People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 25 *

Saare Jahase Achha
Singer: Group Sing
Music: Md. Iqbal
Lyricist: Md. Iqbal
Tag: other
Audio: https://www.saavn.com/s/song/telugu/Desabhakthi-Patalu/Saare-Jahase-Accha/Gzo,Vh9FW2E
Video:
sare jahan se accha hindostan hamara
hum bulbulain hai is ki, yeh gulsitan hamara

ghurbat men hon agar ham, rahta hai dil vatan men
samjho vahin hamen bhi, dil hain jahan hamara

parbat voh sab se uncha, hamsaya asman ka
voh santari hamara, voh pasban hamara

godi men khelti hain is ki hazaron nadiya
gulshan hai jin ke dam se, rashk-e-janan hamara

aye ab, raud, ganga, voh din hen yad tujhko
utara tere kinare, jab karvan hamara

mazhab nahin sikhata apas men bayr rakhna
hindvi hai ham, vatan hai hindostan hamara

yunan-o-misr-o-roma, sab mil gaye jahan se
ab tak magar hai baqi, nam-o-nishan hamara

kuch bat hai keh hasti, milati nahin hamari
sadiyon raha hai dushman, daur-e-zaman hamara

iqbal koi meharam, apna nahin jahan men
malum kya kisi ko, dard-e-nihan hamara

sare jahan se accha hindostan hamara

ham bulbulain hai is ki, yeh gulsitan hamara
Tumse Karte Na Agar
Singer: Asha Bhosle
Music: Iqbal
Lyricist: Farooq Qaiser
Tag: Hindi
Video:
tumse karte na agar pyar to achcha hota
tumse karte na agar pyar to achcha hota
tumse karte na agar pyar to achcha hota
dil ko lagta na ye aazar to achcha hota
tumse karte na agar

dil ki zidd ne hume badnaam zamaane me kiya
dil ki zidd ne hume badnaam zamaane me kiya
pahle hi maante agar haar to achcha hota
dil ko lagta na ye aazar to achcha hota
tumse karte na agar

sukh ki do char ghadi haye beetate hum bhi
sukh ki do char ghadi haye beetate hum bhi
mahar bante na jo diwar to achcha hota
dil ko lagta na ye aazar to achcha hota
tumse karte na agar

maut se pahle hai bas ek tamanna dil ki
maut se pahle hai bas ek tamanna dil ki
dekh lete tumne to ek baar to achcha hota
dil ko lagta na ye aazar to achcha hota
tumse karte na agar
Aap Jo Chahe Saza
Singer: Khan Mastana
Music: Iqbal
Lyricist: Farooq Qaiser
Tag: Hindi
Video:
aap jo chahe saza ab dijiye
aap jo chahe saza ab dijiye
aap jo chahe saza ab dijiye
dil hi to hai aa gaya kya kijiye
dil hi to hai aa gaya kya kijiye
aap jo chahe ha aap jo chahe saza ab dijiye
aap jo chahe saza ab dijiye

aap ka darr chod ke jaaye kaha
aa aa aaa aa aa a a aa aa aa
ho gaya dushman humara ye jahan
aa aa aa aa aa a a aa aa aa
sar chupane ka ab nahi aasra
humko apne dil me rahne dijiye
humko apne dil me rahne dijiye
dil hi to hai aa gaya kya kijiye
dil hi to hai aa gaya kya kijiye
aap jo chahe ha aap jo chahe saza ab dijiye
aap jo chahe saza ab dijiye

dil lagaya humne kitne nadaan the
aa aa aa aa aa a a aa aa aa
ishq me maare gaye hum jaan the
aa aa aa aa aa a a aa aa aa
aap ke hum ho gaye imaan se
aa aa aaa aa aa a a aa aa aa
kah rahe hai saz bharosa kijiye
kah rahe hai saz bharosa kijiye
dil hi to hai aa gaya kya kijiye
dil hi to hai aa gaya kya kijiye
aap jo chahe ha aap jo chahe saza ab dijiye
aap jo chahe saza ab dijiye
aap jo chahe saza ab dijiye
aap jo chahe saza ab dijiye
aap jo chahe saza ab dijiye
Hum Bhi Tumhare Hai
Music: Iqbal
Lyricist: Farooq Qaiser
Tag: Hindi
Video:
ham bhi tumhare hai dil bhi tumhara hai
raja ji yaad rakhna wada hamara hai
ham bhi tumhare hai dil bhi tumhara hai
raja ji yaad rahkna wada hamara hai

khwaabo ke haar liye jag ki bahaar liya
dar pe tumhare aaye aankhon me pyaar liye
khwaabo ke haar liye jag ki bahaar liya
dar pe tumhare aaye aankhon me pyaar liye
ha milo aage badhke dil ka ishara hai
raja ji yaad rakhna wada hamara hai
ham bhi tumhare hai dil bhi tumhara hai
raja ji yaad rahkna wada hamara hai

