Lakh Wari Hath Chhod De
Lakh Wari Dil Ye Tod De
Chod Ke Main Tujhe Na Jaunga Kahin
Haq Tujhe Hai Ye Ishq Mein
Mujhse Nazar Chahe Mod Le
Meri Ankho Ko To Ye Haq Mila Nahi
Ek Tu Hi To Hai Tere Jaisa Yaha
Baaki Saara Jahan Khamkha
Hai Matlab Teri Yaari Se
Kya Lena Duniyadaari Se
Tu Ban Meri Heer
Main Banu Tera Raanjhana
Hai Matlab Teri Yaari Se
Kya Lena Duniyadaari Se
Tu Ban Meri Heer
Main Banu Tera Raanjhana
Tera Gussa Teri Mohabbat Dono Hai Mere
Dil Bhi Kya Hai Jaan Bhi De Du Kehne Pe Tere
Tere Bina Hai Sab Kuch Lekin Tu Jo Mile
Duniya Kya Hai Rab Se Bhi Main Rakhu Faasle
Dhadkano Ka Safar Tere Bin Ho Agar
To Ye Jeena Hai Kiss Kaam Ka
Hai Matlab Teri Yaari Se
Kya Lena Duniyadaari Se
Tu Ban Meri Heer
Main Banu Tera Raanjhana
Tere Hatho Se Nikal Ke Tu
Lakeeron Mein Bhi Aa Jaana
Meharbaan Ho Jaye Agar Tu
Karunga Tera Shukrana
Likh Diya Hai Dhadkanon Pe
Lafz Bas Tere Naam Ka
Hai Matlab Teri Yaari Se
Kya Lena Duniyadaari Se
Tu Ban Meri Heer
Main Banu Tera Raanjhana.
main sarphira musafir, hawao pe chalu
yaaro ka main yaar hu, ha hans ke sab se milu
in khali khali jebo mein irade behisab hain
in chhoti chhoti ankho mein
bade bade se khwab hain
saja de meri raahe tu, khol de apni baahe tu
aa raha hu main, zindagi aa raha hu main
kar le aa mujhse dosti, zindagi aa raha hu main
aa raha hu main, zindagi aa raha hu main
kar le aa mujhse dosti, zindagi aa raha hu main
dil ki suni hai maine to, dil ki hi main sununga
pagal sa hi jiya hu main, pagal sa hi jeeyunga
mujhe kya jeet haar se, mujhe pyar pyar se, hey
aa raha hu main, zindagi aa raha hu main
kar le aa mujhse dosti, zindagi aa raha hu main
aa raha hu main, zindagi aa raha hu main
kar le aa mujhse dosti, zindagi aa raha hu main
aa raha hu main
ja raha hu main
utha do asmano ko, utha do aur bhi uncha
main apne pankh to kholu, maja to aaye udne ka
mujhme hausla bhara, mujhe tu aazma zara, hey
aa raha hu main, zindagi aa raha hu main
kar le aa mujhse dosti, zindagi aa raha hu main
aa raha hu main, zindagi aa raha hu main
kar le aa mujhse dosti, zindagi aa raha hu main
kya tujhe ab ye dil bataye
tujhpe kitna mujhe pyaar aaye
aansuon se likh doon main tujhko
koi mere bin padh hi naa paaye
yoon rahun chup, kuch bhi na bolu
barson lambi neendein so loon
jin aankho mein tu rehta hain
sadiyon tak wo aankhe na kholu
mere ander khud ko bhar de
mujhko mujhse khaali kar de
mere ander khud ko bhar de
mujhko mujhse khaali kar de
jis shaam tu naa mile, woh shaam dhalti nahi
aadat si tu ban gayi hai, aadat badalti nahi
kya tujhe ab ye dil bataye
tere bina kyun saans naa aaye
aansuon se likh doon main tujhko
koi mere bin padh hi naa paaye
mere ander khud ko bhar de
mujhko mujhse khaali kar de
mere ander khud ko bhar de
mujhko mujhse khaali kar de
haatho se girne lagi har aarzoo har duaa
sajde se main uth gaya jis pal tu mera hua
haatho se girne lagi har aarzoo har duaa
sajde se main uth gaya jis pal tu mera hua
kya tujhe ab ye dil bataye
kyun teri baahon me hi chain aaye
aansuon se likh doon main tujhko
koi mere bin padh hi naa paaye
mere ander khud ko bhar de
mujhko mujhse khaali kar de
mere ander khud ko bhar de
mujhko mujhse khaali kar de
hua hai aaj pehli baar jo aise muskuraya hu
