khoonte ko tod ke
ho takte reh gaye dollon waaleya
mantron waaliya jaadu tone waaliya
jantro waaliya jaadu tone waaliya
jaadu tone waaliya ve jaadu tone waaliya
ho jaadu tone waaliya ve jaadu tone waaliya
hey dore dore daaliya ve jaadu tone waaliya
dore dore daaliya ve jaadu tone waaliya
chai ki pyaali nahi meh ka pyala nahi
ho chai ki pyaali nahi meh ka pyala nahi
chandi ka chhalla na munh ka hai chhala nahi
munh ka hai chhala nahi munh ka hai chhala nahi
dekho phoolon ki bani mui maare re chhadi
chori haye chhuimui bhaari kukkadon pe hui
ho takte reh gaye latth waaleya
bomb patakhon waaliya jaadu tone waaliya
dhoom dhadaako waaliya jaadu tone waaliya
jaadu tone waaliya ve jadu tone waliya
ho jaadu tone waaliya ve jadu tone waliya
hey dore dore daaliya ve jadu tone waliya
dore dore daaliya ve jadu tone waaliya
tod ke dil ki saari yeh tavariya
chhal ke chali gayi saari dildaariya
dekhi teri yaariya jaadu tone waaliya
teri dhokhebaziya jaadu tone waaliya
jaadu tone waaliya ve jaadu tone waaliya
ho jaadu tone waaliya ve jaadu tone waaliya
hey dore dore daaliya ve jaadu tone waaliya
dore dore daaliya ve jaadu tone waaliya
aa raat bhar, aa raat bhar
jaaye na ghar, jaaye na ghar
aa raat bhar, aa raat bhar
jaaye na ghar, jaaye na ghar
hai saath tu kya hai fikar
jaaye na ghar, aa raat bhar
jaaye jahan jahan jahan dil kare
jaane kahan kahan kahan phir mile
iss raat mein beete umar saari umar
aa raat bhar, aa raat bhar
jaaye na ghar, jaaye na ghar
raat mujhe kyu jane lage yu
khati hai kyu khud ko badle de tu
raat mujhe kyu jane lage yu
kehti hai kyu khud ko badle de tu
chand ko chak le taro ko pe le
aaja na thoda sa ji le tu
tu chal chale gire pade ute ude
aa tuj ko laga do mere par
iss raat mein beete umar saari umar
aa raat bhar, aa raat bhar
aa raat bhar, aa raat bhar
jaaye na ghar, jaaye na ghar
aa raat bhar
namkeeniyan hain nazdikiyaan hain
rang hi rang hai nazaaron mein
namkeeniyan hain nazdikiyaan hain
rang hi rang hai nazaaron mein
hansne lagi hai fansne lagi hai
armaan dil mein hazaaron hain
toh paar de sabhi hadein
gale lage kabhi nahi hone de sehar
iss raat mein beete umar, saari umar
aa raat bhar, aa raat bhar
jaaye na ghar, aa raat bhar
aa raat bhar, aa raat bhar
jaaye na ghar, jaaye na ghar
thodi thodi katthai si uski aankhe
thodi surme bhari
thodi thodi katthai si uski aankhe
thodi surme bhari
uske hontho pe muskuraye haye duniya meri
ho chakhna bhi chaahu rakhna bhi chaahu
sabse chhupake use haye
rabba rabba mere rabba rabba
mujhe bas ik jhalak to dikha
ho ho rabba rabba mere rabba rabba
chaahe badle me le le tu jaan
wo hu wo
yaaro main kese kahu kya hua
hosh hai ab kahi hai kahi ye hawa
phirta hun khud ko bhulaaye huye
yaad meri mujhe to dila do zara
bematlab sa jeeta raha tha
ab mil gayi hai wajah haye
yun to ye dil ha phisalta nahi
mom ki battiyo pe pighalta nahi
nena wo hai na ha sitaare hain wo
chand dil me kabhi bhi nikalta nahi
talna bhi chaahu bujhna bhi chaahu
main un charaago tale haaye
rabba rabba mere rabba rabba
mujhe bas ik jhalak to dikha
ho ho rabba rabba mere rabba rabba
chaahe badle me le le tu jaan
kyun mujhse khafa tu hai mere khuda
diwane se tere kya ho gayi khata
jo ho gaya juda, jo ho gaya juda
ho jaunga tabah, ho jaunga tabah
ho jaunga tabah
kyun mujhse khafa tu hai mere khuda
diwane se tere kya ho gayi khata
kyu tere bin rehta hai din
mujhse yu rutha hua
kyu saari raat mujhko ye chand
lagta hai tuta hua
na meri ye zamin na mera aasman
diwane se tere kya ho gayi khata
sulgi huyi sanse meri mange jo tujhse hawa
didar de ya war de, dede na dil ko dawa