shayad suhana samaa badla hai aaj yahan
aayega laut ke fir hai aisa jamana kahan
shayad suhana samaa badla hai aaj yahan
aayega laut ke fir hai aisa jamana kahan
ji bhar ke dekh lo tum kaisa najara hai
raja ji yaad rakhna wada hamara hai
ham bhi tumhare hai dil bhi tumhara hai
raja ji yaad rahkna wada hamara hai

tum bhi jo ruth gaye duniya se kaun kahe
jivan ki naav bhala kaise ab paar lage
tum bhi jo ruth gaye duniya se kaun kahe
jivan ki naav bhala kaise ab paar lage
kaise ab paar lage
lahare bhi josh me hai dur kinara hai
raja ji yaad rakhana wada hamara hai
Umarr Meri Baali
Lyricist: Saba Fazli
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Rajkumar-Sooraj/Umar-Meri-Baali/Ay8oaSVET3s
Video:
umar meri baali lachku main jaise daali
gaalo pe mere laali sawariya re
umar meri baali lachku main jaise daali
gaalo pe mere laali sawariya re
nain mere kaatil to zaalim adayen
chaal meri aise ki hosh ud jaye
rang gora gora gulabi gulabi
jisko bhi chahe bana de sharabi
jaanewafa aankh mila jaanewafa aankh mila
nahi nahi nahi nahi
umar meri baali lachku main jaise daali
gaalo pe mere laali sawariya re
umar meri baali lachku main jaise daali
gaalo pe mere laali sawariya re

pyar bhare mausm ke chanchal ishaare
laut ke na aayenge fir ye nazare
raat bhi jawan hai sama bhi suhana
aaj bairi mujhse na nazre churana
raat dhale dour chale raat dhale dour chale
nahi nahi nahi nahi
umar meri baali lachku main jaise daali
gaalo pe mere laali sawariya re
umar meri baali lachku main jaise daali
gaalo pe mere laali sawariya re
chand sa hai mukhda suhana suhana
pyar mere bas me bas me zamana
rang bhare sapno me halchal macha de
jaam koi masti ka bhar ke pila de
kahne lagi dil ki pari kahne lagi dil ki pari
nahi nahi nahi nahi
umar meri baali lachku main jaise daali
gaalo pe mere laali sawariya re
Dekhiye Aap Humein
Lyricist: Saba Fazli
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Rajkumar-Sooraj/Dekhiye-Aap-Humen/GBk9XRhBc1U
Video:
dekhiye aap hume dekhiye aap hume is tarah na dekha kije
dekhiye aap hume is tarah na dekha kije
aap bhi mere khayalo me na aaya kije
aap bhi mere khayalo me na aaya kije
dekhiye aap hume is tarah na dekha kije

aankho hi aankho me jadu sa jaga dete ho
aankho hi aankho me aankho hi aankho me jadu sa jaga dete ho
dil me khamosh sa tufaan uttha dete ho
is tarah se na is tarah se na meri duniya pe chaya kije
dekhiye aap hume is tarah na dekha kije

ye damkata hua chehra ye machalti zulfen
ye damkata hua ye damkata hua chehra ye machalti zulfen
nashe me dubi huyi haaye ye bojhil palke
aap aise na aap aise na mere hosh udaya kije
dekhiye aap hume is tarah na dekha kije
Teri Yaad Dil Se Piya
Lyricist: Shakeel Badayuni
Tag: Hindi
Video:
teri yaad dil se piya jaye na
teri yaad dil se piya jaye na
ke ek pal bhi tujh bin jiya jaye na
teri yaad dil se

zudai me teri mai ro ro maru mai ro ro maru
zudai me teri mai ro ro maru mai ro ro maru
magar gam kisi ko diya jaye na
magar gam kisi ko diya jaye na
teri yaad dil se piya jaye na

dhadkne se dil ke pata chal gaya pata chal gaya
dhadkne se dil ke pata chal gaya pata chal gaya
mohabbat na ho to jiya jaye na
mohabbat na ho to jiya jaye na
teri yaad dil se piya jaye na

tu apne diwane ko aa kar to dekh aa kar to dekh
tu apne diwane ko aa kar to dekh aa kar to dekh
ke daman siye aur siya jaye na
ke daman siye aur siya jaye na
teri yaad dil se piya jaye na
Chachi Akad Gayi Ji
Lyricist: Shakeel Badayuni
Tag: Hindi
Video:
chachi akad gayi ji chachi bigad gayi ji hat pakad gayi
chachi akad gayi ji chachi bigad gayi ji hat pakad gayi
chacha darne laga ji aahe bharne laga ji paiya padne laga
chacha darne laga ji aahe bharne laga ji paiya padne laga
chacha darne laga