tumhe dekha toh jana ye ke kyu duniya me aaya hu
hua hai aaj pehli baar jo aise muskuraya hu
tumhe dekha toh jana ye ke kyu duniya me aaya hu
ye jaan lekar ke jaa meri tumhe jine main aaya hu
main tumse ishq karne ki ijazat rab se laaya hu
zamin se aasman tak hum dhundh aaye jahan sara
bana paaya nahi ab tak khuda tumse koi pyaara
zamin se aasman tak hum dhundh aaye jahan sara
bana paaya nahi ab tak khuda tumse koi pyaara
baaton me teri hain badmashiya
sab bewajah ki hain taarifiyaa
main likh du aasmaan par ye
ke padh lega jahaan saara
huaa na hoga ab koi yahan hum do sa dobara
mai duniya bhar ki tarife tere sajde me laya hu
mai tumse ishq karne ki ijazat rab se laaya hu
rab se laaya hoon, rab se laaya hoon
tu hai jo rubaru mere bada mehfooz rehta hoon
tere milne ka shukrana khuda se roz karta hoon
tu hai jo rubaru mere bada mehfooz rehta hoon
tere milne ka shukrana khuda se roz karta hoon
humko pata hai yeh nadaniyaan hain
aawara dil ki hai aawariyan
yeh dil pagal bana baitha ise ab tu hi samjha de
dikhe tujhme meri duniya, meri duniya tu banja re
hu khushkismat jo kismat se tumhe aise mai paya hu
main tumse ishq karne ki ijazat rab se laaya hu
chal pade hain hum aisi raah pe
befikar hue ke ab jana kahan
lapata hue sare raste
dhoondega hume yeh zamana kahan
ye sama hai kaisa, muskurane jaisa
dheemi barishe hain har jagah
ye nasha hai kaisa, doob jane jaisa
jagi khwaishe hain har jagah
gazab ka hai ye din, gazab ka hai ye din
gazab ka hai ye din dekho zara
gazab ka hai ye din, gazab ka hai ye din
gazab ka hai ye din dekho zara
pani hoon pani main, ha behne do mujhe
jaisa hoon waisa hi rehne do mujhe
duniya ki bandisho se mera nata hai kaha
rukna theharna mujhko aata hai kahan
ye sama hai kaisa, muskurane jaisa
dheemi barishe hain har jagah
ye nasha hai kaisa, doob jane jaisa
jaagi khwaishe hain har jagah
gazab ka hai ye din, gazab ka hai ye din
gazab ka hai ye din dekho zara
gazab ka hai ye din, gazab ka hai ye din
gazab ka hai ye din dekho zara
neeli hai kyu zameen, neela hai kyu sama
lagta hai ghas par soya aasman
ye mastiyan meri, manmaniyan meri
lo mil gayi mujhe aazadiyan meri
ye sama hai kaisa, muskurane jaisa
dheemi baarishe hain har jagah
ye nasha hai kaisa, doob jane jaisa
jaagi khwaishe hain har jagah
gazab ka hai ye din, gazab ka hai ye din
gazab ka hai ye din dekho zara
gazab ka hai ye din, gazab ka hai ye din
gazab ka hai ye din dekho zara
chal pade hain hum aisi raah pe
befikar hue ke ab jana kahan
lapata hue sare raste
dhoondega hume yeh zamana kahan
ye sama hai kaisa, muskurane jaisa
dheemi barishe hain har jagah
ye nasha hai kaisa, doob jane jaisa
jaagi khwaishe hain har jagah
gazab ka hai ye din, gazab ka hai ye din
gazab ka hai ye din dekho zara
gazab ka hai ye din, gazab ka hai ye din
gazab ka hai ye din dekho zara
patthar ke hain sab raaste, parwah nahi
dhundhle hain chehre khwaab ke, parwah nahi
chhalni hai sina rehne do, ab jo bhi ho parwah nahi
sanki hua jaata hai dil, mann ki kiye jaata hai dil
kadke betahasha ye, bijli hua jaata hai dil
sanki hua jaata hai dil, mann ki kiye jaata hai dil
kadke betahasha ye, bijli hua jaata hai dil
baadal me dhundhe hausle, pagla gaye hain hausle
gir jaaye ya ude, ab tute ya jude, parwah nahi
