Nahin chahiye rang mahal
Na dhan daulat ki shaan
Hum to mange tujhse malik
Ek santosh ka daan
Ki ghar ghar mein khushali ho
Sada sukh ki haryali ho
Nahin chahiye rang mahal
Na dhan daulat ki shan
Hum to mange tujhse malik
Ek santosh ka daan
Tune humko janam diya hai
Tu hi palanhar
Teri daya se phule phale
Hum sab ka ghar sansar
Tune humko janam diya hai
Tu hi palanhar
Teri daya se phule phale
Hum sab ka ghar sansar
Nahin chahiye hire moti
Nahin chahiye hire moti
Na ratano ke haar
Hum to mange tujhse malik
Ek santosh ka daan
Sukh ke badale dukh dene ki
Ager bhawana teri
Dukh ko sahne ki sakti de
Yahi parathana meri
Sukh ke badale dukh dene ki
Ager bhawana teri
Dukh ko sahne ki sakti de
Yahi parathana meri
Kisi ke age hath na failaye
Apni mahnat ka sukh paye
Itna de wardan
Hum to mange tujhse malik
Ek santosh ka daan
Ki ghar ghar mein khushali ho
Sada sukh ki haryali ho
Nahin chahiye rang mahal
Na dhan daulat ki shaan
Hum to mange tujhse malik
Ek santosh ka daan.
chhamiya come shake your body chhamiya lets get on melody
chhamiya ye kismat futi jabse meri sanse
chhamiya come shake your body chhamiya lets get on melody
chhamiya ye kismat futi jabse meri sanse
mai chhamiya numbar one hu mai chhamiya etam bam hu
mai jab bhi kamar hilau mai chhamiya desi ram hu
aisa nasha hu jo chadh ke na utre
peene ko tarse diwane har din
jashan adhura jashan adhura
jashan adhura hai chhamiya ke bin
jashan adhura hai chhamiya ke bin
jashan adhura hai chhamiya ke bin
jashan adhura hai chhamiya ke bin
jashan adhura hai chhamiya ke bin
chandi ka gire dam mai aisa damakta hu sona
chhalva hu namak hu mai chale mujhpe na jadu tona
ja re ja diwane tu dikha na mujhe note
janu mai to janu teri niyat me hai khot
aisa nasha hai jo chadh ke na utre
peene ko tarse diwane har din
jashan adhura jashan adhura
jashan adhura hai chhamiya ke bin
jashan adhura hai chhamiya ke bin
jashan adhura hai chhamiya ke bin
mai chhamiya numbar one hu mai chhamiya etam bam hu
mai jab bhi kamar hilau mai chhamiya desi ram hu
raste se gujru to majnu bajate hai siti
mujhe jo na chakh paye uski to kismat hai phuti
nind udaye chain udaye resham ki choli
naina mere dage tere sine pe goli
aisa nasha hu jo chadh ke na utre
peene ko tarse diwane har din
jashan adhura jashan adhura
jashan adhura hai chhamiya ke bin
jashan adhura hai chhamiya ke bin
jashan adhura hai chhamiya ke bin
jashan adhura hai chhamiya ke bin
mai chhamiya numbar one hu mai chhamiya etam bam hu
mai jab bhi kamar hilau mai chhamiya desi ram hu
aisa nasha hu jo chadh ke na utre
peene ko tarse diwane har din
jashan adhura jashan adhura
jashan adhura hai chhamiya ke bin
jashan adhura hai chhamiya ke bin
jashan adhura hai chhamiya ke bin
jashan adhura hai chhamiya ke bin
jashan adhura hai chhamiya ke bin
chhamiya chhamiya chhamiya jabse meri sanse
chhamiya chhamiya jabse meri sanse
raat ko mere kamre me
ghus aya ek chor
wo tha jattha chatha hatha katha
ladaki me kamjor
achha ha
raat ko mere kamre me
ghus aya ek chor
wo tha jattha chatha hatha katha
ladaki me kamjor
dar ke mare chikh padi main
hoga itna shore
ki sapna tuta ho gayi bhor
ki sapna tuta ho gayi bhor