chachi ka muh lal ho gaya chachi ka muh lal ho gaya
phul ke phupha gal ho gaya phul ke phupha gal ho gaya
aaha ji aaha kya hal ho gaya aaha ji aaha kya hal ho gaya
chachi akad gayi ji chachi bigad gayi ji hat pakad gayi
chachi akad gayi ji chachi bigad gayi ji hat pakad gayi
chacha darne laga ji aahe bharne laga ji paiya padne laga
chacha darne laga

chachu ko bhi kam aa gaya chachu ko bhi kam aa gaya
chachi ka dil jhatpata gaya chachi ka dil jhatpata gaya
aaha ji aaha bada maza aa gaya aaha ji aaha bada maza
chachi akad gayi ji chachi bigad gayi ji hath pakad gayi
chachi akad gayi ji chachi bigad gayi ji hath pakad gayi
chacha darne laga ji aahe bharne laga ji paiya padne laga
chacha darne laga

chachu ji ke hosh ud gaye chachu ji ke hosh ud gaye
khulte khulte khulte khulte hoth jud gaye
khulte khulte hoth jud gaye
aaha ji aaha tote hi ud gaye aaha ji aaha tote hi ud gaye
chachi akad gayi ji chachi bigad gayi ji hath pakad gayi
chachi akad gayi ji chachi bigad gayi ji hath pakad gayi
chacha darne laga ji aahe bharne laga ji paiya padne laga
chacha darne laga

chachu ka dil huya thikane chachu ka dil huya thikane
ruthi chachi laga manane ruthi chachi laga manane
aaha ji aaha chachi na mane aaha ji aaha chachi na mane
chachi akad gayi ji chachi bigad gayi ji hath pakad gayi
chachi akad gayi ji chachi bigad gayi ji hath pakad gayi
chacha darne laga ji aahe bharne laga ji paiya padne laga
chacha darne laga
Chunak Chunak
Lyricist: Shakeel Badayuni
Tag: Hindi
Video:
chhunak chhunak thunak thunak
chhunak chhunak thunak thunak
ta tha thaiya ta tha thaiya
ta tha thaiya ta tha thaiya
chhunak chhunak thunak thunak
chhunak chhunak thunak thunak
ta tha thaiya ta tha thaiya
ta tha thaiya ta tha thaiya

zindgani rut suhani
pyar ki kahani ji pyar ki kahani
zindgani rut suhani
pyar ki kahani ji pyar ki kahani
kya karegi zindagi jo dil kahin machal gaya
kya karegi zindagi jo dil kahin machal gaya
ta tha thaiya ta tha thaiya
ta tha thaiya ta tha thaiya
chhunak chhunak thunak thunak
chhunak chhunak thunak thunak
ta tha thaiya ta tha thaiya
ta tha thaiya ta tha thaiya

ye nazare ye ishare
ban gaye sahare ji ban gaye sahare
ye nazare ye ishare
ban gaye sahare ji ban gaye sahare
jab nigahe mil gayi to dil pe waar chal gaya
jab nigahe mil gayi to dil pe waar chal gaya
ta tha thaiya ta tha thaiya
ta tha thaiya ta tha thaiya
chhunak chhunak thunak thunak
chhunak chhunak thunak thunak
ta tha thaiya ta tha thaiya
ta tha thaiya ta tha thaiya

ye adaye dil lubhaye
khud ko bhul jaye ji khud ko bhul jaye
ye adaye dil lubhaye
khud ko bhul jaye ji khud ko bhul jaye
kuch khabar nahi hai aur dil se dil badal gaya
kuch khabar nahi hai aur dil se dil badal gaya
ta tha thaiya ta tha thaiya
ta tha thaiya ta tha thaiya
chhunak chhunak thunak thunak
chhunak chhunak thunak thunak
ta tha thaiya ta tha thaiya
ta tha thaiya ta tha thaiya
Pyari Meri Ram Dulari
Singer: Manoj Kumar
Lyricist: Shakeel Badayuni
Tag: Hindi
Video:
pyari meri ram dulari pyari meri ram dulari
haye yahi meri duniya sari yahi meri duniya sari
pyari meri ram dulari pyari ki aankhe dekho haye pyari ki
aaye haye haye pyari ki aankhe dekho
jhilmukhi pankhe dekho aaye haye
pankhe dekho jhilmukhi pankhe dekho
pyari meri ram dulari pyari meri ram dulari
haye yahi meri duniya sari

pyari ke gal dekho ji pyari ke gal dekho
pyari ke gal dekho haye pyari ke
aaye haye haye pyari ke gal dekho ji
tmatar lal dekho aaye haye lal dekho
ji tmatar lal dekho pyari meri ram dulari
jiyo meri ram dulari haye pyari meri ram dulari