parwah nahi hey yeah, parwah nahi yeah
parwah nahi yeah
jhuthe hai ya sachche hai, sapne aakhir sapne hai
saare taare tumhi rakh lo, saare jugnu toh mere hai
jhuthe hai ya sachche hai, sapne aakhir sapne hai
saare taare tumhi rakh lo, saare jugnu toh mere hai
roke ruke na dil jale, pagla gaye hain hausle
ziddi hain dhadkane, ab bigde ya bane, parwah nahi
wo parwah nahi, ho parwah nahi yeah, parwah nahi yeah
saanso me jo bhatti hai, wo raat aur din dehakti hai
paani waani toh dhoka hai, yeh aag aag se bujhti hai
saanso me jo bhatti hai, wo raat aur din dehakti hai
paani waani toh dhoka hai, yeh aag aag se bujhti hai
aaye toh aaye zalzale, pagla gaye hain hausle
sholo pe hum chale, ab pighle ya jale, parwah nahi
wo parwah nahi, wo parwah nahi, wo parwah nahi o
jab tak teri aanch me bund bund main jal na lu
jab tak tere saath me chaand tak main chal na lu
ha mere paas tum raho, jaane ki baat na karo
mere saath tum raho, jaane ki baat na karo
jab tak teri aanch me bund bund main jal na lu
jab tak tere saath me chaand tak main chal na lu
ha mere paas tum raho, jaane ki baat na karo
mere saath tum raho, jaane ki baat na karo
tujhpe saje khubsurat lage
aisa kya du tujhe, aisa kya du tujhe
hatho ki ye lakeere sabhi
pehna du tujhe, pehna du tujhe
jab tak meri aankhe tera chehra pee na le
jab tak teri dhun me hum mar na le, jee na le
ha mere paas tum raho, jaane ki baat na karo
mere saath tum raho, jaane ki baat na karo
raaste bhaage paanv se aage
zindagi se chal kuch aur bhi maange
raaste bhaage paanv se aage
zindagi se chal kuch aur bhi maange
kyu sochna hai jaana kaha, jaaye wahi le jaaye jaha
besabriyaa besabriyaa besabriyaa besabriyaa
kadmo pe tere baadal jhukenge
jab tak tujhe ehsaas hai
jaagir teri tera khajana
ye tishnagi hai, ye pyaas hai
kyu rokna ab ye kaarvan, jaaye wahi le jaaye jaha
besabriyaa besabriyaa besabriyaa besabriyaa
kya ye ujaale, kya ye andhere
dono se aage hai manzar tere
kyu roshni tu baahar talaashe
teri mashaale hain andar tere
kyu dhundna pairo ke nishan, jaaye wahi le jaaye jaha
besabriyaa besabriyaa besabriyaa o besabriyaa
malde suraj ke munh pe malaai
budbak baadal pe karde chadhai
are malde suraj ke munh pe malaai
budbak baadal pe karde chadhai
khole kitabe kare hum padhaai
panipat me huyi thi ladaai
suno suno dil ki suno, daro nahi sher bano
daroge to thenga milega
padhoge likhoge banoge nawab
jo tum kheloge kudoge to hoge kharaab
padhoge likhoge to hoge kharaab
jo tum kheloge kudoge banoge nawab
badmashiyo se zara baaz aao
thoda kitabo se bhi dil lagaao
are badmashiyo se zara baaz aao
thoda kitabo se bhi dil lagaao
vidya kasam hum padhenge daba ke
magar tum bhi dekho kitaabo se aage
badho zara aage badho, likha nahi jo wo padho
daroge to thenga milega
padhoge likhoge banoge nawab
jo tum kheloge kudoge to hoge kharaab
padhoge likhoge to hoge kharaab
jo tum kheloge kudoge banoge nawab
aise hawa me jo udta phirega
monday ko teacher ka danda padega
aise hawa me jo udta phirega
monday ko teacher ka danda padega
cricket ka main karunga bahana
cancel hai monday ko school jaana
zidd maintain karo, chadho mountain chadho
daroge to thenga milega
padhoge likhoge banoge nawab
jo tum kheloge kudoge to hoge kharaab
