O Sainatha Maa Ammanannavu - O Lord Sai!, You are our Mother and Father
Maa Andari Priya Bandhudavu - You are our dearest Family
Divinundi Bhuviki Maakosamochhavu - You have come down from heaven for us
Sri Sai Narayana - Sri Sai Narayana
Ye Vekuvaina Nuvu Maa Thallivayya - At any point in time, You are our mother
Vaani Rama Ambika - You are verily Goddesses Saraswati, Lakshmi and Durga
Nee Odina Cherchavu Nee Prema Panchavu - You have taken us into Your lap and showered Your love
Chaturasya Shiva Keshava - You are verily the Trinity - Brahma Vishnu Maheswara
Ninne Nilipavu Maa Atma Pithamulo - You have installed Yourself in the altar of our hearts
Maa Hryudaya Srinivasa - O Lord of our hearts
Ye Nomu Nochamu Ye Pooja Chesamu - We know not what worship and ritual we have done
Nee Prema Mey Pondinamu - We have attained Your love
Maa Prema Bhashpalu Maa Hryudayapu Thapana - The showers of Your love and the pining of our heart
Maa Sai Neevenaya - You are truly ours, O Sai!
Ninu Veedalemu, Mamu Veedakepudu - We can never leave You and You never leave us
Karuninchi Mamu Brovara - Protect us by showering your compassion
Tulsi ne jhoom ke gaayi
Koi mast magan chawpaayi
Pagal hai khusi se naina
Ghar aaye mere raghuraayi
Ho ram chandra jahan thumak chale
Harshit hai wo angnaayi
Kya sunna hai kya kehna
Ghar aaye raghuraayi
Ab aathon peher tere
Mandir mein gujaara hai
Nagri hai ayodhya ki Sarju ka kinaara hai
Mere ram lala har din Tera hi nazaara hai
Nagri hai ayodhya ki Sarju ka kinaara hai
Mere ram lala har din Tera hi nazaara hai
Sukhi nadi mein jaise machhli bahe
Naath bin tere hum aise jite rahe
Ho o o aaj bawra to hona banta hai prabhu
Ban gaye hai phool saare dard jo sahe
Teri khadaau shish pe leke
Jogi bane nachein hum tu jo kahe
Tu jitna bharat ka tha Utna hi humaara hai
Nagri hai ayodhya ki Sarju ka kinaara hai
Mere ram lala har din Tera hi nazaara hai
Nagri hai ayodhya ki Sarju ka kinaara hai
Mere ram lala har din Tera hi nazaara hai
Nagri hai ayodhya ki Sarju ka kinaara hai
Mere ram lala har din Tera hi nazaara hai
Kan kan laaz hua kaushalya
Dashrath hue hai panghat pokhar
Wo din aaya jiska rasta
Naino ne dekha ro dhokar
Saare kone saare kuche par tu
Deepon se bhi puchhe
Apne ram lala aa jaaye jaane kaun gali se hokar
Chal pran use dede Prano se jo pyaara hai
Nagri hai ayodhya ki Sarju ka kinaara hai
Mere ram lala har din Tera hi nazaara hai
Nagri hai ayodhya ki Sarju ka kinaara hai
Mere ram lala har din Tera hi nazaara hai
Siyavar ramchandra ki jay Raja ramchandra ki jay
Siyavar ramchandra ki jay Raja ramchandra ki jay
Siyavar ramchandra ki jay Mere ramchandra ki jay
Raja ramchandra ki jay Siyavar ramchandra ki jay
Siyavar ramchandra ki jay Raja ramchandra ki jay
Siyavar ramchandra ki jay Raja ramchandra ki jay
Ram ram Jai jai shree ram
Ram Ram Jai jai shree ram
