Ek toh kam zindagani
Uspe bhi kam hai jawaani
Ek toh kam zindagani
Uspe bhi kam hai jawaani
Jab tak josh mein jawaani
Jab tak khoon mein rawaani
Jab tak josh mein jawaani
Jab tak khoon mein rawaani
Mujhe hosh mein aane na do
Pyar do, pyar lo
Pyar do do, pyar lo
Ho pyar do, ho pyar lo
Noor-e-khuda bhi barse wahaan par
Pyase milte hain do dil jahaan pe
Ho noor-e-khuda bhi barse wahaan par
Pyase milte hain do dil jahaan pe
Zindagi se tumhe jo bhi lamha mile
Zindagi se tumhe jo bhi lamha mile
Usse pyar pe hi vaar do
Pyar do, pyaar lo
Pyar do do, pyar lo
Ek toh kam zindagani
Uspe bhi kam hai jawaani
Jab tak josh mein jawaani
Jab tak khoon mein rawaani
Mujhe hosh mein aane na do
Pyar do, pyar lo
Pyar do do, pyar lo
Ho pyar do, ho pyar lo
Hai husn-o-ishq ke dum se zamana
Yahi hakeekat hai baaki fasana
Hai husn-o-ishq ke dum se zamana
Yahi hakeekat hai baaki fasana
Dilwale jahaan, hai jannat wahaan
Dilwale jahaan, hai jannat wahaan
Jahaan pyar hi pyar ho
Pyar do, pyar lo
Pyar do do, pyar lo
Ek toh kam zindagani
Uspe bhi kam hai jawaani
Jab tak josh mein jawaani
Jab tak khoon mein rawaani
Mujhe hosh mein aane na do
Pyar do, pyar lo
Pyar do do, pyar lo
Ho pyar do, ho pyar lo
Pyar ibteda, pyar inteha
Pyar bandigi, pyar hi khuda.
Kisi Ki Yaad Mein Shamein Guzarne Ke Liye
Kaleja Chahiye Khud Ko Maarne Ke Liye
Ke Ghat Maut Ke Har Din Utarna Padta Hai
Ye Ishq Dil Mein Meri Jaan Utarne Ke Liye
Suna Hai Ke Unko Shikayat Bahut Hai
Suna Hai Ke Unko Shikayat Bahut Hai
Toh Fir Unko Humse Mohabbat Bahut Hai
Suna Hai Ke Woh Tod Dete Hai Dil To
Hamein Tutne Ki Bhi Adat Bahut Hai
Suna Hai Ke Unko Shikayat Bahut Hai
Nazar Bhar Ke Woh Dekhte Bhi Nahi Hai
Hamare Liye Sochte Bhi Nahi Hai
Nahi Hai Nahi Sochte Bhi Nahi Hai
Guzrate Hai Hum Roz Pehlon Se Unke
Magar Woh Humein Rokte Bhi Nahi Hai
Han Han Rokte Bhi Nahi Hai
Han Han Rokte Bhi Nahi Hai
Suna Hai Ke Nafrat Woh Karte Hai Humse
Hume Unki Nafrat Se Rahat Bahut Hai
Suna Hai Ke Unko Shikayat Bahut Hai
Suna Hai Ke Unko Shikayat Bahut Hai
Shehar Chahe Jeewan Ka Veeran Kar Do
Magar Dekh Kar Humko Hairan Kar Do
Bharam Aaj Bhi Hai Wafaon Ka Humko
Ijazat Hai Jana Khataon Ki Tumko
Khata Par Bhi Unki Khafa Hum Nahi Hai
Kisi Haal Mein Bhi Juda Hum Nahi Hai
Nahi Hai Nahi Haan Juda Hum Nahi Hai
Woh Ilzam Jitne Bhi Chahe Laga Lein
Wafadar Hai Bewafa Hum Nahi Hai
Han Han Bewafa Hum Nahi Hai
Han Han Bewafa Hum Nahi Hai
Suna Hai Ke Woh Bhul Jate Hai Mil Kar
Humein Unki Yadon Ki Daulat Bahut Hai
Suna Hai Ke Unko Shikayat Bahut Hai
Suna Hai Suna Hai Shikayat Bahut Hai
Han Ji Han Ji Suna Hai Mohabbat Bahut Hai
Han Han Han Unki Nafrat Se Rahat Bahut Hai
Humein Tuttne Ki Bhi Adat Bahut Hai
Shikayat Mohabbat Ha Rahat Bahut Hai
Hamein Unki Yadon Ki Daulat Bahut Hai
Suna Hai Suna Ha Ha Ha Hamne Suna Hai
Suna Suna Suna Hai
Suna Hai Ke Unko Shikayat Bahut Hai.