Dil mein mere futte hain
Masti ke water fall
Aaj na puchho haal mera
Bas dekho mere
Akhiyan ji mr.
Bana hai crister
Mehfil mein toofan machega
Madam tuj mein hai dum
Toh aaja meri jaan nache ja
Nacho na monobina han..
Dil se dil toh mila
Aur kadam to hila
Manno na monobina han..
Samjho baat zara
Hai ye raat janwan
Nacho na monobina han..
Nazron se jab nazrein milti hain
Saansein khoti hain
Aise chu chup ke aankhon mein
Vo baatein hoti hain
Oh meri maina maina bula le
Baatein baalton mein badha de
Kuch karte karte kar jaaye
Kuch jyada aa zara
Nacho na monobina han..
Dil se dil toh mila
Aur kadam to hila
Manno na monobina han..
Samjho baat zara
Hai ye raat janwan
Nacho na monobina han..
Tum jaise toh bhavre milte hain
Galliyon galliyon mein
Ye na socho ke mil jaayega
RTumko kalliyon mein
Ye bhavre ki shuruwat hai
Baagiche jaisi raat hai
Na jaane kaise kaise gull khile
Inko kya pata…
Nacho na monobina han..
Dil se dil toh mila
Aur kadam to hila
Manno na monobina han..
Samjho baat zara
Hai ye raat janwan
Nacho na monobina han..
Hooo….
Jab humko mila maidaan toh
Ban jaayenge toofan woh
Jo kattraye badhta jaaye
Badh ke har bandish ko tod de
Roke se nahi rukna hai
Dhokhe se nahi jhukna hai
Ab lenge hum bas wahi kadam
Arey jo rasta manzil ko jod de
Aankhon mein jagta ek khawab hai
Kuch kar dikhane ke liye
Hum toh jaanye janha
Ban jaaye danstaan
Saare zamaane ke liye
Chal yaar tu sabko pichhe chhod de
Khel khel mein, taal mel mein
Lapak jhapk ke niklenge hum
Kabhi idhar se, kabhi udhar se
Pattak pattak ke niklenge
Chal yaar tu sabko pichhe chhod de
Khel khel mein, taal mel mein
Lapak jhapk ke niklenge hum
Kabhi idhar se, kabhi udhar se
Pattak pattak ke niklenge
Ohh asaaniyon se kuch nahi milta
Kathnaiyon ke pal bhi aayenge
Himmatein karna humne haari toh
Jeet jayenge….
Hum jo chalenge hosla leke
Laakhon crorodo ki dua leke
Baadal ka saaya ban ke
Maidan pe hum chhayenge
Kismat ki kalaayi yaar mod de
Jab humko mila maidaan toh
Ban jaayenge toofan woh
Jo kattraye badhta jaaye
Badh ke har bandish ko tod de
Roke se nahi rukna hai
Dhokhe se nahi jhukna hai
Ab lenge hum bas wahi kadam
Arey jo rasta manzil ko jod de
Khel khel mein, taal mel mein
Lapak jhapk ke niklenge hum
Kabhi idhar se, kabhi udhar se
Pattak pattak ke niklenge
Khel khel mein, taal mel mein
Lapak jhapk ke niklenge hum
Kabhi idhar se, kabhi udhar se
Pattak pattak ke niklenge..
Dekho dekho ab chhaa gaya hai
Aakash par ab Tiranga
Bhare bhare man garv se
Hai leahra gaya jab Tiranga
Logon dekho dekho chhaa gaya hai
Aakash par ab Tiranga
Ae watan…..
Ae maa janni..
Tune diya hai jeevan
Tune diye aaram
Janni tera pyar hai man mein
Hontho pe tera naam
Janni ab to ek hi dhunn hai
Aaye tere kaam….
Jaaga jaaga Hindustan hai
Aur jaagi jaagi himmat hai
Rastein hain aur karwan hai
Aur manzilon mein chahat hai
Jaaga jaaga Hindustan hai
Aur jaagi jaagi himmat hai
Rastein hain aur karwan hai
Aur manzilon mein chahat hai
Jaaga…….Hindustan……
Jaaga…….Hindustan……
Aaaa…..
Hantho mein le ke hum
Tiranga jab hain chalte
Aankhon mein pal-pal kitne
Sapne hain palte..
Sapne ye hai watan ke
Hairat jalne ko
Jagmangana hum sikha de
Sapne ye hain ke
Khamosh hontho pe koi
Taraana hum saja de
Ae watan…..
Ae maa janni..
Tune diya hai jeevan
Tune diye aaram
Janni tera pyar hai man mein
Hontho pe tera naam
Janni ab to ek hi dhunn hai
Aaye tere kaam….
Jaaga jaaga Hindustan hai
Aur jaagi jaagi himmat hai
Rastein hain aur karwan hai
Aur manzilon mein chahat hai
Jaaga jaaga Hindustan hai
Aur jaagi jaagi himmat hai
Rastein hain aur karwan hai
Aur manzilon mein chahat hai
dil se sun piya ye dil ki dastaan
jo lafzon mein nahi ho bayaan
dil se sun piya ye dil ki dastaan
jo lafzon mein nahi ho bayaan
ab jaisa bhi rasta tootega na vasta
naa rahega fasla darmiyan
naino ne bandhi kaisi dor re
naino ne bandhi kaisi dor re
ho munsif hi mera mera chor re
dil pe chale na koi zor re
haan dil pe chale na koi zor re
o khincha chala jaye teri ore re
o aaja tera daras dikha de mahi
mujhe mera aks dikha de mahi
tujhse judi hain sab kahaniyan
o aaja tera daras dikha de mahi
mujhe mera aks dikha de mahi
tujhse judi hain sab kahaniyan
chahe sau gardishein ho
par koi bair nahi
hum duniya se lad lenge
par tere bagair nahi
dil se sun piya ye dil ki dastaan
jo lafzon mein nahi ho bayaan
humsafar humraz tu
jism main aur saans tu
rehna mere paas tu yun sada
naino ne bandhi kaisi dor re
haan naino ne bandhi kaisi dor re
ho munsif hi mera mera chor re
dil pe chale na koi zor re
haan dil pe chale na koi zor re
o khincha chala jaye teri ore re