are are are are
raat ko mere kamre me
ghus aya ek chor
wo tha jattha chatha hatha katha
ladaki me kamjor
aake meri pahlu me wo, baith gaya chup chaap
main samjha uske man me, hoga koi baat
aake meri pahlu me wo, baith gaya chup chaap
main samjha uske man me, hoga koi baat
lekin wo to panv pakad, ke bola apne aap
premi hu main bandh le gori, hamse prem ki dori
ki sapna tuta ho gayi bhor
are are are are
raat ko mere kamre me
ghus aya ek chor
wo tha jattha chatha hatha katha
ladaki me kamjor
fir kya hua bolo, fir kya hua bolo
hay rabba hay rabba, hay rabba hay rabba
hay rabba hay rabba, hay rabba hay rabba
itna gora tha wo chhora, dudh ke jaise rang
dil ne chaha baate vaate kar le uske sang
itna gora tha wo chhora, dudh ke jaise rang
dil ne chaha baate vaate kar le uske sang
aur jab usne aankh dabai, rah gayi main to dang
raam duhai
main chillai chhod kalai, mat kar joram jor
ki sapna tuta ho gayi bhor
are are are are
raat ko mere kamre me
ghus aya ek chor
wo tha jattha chatha hatha katha
ladaki me kamjor
he he he he he
dil kahata hain pura kr le
dil ka har armaan
mil jaye yun ham tum jaise
do badan ek jaan
dil kahata hain, aaj milan ke
raat na dhalne paye
itana hamko pyar mile ki
aanchal hi fat jaye
banke dulhan mahke jivan
shahnai bhi gaye
pyas bujhegi janam janam ki
bole man ka mor
na sapna tute na ho bhor
na sapna tute na ho bhor
na sapna tute na ho bhor
are are are are
raat ko mere kamre me
ghus aya ek chor
wo tha jattha chatha hatha katha
ladaki me kamjor
dar mare chikh padi main
hoga itna shor
ki sapna tuta ho gayi bhor
ki sapna tuta ho gayi bhor
ki sapna tuta ho gayi bhor
pyar chalke halke halke saze dil chediye
paas aake gunguna ke kya hua dekhiye
pyar chalke halke halke saze dil chediye
paas aake gunguna ke kya hua dekhiye
aap hi zara sochiye aap hi zara sochiye
pyar chalke halke halke saze dil chediye
raat hansi pyar jawa dekha nahi aisa sama
tarse nazar jane jaha dil ko liye jaye kaha
raat hansi pyar jawa dekha nahi aisa sama
tarse nazar jane jaha dil ko liye jaye kaha
aap hi zara sochiye aap hi zara sochiye
pyar chalke halke halke saze dil chediye
paas aake gunguna ke kya hua dekhiye
pyar ki wo pahli kiran ab to mile mere sajan
tute mera gora badan kaise bhuje man ki agan
pyar ki wo pahli kiran ab to mile mere sajan
tute mera gora badan kaise bhuje man ki agan
aap hi zara sochiye aap hi zara sochiye
paas aao na pyas bujhao na maan jao na
yahi to zindagi hai tu lele maza
dil ko deta hai kyu ye saza
paas aao na pyas bujhao na maan jao na
yahi to zindagi hai tu lele maza
dil ko deta hai kyu ye saza
jane jaha dil se dil milne de
hai do dil jawa gul koi khilne de
yaar ke pyar me kya bura kya bhala
uff ye sama kal fir kaha o meherba
yahi to zindagi hai tu lele maza
dil ko deta hai kyu ye saza
dil bharta nahi ab kisi baat se
neend aati nahi ab kayi raat se
mai jiyu ya maru tu bata kya karu
jane jigar bas ek nazar kar de idhar
yahi to zindagi hai tu lele maza
dil ko deta hai kyu ye saza
aa tere liye mera man jalta hai
aa yu na jala tan badan jalta hai
thoda sa pyar de ya to ab maar de
paas aao na pyas bujhao na maan bhi jaao na
yahi to zindagi hai tu lele maza
