thandi aag hai ya thandi hawa
tujhko chhune ki hai aarzoo
behki aas hai dil ke aaspaas hai
khamoshi me aaj keh du
tu dil se thaam le chahat ko zara
pakeeza tujhpe dil hai fida
jism se ruh tak tera hi surur
tu hi rangat mehki fiza
pakeeza pakeeza sun dil ki sada
pakeeza pakeeza naa hona juda
pakeeza pakeeza sun dil ki sada
pakeeza pakeeza naa hona juda
tu hai zindagi, tu hai bandagi
tu mera suku tu aawargi
tu kashish jeene ki, tu hi tashnagi
tu hi bekhudi meri, tujh me saadgi
tu dil se thaam le chahat ko zara
pakeeza tujhpe dil hai fida
jism se ruh tak tera hi surur
tu hi rangat mehki fiza
pakeeza pakeeza sun dil ki sada
pakeeza pakeeza naa hona juda
pakeeza pakeeza sun dil ki sada
pakeeza pakeeza naa hona juda
kya kahu tujhe nur ya koi pari
roke rubaru kehna chaahu aakhri
rangini ye husn ka tu misal hai
aur kya kahu tu bemisal hai
tu dil se thaam le chahat ko zara
pakeeza tujhpe dil hai fida
jism se ruh tak tera hi surur
tu hi rangat mehki fiza
pakeeza pakeeza sun dil ki sada
pakeeza pakeeza naa hona juda
pakeeza pakeeza sun dil ki sada
pakeeza pakeeza naa hona juda
pakeeza pakeeza sun dil ki sada
pakeeza pakeeza naa hona juda
pakeeza pakeeza sun dil ki sada
pakeeza pakeeza naa hona juda