aaye hain din saawan ke
aaye hain din saawan ke
sajan se milan ke
dulhan chali saajan ghar ban-than ke
aaye hain din saawan ke
aaye hain din saawan ke
sajan se milan ke
dulhan chali saajan ghar ban-than ke
nainon mein kajra, haathon mein gajra
nainon mein kajra, haathon mein gajra
gaalon pe phoolon ki laali
gaalon pe phoolon ki laali
jaadoo bhari tori ankhiyaan raseeli
hoyen ankhiyaan raseeli hoye ankhiyaan raseeli
jaadoo bhari tori ankhiyaan raseeli
jaisi ras ki pyaali
jaisi ras ki pyaali
maathe pe bindiya damke, maathe pe bindiya damke
chhamaachham chamke
dulhan chali saajan ghar ban-than ke
aaye hain din saawan ke
sajan se milan ke
dulhan chali saajan ghar ban-than ke
nainon mein bhar kar dil ki umang nayi
dil ki umang nayi, dil ki umang nayi
nainon mein bhar kar dil ki umang nayi
bholi dulhan sharmaayi, bholi dulhan sharmaayi
baagon mein bulbul bole ke aaj koi
bole ke aaj koi, bole ke aaj koi
baagon mein bulbul bole ke aaj koi
hone chali hai paraayi, hone chali hai paraayi
chaand sa jhumar chamke, chaand sa jhumar chamke
panjaniya thumke
dulhan chali saajan ghar ban-than ke
aaye hain din saawan ke
sajan se milan ke
dulhan chali saajan ghar ban-than ke
mohe phir se hichki aayi
tohri yaad khenchti laayi
sajan dar laage, balam dar laage
akele mein, sajan dar laage akele mein
jeth gaye hain sair sapaate
ghar mein saasu bharen kharaate
jeth gaye hain sair sapaate
ghar mein saasu bharen kharaate
nanad ghaat par gayi dewariya
lene gaye bataate, haan lene gaye bataate
sasur ji more soyen
sasur ji more soyen tabele mein
sasur ji more soyen tabele mein
sajan dar laage, balam dar laage
sajan dar laage, ho balam dar laage akele mein
soona mora aangan haaye
saawan aaya tum na aaye
soona mora aangan haaye
saawan aaya tum na aaye
tadpun main din raat bedardi
aaja ji ghabraaye hoy aaja ji ghabraaye
padi main daiyya haaye
padi main daiyya kaise jhamele mein
padi main daiyya kaise jhamele mein
sajan dar laage, balam dar laage
sajan dar laage, ho balam dar laage akele mein
sajan dar laage akele mein
balam dar laage akele mein
hawa tu unse ja kar kah de, kya
ek diwana aaya hain, diwana ha ji
hawa tu unse ja kar kah de ek diwana aaya hain
hawa tu unse ja kar kah de ek diwana aaya hain
teri surat pe marnewala ek parwana aaya hain
teri surat pe marnewala ek parwana aaya hain
hawa tu unse ja kar kah de ek diwana aaya hain
jab se matwali aankho se, aji aankhe huyi hain chaar
tumko dekhe bina na tab se milta hume karar
yahi afsana laya hain
yahi afsana laya hain, tera diwana aaya hain
yahi afsana laya hain, tera diwana aaya hain
hawa tu unse ja kar kah de ek diwana aaya hain
humko tumse, tumko humse dil ko dil se kaam
humko tumse, tumko humse dil ko dil se kaam
dilwalo ke lab pe rahta hain dilbar ka naam
dilwalo ke lab pe rahta hain dilbar ka naam
ajab mastana aaya hain
ajab mastana aaya hain, tera diwana aaya hain
ajab mastana aaya hain, tera diwana aaya hain
hawa tu unse ja kar kah de ek diwana aaya hain
aa, mil jaye didaar mujhe main ho jaau kurbaan
ek jhalak dikhla do rani de du apni jaan
ek jhalak dikhla do rani de du apni jaan
yahi najrana laya hain
yahi najrana laya hain, tera diwana aaya hain
yahi najrana laya hain, tera diwana aaya hain
hawa tu unse ja kar kah de ek diwana aaya hain
rah na sakoge hum bin sajan pachtaoge
rah na sakoge hum bin sajan pachtaoge
ek na ek din hamko manane aaoge
ek na ek din hamko manane aaoge
yaad karoge rah rah ke wo pichli bate
yaad karoge rah rah ke wo pichli bate