dil ko deta hai kyu ye saza
diwane mera jo hain saval
doge uska jabav
tab to main tumhe, maan jaungi
diwani he karo jo bhi saval
dunga uska jabaav
fir jo main kahun, maan jaogi
diwane mera jo hain saval
doge uska jabav
tab to main tumhe, maan jaungi
diwani he karo jo bhi saval
dunga uska jabaav
fir jo main kahun, maan jaog
ji ha bilkul, to bolo meri bulbul
diwane diwani diwane diwani
jab koi mile aur aahe bhare
fir thame badhke aanchal ko
us waqt kaho kya koi kare
is rang rangile pagal ko
kuchh tum bhi badho, kuchh wo bhi badhe
aur hans ke gira do anchal ko
aa jaye maja dono ko jaara
sine se laga lo pagal ko
ha ye bhi jabav ho sakta hain
dil isse magar kho sakta hain
khota hain dil khone do
hangama jara sa hone do
ha hone do hagama
la la la la la la
diwani diwane diwani diwane
jata hu jaha aati hain waha
ek ladki pichhe pad gayi hain
chume hain kabhi noche hain kabhi
ab baat yaha tak badh gayi hain
he hairani tujhe kyu hone lagi
ye tere janam ka nata hain
chumegi tujhe nochegi tujhe
ye ladki teri mata hain
ha ye bhi jabaav ho sakta hain
dil isse magr ro sakta hain
rota hain dil rone de
hangama jara sa hone do
ha hone do hagama
ho ho ho ho bolo bolo
ho ho ho ho bolo bolo
ho ho ho ho bolo bolo
ho ho ho ho bolo bolo
diwane diwani diwane diwani
khate ho sada marne ki kasam
kya pyar tumhara asli hain
lagta hain milan ke baad pata
mardo ki molhabat nakli hain
ha ham log mare is baat pe ab
kya koi haseena asli hai
lagata hian milan ke baad pata
jis cheej ko chhu lo magar nakli hain
haa ye bhi jabaav ho sakta hain
magar isse dil jal sakta hain
jalta hain dil jalne do
hangama jara sa hone do
ha hone do hagama
diwani karo ulta saval
dunga ulta jabaav
tum kuchh bhi karo haar jaogi
diwani karo ulta saval
dunga ulta jabaav
tum kuchh bhi karo haar jaoge
ladki hain ya maton rol saari bate gol gol
ladka hain ya chikan rol
kyu bemurge bol bol
ladki namber ek hain
thodi si dil ki fenk hain
ham to jane ek baat
tu hain ladka bahiyaat
taane dena chhod de
rishta hamse jod le
laalch tujhpe laakh baar
ghar me jake laaine maar
roti kyu hain wo mehrbaan
gussa ho ki amma jaan
nani tujhko aai yaad
shahar ke gunde murda baad
bolo bolo bolo bolo
diwane tum to haare hujur
ham to jeete janab
ab jao main kahun maan jaogre
diwane tum to haare hujur
ham to jeete janab
ab jao main kahun maan jaogre
allah ho akbar allah ho akbar
allah ho akbar allah ho akbar
ashado no ilahey ille ille
ashado no ilahey ille ille
ashado no mohammad har rasul ilah
ashado no mohammad har rasul ilah
ae shah-e-madina meri bigdi ko bana do
majhdhar me naiya hai meri paar laga do
paar laga do
ae shah-e-madina meri bigdi ko bana do
majhdhar me naiya hai meri paar laga do
paar laga do
bedard hai zalim hain sitangar hai zamana
sunta hi nahi koi gham-e-dil ka fasana
tumse, tumse na kahe hum to kahe kise bata do
majhdhar me naiya hai meri paar laga do
paar laga do
duniya-e-mohabbat meri ho jaye na barbad
maula mere, aaka mere fariyad hai fariyad
zakhmi, zakhmi hai koi dil mere sar ka sifa do
majhdhar me naiya hai meri paar laga do
paar laga do
hai baad khuda aapka is dil ko sahara
hum par ho sitam aapka hoga na ganwara
