zindagi kahin gum hai
uski hi yaadon mein
uska hi manzar hai
mere din raat mein
zindagi kahin gum hai
uski hi yaadon mein
uska hi manzar hai
mere din raat mein
mere khuda use bata
mere khuda use bata
lamha lamha yu dhundhe
bas usko ye nazar
jaane kaisa hai uski chahat ka asar
sare falak mein, sari zamee pe
mana usi ko sanam o o
meri wafaye meri duaye
woh hi hai mera karam
mere khuda use bata
mere khuda use bata
suni suni thi raahe
jo muskurane lagi
raaten jo thi andheri wo jhilmilane lagi
wo meri shab hai, wo meri shamen
wo hi meri ashiqui, wo mera dil hai
wo meri saansein, wo hi meri zindagi
mere khuda use bata
mere khuda use bata
kabse bulaye dil, deke sadaye re
rasta nihare dil, palke bichhaye re
kabse bulaye dil, deke sadaye re
ojhal nigahon se
tu kahan kahan aaja re yahan
jiya re jiya re laage na jiya re
jiya re jiya re laage na jiya re
piya piya piya piya laage naahi
jiya jiya jiya jiya laage naahi piya
manzar manzar ret ka sagar
dil ek pyasa raahi
o sabz nazara ek na dekha
jabse mili hai judai
jism hu main, tu jaa hai meri
bekhudi aashiqi hai meri
tere bin kuch na bhaye laut aa
jiya re jiya re jaaye na jiya re
jiya re jiya re laage na jiya re
piya piya piya piya laage naahi
jiya jiya jiya jiya laage naahi piya
khwaab hasi jo sanjoye the
chhod gaye sab naina
o pal pal mar mar ke dhalti hai
kaali ghaneri raina
jism hu main, tu jaa hai meri
jeene ki tu wajah hai meri
tere bin kuch na bhaye laut aa
jiya re jiya re laage na jiya re
jiya re jiya re jaaye na jiya re
piya piya piya piya
piya piya piya piya
piya piya piya piya
rasiyan rasiyan rasiyan sajan more rasiyan sajan more
aaye naa aaye naa rasiyan sajan more aaye naa aaye naa
rasiyan sajan more aaye naa aaye naa
soona aangan mohe bhaye naa bhaye naa
soona aangan mohe bhaye naa bhaye naa rasiyan
ankhiyon se tere mukhda hate naa aatho pehar kaise kate na
ankhiyon se tere mukhda hate naa
ankhiyon se tere mukhda hate naa
aatho pehar kaise kate na aatho pehar kaise kate na
lagee re lagan lagee re lagan lagan lagee lagee
lagee lagan lagee lagan rasiyan sajan
lagee lagan lagee lagan rasiyan sajan
lagee lagan rasiyan sajan
lagee lagan rasiyan sajan lagee lagan rasiya sajan
lagee lagan rasiyan sajan lagee lagan rasiya sajan
rasiyan aa aa aa aa aa rasiyan
lagee lagan rasiyan sajan rasiyan
tumse hi chalati hai saanse bhi, dhadkan bhi
tumse hai ja meri jaan, aa jaao baaho me
yaado ki raaho me aa ik duje me, ho jaaye milke fana
aa jaao baaho me
tum ho meri duwa, tum ho meri sada
tumse hai aashiki, tumse hai mere dil kaa jahaan
tum ho meraa nasha, tum ho meri wafa
tumse hai mere armaan jawaan
tumne dekha mujhe palko ki oat se
mai to ghaayal huyi ishq ki chot se
tumse hai jindagi, tumse hai har khushi
tum ho meri duwa, tum ho meri sada
tumse hai aashiki, tumse hai mere dil kaa jahaan
tum ho mera nasha, tum ho meri wafa
tumse hai mere armaan jawaan
chaahate keh rahi, har ghadi dumbdum
abb saha jaaye naa duriyo kaa sitam
tumse hai aarju, tumse hai justaju
tum ho meri duwa, tum ho meri sada
tumse hai aashiki, tumse hai mere dil kaa jahaan
tum ho mera nasha, tum ho meri wafa
tumse hai mere armaan jawaan
tumse hi chalati hai saanse bhi, dhadkan bhi
tumse hai ja meri jaan, aa jaao baaho me
yaado ki raaho me aa ik duje me, ho jaaye milke fana
aa jaao baaho me
tum ho meri duwa, tum ho meri sada
tumse hai aashiki, tumse hai mere dil ka jahaan
tum ho mera nasha, tum ho meri wafa
tumse hai mere armaan jawaan
naa beete naa baate tori piya mori
ha lage ye raate thodi piya mori