tumko bhi tadpayengi bairan ye rate
tumko bhi tadpayengi bairan ye rate
hum jo jage jalim hum jo jage
tum bhi na sone paoge
ek na ek din hamko manane aaoge
rah na sakoge hum bin sajan pachtaoge
humko satake bedardi tumko kya mil gaya
humko satake bedardi tumko kya mil gaya
kaise nirmohi pe hamara dil aa gaya
kaise nirmohi pe hamara dil aa gaya
hame rula kar jalim
ha hame rula kar jalim
tum bhi na hasne paoge
ek na ek din hamko manane aaoge
rah na sakoge hum bin sajan pachtaoge
tumko bhi tadpaye tumhara tadpana
tumko bhi tadpaye tumhara tadpana
sama jale to kyu kar bachega parwana
sama jale to kyu kar bachega parwana
khud bhi jaloge jalim
khud bhi jaloge jalim jo hamko jalaoge
ek na ek din hamko manane aaoge
rah na sakoge hum bin sajan pachtaoge
na tum aaye na nind aayi
tumhari yaad hi aayi
na tum aaye na nind aayi
tumhari yaad hi aayi
kisi pathar se takra kar
meri fariyad hi aayi
na tum aaye na nind aayi
tumhari yaad hi aayi
teri aawaz mahfil se
na kuch bhi pa sake hum to
na kuch bhi pa sake hum to
meri kismat gayi barbad
meri kismat gayi barbad
aur barbad hi aayi
kisi pathar se takra kar
meri fariyad hi aayi
na tum aaye na nind aayi
tumhari yaad hi aayi
liye bulbul do tinke
ke sara aasma chauka
liye bulbul do tinke
ke sara aasma chauka
ke sara aasma chauka
bahar aayi bhi to dil me
bahar aayi bhi to dil me
liye fariyad hi aayi
kisi pathar se takra kar
meri fariyad hi aayi
na tum aaye na nind aayi
tumhari yaad hi aayi
jagamag jagamag karataa nikalaa
chaand punam kaa pyaaraa
meri chaandani bichhad ga_i
meri ghar me hu_aa adhiyaaraa
jagamag jagamag karataa nikalaa
ye madamaati raat
ye thadi thadi havaa ke jhonke
tere binaa mere sune jigar me
birhaa ki agni phunke
jhilamil jhilamil taare samajhate
jagamag hai jag saaraa
meri chaandani bichhad ga_i
meri ghar me hu_aa adhiyaaraa
jagamag jagamag karataa nikalaa
chaand ki shital shital kiranen
birhaa kaa baan chalaa_en
raat chandani diyaa jalaa_e
ago me aag lagaa_e
ye basat ki raat na sulaghe
jaise ko_i agaaraa
meri chaandani bichhad ga_i
meri ghar me hu_aa adhiyaaraa
jagamag jagamag karataa nikalaa
chhun chhun ghungharva, baaje chhun
kaha hai dhyaan kiski dhun, nazar mila ke baat sun
ye raat phir na aayeygi, ye raat phir na aayeygi
javaani bit jaayeygi, javaani bit jaayeygi
ye raat phir na aayeygi
javaani bit jaayeygi, javaani bit jaayeygi
ye mast raat be piye, nashe me jhumati huyi
ye mast raat be piye, nashe me jhumati huyi
nazar ko chhedti huyi, dilo ko chumati huyi
nazar ko chhedti huyi, dilo ko chumati huyi
yu hi guzar gayi agar, khatak rahegi umr bhar
hazaar chaahoge magar, chaahoge magar
ye raat phir na aayeygi, ye raat phir na aayeygi
javaani bit jaayeygi, javaani bit jaayeygi
ye raat phir na aayeygi
javaani bit jaayeygi, javaani bit jaayeygi
javaani ga rahi hai dil ki dhadkano ke saaz par
javaani ga rahi hai dil ki dhadkano ke saaz par
chalo kahi bhi le chalo hamara haath thaam kar
chalo kahi bhi le chalo hamara haath thaam kar
kaha ki fikr, kaisa gam
hamara jo hai uske ham, tumhari jaan ki qasam
ye raat phir na aayeygi, ye raat phir na aayeygi
javaani bit jaayeygi, javaani bit jaayeygi
ye raat phir na aayeygi
javaani bit jaayeygi, javaani bit jaayeygi
mai woh hasin hu, labo pe jo aane se reh gai
mai woh shama hu, jo kabhi roshan nahi hui
mai woh umang nikali, jo dil se na ek bar
mai woh khushi, ke gam ne jise kar liya shikar
mai woh dulhan hu, ras na aaya jise singar
mai woh chaman hu, jisame na aai kabhi bahar