raah me andhera hai koi shamma jala do
majhdhar me naiya hai meri paar laga do
paar laga do
ae shah-e-madina meri bigdi ko bana do
majhdhar me naiya hai meri paar laga do
paar laga do
aye mere mehbub meri zindagi aye mere mehbub meri zindagi
tu ager sath hai to dunia meri aye mere mehbub meri zindagi
aye mere mehbub meri zindagi sath hai tu fir bhi kyu darta hai dil
aye mere mehbub meri zindagi aye mere mehbub
hai ye daulat ke samaroh ka samma
rishto ke dushman riwazo ka jaha ho oo
ishq ke aage hai kya sahadat or takht
ye ishq sachayi hai jhutha hai samma dur hai dunia se dunia pyar ki
aye mere mehbub meri zindagi aye mere mehbub meri zindagi
aye mere mehbub dar hai ye dil ko katkta chhod ke
tum chale jao na tanha chhoad ke tujhko pane ki tamnna chhod ana
isse behtar ki jina chhoad du tere bin hai zindagi kya zindagi
aye mere mehbub meri zindagi aye mere mehbub meri zindagi
aye mere mehbub
pyar dulhan ki nazar jhukati hui pyar hai masum baccho ki hansi
pyar ke nagame hawa gane lagi mujh me kaise bekhudi chhane lagi
pyar hai ya koi hai jadugari aye mere mehbub meri zindagi
aye mere mehbub meri zindagi aye mere mehbub
hasino ka dastur hai ye nirala
jaha koi shisha mila tod dala
hasino ka dastur hai ye nirala
jaha koi shisha mila tod dala
hasino ka dastur, o aa
mohabbat me dhokha, wafao me dhokha
lagawat me dhokha, adao me dhokha
labo ka gulabi tabassum farebi
najar ki sharabi sadao me dhokha
andhero me lipta
andhero me lipta hua hai ujala
jaha koi shisha mila tod dala
hasino ka dastur, o aa
hasino ka dastur hai ye nirala
jaha koi shisha mila tod dala
hasino ka dastur, o aa
dil lagakar bewafa se
phir koi pachhtaye kyu
jisko dil pyara ho apna
is gali me aaye kyu
nahi hum kisi ke haqiqat yahi hai
kare kya ki apni to aadat yahi hai
dilo ka lubhana lubha kar mitana
humari gali ki tijarat yahi hai
na socha na samjha
na socha na samjha
na dekha na bhala
jaha koi shisha mila tod dala
hasino ka dastur, o aa
hasino ka dastur hai ye nirala
jaha koi shisha mila tod dala
tod dala, tod dala, tod dala, tod dala
tarsati hai didar ko meri aankhe
tarsati hai didar ko meri aankhe
tumhe rukh se parda uthana padega
nahi dil ko manjur duri tumhaari
tumhe ab mere paas aana padega
aana padega
nahi husn gustakh najro ka aadi
nahi husn gustakh najro ka aadi
nigahon ko pahale jhukana padega
bahut shokh hai dil ki dhadkan tumhari
adab apne dil ko sikhana padega
sikhana padega
tumhe rukh se parda uthana padega
nigahon ko pahale jhukana padega
bijali tufan abhi dil mein chhupaye rakhiye
aag sine mein agar hai to dabaye rakhiye
muft badnaam na ho jaye kahani apni
ishk ko apne jamane se bachaye rakhiye
khuda ke liye jhutha vada na kije
khuda ke liye jhutha vada na kije
ye vada kisi din nibhana padega
khuda ke liye jhutha vada na kije
ye vada kisi din nibhana padega
nibhana padega
tumhe rukh se parda uthana padega
nigahon ko pahale jhukana padega
jine ki ag dil me tamnna bhi chhod di
mehfil teri ja chodi to dunia bhi chhod di
zindagi tere zindagi tere dar pe fanna kar chale
aaj rasme mohabbat ada kar chale
zindagi tere dar pe fanna kar chale
aaj rasme mohabbat ada kar chale ada kar chale