padhoge likhoge to hoge kharaab
jo tum kheloge kudoge banoge nawab
ye lamha jo thehra hai, mera hai ye tera hai
ye lamha main jee lu zara
tujhme khoya rahu main, mujhme khoyi rahe tu
khud ko dhundh lenge phir kabhi
tujhse milta rahu main, mujhse milti rahe tu
khud se hum milenge phir kabhi, haa phir kabhi
kyun bewajah gungunaye, kyun bewajah muskuraye
palke chamakne lagi hai, ab khwab kaise chupaye
behki si baate kar le, hans hans ke aankhe bhar le
ye behoshiya phir kaha
tujhme khoya rahu main, mujhme khoyi rahe tu
khud ko dhundh lenge phir kabhi
tujhse milta rahu main, mujhse milti rahe tu
khud se hum milenge phir kabhi, haa phir kabhi
dil pe taras aa raha hai, pagal kahi ho na jaye
wo bhi main sunane laga hu, jo tum kabhi keh na paye
ye subah phir aayegi, ye shame phir aayengi
ye nazdikiyaa phir kaha
tujhme khoya rahu main, mujhme khoyi rahe tu
khud ko dhundh lenge phir kabhi
tujhse milta rahu main, mujhse milti rahe tu
khud se hum milenge phir kabhi, haa phir kabhi
jab tak tujhe pyar se beinteha main bhar na du
jab tak main duaao sa sau dafa tujhe padh na lu
ha mere paas tum raho, jaane ki baat na karo
mere saath tum raho, jaane ki baat na karo
tum aa gaye baazuo me mere
sau savere liye, sau savere liye
ha baadalo se utaara gaya
tumko mere liye, sirf mere liye
jab tak meri ungliya tere baalo se kuch keh na le
jab tak teri lehar me khwahishe meri beh na le
ha mere paas tum raho, jaane ki baat na karo
mere saath tum raho, jaane ki baat na karo
tu aata hai sine me jab jab saanse bharti hu
tere dil ki galiyo se main har roz guzarti hu
hawa ke jaise chalta hai tu, main ret jaisi udti hu
kaun tujhe yu pyaar karega jaise main karti hu
meri nazar ka safar tujhpe hi aake ruke
kehne ko baaki hai kya, kehna tha jo keh chuke
meri nigaahe hain teri nigaho ki
tujhe khabar kya be-khabar
main tujhse hi chhup chhup kar teri aankhe padhti hu
kaun tujhe yu pyaar karega jaise main karti hu
tu jo mujhe aa mila, sapne huye sirphire
hatho me aate nahi, udte hain lamhe mere
meri hansi tujhse, meri khushi tujhse
tujhe khabar kya be-kadar
jis din tujhko na dekhu, pagal pagal phirti hu
kaun tujhe yu pyaar karega jaise main karti hu
hoga handsome sona sabse mere dil ko gaya lekar
meri neend chura li usne aur khwaab gaya dekar
hoga handsome sona sabse mere dil ko gaya lekar
meri neend chura li usne aur khwaab gaya dekar
ab yeh naina bole yaar bole yahi lagataar
koi chaahe kitna roke karoongi pyaar
mere saiyaan superstar, mere saiyaan superstar
main fan huyi unki o mere saiyaan superstar
mere saiyaan superstar, o mere saiyaan superstar
main fan huyi unki o mere saiyaan superstar
haan jabse usne akhiyo se dil pe autograph diya
tabse everyday maine bas usko hi yaad kiya
haan jabse usne akhiyo se dil pe autograph diya
tabse everyday maine bas usko hi yaad kiya
senti mere jazbaat o sunle mere dil ki baat
saath mujhko le ke jaa main hu taiyaar
mere saiyaan superstar, o mere saiyaan superstar
main fan huyi unki o mere saiyaan superstar
mere saiyaan superstar, o mere saiyaan superstar
main fan huyi unki o mere saiyaan superstar
filmi style se jab usne kal raat mujhe propose kiya
daaye na dekha baaye na dekha usko dil ka rose diya
filmi style se jab usne kal raat mujhe propose kiya