Ram ram Jai jai shree ram
Lamba tha vanvas ram ka
Lekin ye vishvas ram ka
Sach ki thap ki Jai hothi hai
Dhair thapa Man hi mothi hai
Athi hai badhaiya aaye
Jithna roke aur daraye
Jisne vrath sankalp liya hai
Andhi mai bhi jala diya hai
Jagkar dhur kare andhiyara
Har ch har sadiyantr hai hara
Achayi sachayi Jeethe ki
Ghar ghar deep Jale har shyam Manavo deewali
Avadh me lote hai Shree raam Manavo deewali
Bane hai sabke Bigde kaam Manavo deewali
Avadh me lote hai Shree raam Manavo deewali
Ram Ram Jai jai shree ram
Ram Ram Jai jai shree ram
Ram Ram Jai jai shree ram
Ram Ram Jai jai shree ram
Van van ghum Desh ko bandha
Deen dhukhi Ko dekar kandha
Thap se sat Abhiman mita kar
Sitha ko Samman dhilakar
Jami sila ko Shap muth kar
Kithne pathar Pran yuth kar
Sethu bandhkar Laksh sadhkar
Yudh jeeth kar Pap nash kar
Saja hai pura Raghuvar dham Manavo deewali
Avadh me lote hai Shree ram Manavo deewali
Bane hai sabke bigde kaam Manavo deewali
Avadh me lote hai Shree ram Manavo deewali
Kevat ki bhi noika thari
Sabri ki jhutan svikari
Jo jiska hai use dhila jar
Shiv me milkar ban rameshwar
Aaj hrudhai anandh bana hai
Pulikith ambar aur dhara hai
Dhasho dhishaye shur me gaathi
Swagath me athur harshathi
Bahe khol khadi hai maye
Aanj nai bhi sath hai aaye
Prabhu ka aisa ho ahishek ki
Unka raj rahe abhiram Manavo deewali
Avadh me lote hai Shree ram Manavo deewali
Bane hai sabke bigde kaam Manavo deewali
Avadh me lote hai Shree ram Manavo deewali
Ram ram Jai jai shree ram
Ram Ram Jai jai shree ram
Ram Ram Jai jai shree ram
Ram Ram Jai jai shree ram
Ram ram Jai jai shree ram
Ram Ram Jai jai shree ram
keejo kesari ke laal mera chhota sa yah kaam
meri ram ji kah dena jay siyaaram
mainram sang japata tumhaara sada naam
apane ram ji se kah dena jay siya ram
deen heen ke sahaare mahaaveer tum ho
apane bhakto ki jagaate takadeer tum ho
har dukhiya ka haath tum lete ho thaam
mere ram ji se kah dena jay siyaaram
mahaabali mahaayodha mahaasant tum ho
laate sookhe hue baago me basant me tum ho
teri bhakti se aatma ko milata aaram
meri ram ji se kah dena jay siyaaram
poori sada hi hamaari har aas karanaa
baaba bhakto ko kbhi na niraash karanaa
donon charan tumhaare hain "lakhkhaa" ke sukhadaam
meri ram ji se kah dena jay siyaaram
keejo kesari ke laal mera chhota sa yah kaam
meri ram ji kah dena jay siyaaram
mainram sang japata tumhaara sada naam
apane ram ji se kah dena jay siya ram
Maryada Ki Murat Ram
Kool Purush Ki Surat Ram
Byakul Chintit Mere Hriday Ka
Matra Bahi Bishram
Ram Ram Ram Ram Ram Ram Ram
Ram Ram Ram Bolo Jay Shree Ram
Ram Ram Ram Ram Ram Ram Ram
Ram Ram Ram Bolo Jay Shree Ram
Uttar Me Sab Ram Kahe
Dakshin Me Sab Rama
Ek Matra Bahi Raja Jisne
Pura Bharat Thama
Gyan Dia Agyani Ko
Gyani Ko Gyan Se Mukti Di
Pryatancha Ki Dhwani Sune
Sagar Ki Lehre Jhukti Thi
Ram Ram Ram Ram Ram Ram Ram
Ram Ram Ram Bolo Jay Shree Ram