na tujhse mila, na tujhse mita
diwane se tere kya ho gayi khata
jo ho gaya juda, jo ho gaya juda
ho jaunga tabah, ho jaunga tabah
ho jaunga tabah
kyun mujhse khafa tu hai mere khuda
diwane se tere kya ho gayi khata
jo ho gaya juda jo ho gaya juda
ho jaunga tabah ho jaunga tabah
ho jaunga tabah
kyun mujhse khafa tu hai mere khuda
deewane se tere kya ho gayi khata
jo ho gaya juda jo ho gaya juda
ho jaunga tabah ho jaunga tabah
ho jaunga tabah
kyun tere bin rehta hai ye din
mujhse yun rootha huaa
kyun saari raat mujhko ye chaand
lagta hai toota huaa
na meri ye zameen na mera ye aasmaan
deewane se kya ho gayi khata
kyun ho gaya juda kyun ho gaya juda
ho jaunga tabah ho jaunga tabah
ho jaunga tabah
lo maan liya humne, hai pyaar nahi tumko
tum yaad nahi humko, hum yaad nahi tumko
bas ek dafa mudke dekho, ae yaar zara humko
lo maan liya humne, hai pyar nahi tumko
tum yaad nahi humko, hum yaad nahi tumko
lo maan liya dekha hi nahi, tere kandhe ka wo til
lo maan liya toota hi nahi, tere hatho se mera dil
chhao me teri beeti hi nahi, wo garmi ki baate
baaho me teri guzri hi nahi, wo sardi ki raate
lo maan liya humne, aitbaar nahi tumko
tum yaad nahi humko, hum yaad nahi tumko
jaao le jaao neend meri uff na karenge hum
jo le jaaoge khwaab mere toh kaise jiyenge hum
jeena humko aata hi nahi teri saanso ke siva
marna bhi ab namumkin hai teri baaho ke siva
lo maan liya humne parwah nahi tumko
tum yaad nahi humko, hum yaad nahi tumko
wo mere aane pe khil jaana tera
wo mere jaane pe chidh jaana tera
wo mere chhune pe chhil jaana tera, yaad hai na
wo paas aane pe pighal jaana tera
bund bund mujhpe baras jaana tera
til til mujhko woh tarsana tera
yaad hai na, yaad hai na, yaad hai na
hontho se palko ko kholna
palko pe dardo ko tolna
dardo ko chadar me chhodna
jo tere takiye pe ninde thi padi
jo teri nindo me raate thi dhali
jo teri raato me saanse thi chali
yaad hai na, yaad hai na, yaad hai na
aaja na phir se chaand tale
main aur tu ek sath jale
main aur tu ek sath bujhe
wo mere aane pe khil jaana tera
wo mere jaane pe chidh jaana tera
wo mere chhune pe chhil jaana tera, yaad hai na
wo paas aane pe pighal jaana tera
bund bund mujhpe baras jaana tera
til til mujhko tarsana tera
yaad hai na, yaad hai na, yaad hai na
wo mere aane pe khil jaana tera
wo mere jaane pe chidh jaana tera
wo mere chhune pe chhil jaana tera, yaad hai na
wo paas aane pe pighal jaana tera
bund bund mujhpe baras jaana tera
til til mujhko woh tarsana tera
yaad hai na, yaad hai na, yaad hai na
hontho se palko ko kholna
palko pe dardo ko tolna
dardo ko chadar me chhodna
jo tere takiye pe ninde thi padi
jo teri nindo me raate thi dhali
jo teri raato me saanse thi chali
yaad hai na, yaad hai na, yaad hai na
aaja na phir se chaand tale
main aur tu ek sath jale
main aur tu ek sath bujhe
wo mere aane pe khil jaana tera
wo mere jaane pe chidh jaana tera
wo mere chhune pe chhil jaana tera, yaad hai na
wo paas aane pe pighal jaana tera
bund bund mujhpe baras jaana tera
til til mujhko tarsana tera
yaad hai na, yaad hai na, yaad hai na
o jaana na jaana tu dur humse kabhi
sun jo tu chali gayi mar jayenge hum abhi
tujhse shuru, tujhpe khatam, tujhse mukammal hai hum
o ho ho tere bina aadhe bhi kya, tere bina adhure kya
tu hi bata o meri jaan
tere bina hai pure kya, tere bina jaana kaha
aa ha tere bina jeena kya, tere bina marna kya
tere bina jaana kaha
o meri jaan ab ke na jaa, o meri jaan
o jaana na jaana tu dur humse kabhi
koshishe ki badi khud se mita de tumhe sanam
par hai dil ka karam ke khud hi mit gaye hain hum