naina bachake bujhake rakhi di hai nindiya
chheete laga ke utha ke bitha di hai batiya
gale lagake samake dolu main
baahe failake bichhake bolu main
taare lagake sajake karu main tarifiya
naa beete naa baate tori piya mori
jaawa mile the uski hawa pe
aao dauhraye ek baar
o kaise lade the uski hawa pe
aur aa jaaye phir dulaar
tujhe hai khabar hai pata
meri har kami har khata
saari hatake bhulake kare tu tarifiya
naa beete naa baate tori piya mori
ha lage ye raate thodi piya mori
jaana yaha se kaafi hai aage
tere sang hai hona aarpaar
ho tu hi hai samjhe tu hi hai jaane
tujhe hai diya sab haal
tujhe hai khabar hai pata
meri har kami har khata
saari hatake bhulake kare tu tarifiya
naa beete naa baate tori piya mori
naa beete naa baate tori piya mori
piya mori, piya mori
piya mori, piya mori
piya more piya, piya piya
jiya mora jiya, jiya jiya
hua tora jiya mori baate samjhe naa
juda aisa bhara, mohe baandhe suljhe naa
piya more piya, piya piya
raat jagaye ninde humse
ruthi hui si rehti hai
khwab uthaye in palko pe
aankhe unhi me behti hai
dil kaunsa hai wakt
kya hai ye jaane naa
kab chhodti hai yaade
koi mauka aave naa
dil kaunsa hai wakt
kya hai ye jaane naa
jaane naa, maane naa
piya more piya, piya piya
jaane kaha se baate teri
hui nikal hi aati hai
laakh bujhau bati phir bhi
phirse jal hi jaati hai
kuchh bewajah hi jaane
kya ye dil karvata
kahi sujhbujh se
koi bhi hai iska naa pata
kuchh bewajah hi jaane
kya ye dil karvata karvata
jaana kaha
piya more piya, piya piya
jiya mora jiya, jiya jiya
hua tora jiya mori baate samjhe naa
juda aisa bhara, mohe baandhe suljhe naa
piya more piya, piya piya
thandi aag hai ya thandi hawa
tujhko chhune ki hai aarzoo
behki aas hai dil ke aaspaas hai
khamoshi me aaj keh du
tu dil se thaam le chahat ko zara
pakeeza tujhpe dil hai fida
jism se ruh tak tera hi surur
tu hi rangat mehki fiza
pakeeza pakeeza sun dil ki sada
pakeeza pakeeza naa hona juda
pakeeza pakeeza sun dil ki sada
pakeeza pakeeza naa hona juda
tu hai zindagi, tu hai bandagi
tu mera suku tu aawargi
tu kashish jeene ki, tu hi tashnagi
tu hi bekhudi meri, tujh me saadgi
tu dil se thaam le chahat ko zara
pakeeza tujhpe dil hai fida
jism se ruh tak tera hi surur
tu hi rangat mehki fiza
pakeeza pakeeza sun dil ki sada
pakeeza pakeeza naa hona juda
pakeeza pakeeza sun dil ki sada
pakeeza pakeeza naa hona juda
kya kahu tujhe nur ya koi pari
roke rubaru kehna chaahu aakhri
rangini ye husn ka tu misal hai
aur kya kahu tu bemisal hai
tu dil se thaam le chahat ko zara
pakeeza tujhpe dil hai fida
jism se ruh tak tera hi surur
tu hi rangat mehki fiza
pakeeza pakeeza sun dil ki sada
pakeeza pakeeza naa hona juda
pakeeza pakeeza sun dil ki sada
pakeeza pakeeza naa hona juda
pakeeza pakeeza sun dil ki sada
pakeeza pakeeza naa hona juda
pakeeza pakeeza sun dil ki sada
pakeeza pakeeza naa hona juda
kehkasha ae khush ada ta asur tujhpe hua
husn ke jalwe tere dekhu main har martava
rafta rafta badh jaane de madhoshiya
lamha lamha mit jaane de ye duriya
rafta rafta badh jaane de madhoshiya
lamha lamha mit jaane de ye duriya
kehkasha ae khush ada ta asur tujhpe hua
husn ke jalwe tere dekhu main har martava
hasrat hai tujhe dekhu har pal
chahat hai tujhe chaahu har pal
tu nazro se naa ho kabhi ojhal
khwaish hai tere hontho par hi
likh du mere dil ki kahani
teri lau me jalna chaahu pal pal
ab to dil ke saans ko
chupke se tu chhhed de
aalam ko tu khushnuma bhi zara kar de
ab to dil ke saans ko
chupke se tu chhhed de
aalam ko tu khushnuma bhi zara kar de