sabse pehle mai iski nak ka diwana huya
sabse pehle mai iski nak ka diwana huya
sabse pehle mai iski nak ka diwana huya
jab nigahe mili meshur ye afsana haye haye
jab nigahe mili meshur ye afsana huya
phir apni mummy se puchh pyari meri ram dulari
jiyo meri ram dulari haye pyari meri ram ram dulariya

gori ke hoth dekho ji gori ke hoth dekho
gori ke hoth dekho aaye haye haye
gori ke hoth dekho ji hari bhari shont dekho ji
aaye haye haye shont dekho ji
hare bhare shont dekho pyari meri ram dulari
jiyo meri ram dulari haye pyari meri ram ram dulari

pyari suratiya man ko bhaye lubhaye
pyari suratiya man ko bhaye lubhaye
aisi suratiya jaisi muratiya aisi suratiya jaisi muratiya
pyari suratiya man ko bhaye lubhaye
pyari suratiya man ko bhaye pyari meri ram dulari
jiyo meri ram dulari haye pyari meri ram ram dulariya
ram dulariya ram dulariya
Main Gun Gaau Tera
Lyricist: Shakeel Badayuni
Tag: Hindi
Video:
main gun gaau tera
main gun gaau tera tu hi shyam mera
jale jyot jag me mere ghar andhera
tu hi shyam mera aa tu hi shyam mera

nasibo ki maari kahan aur jaye
kahan aur jaye
ye sansaar ki laaj kahan tak nibhaye
kahan tak nibhaye
zamana na samjhe jo hai haal mera
jale jyot jag me mere ghar andhera
tu hi shyam mera aa tu hi shyam mera

bhalayi ke badle mili hai burai
mili hai burai
bani main tamasha huyi jag hansai
huyi jag hansai
samajh me na aaya ye insaaf tera
jale jyot jag me mere ghar andhera
tu hi shyam mera aa tu hi shyam mera
Haal Kar Diya
Lyricist: Shakeel Badayuni
Tag: Hindi
Video:
haal ye kar diya zalin tere tadpane ne
tere tadpane ne
aag daman me laga li tere diwane ne
tere diwane ne
aag daman me laga li

ye bhi dar lagta hai badnam na ho jaye kahi
ye bhi dar lagta hai badnam na ho jaye kahi
pyar ki baate jo
pyar ki baate jo sun li kisi begane ne
kisi begane ne
aag daman me laga li tere diwane ne
tere diwane ne
aag daman me laga li

jite rahna teri chahat me koi khel nahi
jite rahna teri chahat me koi khel nahi
maar dala mujhe
maar dala mujhe zalim tere samjhane ne
tere samjhane ne
aag daman me laga li tere diwane ne
tere diwane ne
aag daman me laga li

ji to kahta hai ke ji bhar ke tujhe pyar karu
ji to kahta hai ke ji bhar ke tujhe pyar karu
par mujhe rok liya
par mujhe rok liya hai mere sharmane ne
mere sharmane ne
aag daman me laga li tere diwane ne
tere diwane ne
aag daman me laga li

rut nayi aayi hai aa pyar ke din aaye hai
rut nayi aayi hai aa pyar ke din aaye hai
aur bhi kar diya
aur bhi kar diya jadu tere sharmane ne
tere sharmane ne
aag daman me laga li tere diwane ne
tere diwane ne
aag daman me laga li
Aayi Aayi Bahaar
Lyricist: Shakeel Badayuni
Tag: Hindi
Video:
aayi aayi bahar aaj re aayi aayi bahar aaj re
kar ke solha singar aaj re kar ke solha singar aaj re
aayi aayi bahar aaj re aayi aayi bahar

o koi jit gaya ji koi jit gaya
o koi har gaya ji koi har gaya
dil kahe bar bar aaj re dil kahe bar bar aaj re
kar ke solha singar aaj re kar ke solha singar aaj re
aayi aayi bahar aaj re aayi aayi bahar

o koi gane laga ji koi gane laga
o koi rone laga ji koi rone laga
ha man ke apni har aaj re man ke apni har aaj re
kar ke solha singar aaj re kar ke solha singar aaj re
aayi aayi bahar aaj re aayi aayi bahar

o koi tadpe waha ji koi tadpe waha
bole payal hamar aaj re bole payal hamar aaj re
kar ke solha singar aaj re kar ke solha singar aaj re
aayi aayi bahar aaj re aayi aayi bahar
Tha Thaiya Karte Aana
Lyricist: Shakeel Badayuni
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Panchayat/Ta-Thaiya-Karte-Aana/FwwfATZ7BXU
Video:
tha thaiya karte aana
oye jadugar more saiya
mere dil ki lagi bhujana
oye jadugar more saiya
tha thaiya karte aana

tum samne to aa jao
de denge dil nazrana
dil kya hai jaan bhi le
aa jana karke bhana
ab aao na sharmao na
aa jao na tadpao na
tha thaiya karte aana
oye jadugar more saiya
mere dil ki lagi bhujana
oye jadugar more saiya tha thaiya