Ram Ram Ram Ram Ram Ram Ram
Ram Ram Ram Bolo Jay Shree Ram
Sadiyo Se Puja Jaye Jo
Dharti Par Uska Kon Nahi Tha
Hriday Me Sabke Bas Kare
Par Syam Ka Koi Sthan Nahi Tha
Ram Ram Ram Ram Ram Ram Ram
Ram Ram Ram Bolo Jay Shree Ram
Ram Ram Ram Ram Ram Ram Ram
Ram Ram Ram Bolo Jay Shree Ram
Treta Yug Ke Raja Ko
Kalyug Me Kya Prabas Mila
Janm Lia Jis Bhumi Par
Us Bhumi Par Banbas Mila
Ram Ram Ram Ram Ram Ram Ram
Ram Ram Ram Bolo Jay Shree Ram
Ram Ram Ram Ram Ram Ram Ram
Ram Ram Ram Bolo Jay Shree Ram
Kisi Ram Bhakt Ne Pagri Tyagi
Kisi Ram Bhakt Ka Toota Man
Koi Ram Bhakt Pratigya Leta
Kisi Ram Bhakt Ne, Tyaga Ann
Ram Ram Ram Ram Ram Ram Ram
Ram Ram Ram Bolo Jay Shree Ram
Ram Ram Ram Ram Ram Ram Ram
Ram Ram Ram Bolo Jay Shree Ram
Shangharsh Hua Bikran Bahut
Kala Kalyug Ka Akal Bahut
Samay Ne Feke Jaal Bahut Hue
Rahat Ek The Saal Bahut
Ram Ram Ram Ram Ram Ram Ram
Ram Ram Ram Bolo Jay Shree Ram
Ram Ram Ram Ram Ram Ram Ram
Ram Ram Ram Bolo Jay Shree Ram
Hui Ramayan Kalyug Me
Yudha Ka Fir, Yelaan Hua
Rathe Chali Har Kone Se
Ghar Ghar Kuch Kuch Dhan Hua
Dan Kare Koi Ram Sheela
Koi Gehne Kangan Daan Kare
Koi Khaye Seene Me Goli
Nyusabar Apne Pran Kare
Ram Ram Ram Ram Ram Ram Ram
Ram Ram Ram Bolo Jay Shree Ram
Ram Ram Ram Ram Ram Ram Ram
Ram Ram Ram Bolo Jay Shree Ram
Karya Seva Hui Safal
Ab Nyay Ki Bari Thi
Fir Bharat Ki Manjuri
Adalat Ne Swikari Thi
Mandhir Bana Hai Raam Ka
Bhagbe Ka Abhiman Bara Hay
Ram Rajya Ki Pehli Siri
Aaj Hindustan Chara Hay
Ram Ram Ram Ram Ram Ram Ram
Ram Ram Ram Bolo Jay Shree Ram
Ram Ram Ram Ram Ram Ram Ram
Ram Ram Ram Bolo Jay Shree Ram
Aaj Ram Puna Padhare Hai,
Chaho Aur Jay Kare Hai,
Mastak Kirno Se Saje
Mukut Lage Sitare Hai
Ram Ram Ram Ram Ram Ram Ram
Ram Ram Ram Bolo Jay Shree Ram
Ram Ram Ram Ram Ram Ram Ram
Ram Ram Ram Bolo Jay Shree Ram
Barsho Ki Upabas Tod Kar
Pagri Pehne Sare Hai
Ram Lala Ke Charno Me
Jhukne Mastak Sare Hai
Barsho Ki Pratiksha Par
Laga Hai Aj Biram
Barsho Ki Pratiksha Se
Bana He Bhavya Ram Ka Dham
Bana He Bhavya Ram Ka Dham
Bana He Bhavya Ram Ka Dham
Bana He Bhavya Ram Ka Dham
Bana He Bhavya Ram Ka Dham
Ram Ram Ram Ram Ram Ram Ram
Ram Ram Ram Bolo Jay Shree Ram
Ram Ram Ram Ram Ram Ram Ram
Ram Ram Ram Bolo Jay Shree Ram
Ram Ram Ram Ram Ram Ram Ram
Ram Ram Ram Bolo Jay Shree Ram
Ram Ram Ram Ram Ram Ram Ram
Ram Ram Ram Bolo Jay Shree Ram
Meaning :
Glory to the jewel of the Raghu dynasty, the lotus-eyed Lord Rama. He is none other than the darling son of Mother Eshwaramba, Lord Sathya Sai. The beloved of Janaki (Sita), the exquisitely handsome Lord Rama, is beautifully-complexioned and the most virtuous. Victory to Lord Rama, who is verily our Lord Sai Rama, of the Holy abode, Prashanthi Nilayam.
2. O Rama Nee Namamemiruchira......(Malladi Brothers, Swami Blessed them after the song)
O Rama Nee Namamu Emi Ruchira, Enta Ruchira!