daaye na dekha baaye na dekha usko dil ka rose diya
huye charche chaar hazaar, photo chhap gayi in akhbaar
mujhko parwaah nahi koi, i am with the star
mere saiyaan superstar, mere saiyaan superstar
main fan huyi unki o mere saiyaan superstar
mere saiyaan superstar, o mere saiyaan superstar
main fan huyi unki o mere saiyaan superstar
ye raate ab nahi dhadakti
din bhi saans nahi lete
ab toh aa jaao mere soneya
baate reh gayi adhuri mere labo pe zaruri
aake sun jaao mere soneya
tere bin nahi laage jiyaa
tere bin ab to aaja piyaa
tere bin nahi laage jiyaa
pehle jaise mausam bhi aate nahi hai
baarisho me pehle jaise baate nahi hai
pehle jaise mausam bhi aate nahi hai
baarisho me pehle jaise baate nahi hai
sookhe sookhe alfaaz, khali khali mere
haatho ki lakqeere bulaave soneya
tere bin nahi laage jiyaa
tere bin ab to aaja piyaa
tere bin nahi laage jiyaa
chaand bhi wahi hai, wahi hai sitaare
tere baad pheeke pheeke lagte hai saare
chaand bhi wahi hai, wahi hai sitaare
tere baad pheeke pheeke lagte hai saare
aaja leke tu savere, kar ja door andhere
teri doori tadpaave soneya
tere bin nahi laage jiyaa
tere bin ab to aaja piyaa
tere bin nahi laage jiyaa
tere bin, tere bin, tere bin
aankho ko teri aadat hai, tu dikhe na toh inhe shikayat hai
aankho ko teri aadat hai, tu dikhe na toh inhe shikayat hai
bin chhuye chhu liye hai
tune mujhko diye hai pyar ke ye taraane janiya
ye jo ab ho raha hai, kuch ajab ho raha hai
kya yahi pyaar ka hai ehsaas
sau aasmano ko aur do jahano ko chhod ke aayi tere paas
sau aasmaao ko aur do jahano ko chhod ke aayi tere paas
sau aasmaao ko aur do jahano ko chhod ke aayi tere paas
jaane kya hone laga, mujhko nahi hai khabar
kyun nind se door ye jaane lagi hai nazar
chhodo ye saari baate, ab mili hain jo raate
inhe jaane na dena janiya
ye jo ab ho raha hai, kuch ajab ho raha hai
kya yahi pyaar ka hai ehsaas
sau aasmano ko aur do jahano ko chhod ke aayi tere paas
sau aasmaao ko aur do jahano ko chhod ke aayi tere paas
aankho ko teri aadat hai, tu dikhe na toh inhe shikayat hai
bin chhuye chhu liye hai
tune mujhko diye hai pyar ke ye taraane janiya
ye jo ab ho raha hai, kuch ajab ho raha hai
kya yahi pyaar ka hai ehsaas
sau aasmano ko aur do jahano ko chhod ke aayi tere paas
sau aasmaao ko aur do jahano ko chhod ke aayi tere paas
sau aasmano ko aur do jahano ko chhod ke aayi tere paas
na jiya zindagi ek pal bhi tujhse hoke juda sun zara
bin tere mujhse naraz tha dil, tu mila hai to hai keh raha
main to tere rang me rang chuka hu
bas tera ban chuka hu, mera mujhme kuch nahi sab tera
main to tere dhang me dhal chuki hu
bas teri ban chuki hu, mera mujhme kuch nahi sab tera
sab tera, sab tera, sab tera
phir dil ke raasto pe teri aahat jo huyi
har dhadkan jashn me hai ye inaayat jo huyi
phir dil ke raasto pe teri aahat jo huyi
har dhadkan jashn me hai ye inaayat jo huyi
main to tujhe milke jee uthi hu
teri dhadkan me chupi hu
mera mujhme kuch nahi sab tera
sab tera, sab tera, sab tera
jis pal tu saath mere us pal me zindagi hai
tujhe paake paaya sab kuch, koi khwahish ab nahi hai
jis pal tu saath mere us pal me zindagi hai
tujhe paake paaya sab kuch, koi khwahish ab nahi hai
main to bas tujhse hi bana hu