nazaro me sama to chuke ho
ab dil me kar lo bsera
sb jane tu hi na jane
mai teri hu tu mera
nazaro me sama to chuke ho
ab dil me kar lo bsera
ab aao na sharmao na
aa jao na tadpao na
tha thaiya karte aana
oye jadugar more saiya
mere dil ki lagi bhujana
oye jadugar more saiya tha thaiya

mai sadke un raho ke
jin raho se vo aaye
mai mangu yahi duvaye
ye rahe kam ho jaye
ab aao na sharmao na
aa jao na tadpao na
tha thaiya karte aana
oye jadugar more saiya
mere dil ki lagi bhujana
oye jadugar more saiya tha thaiya
Gore Gore Mukhde Pe
Music: Iqbal
Lyricist: Farooq Qaiser
Tag: Hindi
Video:
gore gore mukhde pe ha ha til kala kala
are maar dala are maar dala
are maar dala are maar dala
mithi mithi baaten aur dil kala kala
are maar dala are maar dala
are maar dale are maar dala
are maar dale dala are maar dala
gore gore mukhde pe ha ha til kala kala
gore gore mukhde pe ha ha til kala kala

ye mast najar uth gayi jidhar
sab ne dil tham liya ki tera naam liya
hosh baaki na raha koi sakhi na raha
jaam par jaam chale chand taro pe chale
phul armaa ke khile aaj do dil jo mile
jab huye mil ke juda, aayi hai dil ki sadaa
are maar dala are maar dala
are maar dala are maar dala
are maar dala are maar dala
are maar dala are maar dala
mithi mithi baaten aur dil kala kala
mithi mithi baaten aur dil kala kala

ae mere jadugaro baat matlab ki karo
aankh pyaari hai to kya julf kali hai to kya
husan sabkuch hi nahi ishk hai sabse hasi
sach hai ulfat ki kasam, bewafa ho tum ho sanam
ab khushamat na kao kuch khuda se bhi daro
pyaar jab tumne kiya dil ghabrake kaha
are maar dala are maar dala
are maar dala are maar dala
are maar dala are maar dala
gore gore mukhde pe ha ha til kala kala
gore gore mukhde pe ha ha til kala kala
Baadlo Bijiliyo Baadlo
Music: Iqbal
Lyricist: Tabish Kanpuri
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Fauladi-Mukka/Baadlon-Bijaliy
badlo bijliyo badlo bijliyo mita do ye kala kanun
mita do ye kala kanun insan ke hatho hoga kab tak
insano ka khun mita to ye kala kanun
mita do ye kala kanun badlo bijliyo

ghum rahi hai aankho me barbadi ki tasvire
sab kuch to hai tumhare bas me
badal do phir takdire insan ki izzat rakh lo
kar do shaitano ka khun mita to ye kala kanun
mita do ye kala kanun badlo bijliyo
badlo bijliyo

mai to hu majbur magar kya tum bhi ho majbur
agar nahi majbur to kar do meri mushkil dur
bedard karenge kab tak dil ke armano ka khun
mita to ye kala kanun mita do ye kala kanun
badlo bijliyo

pyar ka deep bujhne na dena kabhi
sar mohabbat ka jhukne na dena kabhi
mera mahbub jakda hai janjir me
der kyu hai duao ki kafir me
koi kab tak sahega ye julmo sitam
badlo bijliyo tumko meri kasam
tumko meri kasam tumko meri kasam
Bam Bam Bambola
Music: Iqbal
Lyricist: Saba Fazli
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Fauladi-Mukka/Badra-Se-Barse-
wo uthi kali ghata wo chali mast hawa ho
wo uthi kali ghata chanan chanan baje haye
chanan chanan chanan chanan baje haye
chanan chanan meri payal me sakhi
dil ki dhadkan hai chupi chanan chanan baje haye
chanan chanan chanan chanan baje haye
chanan chanan jidd hai mahki hui
chal hai bahki hui uff ye mausam ka nasha
dil mera jhum utha jane kya hone laga
mujhko bata de koi bikhre hue khwabo ko
saja de koi tan man me dhadkan me
kaun shamaya chanan chanan baje haye
chanan chanan chanan chanan baje haye
chanan chanan

meri payal me sakhi dil ki dhadkan hai chupi
chanan chanan baje haye chanan chanan
chanan chanan baje haye chanan chanan
wo uthi kali ghata wo chali mast hawa ho
wo uthi kali ghata ye rut ye shama
dil ki dhadkan hai jawa bahki bahki hai najar
kisko hai apni khabar aaj har chiz se begana hui jati hu
ek chalka hua paymana hui jati hu
tan man me dhadkan me kaun shamaya
chanan chanan baje haye chanan chanan