Sri Rama Nee Naamamentha Ruchira
Kariraja Prahlada Dharanija Vibhishanula Kachina Nee Namamentho Ruchira
Kadali Kharjura Phalamula Kadhikamu Kammani Nee Namamentho Ruchira
Navarasamula Kanna.... Navaneetamula Kanna Adhikamau Nee Namamentho Ruchira
Saaramuleni Sansara Tharamunaku Tarakamu Nee Namamentho Ruchira
Araya Bhadrachala..... Sri Ramadasuni Elina Nee Namamentho Ruchira
O Rama Nee Namamentho Ruchira Sai Rama Nee Namamentho Ruchira
Iti Vadati Tulsidaasa Shankara Sheesh Muni Manaranjanam
Mama Hridayakanja Nivaasa Kuru Kaamaadi Khaladalaganjanam
Shree Ram Chandra Kripalu Bhaju Mana
Harana Bhavabhaya Daarunam
7. Hanuman Chalisa
Doha
Sri Guru Charan Saroj Raj Nij Man Mukur Sudhari, Baranau Raghuvar Bimal Jasu Jo Dayaku Ohal Chari II
Buddhiheen Tanu Janike Sumarau Pavan Kumar, Bal Buddhi Vidya Dehu Mohi Harau Kalesh Vikar II
Hanuman Chalisa:
Jai Hanuman gyan gun sagar
Jai Kapis tihun lok ujagar
Ram doot atulit bal dhama
Anjaani putra Pavan sut nama
Mahabir Bikram Bajrangi
Kumati nivar sumati ke sangi
Kanchan varan viraj subesa
Kanan kundal kunchit kesa
Hath vajra aur dhvaja viraje
Kaandhe moonj janeyu saje
Shankar suvan kesri nandan
Tej pratap maha jag vandan
Vidyavan guni ati chatur
Ram kaj karibe ko aatur
Prabu charitra sunibe ko rasiya
Ram Lakhan Sita man basiya
Sukshma roop dhari siyahi dikhava
Vikat roop dhari lank jarava
Bhima roop dhari asur sanghare
Ramachandra ke kaj sanvare
Laye Sanjivan Lakhan jiyaye
Shri Raghuvir harashi ur laye
Raghupati kinhi bahut badai
Tum mam priye Bharat hi sam bhai
Sahas badan tumharo yash gaave
Asa kahi Shripati kanth lagaave
Sankadhik Brahmadi Muneesa
Narad Saarad sahit Aheesa
Yam Kuber Digpaal jahan te
Kavi Kovid kahi sake kahan te
Tum upkar Sugreevahin keenha
Ram milaye rajpad deenha
Tumharo mantra Vibheeshan maana
Lankeshwar bhaye sab jag jana
Yug sahastra jojan par Bhanu
Leelyo tahi madhur phal janu
Prabhu mudrika meli mukh mahee
Jaladhi langhi gaye achraj nahee
Durgam kaj jagath ke jete
Sugam anugraha tumhre tete
Ram dwaare tum rakhvare
Hoat na agya binu paisare
Sub sukh lahae tumhari sar na
Tum rakshak kahu ko dar naa
Aapan tej samharo aapai
Teenhon lok hank te kanpai
Bhoot pisaach nikat nahin aavai
Mahavir jab naam sunave
Nase rog harae sab peera
Japat nirantar Hanumant beera
Sankat te Hanuman chudavae
Man kram vachan dhyn jo lavai
Sab par Ram tapasvee raja
Tin ke kaj sakal Tum saja
Aur manorath jo koi lavai
Soi amit jeevan phal pavai
Charon jug partap tumhara
Hai persidh jagat ujiyara
Sadhu Sant ke tum rakhware
Asur nikandan Ram dulhare
Ashta sidhi nav nidhi ke dhata
As var deen Janki mata
Ram rasayan tumhare pasa
Sada raho Raghupati ke dasa
Tumhare bhajan Ram ko pavai
Janam janam ke dukh bisraavai
Anth kaal Raghuvir pur jayee
Jahan janam Hari Bakht Kahayee
Aur Devta chit na dharahi
Hanumanth sehi sarve sukh karehi
Sankat kate mite sab peera
Jo sumirai Hanumat balbeera
Jai Jai Jai Hanuman Gosayin
Kripa karahu Gurudev ki nyahin
Jo sat bar path kare kohi
Chutahi bandhi maha sukh hohi
Jo yah padhe Hanuman Chalisa
Hoye siddhi sakhi Gaurisa
Tulsidas sada hari chera
Keejai nath hridaye mein dera
Pavan tanay sankat harana, Mangal moorati roop I
Ram Lakhan Sita sahit, Hridaya basahu sur bhoop II
Tera Pyar Paakar, Zamo Ko Mita Kar,
Yeh Kehta Hai Dil Bar Bar,
Jahan Bhi Rahenge, Tumarey Rahengey,
Dil Khol Kar Kahengey Hum Tumarey Hain Sai,
Tera Pyar Pa Kar, Zamo Ko Mita Kar,
Yeh Kehta Hai Dil Baar Baar.
