Teri Baaho Me Jo Sukoon Tha
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Ek-Villain/Awari/CVk,Ax9cVEU
teri baaho me jo sakoon tha mila
maine dhuda bahut tha
phir na milaa
duniya chhuna chaahe mujhko yun
jaisay unki saari ki saari main
duniya dekhe roop mera
koi na jaane bechari main
haaye tooti saari ki saari main
tere ishq me hoi awari main
haaye tooti saari ki saari main
tere ishq me hoi awari main
koi shaam bulaaye
koi daam lagaaye
main bhi upar se hansti
par andar se haaye
kyo dard chupaye baithi hai
kyo tu mujhse kahti hai
main khud hi bikhra huaa
haaye andar andar se toota main
tere ishq me khud hi se rootha main
haaye andar andar se toota main
tere ishq me khud hi se rootha main
main jee bharke ro lu
teri baaho me so lu
aa phir se mujhe mill
main tujhse ye bolu
tu anmol thi
pal pal bolti thi
aisi chup tu laga ke gayi
saari khushiya kha ke gayi
haaye andar andar se toota main
tere ishq me khud hi se rootha main
haaye teri hu saari ki saari main
ho tere liye na saari main
Zarurat
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Ek-Villain/Zaroorat/MRFeekNye
ye dil tanha kyo rahe
kyo hum tukdo me jiye
ye dil tanha kyun rahe
kyo hum tukdo me jiye
kyo rooh meri ye sahe
main adhoora jee raha hoon
hardum ye keh raha hoon
mujhe teri zaroorat hai
mujhe teri zaroorat hai
ye dil tanha kyo rahe
kyo hum tukdo me jiye
ye dil tanha kyun rahe
kyo hum tukdo me jiye
kyo rooh meri ye sahe
main adhoora jee raha hoon
hardum ye keh raha hoon
mujhe teri zaroorat hai
mujhe teri zaroorat hai
andhero se tha mera rishta bada
tune hi ujaalon se waaqif kiya
ab lauta main hoon inn andheron me phir
toh paaya hai khud ko begaana yahaan
tanhaayi bhi mujhse khafaa ho gayi
banjaro ne bhi thukra diya
main adhoora jee raha hoon
khud par hi ik sazaa hoon
mujhe teri zaroorat hai
mujhe teri zaroorat hai
tere jism ki woh khushbue
ab bhi inn saanso me zinda hai
mujhe ho rahi inse ghutan
mere gale ka ye phanda hai
tere choodiyo ki woh khanak
yaado ke kamre me goonje hai
sunkar isey aata hai yaad
haathon me mere zanjeerin hai
tuhi aake inko nikaal zaraa
kar mujhe yahaan se rihaa
main adhoora jee raha hoon
ye sadaaye de rahaa hoon
mujhe teri zaroorat hai
mujhe teri zaroorat hai
Humdard
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Ek-Villain/Humdard/Gg0tcyVybm
pal do pal ki kyo hai zindagi
is pyar ko hai sadiya kafi nahi
to khuda se maang loon
mahaulat ek nayi
rahana hai bas yaha
ab dur tujhse jaana nahi
jo tu mera hamdard hai
jo tu mera hamdard hai
suhana har dard hai
jo tu mera hamdard hai
teri muskurahte hai takat meri
mujhko inhi se ummid mili
chahe kare koi sitam ye jaha
inme hi hai sada hifajat meri
zindgani badi khubsurat hui
jannt ab or kya hogi kahi
jo tu mera hamdard hai
jo tu mera hamdard hai
suhana har dard hai
jo tu mera hamdard hai
teri dhadhkano se hai zindgi meri
khwaeshe teri ab duaaye hai meri
kitna anokha bandhan hai ye
teri meri jaan jo ek hui
laut aauga yaha tere pas waha
wada hai mera mar bhi jau kahi
jo tu mera hamdard hai
jo tu mera hamdard hai
suhana har dard hai
jo tu mera hamdard hai
hoon hamdard hoon hamdard
Banjaare
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Ek-Villain/Banjaara/JBElcjpzQ
jise zindagi dhoondh rahi hai
kya ye woh makaam mera hai
yahan chain se bas ruk jaun
kyon dil ye mujhe kahta hai