meri payal me sakhi dil ki dhadkan hai chupi
chanan chanan baje haye chanan chanan
chanan chanan baje haye chanan chanan
wo uthi kali ghata wo chali mast hawa ho
wo uthi kali ghata saje dil jag utha
cha gaya or nasha jindagi jhum uthi
ha najar chum uthi jindagi pyar ke sache me
dhali jati hai ek nayi shama mere dil me
jali jati hai tan man me dhadkan me kaun shamaya
chanan chanan baje haye chanan chanan

meri payal me sakhi dil ki dhadkan hai chupi
chanan chanan baje haye chanan chanan
chanan chanan baje haye chanan chanan
wo uthi kali ghata wo chali mast hawa ho
wo uthi kali ghata
Ankho Ke Jaam Layi Hu
Music: Iqbal
Lyricist: Saba Fazli
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Fauladi-Mukka/Aa-Balma-Bas/Fj
aankho ke jam layi hu dil ka paygam layi hu
mausam hasi hai tu dilnashi hai banke bahar aayi hu
aankho ke jam layi hu dil ka paygam layi hu
mausam hasi hai tu dilnashi hai
banke bahar aayi hu aankho ka jam layi hu

aankho ki mastio me ik bar phir se kho jao
apna banao kisi ko na tu kisi ka hoja
aankho ki mastio me ik bar phir se kho jao
apna banao kisi ko na tu kisi ka hoja
aankho ke jam layi hu dil ka paygam layi hu
mausam hasi hai tu dilnashi hai
banke bahar aayi hu aankho ka jam layi hu

kal ka hai kya bharosha kal aaye na aaye
ye jindagi usi ki gum me jo muskuraye
kal ka hai kya bharosha kal aaye na aaye
ye jindagi usi ki gum me jo muskuraye
aankho ke jam layi hu dil ka paygam layi hu
mausam hasi hai tu dilnashi hai
banke bahar aayi hu aankho ka jam layi hu
sagar bhare hue hai aur rat dhal rahi hai
sargum bekhabar hai aur shama jal rahi hai

sagar bhare hue hai aur rat dhal rahi hai
sargum bekhabar hai aur shama jal rahi hai
aankho ke jam layi hu dil ka paygam layi hu
mausam hasi hai tu dilnashi hai
banke bahar aayi hu aankho ka jam layi hu
Nadan Hai Samjthe Nahi
Music: Iqbal
Lyricist: Saba Fazli
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Fauladi-Mukka/Naadan-Hain-Sam
wo uthi kali ghata wo chali mast hawa ho
wo uthi kali ghata chanan chanan baje haye
chanan chanan chanan chanan baje haye
chanan chanan meri payal me sakhi
dil ki dhadkan hai chupi
chanan chanan baje haye chanan chanan
chanan chanan baje haye chanan chanan
jidd hai mahki hui chal hai bahki hui
uff ye mausam ka nasha dil mera jhum utha
jane kya hone laga mujhko bata de koi
bikhre hue khwabo ko saja de koi
tan man me dhadkan me kaun shamaya
chanan chanan baje haye chanan chanan
chanan chanan baje haye chanan chanan

meri payal me sakhi dil ki dhadkan hai chupi
chanan chanan baje haye chanan chanan
chanan chanan baje haye chanan chanan
wo uthi kali ghata wo chali mast hawa ho
wo uthi kali ghata ye rut ye shama
dil ki dhadkan hai jawa bahki bahki hai najar
kisko hai apni khabar aaj har chiz se begana hui jati hu
ek chalka hua paymana hui jati hu
tan man me dhadkan me kaun shamaya
chanan chanan baje haye chanan chanan

meri payal me sakhi dil ki dhadkan hai chupi
chanan chanan baje haye chanan chanan
chanan chanan baje haye chanan chanan
wo uthi kali ghata wo chali mast hawa ho
wo uthi kali ghata saje dil jag utha
cha gaya or nasha jindagi jhum uthi
ha najar chum uthi jindagi pyar ke sache me
dhali jati hai ek nayi shama mere dil me
jali jati hai tan man me dhadkan me kaun shamaya
chanan chanan baje haye chanan chanan

meri payal me sakhi dil ki dhadkan hai chupi
chanan chanan baje haye chanan chanan
chanan chanan baje hayechanan chanan
wo uthi kali ghata wo chali mast hawa ho
wo uthi kali ghata
Aaja Re Aaja Piya Tadpe
Music: Iqbal
Lyricist: Akhtar Romani
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Fauladi-Mukka/Aaja-Re-Aaja-Pi
aaja re aaja aaja re aaja piya tadpe jiya
tere pyar me aaja re aaja piya tadpe jiya
tere pyar me dekh liya hai dil ko jalake
dard mila hai chain gawake
rang nahi hai bahar me
aaja re aaja piya tadpe jiya
tere pyar me aaja re aaja piya tadpe jiya
tere pyar me