mai woh chaman hu, jisame na aai kabhi bahar
mai woh dulhan hu, ras na aaya jise singar
mai woh chaman hu, jisame na aai kabhi bahar
ghar jal gaya toh, aag bujhane se fayda
ghar jal gaya toh, aag bujhane se fayda
usame wafa ko, abb yeh jatane se fayda
jatane se fayda
par mere dil ka chain, meraa dil hai bekarar
mai woh chaman hu, jismein na aai kabhi bahar
mai woh chaman hu, jismein na aai kabhi bahar
kashti bhatak rahi hai, kinara nahi koi
kashti bhatak rahi hai, kinara nahi koi
majbur jindagi ka, sahara nahi koi
sahara nahi koi
marne ka intejar hain, marne ka intejar
mai woh chaman hu, jismein na aai kabhi bahar
mai woh chaman hu, jismein na aai kabhi bahar
mai woh dulhan hu, ras na aaya jise singar
mai woh chaman hu, jismein na aai kabhi bahar
dil ne phir yad kiya, bewafa laut bhi aa
dil ne phir yad kiya, bewafa laut bhi aa
bewafa laut bhi aa, bewafa laut bhi aa
dil ne phir yad kiya, bewafa laut bhi aa
dil me phir huk utthi, dil ka phir khun hua
dil ne phir yad kiya, bewafa laut bhi aa
maine ek khwab sa dekha tha jo, pura na hua
mujhko duniya se shikayat, hain na kismat se gila
aasra deke, mohabbat ne mujhe lut liya
aasra deke, mohabbat ne mujhe lut liya
bewafa laut bhi aa
dil ne phir yad kiya, bewafa laut bhi aa
hai kya jal gaya sine se jo uthta hain dhuan
darr hain iss aag me jal jaye na ulfat ka nasha
ruthane wale, mohabbat ko musibat na bana
ruthane wale, mohabbat ko musibat na bana
bewafa laut bhi aa
dil ne phir yad kiya, bewafa laut bhi aa
dil me phir huk utthi, dil ka phir khun hua
dil me phir huk utthi, dil ka phir khun hua
dil ne phir yad kiya, bewafa laut bhi aa
bewafa laut bhi aa
ek tir chala, dil pe lagaa, haae mera dil, haae mera dil
ek thes lagi, aisi lagi, tut gaya dil, haae mera dil
haae mera dil, haae mera dil, haae mera dil
ai aansuo aao, jalane se bachaao
ai aansuo aao, jalane se bachaao
thi sine me muhabbat ki lagi aag, jala dil
thi sine me muhabbat ki lagi aag, jala dil
haae mera dil, haae mera dil, haae mera dil
mushkil tha bachana, aisa tha nishana
chaha to bahut dil ko bachana, na bacha dil
chaha to bahut dil ko bachana, na bacha dil
haae mera dil, haae mera dil, haae mera dil
ki maine jo fariyaad, kis ne kiya barabad
kis ne kiya barabad
dil ne kaha nazaro ne, to nazaro ne kaha dil
dil ne kaha nazaro ne, to nazaro ne kaha dil
haae mera dil, haae mera dil, ha mera dil
ghabara ke jo ham sar ko takaraae to achchha ho
ghabara ke jo ham sar ko takaraae to achchha ho
is jine me sau dukh hai is jine me sau dukh hai
mar jaae to achchha ho mar jaae to achchha ho
dil dubane ka mazar vo bhi to zara dekhe
dil dubane ka mazar vo bhi to zara dekhe
aansu meri aankho me bhar aae to achchha ho
aansu meri aankho me bhar aae to achchha ho
ghabara ke jo ham sar ko takaraae to achchha ho
jo ham pe guzarani hai ik baar guzar jaae
jo ham pe guzarani hai ik baar guzar jaae
vo kitane sitamagar hai vo kitane sitamagar hai
khul jaae to achchha ho
ghabara ke jo ham sar ko takaraae to achchha ho
mushkil hai
mushkil hai bahut mushkil chaahat ka bhula dena
chaahat ka bhula dena
aasan nahi dil ki ye aag bujha dena
ye aag bujha dena
ye khel nahi lekin ye khel hai ulfat ka
ye khel nahi lekin ye khel hai ulfat ka
roto ko hansa dena hansato ko rula dena
hansato ko rulaa dena
mushkil hai bahut mushkil
dilavalo ki duniya me hai rasm ke jab koi
dilavalo ki duniya me hai rasm ke jab koi
aae to
aae to qadam lena, jaae to duva dena
mushkil hai bahut mushkil
ulajhan hai bahut phir bhi ham tum ko na bhulege
tum ko naa bhulege