Jahan Bhi Rahenge, Tumarey Rahengey,
Dil Khol Kar Kahengey Hum Tumarey Hain Sai,
Hazaron Mein Tum Ek Ho, Lakhon Mein Tum Ek Ho,
Baharon Mein Tum Hi To Ho, Har Nazaron Mein Tum Hi To Ho,
Tera Pyar Paakar, Zamo Ko Mita Kar,
Yeh Kehta Hai Dil Baar Baar,
Pholon Mey Kalion Me Tum Ho Samaye, Sapno Ki Galion Mey Tum Ho Samaye,
Chand Aur Sitaron Mey Har Ek Baharon Mein Humne Suni Teri Aavaz,
Pholon Mey Kalion Me Tum Ho Samaye, Sapno Ki Galion Mey Tum Ho Samaye,
Jidhar Bhi Dekha, Humne Hain Paaya, Bus Ek Tera Pyaar,
Tera Pyar Paakar, Zamo Ko Mita Kar,
Yeh Kehta Hai Dil Baar Baar,
Tumhey Raat Din Sai Chaahengey Hum, Badaltey Har Mausam Mein Chaayengey Hum,
Agar Praan Dey Hum, Tumey Jaan Dey Hum, Woh Kurbaan Tujpey, Toh Phir Bhi Hain Kum,
Tumhey Raat Din Sai Chaahengey Hum, Badaltey Har Mausam Mein Chaayengey Hum,
Yeh Dil Bhi Hain Tera, Yeh Jaan Bhi Hain Teri, Tumi Sey Humko Pyaar,
Tera Pyar Paakar, Zamo Ko Mita Kar,
Yeh Kehta Hai Dil Baar Baar,
Jahan Bhi Rahenge, Tumarey Rahengey,
Dil Khol Kar Kahengey Hum Tumarey Hain Sai,
Hazaron Mein Tum Ek Ho, Lakhon Mein Tum Ek Ho,
Baharon Mein Tum Hi To Ho, Har Nazaron Mein Tum Hi To Ho,
Tera Pyar Pa Kar, Zamo Ko Mita Kar,
Yeh Kehta Hai Dil Baar Baar.
Narayana Narayana Jai Jai Govinda Harey
Narayana Narayana Jai Jai Gopala Harey
Narayana Narayana Jai Jai Govinda Harey
Narayana Narayana Jai Jai Gopala Harey
Love Is My Form, Truth Is My Breath, Bliss Is My Food
My Life Is My Message Expansion Is My Life
No Reason For Love, No Season For Love, No Birth, No Death
Aha Raha Tava Aahvaana Prachaaritha Sunisitha Udaara Vaani
Hindu Bauddha Sikha, Jaina Paarasika, Musalmaana Kiristaani
Purab Pashchim Vaasi, Tava Simhaasana Paasi
Prema Vahini.....
Meaning :
Day and night Your voice goes out from land to land calling the Hindus, Buddhists, Sikhs, Jains, Parsees, Muslims and Christians round Thy throne. The East and the West join hands in their prayers to Thee, and the garland of Love is woven. Glory to Thee the eternal stream of Love.
Ramachandrude Paalinchina Bharata Desam
Mana Sai Ramude Janminchina Punya Desam
Ee Desa Vyapthilo Sai Yugam Kanipinchenu Choopulo
Aa Sai Yugamu Paravallutho Veena Meetenu Manasulo
Sai Tho Jeevitham Maako Varam
Anukshanam Prematho Nirminchu Mandiram
Iss Dharti Ke Mahaveeron Ki Raahon Par Chal Badhte Jaaye Shakti Hame Deejo
Dil Ke Sagar Mein Dubte Jao Bhakti Deejo Maa
Jeena Hame Tere Liye Sai Maa
Meaning :
Beautiful, honest and enchanting is the country Bharat
A sweet offering to this glorious Bharat
Heart is overjoyed listening to the song of Bharat
Let us all sing Vandemataram
Cool, pleasant is our Motherland
Nectarine, splendorous is our Motherland
Bharat the land ruled by Lord Sri Rama
The sacred country where Lord Sai Rama incarnated
We envision the Sai Era in spreading the glory of Bharat
That Sai Era blissfully strikes the chord in our hearts
With Lord Sai our life is a boon
That builds the temple every moment with love
Grant us the strength to progress by treading the path laid down my the heroes of this land
Confer upon us the devotion by which we would immerse in the ocean of our hearts
O Sai Maa, we have to live for You.