pyar me dil ne kya chaha tha
kya paya hai kya manga tha
bite hai din intzar me
aaja re aaja piya tadpe jiya
tere intzar me
aaja re aaja piya tadpe jiya
tere pyar me

khwab hamara tut na jaye
saz se nagma ruth na jaye
dil ki sada hai pukar me
aaja re aaja piya tadpe jiya
tere pyar me
aaja re aaja piya tadpe jiya
tere pyar me
suno ramzan ki daastan
Singer: Mohammad Rafi
Lyricist: Hasrat Jaipuri
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Alam-Ara/Suno-Ramzan-Ki-Dasta
suno ramjan ki dasta to suno
rahmato ka baya hai baya to suno
rahmato ka baya hai baya to suno
ladka tha ek sahar me jo husn bemisal
kamsin tha jiski umar thi samjho ki sat sala
ramjan ke jo chand pe uski najar padi
uske bhi dil me roze ki ek aarzu jagi
roza rakhunga mai bhi ye ma bap se kaha
sahri karunga mai bhi jaga dena tum jara
suno ramjan ki dasta to suno
rahmato ka baya hai baya to suno
rahmato ka baya hai baya to suno

ladke ki bat sunli magar kuch nahi kaha
ladka subah utha to hua unse wo khafa
samjhaya ma ne bap ne aye mere gulshita
roza nahi hai farz abhi tujhpe meri ja
nanhe se dil ko bat ka sadma bada hua
maa se kaha kuran me kahta hai ye khuda
roze ke bhukh pyas jo hasti uthayegi
us rozedar ko na ye to jakh jalayegi
kuran jisme utra suno wo mahina hai
tauba kabul karta khuda wo mahina hai
suno ramjan ki dasta to suno
rahmato ka baya hai baya to suno
rahmato ka baya hai baya to suno

aayi jo sar pe rat to wo jagta raha
shahri bhi karli chupke se khush hoke so gaya
utha subah to maa se kaha sara majra
maa ne bade hi pyar se usse ye kaha
roza na rakh sakega ye jidd chhod maan ja
de dungi apna roza tujhe mere dilruba
todunga mai na roza kabhi kuch na khaunga
akhir khuda ko kis tarah ye muh dikhaunga
maa ne kaha ki bukh lagi hogi ladle
garmi hai tujhko pyas lagi hogi ladle
kahne laga ki chahe jami par ho aftab
pani ka ek katra pina bada azab
suno ramjan ki dasta to suno
rahmato ka baya hai baya to suno
rahmato ka baya hai baya to suno

almukta sar jo gayi aa gayi asar
wo pyas jaan le gayi pathra gayi najar
maa ne kaha ki haye mera lal chal diya
iftari jo banai thi wo bhi na kha saka
roze ka waqt ho gaya lekin kaha hai wo
ab to khuda ki rah me aakhir rawa hai wo
itne me ek fakir ne aakar ye di sada
mai bhi hu rozedar ki lelo meri dua
jo kuch bhi paas ho mujhe khana khilayiye
matam ye kaisa hai jara itna batlayiye
aankho se aasuo ka janaza gujar gaya
maa bap dono bole ki bacha hi mar gaya

bola fakir ki mujhko khudara batao tum
lash kaha hai bete ka mujhko dikhao tum
sahil me lash dekh ke na jane kya padha
murde ke dil pe hath rakha or di sada
masum rozedar ki ab roza khol tu
kab tak yu chup rahega jara muh se bol tu
itna hi sunke bache ne fir aankh khol di
maa mamta ki mari thi usse lipat gayi
sahil nahi tha wo farishta khuda ka tha
bache ko jinda karke jo rupesh ho gaya
aati hai insan pe imtiha ki ghadi
allah pe jan de de wo marta nahi kabhi
marta nahi kabhi marta nahi kabhi marta nahi kabhi
zamane ki bate zamana hi jane
Lyricist: Hasrat Jaipuri
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Alam-Ara/Zamane-Ki-Baten/CSwC
zamane ki bate zamana hi jane
mohabbat ke jalwe lutane ke din hai
mohabbat ke jalwe lutane ke din hai
din hai lutane ke din hai
ji din hai lutane ke din hai
jo hoga wo hoga salamat raho tum
jo hoga wo hoga salamat raho tum
khuda ki kasam muskurane ke din hai
khuda ki kasam muskurane ke din hai
din hai lutane ke din hai
aji din hai lutane ke din hai
jo hoga wo hoga salamat raho tum

ye raat kya hai tumhari najar ka kajal hai
aji kajal hai
ye chand kya hai tumhari hasin payal hai
aji payal hai payal hai
ye kehkasha bhi tumhara hi sokh aachal hi
ye falak kya hai tumhara hi ujla saya hai
saya hai aji haan saya hai
khuda tumko rakhe hai jab tak ye aalam
khuda tumko rakhe hai jab tak ye aalam
tumhare to mauje manane ke din hai
tumhare to mauje manane ke din hai
din hai lutane ke din hai
ji din hai lutane ke din hai
jo hoga wo hoga salamat raho tum