ulajhan hai bahut phir bhi ham tum ko na bhulege
tum ko naa bhulege
mumakin to nahi lekin tum ham ko bhula dena
tum ham ko bhula dena
mushkil hai bahut mushkil chaahat ka bhula dena
chaahat ka bhula dena
mushkil hai bahut mushkil
khaamosh hai zamaanaa, chup-chaap hain sitaare
aaraam se hai duniyaa, bekal hain dil ke maare
aise mein koyi aahat, is tarah aa rahi hai
jaise ki chal rahaa hai, man mein koyi hamaare
yaa dil dhadak rahaa hai, ik aas ke sahaare
deepak bagair kaise, parwaane jal rahe hain
deepak bagair kaise, parwaane jal rahe hain
koyi nahin chalaataa, aur teer chal rahe hain
koyi nahin chalaataa, aur teer chal rahe hain
tadpegaa koyi kab tak, be-aas be-sahaare
tadpegaa koyi kab tak, be-aas be-sahaare
lekin ye kah rahe hain, dil ke mere ishaare
aayegaa, aayegaa, aayegaa, aayegaa aanewaalaa,
aayegaa aayegaa, aayegaa
bhatki huyi jawaani, manzil ko dhoondhti hai
bhatki huyi jawaani, manzil ko dhoondhti hai
maajhi bagair nayyaa, saahil ko dhoondhti hai
maajhi bagair nayyaa, saahil ko dhoondhti hai
kyaa jaane dil ki kashti, kab tak lage kinaare
kyaa jaane dil ki kashti, kab tak lage kinaare
lekin ye kah rahe hain, dil ke mere ishaare
tere naino me tere naino me naina dale wo naina wale
tere naino me tere naino me naina dale wo naina wale
par hai dil wale par hai dil wale
tere naino me naina dale wo naina wale
par hai dil wale par hai dil wale
tan ke gore bat nikore bhole bhale man ke kale
par hai dil wale
tere naino me tere naino me naina dale wo naina wale
par hai dil wale par hai dil wale
koi mar jaye us ki bala se
koi mar jaye us ki bala se
wo na denge kisi ko dilasha
wo na denge kisi ko dilasha
tan ke gore bat nikore bhole bhale man ke kale
par hai dil wale
tere naino me tere naino me naina dale wo naina wale
par hai dil wale par hai dil wale
nain mila lo dil ko dua lo
nain mila lo dil ko dua lo
ye ja raha hai ab to sambhalo
ye ja raha hai ab to sambhalo
tan ke gore bat nikore bhole bhale man ke kale
par hai dil wale
tere naino me tere naino me naina dale wo naina wale
par hai dil wale par hai dil wale
jaaye na pahiho humaari gali aaike
humaari gali aaike
jaaye na pahiho humaari gali aaike
humaari gali aaike
sautan ke ghare aavat jaavat
sautan ke ghare aavat jaavat
birhan ke man aag lagavat
birhan ke man aag lagavat
sab log sataiho humari gali aaike
sab log sataiho humari gali aaike
humaari gali aaike
jaaye na pahiho humaari gali aaike
humaari gali aaike
khuda khush rakhe dil me dard ban ke aane waale ko
khuda khush rakhe dil me dard ban ke aane waale ko
zamane bhar ki raahat de
mere tadpaane waale ko
zamane bhar ki raahat de
mere tadpaane waale ko
lagan jab se lagi hai
raj-o-gam milta hai khaane ko
kisi din to tum aa jaao
lagi dil ki bujhaane ko
kisi din to tum aa jaao
lagi dil ki bujhaane ko
bada sukh pahiho umaari gali aaike
humaari gali aaike
jaaye na pahiho humaari gali aaike
humaari gali aaike
jaaye na pahiho humaari gali aaike
humaari gali aaike
jaaye na pahiho humaari gali aaike
humaari gali aaike
saajna saajna saajna saajna
hum tum bin bhaye udas
hum tum bin bhaye udas
hum tum bin bhaye udas
tum bin bhaye udas
dekho jidhar raat hai aayi
dekho jidhar raat hai aayi
ghan mein ghor ghata hain chhayi
ghan mein ghor ghata hain chhayi
tod na man ki aas
tod na man ki aas
tum bin bhaye udas
hum tum bin bhaye udas
hum tum bin bhaye udas
tum bin bhaye udas
tum bhoolon ham yaad karege
tum bhoolon ham yaad karege
rain ki bas faiyaad karenge
rain ki bas faiyaad karenge