admi apne bahar laye hai jinke kadmo se gul khilaye hai
teri raho me roshni ke liye unne dil se diye jalaye hai
pyar ke sare pyar ke sare pyar ke sare vade wafa kar gaye
aaj rasme mohabbat ada kar chale ada kar chale
zindagi tere dar pe fanna kar chale
aaj rasme mohabbat ada kar chale ada kar chale
dekho aaj hum ko ji bhar ke koi ata nahi fir mar ke
tumko ye zindagi mubarak ho hum to katraye arzu karke
hum jo dunia se chale jayege yad tujhko kabhi to ayenge
zindagi me to kabhi chain pa na sake
maut aye gi to chain payege gum mohabbat ke utha lenge
ashak piyege muskura lenge aach aye na tere daman par
aag sine me hum chupa lenge
ek jara tum gale laga lo hume hume hume
ek jara tum gale laga lo hume
maut ko hum gale laga lenge alvida alvida
alvida alvida alvida alvida alvida alvida
shankar bhagwan ki
jatao se awtarit pavitar ganga
bharat ki paawan bhumi pe bahti hui
jakar sagar se milti hia
wahi milan hai sagar sangum
or usi sangum ke kinare hai
bharat ka wo punay tirth
ganga sagar
gnga sagar par lagne wale mele me
dunia ke kone kone se sadhu sant mahatma
or sath sath aate hai papi chor
badmash or pakhandi bhi
ek mamata ganga ki dhara hai
ik mamta me jiwan sara
ganga ne fir wachan nibhaya hai
sagar me ganga shama jaye
to wo sagar sungum yaha
sagar sungum yaha
sagar sungum yaha
nanha sa tan nanhi si jan tujhme mere dono jaha
mai to hu mai to hu teri maa mere liye sab kuch hai tu
tere bina kya yaha nanha sa tan nanhi si jan
tujhme mere dono jaha mai to hu mai to hu teri maa
deke apni ja mai tujhe palungi
pyar ke saache me tujhe dhalungi
deke apni ja mai tujhe palungi
pyar ke sache me tujhe dhalungi
munne mere mar ke bhi mai
tujhme jiungi yaha nanha sa tan nanhi si jan
tujhme mere dono jaha mai to hu mai to hu teri maa
ab to yahi sapne sajau mai aisa tujhe ke din banau mai
ab to yahi sapne sajau mai aisa tujhe ke din banau mai
dunia tere chume kadam baho me ho aasma
nanha sa tan nanhi si jan tujhme mere dono jaha
mai to hu mai to hu teri maa mere liye sab kuch hai tu
tere bina kya yaha nanha sa tan nanhi si jaa
tujhme mere dono jaha mai to hu mai to hu teri maa
man bairagi tohe dhunde shyam sanse pukare tera nam
he shyam mere shyam mere shyam mere shyam
ghanshyam mere shyam man bairagi tohe dhunde shyam
sanse pukare tera nam he shyam mere shyam
mere shyam mere shyam ghanshyam mere shyam
man bairagi tohe dhunde shyam sanse pukare tera nam
he shyam he shyam ghanshyam radhe shyam
he shyam he shyam ghanshyam radhe shyam
man bairagi tohe dhunde shyam sanse pukare tera nam
dust dalan hai devki nandan akhil bhuwan hitkari
krishan kanhaiya ras rachaiya radha raman banwari
dust dalan hai devki nandan akhil bhuwan hitkari
krishan kanhaiya ras rachaiya radha raman banwari
man mandir me murli ki dhun gunje subah or shyam
he shyam he shyam ghanshyam radhe shyam
he shyam he shyam ghanshyam radhe shyam
man bairagi tohe dhunde shyam sanse pukare tera nam
shyam mere shyam shyam mere shyam
shyam mere shyam shyam mere shyam
pap adharam se bojhal dharti dharam ki jyot jagade
tune kabhi jo wachan diya tha ab to use nibhade
pap adharam se bojhal dharti dharam ki jyot jagade
tune kabhi jo wachan diya tha ab to use nibhade