tere bin mai bejawah hu, mera mujhme kuch nahi sab tera
sab tera, sab tera, sab tera
rule saare break karo
jo kabhi na kiya wo karo
party karne ka mood bane toh
weekend ka na wait karo
rule saare break karo
jo kabhi na kiya wo karo
party karne ka mood bane toh
weekend ka na wait karo
arey common ye sabke vichar hone chahiye
hufte mein chaar shanivaar hone chahiye
hufte mein chaar shaniwaar hone chahiye
shanivaar bole toh saturday
woh bhi chaar chaar
kabhi aisa bhi ho suraj chhuti pe ho
ghadi ke kaante mutthi mein ho
in the lambi limo full-on masti bhi ho
saath mein hot beauty bhi ho
are speaker ka volume hazaar hona chahiye
hufte mein char shanivar hone chahiye
hufte mein char shanivar hone chahiye
maine kaha party karo, kehna kyun nahi maante
jeene ke din hote hain, bas chaar insaan ke
sharmana aur ghabrana, yeh dono cheeze chhod do
rules aur dance floor, ye dono cheeze tod do
its yo boy badshah
jab ye gana bajega to
automatically hi tu dance karega
kaan ke niche de dunga
jo kabhi faltu bakwaas karega
jisne party nahi karni they can go to hell
but your boy is in the house
baby all is well come on all is well
saal ke yaar gin 365 din
52 hi shaniwaar hai
kar calendar ko flush chhod de saare rush
din jawani ke bas char hai
worldwide yahi prachar hona chahiye
hufte mein char shanivar hone chahiye
hufte mein char shanivar hone chahiye
hanereyan de vich koi roshni vi hovegi
hanjuan de vich koi khushi vi hovegi
duaavan da safar, umeedan da asar
rang leke aaya ae
rab ne sanu jindadi wala rasta vakhaya ae
ho raat gayi din chadheya mitron
khushiyan ne hath fadeya mitron
raat gayi din chadheya mitron
khushiyan ne hath fadeya mitron
dil chhalanga maare jad jad dhol hai wajda
ajj mera nachan nu o
ho aaj mera nachan nu jee karda
ho aaj tera nachan nu jee karda
ho aaj mera nachan nu jee karda
ho aaj tera nachan nu jee karda
chhad ke saariyan fikran shikran
assi manauna jashan o mitraa
ajj khushi vich bhangre paune ne
bin piye hi ajj dul jaana
yaar jag saara bhul jaana
masti de vich je geet vi gaune ne
o chaaro pase ghumdi wala shor hai machda
ajj mera nachan nu
ho aaj mera nachan nu jee karda
ho aaj tera nachan nu jee karda
ho aaj mera nachan nu jee karda
ho aaj tera nachan nu jee karda
assi tan ho gaye mast malange
saare dil masti vich range
maujan vich jindri lang jaani aye
nachna ae baahvan chak chak ke
koi na bethega aaj thak ke
pairan de naal dharti hilani ae
o labh jo mele yara wale hai shukar rab da
ajj mera
ho aaj mera nachan nu jee karda
ho aaj tera nachan nu jee karda
ho aaj mera nachan nu jee karda
ho aaj tera nachan nu jee karda
tu bhoola jise, tujhko woh yaad karta raha
tu jeeta raha, tere liye woh marta raha
tere dard ki aahat suni
lo aa gaya, sab chhod ke
teri raah mein lekar khushi
woh hai khada har mod pe, sab chhhod ke
tu bhoola jise, tujhko woh yaad karta raha
teri fikar me guzarta raha lamha dar lamha
tere saath duniya thi wo raha tanha ka tanha
teri fikar me guzarta raha lamha dar lamha
tere saath duniya thi wo raha tanha ka tanha
aansu mile, dekha tha jo
palkon ko bhi jodke
teri raah mein lekar khushi
woh hai khada har mod pe, sab chhhod ke
vande mataram, vande mataram
vande mataram, vande mataram, vande mataram
