When you examine the lives of the most influential people who have ever walked among us, you discover one thread that winds through them all. They have been aligned first with their spiritual nature and only then with their physical selves -Albert Einstein
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.
umar meri baali lachku main jaise daali
gaalo pe mere laali sawariya re
umar meri baali lachku main jaise daali
gaalo pe mere laali sawariya re
nain mere kaatil to zaalim adayen
chaal meri aise ki hosh ud jaye
rang gora gora gulabi gulabi
jisko bhi chahe bana de sharabi
jaanewafa aankh mila jaanewafa aankh mila
nahi nahi nahi nahi
umar meri baali lachku main jaise daali
gaalo pe mere laali sawariya re
umar meri baali lachku main jaise daali
gaalo pe mere laali sawariya re
pyar bhare mausm ke chanchal ishaare
laut ke na aayenge fir ye nazare
raat bhi jawan hai sama bhi suhana
aaj bairi mujhse na nazre churana
raat dhale dour chale raat dhale dour chale
nahi nahi nahi nahi
umar meri baali lachku main jaise daali
gaalo pe mere laali sawariya re
umar meri baali lachku main jaise daali
gaalo pe mere laali sawariya re
chand sa hai mukhda suhana suhana
pyar mere bas me bas me zamana
rang bhare sapno me halchal macha de
jaam koi masti ka bhar ke pila de
kahne lagi dil ki pari kahne lagi dil ki pari
nahi nahi nahi nahi
umar meri baali lachku main jaise daali
gaalo pe mere laali sawariya re