jazbaat naye se mile hain
jaane kya asar ye huaa hai
ik aas mili phir mujhko
jo qubool kisi ne kiya hai
kisi shaayar ki ghazal
jo de rooh ko sukoon ke pal
koi mujhko yun mila hai jaise banjaare ko ghar
main mausam ki sehar yaa sard me dopahar
koi mujhko yun mila hai
jaise banjare ko ghar
jaise koi kinaara
deta ho sahaara
mujhe wo mila kisi mod par
koi raat ka taara
karta ho ujaala
waise hi roshan kare woh shehar
dard mere woh bhula hi gayaa kuch aisa asar hua
jeena mujhe woh phir se woh sikha raha
hm jaise baarish kar de tar yaa marham dard par
koi mujhko yun mila hai jaise banjare ko ghar
mai mausam ki sehar ya sard me dopahar
koi mujhko yun mila hai
jaise banjaare ko ghar
muskaata yeh chehra
deta hai jo pehraa
jaane chhupata kya dil ka samandar
auro ko to hardam saaya deta hai
woh dhoop me hai khada khud magar
chot lagi hai usey phir kyon
mehsoos mujhe ho raha hai
dil tu bata de kya hai iraada tera
main parinda besabar tha uda jo darbadar
koi mujhko yun mila hai jaise banjarey ko ghar
main mausam ki sehar ya sard me dopahar
koi mujhko yun mila hai
jaise banjarey ko ghar
koi mujhko yun mila hai
jaise banjare ko ghar, jaise banjare ko ghar
jaise banjare ko ghar, jaise banjare ko ghar
Galliyan
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Ek-Villain/Galliyan/AgJcWB1bX
yahi doobe din mere yahi hote hai savere
yahi marna aur jeena yahi mandir aur madeena
yahi doobe din mere yahi hote hai savere
yahi marna aur jeena yahi mandir aur madeena
teri galiya galliya teri, galliya
mujhko bhaavein galiya, teri galliya
teri galiyagaliya teri, galliya
yun hi tadpave, galliya teri, galliya
tu meri neendo me sota hai
tu mere ashqo me rota hai
sargoshi si hai khayalo me
tu na ho, phir bhi tu hota hai
hai sila tu mere dard ka
mere dil ki duaaye hai
teri galiya galliya teri, galliya
mujhko bhaave galiya, teri galiya
teri galiyagaliya teri, galliya
yuhi tadpaave, galliya teri, galliya
kaisa hai rishta tera mera
bechehra phir bhi kitna gahra
ye lamhe, lamhe ye resham se
kho jaayein kho na jaayein humse
kaafila waqt ka rok le
ammabr se juda na ho
teri galliya galliya teri, galliya
mujhko bhaave galiya, teri galiya
teri galiyagaliyaan teri, galliya
yuhi tadpaave, galliya teri galliya
galliya,teri galliya, tadpaave
Galliyan(Unplugged)
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Ek-Villain/Galliyan-Unplugged
yahi doobe din mere
yahi hote hai savere
yahi marna aur jeena
yahi mandir aur madeena
yahi doobe din mere
yahi hote hai savere
yahi marna aur jeena
yahi mandir aur madeena
teri galiya galliya teri, galliya
mujhko bhaavein galiya, teri galliya
teri galiyagaliya teri, galliya
yuhi tadpave, galliya teri, galliya
tu meri neendo me sota hai
tu mere ashqo me rota hai
sargoshi si hai khayalo me
tu na ho, phir bhi tu hota hai
hai sila tu mere dard ka
mere dil ki duaaye hai
teri galiya galliya teri, galliya
mujhko bhaave galiya, teri galiya
teri galiyagaliya teri, galliya
yuhi tadpaave, galliya teri, galliya
kaisa hai rishta tera-mera
be hehra phir bhi kitna gehra
ye lamhe, lamhe ye resham se
kho jaayein kho na jaayein humse
kaafila waqt ka rok le
abr se juda na ho
teri galliya galliya teri galliya
mujhko bhaave galiya teri galiya
teri galiyagaliyaan teri galliya
yuhi tadpaave galliya teri galliya
galliya,teri galliya,tadpaave