charan dhul se pawan karde phir ye dharti dham
he shyam he shyam ghanshyam radhe shyam
he shyam he shyam ghanshyam radhe shyam
man bairagi tohe dhunde shyam sanse pukare tera nam
shyam mere shyam shyam mere shyam
shyam mere shyam shyam mere shyam
hamri mano to hamri mano to suno na ka kahe ee dunia
hum khush ho to khush na rahe ee dunia
dekha yaha dekha waha
mauka mile jaha batiya banayike
chakar chalaiyke dhokha kare waha
ke hamri mano to hamri mano to suno na ka kahe ee dunia
hum khush ho to khush na rahe ee dunia
o andhi nagri chopat raja re apni dafli apna baja re
o andhi nagri chopat raja re apni dafli apna baja re
thana ha isipahi bhi hai fir bhi padta hai daka re
ke hamri mano to hamri mano to suno na ka kahe ee dunia
hum khush ho to khush na rahe ee dunia
niyat khoti dhandhe khote re sare be pandi ke lote re
niyat khoti dhandhe khote re sare be pandi ke lote re
ghar unche jinke yaha dil unke kitne chote re
ke hamri mano to hamri mano to suno na ka kahe ee dunia
hum khush ho to khush na rahe ee dunia
takat uski jiski lathi re lathi ne ye dunia bati re
jamuri sach hai ke nahi takat uski jiski lathi re
lathi ne ye dunia bati re fasle garibo ki yaha
daulat walo ne kati re ke hamri mano to
hamri mano to suno na ka kahe ee dunia
hum khush ho to khush na rahe ee dunia
dekha yaha dekha waha
mauka mile jaha batiya banayike
chakar chalaiyke dhokha kare waha
ke hamri mano to
hamri mano to suno na ka kahe ee dunia
hum khush ho to khush na rahe ee dunia
ab to yahi sapne sajau mai
aisa tujhe ek din banau mai
dunia tere chume kadam
baho me ho aasma
nanha sa tan nanhi si jaa
tujhme mere dono jaha
mai to hu mai to hu teri maa
aari gaw ki chhori kasam teri dulhan tujhe banauga
na mani to utha ke mai le jaunga
are ja ja re mawali ja hat chhod mera rasta
are ja ja re mawali ja hat chhod mera rasta
kahe more pichhe pada tose mora ka wasta
kahe more pichhe pada tose mora ka wasta
gaw ki chhori kasam teri dulhan tujhe banauga
na mani to utha ke mai le jaunga
karna kisi se bhi pyar to hai marna kisi pe ek bar to hai
karna kisi se bhi pyar to hai marna kisi pe ek bar to hai
kyu na fir mai tujhpe hi mar jau are marna hai to ja dub ke mar
nadiya ko jati hai sidhi dagar jhase me na aau
ja ja tera class hai kya chal hat rah dur jara
ja ja tera class hai kya chal hat rah dur jara
kahe more pichhe pada tose mora ka wasta
are kahe more pichhe pada tose mora ka wasta
gaw ki chhori kasam teri dulhan tujhe banauga
na mani to utha ke bumbai le jaunga
are kaha chali aise churake nazar ruth ke yu takraar na kar
are kaha chali aise churake nazar ruth ke yu takraar na kar
dil me kya hai tujhe kaise samjhau are dil ki bate yaha tu na kar
chhod de baiya mohe jana hai ghar tere sang na aau
ari itna bhi bhaw na kha khud ko tu samajhti hai kya
ari itna bhi bhaw na kha khud ko tu samajhti hai kya
kahe tere piche aau tere mera ka wasta
are kahe tere piche aau tere mera ka wasta
gaw ki gori kasam teri teri gali na aaunga
mai dusri koi pari le aaunga na na
na na na re na sun to zara hai itna gussa bura
na na na sun to zara hai itna bhi gussa bura
na na na sun to zara hai itna bhi gussa bura