kehkasha ae khush ada ta asur tujhpe hua
husn ke jalwe tere dekhu main har martava
chhayi hai ajab si khumari
badhne bhi lagi bekraari
aaja aaja aahosh me tu aa
rangat me tera rang bhar de
do lafzo me tu aaj keh de
keh de haale dil kar de mehraba
naa chaahu jannat ki hur
tujhko chaahu jaaneja
seene ki jalan ko bujha de hamnava
naa chaahu jannat ki hur
tujhko chaahu jaaneja
seene ki jalan ko bujha de hamnava
kehkasha ae khush ada ta asur tujhpe hua
husn ke jalwe tere dekhu main har martava
mujh me tu hi tu, main hu main nahi
rab tu ishk tu, bin tere main nahi
mujhe de de tu panha, tere ishk main hu fanna
tere bin jeena gunha mahi ve
main lamha lamha tujh me gumraha
aankho me tu hi tu baya
faryaado me tu bunyaado me tu
saanso me tu hi tu rava
mujhe de de tu panha, tujhe chaahu bepanha
o mahi ve
dil mera rehta hai
teri yaado ke saaye me hi raat din
tanhai bekhayali tere khayalo ko
le aati hai har pal
main lamha lamha tujh me gumraha
aankho me tu hi tu baya
faryaado me tu bunyaado me tu
saanso me tu hi tu rava
mujhe de de de de tu panha
sun le ye iltija
o mahi ve
hua tera dil kafur jaise
hua mera dil kafur re
kafur kafur dil
hua tera dil kafur jaise
hua mera dil kafur re
kafur kafur dil
naa ye haath aaye naa ye baajh aaye
jaise khushboo koi
naa ye keh paaye naa ye reh paaye
hai ye guftagu koi
hua tera dil kafur jaise
hua mera dil kafur re
kafur kafur dil
dekhu main jaha bhi waha tera naam re
jaau main jaha bhi le tu mujhe thaam re
o lage tu jaise jaade ki bahe dhup re
jache tu bhi naa jatan mujhe khub re
dil yehi chaahe, dil yehi maange
tere sahare din hum gujare
ke tu paas aaye mujh me samaye
aisi aarzoo meri
naa main puri hu naa adhuri hu
main hubahu teri
hua tera dil kafur jaise
hua mera dil kafur re
kafur kafur dil
khili hai baago me jaise koi kuk re
mili hai mujhe tu kabhi hona chuk re
o kahu naa main jo tu wo bhi bhaap le
sochu main jo bhi use tu jaanch re
dil yehi chaahe, dil yehi maange
tere sahare din hum gujare
ke tu paas aaye mujh me samaye
aisi aarzoo meri
naa main puri hu naa adhuri hu
main hubahu teri
hua tera dil kafur jaise
hua mera dil kafur re
kafur kafur dil
hua mera dil kafur re
kafur kafur dil
hey rama rama gajab hua re
desh ka aalam ajab hua re
aao yaaro taaza haal sunaye
aaj sabko aaina dikhlaye
hey rama rama gajab hua re
desh ka aalam ajab hua re
aao yaaro taaza haal sunaye
aaj sabko aaina dikhlaye
chheena jhapti maara maari
khun kharaba rishwat honi aur beimani
inka ho jo wakt ab to
jitenge bas hum hi yaaro
hongi nahi pareshani
chheena jhapti maara maari
khun kharaba rishwat honi aur beimani
inka ho jo wakt ab to
jitenge bas hum hi yaaro
hongi nahi pareshani
kahi patoro dk laale
kahi pe garbo ke ghotale
aisi demo desi par itraye
aaj sabko aaina dikhlaye
bin donation no admission
isko kehte hum education
dobarman ki jai ho
sadak pe hi kacharo ke adde
???se bhi bade hai katte
????man ki jai ho
bin donation no admission
isko kehte hum education
dobbarman ki jai ho
sadak pe hi kacharo ke adde
???se bhi bade hai katte
????man ki jai ho
music ki hai baat nirali
duniya bhar ki tune churali
aise daur ke aage shish jhukaye
aaj sabko aaina dikhlaye
aaj sabko aaina dikhlaye
aaj sabko aaina dikhlaye
chalte chalo re, chalte chalo re
o raste me mile jo bhi gale laga le
o chalte chalo re, bindass chalo re
o roshani dur sahi sapne hai khile
o chalte chalo re, bindass chalo re
main bhi ajnabi tu bhi ajnabi
ik dhun me phir bhi saanso ki dori
duri hai lambi kaanto se bhari
har lamha har pal phir bhi lagti hasi
