chori chori ha chori chori dil me samaya
sajan man bhaya mai jan gayi ho mai jan gayi ho
chori chori ha chori chori dil me samaya
sajan man bhaya mai jan gayi ho mai jan gayi ho
muh bhi na khole kuch bhi na bole
muh bhi na khole kuch bhi na bole kuch bhi na bole
aankho hi aankho me masti ko ghole
aankho hi aankho me masti ko ghole
mai to jan gayi ho mai to jan gayi ho
kaise kaise ha kaise jal bichaya
fasaya re chaya mai jan gayi ho mai jan gayi ho
chori chori ha chori chori dil me samaya
sajan man bhaya mai jan gayi ho mai jan gayi ho
koi meri dunia me chup chup ke bole
chup chup ke bole
mai to jan gaya ho mai to jan gaya
koi meri dunia ke chup chup ke bole
chup chup ke bole
mai to jan gaya ho mai to jan gaya
aankho me nache or sanso me daule
mai to jan gaya ho mai to jan gaya
kaise kaise dil ko lubhaya
fasaya rijhaya mai jan gayi ho
mai jan gayi ho
ho kaun samay mein gende phoole
kaun samay mein bela
ho kaun samay mein gende phoole
kaun samay mein bela
he koun samay mein naina lage
koun samay mein bela koun samay mein bela
ho ladako dhum machao peda jalebi khao
milke shor machao vaah ji vaah
ho kaun samay mein gende phoole
kaun samay mein bela
kaun samay mein bela
ho kaun samay mein gende phoole
kaun samay mein bela
ho kaun samay bela
ho holi mein do naina lage
ho holi mein do naina lage
lage basanti mela
hoye lage basanti mela
ho ladako dhum machao peda jalebi khao
milke shor machao vaah ji vaah
ho sone jaise munh mein bindiyan
aankh mein kajal lave
ho aankh mein kajal lave
ho jo ho ho sone jaise munh mein bindiyan
aankh mein kajal lave
ho aankh mein kajal lave
chhup chhup nain katari maare
chhup chhup nain katari maare
kahe paas na aave
ho kahe paas na aave
ho ladako dhum machao
peda jalebi khao
milke shor machao vaah ji vaah
ho aankh mein kajal lake
piriya piya se milane jave
ho piya se milane jave
ho piya se milane jave
ho aankh mein kajal lake
piriya piya se milane jave
ho piya se milane jave
marane vale mar kare
marane vale mar kere
vo hanth kabhi na aave
vo hanth kabhi na aave
ho ladako dhum machao
peda jalebi khao
milke shor machao vaah ji vaah
hey chandarvadan, chanda ki kiran
tum kis ka chitar banati ho
hey chandarvadan, chanda ki kiran
tum kis ka chitar banati ho
man ke bhavo ko rup rang de
man hi man muskati ho
hey chandarvadan, chanda ki kiran tum
wo suraymukhi tum chandarmukhi
aasha ka deep jalati ho
jab nain mile ho suraj se
kyun chand se preet lagati ho
hey chandarvadan, chanda ki kiran tum
jab nain mile to hraday mile
jab rain huyi bechain huye
wo bhi sudh budh kho baitha hai
tum jisko pass bulati ho
hey chandarvadan, chanda ki kiran tum
tum jiski sharan wo shyam varan
tum jiski sharan wo shyam varan
arpan hai jispe tan man dhan
arpan hai jispe tan man dhan
hai man mandir me chhipa hua
hai man mandir me chhipa hua
tum jisko dekh lajati ho
hey chandarvadan, chanda ki kiran
tum kis ka chitar banati ho
dhanya dhanya hai avadhpuri
dhanya waha ki phulwari
jaha ram ne janam liya hai
dhanya waha ke nar nari
dhanya waha ke nar nari
avadhpuri ke uttar disha
dariyo ki dhara bahti hai
raja dasrath raj kare aur
parja chain se rahti hai
parja chain se rahti hai
ann dhan se bharpur ayodhya
teen lok se hai nyari
jaha ram ne janam liya hai
dhanya waha ke nar nari
dhanya waha ke nar nari
cham cham karti chali kamini
hal solah singar kiye
aankho me sansar liye
hatho me sundar har liye
satvanti hai sabhi nariya
sat par apne balihari
jaha ram ne janam liya hai
dhanya waha ke nar nari
dhanya waha ke nar nari
ram lakhan aur bharat shatrughan
char ratan hai raja ke
jinme sabse bade ram hai
pran pyare parja ke
pran pyare parja ke
ram liye dhanwan rakshaso ke
marne ki hai bari
jaha ram ne janam liya hai
dhanya waha ke nar nari
dhanya waha ke nar nari
hawa tu unse ja kar kah de, kya
ek diwana aaya hain, diwana ha ji
hawa tu unse ja kar kah de ek diwana aaya hain
hawa tu unse ja kar kah de ek diwana aaya hain
teri surat pe marnewala ek parwana aaya hain
teri surat pe marnewala ek parwana aaya hain
hawa tu unse ja kar kah de ek diwana aaya hain
jab se matwali aankho se, aji aankhe huyi hain chaar
tumko dekhe bina na tab se milta hume karar
yahi afsana laya hain
yahi afsana laya hain, tera diwana aaya hain
yahi afsana laya hain, tera diwana aaya hain
hawa tu unse ja kar kah de ek diwana aaya hain
humko tumse, tumko humse dil ko dil se kaam
humko tumse, tumko humse dil ko dil se kaam
dilwalo ke lab pe rahta hain dilbar ka naam
dilwalo ke lab pe rahta hain dilbar ka naam
ajab mastana aaya hain
ajab mastana aaya hain, tera diwana aaya hain
ajab mastana aaya hain, tera diwana aaya hain
hawa tu unse ja kar kah de ek diwana aaya hain
aa, mil jaye didaar mujhe main ho jaau kurbaan
ek jhalak dikhla do rani de du apni jaan
ek jhalak dikhla do rani de du apni jaan
yahi najrana laya hain
yahi najrana laya hain, tera diwana aaya hain
yahi najrana laya hain, tera diwana aaya hain
hawa tu unse ja kar kah de ek diwana aaya hain