shankar bhagwan ki
jatao se awtarit pavitar ganga
bharat ki paawan bhumi pe bahti hui
jakar sagar se milti hia
wahi milan hai sagar sangum
or usi sangum ke kinare hai
bharat ka wo punay tirth
ganga sagar
gnga sagar par lagne wale mele me
dunia ke kone kone se sadhu sant mahatma
or sath sath aate hai papi chor
badmash or pakhandi bhi
ek mamata ganga ki dhara hai
ik mamta me jiwan sara
ganga ne fir wachan nibhaya hai
sagar me ganga shama jaye
to wo sagar sungum yaha
sagar sungum yaha
sagar sungum yaha