sanchi kaho mose balma sanchi kaho mose balma
kal ko roko jo ye jahan
kya fir bhi sajna hamse pyar karogo
ho hamse hamse pyar karoge
jab tak mohabbat hai maharban
kaise rokega ye jahan hamko a janejan
tumse pyar karenge tumse pyar karenge
mano ek din mai tumse bekhata aise yu hi rut jau piya
mano ek din mai mano ek din mai tumse bekhata
aise yu hi rut jau piya kal aane ka vada to karu
vada karke to phir na aau piya
to ham sanam thadap thadap tera intjar karenge
jab tak mohabbat hai maharban
sanchi kaho mose balma
o kahi aao tum mai banwari khidki tak na aa sakun daud ke
kahi ao tum o kahi na aao tum mai banwari
khidki tak na aa sakun daud ke soi rah jau mai hari thaki
gore mukh pe aanchra odh ke
to ham sanam machal machal teri hi pukar karenge
sachi kaho balma jab tak mohabbat hai maharban
kaise rokega ye jahan hamko a janejan
kya phir bhi sajna hamse pyar karenge
tumse pyar karenge ho hamse hamse pyar karoge
tumse pyar karenge
ho rama re ho
tum aise hay tum aise, bse more naain
tum aise bse more naain
ki ab kachhu sujhat naahi
hay ki ab kachhu sujhat naahi
tum aise bse more naain
hay tum aise bse more naain
ki ab kachhu sujhat naahi
hay ki ab kachhu sujhat naahi
aisa khoya hain tumpe ye manwa
aaye ho jabse more anganawa
aisa khoya hain
aisa khoya hain tumpe ye manwa
aaye ho jabse more anganawa
jaane jaane din hain ki rain
ki ab kachhu sujhat naahi
hay ki ab kachhu sujhat naahi
tadfat hu kab se ab na tadpao
pyaar se hans ke galva lag jaao
tadfat hu
tadfat hu kabse ab na tadpao
pyaar se hanske garva lag jaao o re
o re jiyara ke chain, ki ab sujhat nahi
hay ki ab kachhu sujhat naah
tum aise hay tum aise, bse more nain
tum aise bse more naain
ki ab kachhu sujhat naahi
hay ki ab kachhu sujhat naahi
dil ka suna saz tarana dhundhega
dil ka suna saz tarana dhundhega
teer-e-nigah-e-naz nishana dhundhega
mujhko mere bad jamana dhundhega
dil ka suna saz tarana dhundhega
teer-e-nigah-e-naz nishana dhundhega
mujhko mere bad jamana dhundhega
dil ka suna saz tarana dhundhega
log mere khwabo ko churake
dalenge afsano me
mere dil ki aag bategi
dunia ke parwano me
waqt mere geeto ka khazana dhudhega
dil ka suna saz tarana dhundhega
teer-e-nigah-e-naz nishana dhundega
sathi mujhko yad karenge
bhigi bhigi shamo me
lekin ek masum sa dil bhi
in sare hungamo me
chup chup rone ka bahan dhudhega
dil ka suna saz tarana dhundhega
teer-e-nigah-e-naz nishana dhundega
ho aas ka suraj sath rahega
jab sanso ki raho me
gum ke andhere chat jaenge
manjil hogi baho me
pyara tadapte dil ki ka thikana dhundega
dil ka suna saz tarana dhundhega
teer-e-nigah-e-naz nishana dhundhega
are mujhko mere bad jamana dhundhega
dil ka suna saz tarana dhundhega
are chup kyu ho gayi gaao na
na na na
tum samjho to accha hai
main bolun to kya bolun
tum samjho to accha hai
main bolun to kya bolun
bolo, bolo, bolo, bolo
tumse hi jawani hai
ye duniya suhaani hai
meri jaan tum ye kya jaano
kya kah rahi hai aap
tum samjho to accha hai
main bolun to kya bolun
tum samjho to accha hai
main bolun to kya bolun
hoke diwana main kaise luta
