thodi thodi katthai si uski aankhe
thodi surme bhari
thodi thodi katthai si uski aankhe
thodi surme bhari
uske hontho pe muskuraye haye duniya meri
ho chakhna bhi chaahu rakhna bhi chaahu
sabse chhupake use haye
rabba rabba mere rabba rabba
mujhe bas ik jhalak to dikha
ho ho rabba rabba mere rabba rabba
chaahe badle me le le tu jaan
wo hu wo
yaaro main kese kahu kya hua
hosh hai ab kahi hai kahi ye hawa
phirta hun khud ko bhulaaye huye
yaad meri mujhe to dila do zara
bematlab sa jeeta raha tha
ab mil gayi hai wajah haye
yun to ye dil ha phisalta nahi
mom ki battiyo pe pighalta nahi
nena wo hai na ha sitaare hain wo
chand dil me kabhi bhi nikalta nahi
talna bhi chaahu bujhna bhi chaahu
main un charaago tale haaye
rabba rabba mere rabba rabba
mujhe bas ik jhalak to dikha
ho ho rabba rabba mere rabba rabba
chaahe badle me le le tu jaan