raaste bhaage paanv se aage
zindagi se chal kuch aur bhi maange
raaste bhaage paanv se aage
zindagi se chal kuch aur bhi maange
kyu sochna hai jaana kaha, jaaye wahi le jaaye jaha
besabriyaa besabriyaa besabriyaa besabriyaa
kadmo pe tere baadal jhukenge
jab tak tujhe ehsaas hai
jaagir teri tera khajana
ye tishnagi hai, ye pyaas hai
kyu rokna ab ye kaarvan, jaaye wahi le jaaye jaha
besabriyaa besabriyaa besabriyaa besabriyaa
kya ye ujaale, kya ye andhere
dono se aage hai manzar tere
kyu roshni tu baahar talaashe
teri mashaale hain andar tere
kyu dhundna pairo ke nishan, jaaye wahi le jaaye jaha
besabriyaa besabriyaa besabriyaa o besabriyaa