kaise bolu tu na jane tose mora ka wasta
are kaise bolu tu na jane tose mora ka wasta
ari gaw ki chori jiwan sathi tujhe hi mai banauga
ha baba ha janam janam ye pyar mai nibhaungi
chhod na
saheban mera naam abdulla saheban mera naam abdulla
aapka banda aapki khatir laya kya saman
maharban mai begam abdulla maharban mai begam abdulla
hum jate hai jis mahfil me vo ho jaye jawan
saheban mera naam abdulla saheban mera naam abdulla
touba kya hai karishma tilachi piye
khake isko hasino ka dil jit le
ise khake to budde jawan ho gaye
valla sare hasino ki jaan ho gaye
takat se iski dil me jag aaye masti ka tufan
maharban mai begam abdulla saheban mera naam abdulla
aapka banda aapki khatir laya kya saman
maharban mai begam abdulla saheban mera naam abdulla
rabba kasturi ye bemisal saheba
khake nikhare kya jalwa jalal saheba
mere shabba me hai ye shabab raat ka
maja aayega pahli mulakat ka
garmi uski daal de jaani murdo me bhi jaan
saheban mera naam abdulla maharban mai begam abdulla
hum jate hai jis mahfil me vo ho jaye jawan
saheban mera naam abdulla maharban mai begam abdulla
saheban mera naam abdulla maharban mai begam abdulla
are pahli pahli bar aankhe jab ho char
pahli pahli bar aankhe jab ho char
hota hai jawani me ye pyar mere yar hua pyar karo
jine ka aayega maja jine ka aayega maja
pahli pahli bar aankhe jab ho char
pahli pahli bar aankhe jab ho char
hota hai jawani me ye pyar mere yar hua pyar karo
jine ka aayega maja jine ka aayega maja
rup tere rang se saja ke aa gai
tere liye duniya bhula ke aa gai
ek din apna banaunga tujhe
sapno ke rang se sajaunga tujhe
sajna mere mera jivan tera ho gya
hota hai jawani me ye pyar mere yar hua pyar karo
jine ka aayega maja jine ka aayega maja
pahli pahli bar aankhe jab ho char
pahli pahli bar aankhe jab ho char
chali purvai ghata cha hi gai re
rim jhim ras barsa hi gai re
chali purvai ghata cha hi gai re
rim jhim ras barsa hi gai re
bhiga bhiga tan chuke jhumti hawa
pyas koi man me jaga hi gai re
pyase man pe jhum ke barsa sawan pyar ka
hota hai jawani me ye pyar mere yar hua pyar karo
jine ka aayega maja jine ka aayega maja
pahli pahli bar aankhe jab ho char
pahli pahli bar aankhe jab ho char
hota hai jawani me ye pyar mere yar hua pyar karo
jine ka aayega maja jine ka aayega maja
jab tu mila achha laga dil bhi tera sachha laga
jab tu mila achha laga dil bhi tera sachha laga
o meri jaan is umar me jo hota hai vo ho gya
is umra me jo hota hai vo ho gya
i am in love i am in love
i am in love i am in love
koi yaha jane nahi kaise kab shuru ho ye silsila
aate jate kaha mile koi aisa tere jaisa dilruba
koi yaha jane nahi kaise kab shuru ho ye silsila
aate jate kaha mile koi aisa tere jaisa dilruba
is pyar me dil har ke jine ka aaya maja
i am in love i am in love
i am in love i am in love
jab tu mila achha laga dil bhi tera sachha laga
o meri jaan is umar me jo hota hai vo ho gya
is umra me jo hota hai vo ho gya
tune mujhe aise chua jane mujhe ye kya hua janeja
tan jale man jale sara ye badan jale sun bhi ja
tune mujhe aise chua jane mujhe ye kya hua janeja
tan jale man jale sara ye badan jale sun bhi ja
mar jaungi teri kasam mujhko jo tu na mila