pyar ki hi ye umar har dam rahe jo sang
ek dhaage se baandhi jaan hamari
chhote chhote sapno ko barsate huye
kadam kadam chume mushkile saari
chalte chalo re, bindass chalo re
hawao se puchh, in ghatao se puchh
kaha se aaye hum, kaha jayenge hum
ik hi rasta magar anjana safar
chalna hai saath saath milke ek do kadam
thodasa tu bhi de de, thodasa main bhi de du
milke saware hum jivan saara
dil se thaam le, dil se jod le
sadiyo ke liye rishta pyara
chalte chalo re, chalte chalo re
chalte chalo re, bindass chalo re
chalte chalo re, ho chalte chalo re
chalte chalo re, bindass chalo re
ab hai ujala, ab hai savera
ab in hawao pe kar lu basera
ab main zamane ko humraaz kar lu
ab aasmano pe parwaz kar lu
is pal me hai mujhko jeena
ab mujhko jeena, ab mujhko jeena
ab mujhko jeena
nakamiyo se darna kya
jeene se pehle marna kya
jhumkar mera dil ab ye mujh se kahe
zindagi hai to zindadili bhi rahe
ab irado ko hai than lena
ab to khwabo pe hai jaan dena
is pal me hai mujhko jeena
ab mujhko jeena, ab mujhko jeena
ab mujhko jeena
anjana kal na manu main
ye pal hai apna chalu main
yaha charo taraf pyar ke silsile
dekho veraniyo me bhi dil hai mile
apni manzil ki mujh ko khabar hai
ab to himmat meri humsafar hai
is pal me hai mujhko jeena
ab mujhko jeena, ab mujhko jeena
ab mujhko jeena
ab mujhko jeena, ab mujhko jeena
ab mujhko jeena
ab hai ujala, ab hai savera
ab inn hawao pe kar lu basera
ab mai zamane ko humraz kar lu
ab aasmano pe parwaz kar lu
is pal me hai mujhko jeena
ab mujhko jeena, ab mujhko jeena, ab mujhko jeena
ab mujhko jeena, ab mujhko jeena
nakamiyo se darna kya, jeene se pehle marna kya
jhoom kar mera dil ab ye mujh se kahe
zindagi hai to zinda dili bhi rahe
ab irado ko hai than lena
ab to khwabo pe hai jaan dena
is pal me hai mujhko jeena
ab mujhko jeena, ab mujhko jeena, ab mujhko jeena
ab mujhko jeena, ab mujhko jeena
anjana kal na manu mai, ye pal hai apna chalu mai
yaha charo taraf pyar ke silsile
dekho veraniyo me bhi dil hai mile
apni manzil ki mujh ko khabar hai
ab to himmat meri humsafar hai
iss pal me hai mujhko jeena
ab mujhko jeena, ab mujhko jeena, ab mujhko jeena
ab mujhko jeena, ab mujhko jeena
are you ready, ok sing with me
ab hai ujala, ab hai savera
ab inn hawao pe kar lu basera
ab mai zamane ko humraz kar lu
ab aasmano pe parwaz kar lu
is pal me hai mujhko jeena
ab mujhko jeena, ab mujhko jeena, ab mujhko jeena
ab mujhko jeena, ab mujhko jeena
jugnu ki payal bandhi hai ye ishq nahi ye andhi hai
jugnu ki payal bandhi hai ye ishq nahi ye andhi hai
o mahi tu mera sona hai, o mahi tu mera sona hai
sona hai mera sona hai, ye soni teri chandi hai
jugnu ki payal bandhi hai ye ishq nahi ye andhi hai
jugnu ki payal bandhi hai ye ishq nahi ye andhi hai
ishq hai aashiq hai diwani bhi
jugnu ki kasam kya chij hai jawani bhi
kamsim hai katil hai meharbani bhi
are muskil hai muskil hai jam jani bhi
o mahi tu mera sona hai, o mahi tu mera sona hai
sona hai mera sona hai, ye soni teri chandi hai
jugnu ki payal bandhi hai ye ishq nahi ye andhi hai
jugnu ki payal bandhi hai ye ishq nahi ye andhi hai
ankhe hai masti ke paimane do
solah badan ke aashiq hai jamane ko
sine me jo aag nahi to jane do
garmi hai jo sanso me to ane do
o mahi tu mera sona hai, o mahi tu mera sona hai
sona hai mera sona hai, ye soni teri chandi hai
jugnu ki payal bandhi hai ye ishq nahi ye andhi hai
jugnu ki payal bandhi hai ye ishq nahi ye andhi hai
jugnu ki payal bandhi hai ye ishq nahi ye andhi hai
jugnu ki payal bandhi hai ye ishq nahi ye andhi hai