dil se mere tum ye puchho jara
hoke diwana main kaise luta
dil se mere tum ye puchho jara
kahta hai ye mera dil
meri hai yahi manjil
meri jaan tum ye kya jaano
tum bolo to accha hai
main bolun
na na na tum samjho to
achha hai
baanho me le lo ye mahka badan
tum ho meri tum ko jaane chaman
baanho me le lo ye mahka badan
tum ho meri tum ko jaane chaman
chhina hai hajaaro se
maanga hai bahaaro se
meri jaan tum ye kya jaano
tum bolo to accha hai
main bolun to kya bolun
mere man pawan sang ud chal tu ud chal
mere man pawan sang ud chal tu ud chal
ik bar mujhe le chal tu waha
mera khoya hua bachpan ho jaha
chal tu ud chal
mere man pawan sang ud chal tu ud chal
mere man pawan sang ud chal
are o kari badariya ari o kari badariya
meri ban ja chunariya
mai bhi jhum jhum jhum lahrau
mai bhi jhum jhum jhum lahrau
bhiga aanchal
mere man pawan sang ud chal tu ud chal
mere man pawan sang ud chal tu ud chal
ari o phulo ki dalo ari o phulo ki dalo
zara palke jhukalo
yu na ghur ghur ghur ke dekho
yu na ghur ghur ghur ke dekho hoke pagal
mere man pawan sang ud chal tu ud chal
mere man pawan sang ud chal tu ud chal
ik bar mujhe le chal tu waha
mera khoya hua bachpan ho jaha
chal tu ud chal
mere man pawan sang ud chal tu ud chal
mere man pawan sang ud chal
zindagi me sada muskurate raho
zindagi me sada muskurate raho
muskurane se ghum pass aata nahi
zindagi me sada muskurate raho
muskurane se ghum pass aata nahi
kya haqiqat hai gulshan me us phul ki
kya haqiqat hai gulshan me us phul ki
jo baharo ka daman sajata nahi
zindagi me sada muskurate raho
wo fasana bano jo kahe har jaba
geet aisa bano jisko gaaye jahan
wo fasana bano jo kahe har jaba
geet aisa bano jisko gaaye jahan
dard ke saaz par jisko gaana pade
dard ke saaz par jisko gaana pade
aisa nagma koi gungunata nahi
zindagi me sada muskurate raho
aane walo ghumo ka ho ghum kisliye
hum kare apni aankho ko nam kisliye
aane walo ghumo ka ho ghum kisliye
hum kare apni aankho ko nam kisliye
jo sitara andhero se darta rahe
jo sitara andhero se darta rahe
roshni banke wo jagmagata nahi
zindagi me sada muskurate raho
muskurane se ghum pass aata nahi
zindagi me sada muskurate raho
ae najmi ae gulbadan dekh mere paas me
irane khalicha hai
irane khalicha hai gulo ka baagicha hai
bhede hai bakriya hai bakre hai murgiya
tujhpe sab kurban punam sabmai dilojaan punam
tujhpe sab kurban punam sabmai dilojaan punam
kaha chali bewfa aa jara idhar to aa
kaha chali bewfa aa jara idhar to aa
ae najmi ae gulbadan
ae gulbadan
aaj se mai kaid hu allah allah julfo ki janjiro me
julfo ki janjiro me baho ki samsiro me
dil gya dillagi me lut gya mai aashiki me
dushame iman tu hi valle meri jan tu hi
dushame iman tu hi valle meri jan tu hi
kaha chali bewfa aa jara idhar to aa
kaha chali bewfa aa jara idhar to aa
ae najmi ae gulbadan
sab mujhe manjur hai chahe tu naukar bana
chahe tu naukar bana chahe tu shohar bana
jo kahe vo kar dikhau hukum de to mar bhi jau
wada se takrar na kar pyar se inkar na kar
kaha chali bewfa aa jara idhar to aa
kaha chali bewfa aa jara idhar to aa
ae najmi ae gulbadan