jab lage ghatne sans
jab lage ghatne sans
tum bin bhaye udas
hum tum bin bhaye udas
hum tum bin bhaye udas
saajna saajna saajna saajna
hum tum bin bhaye udas
hum tum bin bhaye udas
kaho ji, jee na lage bin tere
jee na lage bin tere
kaho ji, jee na lage bin tere
jee na lage bin tere
kaho ji, jee na lage bin tere
jee na lage bin tere
kaho ji, aaja sajan mere
aaja sajan mere
kaho ji, aaja sajan mere
aaja sajan mere
kaho ji, dil se nikle haye
chain nahi aaye
kaho ji, dil se nikle haye
chain nahi aaye
kaho ji, dil se nikle haye
chain nahi aaye
dil se nikle haye chain nahi aaye
kaho ji, ram kasam tum mere
ram kasam tum mere
kaho ji, jee na lage bin tere
jee na lage bin tere
jee na lage jab mohe bula lo
jee na lage jab mohe bula lo
mohe bula lo, mohe bula lo
pass bula lo, jee ko lagalo
pass bitha lo, jee ko lagalo
bolo tumhari, tumhari ye niti
punam ko to ghere
bolo tumhari, tumhari ye niti
punam ko to ghere
ae dil-e-bekrar bol, kaahe tu ashqdaar hai
ae dil-e-bekrar bol, kaahe tu ashqdaar hai
mit hi gaya wo kafila, kiska intejar haiu
mit hi gaya wo kafila, kiska intejar haiu
ae dil-e-bekrar bol, kaahe tu ashqdaar hai
gul ko khila ke aapka, sabnam jahan ko mit gayi
gul ko khila ke aapka, sabnam jahan ko mit gayi
sawan bhi ro ke chal diya, achhi teri bahar hai
sawan bhi ro ke chal diya, achhi teri bahar hai
ae dil-e-bekrar bol, kaahe tu ashqdaar hai
khatam hui vo dastan, beet gayi kahaniya
khatam hui vo dastan, beet gayi kahaniya
mit hi gaye wo silsile, fir bhi tu bekarar hai
mit hi gaye wo silsile, fir bhi tu bekarar hai
ae dil-e-bekrar bol, kaahe tu ashqdaar hai
ae dil-e-bekrar bol, kaahe tu ashqdaar hai
dagaa de ke chale gaye ho baalam jamuna ke us paar
dagaa de ke chale gaye ho baalam jamuna ke us paar
ghar aaja nanad ke bhayiya ho ghar aaja nanad ke bhayiya
tere jhuthe bhaye ikrar ghar aaja nanad ke bhayiya
tere jhuthe bhaye ikrar tohe ram dohayi hoy
tohe ram dohayi hoy tohe ram dohayi
koi tikhi nazriya bataye re
koi tikhi nazriya bataye re
more sayiya ke potho magaye de
more sayiya ke potho magaye de
ho nanadiya ho nanadiya karo ikrar ha jmuna ke us paar
ho nanadiya karo ikrar ha jmuna ke us paar
tohe ram dohayi hoy tohe ram dohayi
dhan pke aur nimbua pake dhan pke aur nimbua pake
dekho sajnwa aage dekho sajnwa aage
bichhar gaye kheto ke duniya bichhar gaye kheto ke duniya
soutan ke dar jage balam soutan ke dar jage
aake balamuaa lo ye bekar ?? jamuna ke us paar
aake balamuaa lo ye bekar ?? jamuna ke us paar
tohe ram dohayi hoy tohe ram dohayi
ghar aaja nanad ke bhayiya ho ghar aaja nanad ke bhayiya
tere jhuthe bhaye ikrar ghar aaja nanad ke bhayiya
tere jhuthe bhaye ikrar tohe ram dohayi hoy
dagaa de ke chale gaye ho baalam jamuna ke us paar
dagaa de ke chale gaye ho baalam jamuna ke us paar
hay paapi jiya nahi maane hay paapi jiya nahi maane
nahi maane re hay paapi jiya nahi maane
?tir parayi koi na jane ? ti parayi koi na jane
paapi jiya nahi maane hay paapi jiya nahi maane
nahi maane re hay paapi jiya nahi maane
nahi maane re
dekho ji papiha bole dekho ji papiha bole
ambuaa pe hole hole
dekho ji papiha bole ambuaa pe hole hole
piya piya hoko bakhane piya piya hoko bakhane
nahi maane re hay paapi jiya nahi maane re
nahi maane re
sine me huk uthi koyal bhi kuk uthi
hay dard bhre mere gaane
sine me huk uthi koyal bhi kuk uthi
hay dard bhre mere gaane
mere gaane mere gaane
hay dard bhre mere gaane
hay paapi jiya nahi maane hay paapi jiya nahi maane
nahi maane re hay paapi jiya nahi maane