husn ka naaz ho tum ek andaz ho tum
ishk ka raaz ho tum dil ki aawaz ho tum
dil ki aawaz ishk ka raaz ek andaz husn ka naaz
husn ka naaz ho tum ek andaz ho tum
tumpe kurban kare dil to kya jaan kare
tumpe kurban kare dil to kya jaan kare
dil to kya jan kare dil to kya jaan kare
aji dil to kya jaan kare
tumhare hi dam se hai sari bahare
tumhare hi dam se hai sari bahare
tumhare abhi gul khilane ke din hai
tumhare abhi gul khilane ke din hai
din hai lutane ke din hai
aji din hai lutane ke din hai
jamane ki bate zamana hi jane
zamane ki bate zamana hi jane
parwadigaraa
Lyricist: Kaifi Azmi
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Alam-Ara/Parwardigara/LwtGdA5
parwardgara parwaradgara parwardgara parwaradgara
hum besaharo ka tu hi sahara hum besaharo ka tu hi sahara
parwardgara parwaradgara parwardgara parwaradgara
rahmat ko apne kar de ishara kar de ishara
sailab ho jaye aalam sara sailab ho jaye aalam sara
parwardgara parwaradgara parwardgara parwaradgara

bago se nikle phal phul fir se phal phul fir se
bago se nikle phal phul fir se phal phul fir se
kheto me jhume fasle dobara kheto me jhume fasle dobara
parwardgara parwaradgara parwardgara parwaradgara

kaise duboyegi usko ye dunia kaise duboyegi usko ye dunia
usko ye dunia usko ye dunia tu dega maula jisko kinara
tu dega maula jisko kinara parwardgara parwaradgara
parwardgara parwaradgara

barse barse barse barse barse jhama jham rahmat ke badal
barse jhama jham rahmat ke badal rahmat ke badal rahmat ke badal
pyaso ko jhume lahrake dhara pyaso ko jhume lahrake dhara
parwardgara parwaradgara parwardgara parwaradgara
hum besaharo ka tu hi sahara hum besaharo ka tu hi sahara
parwardgara parwaradgara parwardgara parwaradgara
rahmat ka tamasha
Lyricist: Kaifi Azmi
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Alam-Ara/Rahmat-Ka-Tamasha/Bz
rahmat ka tamasha tu zamane ko dikha de
rahmat ka tamasha tu zamane ko dikha de
is tah ki gul naj ae guljar bana de
is tah ki gul naj ae guljar bana de
tu guljar bana de tu guljar bana de
rahmat ka tamasha tu zamane ko dikha de
rahmat ka tamasha tu zamane ko dikha de

tu kya hai shabnam bani shola
shabnam bani shola shabnam bani shola
tu kya hai sabnam bani shola
shabnam bani shola shabnam bani shola
tu chahe to har shole me ek phul khila de
tu chahe to har shole me ek phul khila de

chahega bachana to bacha lega wo hamko
bacha lega wo hamko bacha lega wo hamko
chahega bachana to bacha lega wo hamko
bacha lega wo hamko bacha lega wo hamko
lilha ko jalana hai to sau baar jala de
lilha ko jalana hai to sau baar jala de

dehke hue angaare use chhu nahi sakte
use chhu nahi sakte
dehke hue angaare use chhu nahi sakte
use chhu nahi sakte
wo keemat kya hai jise khush hoke uda de
wo keemat kya hai jise khush hoke uda de
khush hoke uda de khush hoke uda de
hum dono kabutar hote
Singer: Mohammad Rafi
Lyricist: Kaifi Azmi
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Alam-Ara/Hum-Donon-Kabutar-Ho
hum dono kabutar hote agar
ek sath hawa me udte firte hum
hum dono kabutar hote agar
ek sath hawa me udte firte hum
oji kabutar haji haji kabutar
oji kabutar hum dono kabutar hote agar
ek sath hawa me udte firte hum
hum dono kabutar hote agar

dushman ki mundero pe aksar
tu ud ke na baitha kari agar
tu ud ke na baitha kari agar
kyu fasti jal me dushman ke
kyu fasti jal me dushman ke
kyu tere par katarte katarte
hum dono kabutar hote agar
ek sath hawa me udte firte hum
hum dono kabutar hote agar

mere dil ke chhaje pe
ek roz tu aakar baith jara
ek roz tu aakar baith jara
mat dur se choch dikha
mat dur se choch dikha
kahta hu mai tujhse darte darte
hum dono kabutar hote agar
ek sath hawa me udte firte hum
hum dono kabutar hote agar
ek sath hawa me udte firte hum
oji kabutar haji haji kabtar