i am in love i am in love
i am in love i am in love
jab tu mila achha laga dil bhi tera sachha laga
o meri jaan is umar me jo hota hai vo ho gya
is umra me jo hota hai vo ho gya
i am in love i am in love
i am in love i am in love
shishe ki gudiya hu jadu ki pudiya hu chhuna na
shishe ki gudiya hu jadu ki pudiya hu
chhuna na chhuna na chhuna na
chand hai mera tare mere suraj mera hai sare mere
chand hai mera tare mere suraj mera hai sare mere
shishe ki gudiya hu jadu ki pudiya hu
chhuna na chhuna na chhuna na
shishe ki gudiya hu jadu ki pudiya hu chhuna na
saya hu mai chhaya hu mai sur hu badan maya hu mai
saya hu mai chhaya hu mai sur hu badan maya hu mai
shishe ki gudiya hu jadu ki pudiya hu chhuna na
dekh lenge dekh lenge jan lenge raz pahchan lenge
aaj ki sham gajab
dekh lenge jan lenge raz pahchan lenge aaj ki sham gajab
ho raha aaj faisla jitungi ye mukabla
dekh lenge jan lenge raz pahchan lenge aaj ki sham gajab
ho raha aaj faisla jitungi ye mukabla
dekh lenge jan lenge raz pahchan lenge
aaj ki sham gajab aaj ki sham gajab
ek hakikat ek fasana samne sach ayega
ek nishani ek kahani parda ab khul jayega
ek hakikat ek fasana samne sach ayega
ek nishani ek kahani parda ab khul jayega
mit jayenge bharam khel hoga ye khatam
dekh lenge jan lenge raz pahchan lenge aaj ki sham gajab
ho raha aaj faisla jitungi ye mukabla
thap lenge nap lenge mahfil ka raz lenge
aaj inam ajab aaj inam ajab
najar hai bijli chaal tufani ada meri har katil hai
kabhi mai shola kabhi mai andhi bachna tera ab mushkil hai
he najar hai bijli chal tufani ada meri har katil hai
kabhi mai shola kabhi mai andhi bachna tera ab mushkil hai
kitna hai dekhe dum aa humse mila to kadam
aaj ki sham gajab ho raha aaj faisla jitungi ye mukabla
dekh lenge jan lenge raz pahchan lenge
aaj ki sham gajab aaj ki sham gajab
aaj ki sham gajab aaj ki sham gajab
aaj ki sham gajab aaj ki sham gajab
main to hu malamal
maharani rani rani rani
main to hu malamal
maharani rani rani rani
main to hu malamal
dhul me lipti firti thi main
koyale me jaise heera
hawas ka sagar faila tha
sharam ka tha na koi janjira
nind se ek dum jag uthi main
dard se us pal bhag uthi main
sab ko nani yad dila di
mat puchho kaise
aa pahuchi nayi dunia me
jaha mila naya jiwan
ek sikhane wala mujhko bachane wala
kalam ka jadugar, main to hu malamal
maharani rani rani rani
khabro ki aakash pe aa
ek sitara dikhta hain
jis akhbar me main likh du
wo akhbar hi bikta hai
koi kahe photo chhapwa du
koi kahe mantri banwa du
kaiyo ki takdir bana di
lekh likhe aise
ho neta ya abhineta
sab ko line me bandha
chakkar chalane wale, mukti dilane wale
aashik mere beshumar, main to hu malamal
maharani rani rani rani
he he yaha waha ki sair bhi karli
dekhi hai dunia sari
desh videsh me chahne wale
london rome jaane waalo ki bari
dunia bhar ke raja seth
jate mere aage let
leke pound dollar french, or desi rupaiya
koi kahe i love you darling
koi hello my dear
main kahu na hona itne bekarar
main to hu malamal
maharani rani rani rani rani rani
main to hu malamal
maharani rani rani rani rani rani
rani rani rani rani rani
tum to ho malamal
tum to ho malamal