tumse mite, tumse bane, tumse mukammal hai hum
aa ha ha tere bina aadhe bhi kya, tere bina adhure kya
tu hi bata o meri jaan
tere bina hai pure kya, tere bina jaana kaha
o meri jaan ab ke na jaa, o meri jaan
o jaana na jaana tu dur humse kabhi
o jee rahe the tera gham-e-dil chupa ke hum sanam
ab hai shor har taraf, ha ishq karte hai hum
tab ishq tha, ab ishq hai, karte rahenge sada tumse hi
tere bina aadhe bhi kya, tere bina adhure kya
tu hi bata o meri jaan
tere bina hai pure kya, tere bina jaana kaha
o meri jaan ab ke na jaa, o meri jaan ab ke na jaa
hu nadiya na teri
hu na main teri pyasi
khushiya na teri
na teri udasi
kaahe re lable, tu lagaye mujhko
kaahe na samjhe mera haal
aisi main waisi, main jaisi bhi hu
na main teri devi, na main dasi
hey waah ri waah naariyaan
teri baaten to hain badi badi
waah ri waah naariyaan
sach hongi bhi kya bolo kabhi
o tune gaana sunaya ri
jiske sunne me aaya bhi
kal phool deke jayega
parso wo bhool jayega
kal phool deke jaaye
parson wo bhool jaaye
kahin aisa na ho jaye
reh jaaye tu jahan thi
jo has du, zara mai
mujhe samajh na easy
hu na main teri item
na main teri biwi
kaahe re lable, tu lagaye mujhko
kaahe na samjhe mera haal
aisi main waisi, main jaisi bhi hu
na main teri devi, na main dasi
ha paath se paath re
haath me haath de
aage pichhe nahi
chal mere saath me, meri ankhon se tu
dekh kaisi main hu, saiyan baiya nahi
meri rag tham le, dil ye dhadak dhadak
dhadke ek jaisa
tera mera bhadke re maan le
waah ri waah naariyaan
teri mange to hai badi badi
waah ri waah naariyaan
sach hongi bhi kya bolo kabhi
o tune gaana sunaya ri
jiske sunne me aaya bhi
kal phool deke jayega
parso wo bhool jayega
kal phool deke jaaye
parson wo bhool jaaye
kahin aisa na ho jaye
reh jaaye tu jahan thi
reh jaaye tu jahan thi
O mere mohalle mein
Chaand jo aaya hai
Eid jo aaya hai
Tu hi toh nahi
Ammi ne meri jo
Suit silaya hai
Khwaab dikhaya hai
Tu hi toh nahin
Haan jiske liye dil bigadne laga hai
Wo kaun hai, Tu Hi Hai
Jiske liye dil sambhalne laga hai
Wo kaun hai, Tu Hi Hai
Door ye kaun hain
Paas ye kaun hain
Khaas ye kaun hain
Tu hi hain
Jiske liye maine
Sari haseeno ke
Dil tode jana hai
Tu hi to nahi
Jiske liye mujhko
Jeete hi jana hain
Beema karana hain
Tu hi to nahi
Aane se jiske aa jati hai sansein
Wo kaun hai, Tu hi hai
Jane se jiske jati hai janein
Wo kaun hai, Tu hi hai
Door ye kaun hai
Paas ye kaun hai
Khaas ye kaun hai
Tu hi hai
Mere shairon mein ye kaun hai
Meri shayari mein kaun hai
Meri diary mein kaun hai
Tu hi he
Gubbaron mein ye kaun hai
Khumaron mein ye kaun hai
Guitaron mein ye kaun hai
Tu hi hai, o
o teri yari badi pyari
but main bhi hoon khiladi
no aata nahin aata nahin aata nahin
mujhko chhupana
so lets break up o meri jaan
lets break up o maan ja
teri meri kabhi nahi ban ni
o jaane de na
so lets break up o meri jaan
lets break up o maan ja
teri meri kabhi nahi ban ni
o jane de na
o dikh jayen jo haseena
chhut jata hain paseena
basically basically basically
hoon main kameena
so lets break up o meri jaan
lets break up o maan ja
teri meri kabhi nahi ban ni
o jaane de na
so lets break up o meri jaan
lets break up o maan ja
teri meri kabhi nahi ban ni
o jaane de na
o dikh jayen jo haseena
chhut jata hain paseena
basically basically basically
hoon main kameena
wo oh tu bhi kahaan
kam hai baby
kabhi seedhi to kabhi tedhi
basically, basically, basically
tu bhi kameeni
so lets break up, o meri jaan
lets break up o maan ja
teri meri kabhi nahi ban ni
o jaane de na
so lets break up o meri jaan
lets break up o maan ja
teri meri kabhi nahi ban ni
o jane de na