tu bhoola jise, tujhko woh yaad karta raha
dil le dooba dooba mujhko arabic aankho me
aaj loota loota mujhko farebi baaton ne
dil le dooba dooba mujhko arabic aankho me
aaj loota loota mujhko farebi baaton ne
khamkha sa seene me, pyaar ke mahine me
ek hi ishaare pe dil cheez tujhe dedi
dedi dedi de cheez ye dedi
dedi dedi dil cheez tujhe dedi
dedi haan dedi de cheez ye dedi
dedi dedi dil cheez tujhe dedi dedi
mashallah tarif-e-mashallah
badi kambakht hai tu, habibi mast hai tu
wallah wallah adaaye wallah wallah
badi hi sakht hai tu, habibi mast hai tu
baar baar jo dekha, do dafaa naa socha
ek hi ishaare pe dil cheez tujhe dedi
dedi dedi de cheez ye dedi
dedi dedi dil cheez tujhe dedi
dedi haan dedi de cheez ye dedi
dedi dedi dil cheez tujhe dedi dedi
zarra zarra kahe ye zarra zarra
teri gustakh aankhe kare bebaak baate
parda parda hata le parda parda
husan ke chand dekhe kayi armaan leke
rubaru jo tu aayi, dhadkan na sambhal payi
ek hi ishaare pe dil cheez tujhe de di
dedi dedi de cheez ye dedi
dedi dedi dil cheez tujhe dedi
dedi haan dedi de cheez ye dedi
dedi dedi dil cheez tujhe dedi dedi
tainu itna main pyar kara
ek pal vich sau baar kara
tu jave je mainu chhad ke
maut da intzaar kara
ke tere liye duniya chhod di hai
tujhpe hi saans aake ruke
main tujhko kitna chahta hu
ye tu kabhi soch na sake
ke tere liye duniya chhod di hai
tujhpe hi saans aake ruke
main tujhko kitna chahta hu
ye tu kabhi soch na sake
kuch bhi nahi hai ye jahan
tu hai to hai isme zindagi
kuch bhi nahi hai ye jahan
tu hai to hai isme zindagi
ab mujhko jana hai kahan
ke tu hi safar hai aakhiri
ke tere bina jeena mumkin nahi
na dena kabhi mujhko tu faasley
main tujhko kitna chahta hu
ye tu kabhi soch na sake
tere liye duniya chhod di hai
tujhpe hi saans aake ruke
main tujhko kitna chahta hu
ye tu kabhi soch na sake
aankho ki hai ye khwahishe
ki chehre se tere na hate
neendo mein meri bas tere
khwabo ne li hai karwate
ki teri or mujhko leke chale
ye duniya bhar ke sab raaste
main tujhko kitna chahta hu
ye tu kabhi soch na sake
tere liye duniya chhod di hai
tujhpe hi saans aake ruke
main tujhko kitna chahta hu
ye tu kabhi soch na sake
tenu itna main pyaar karaan
ik pal vich sau baar karaan
tu jaave je mainu chhad ke
maut da intezaar karaan
ke tere liye duniya chhod di hai
tujhpe hi saans aake ruke
main tujhko kitna chahta hoon
ye tu kabhi soch na sake
ke tere liye duniya chhod di hai
tujhpe hi saans aake ruke
main tujhko kitna chahta hoon
ye tu kabhi soch na sake
kuch bhi nahi hai ye jahaan
tu hai toh hai isme zindagi
kuch bhi nahi hai ye jahaan
tu hai toh hai isme zindagi
ab mujhko jaana hai kahaan
ke tu hi safar hai aakhiri
ke tere bina jeena mumkin nahin
na dena kabhi mujhko tu faasley
main tujhko kitna chahti hoon
ye tu kabhi soch na sake
tere liye duniya chhod di hai
tujhpe hi saans aake ruke
main tujhko kitna chahta hoon
ye tu kabhi soch na sake
aankhon ki hai yeh khwahishe
ki chehre se teri na hate
neendon mein meri bas tere
khwabon ne li hai karwate
ki teri ore mujhko leke chalein
ye duniya bhar ke sab raaste
main tujhko kitna chahta hoon
ye tu kabhi soch na sake
tere liye duniya chhod di hai
tujhpe hi saans aake ruke
main tujhko kitna chahta hoon
ye tu kabhi soch na sake