Koi Jatan Aaram Na Aaye
Koi Hakimi Kaam Na Aaye
Teri Sudame Jab Na Tadapu
Aisi Koi Saam Na Aaye
Mann Hi Akela Dhan Tha Mera
Leke Hue Do Nain Farar
Aise Loorena Koi Jaise
Loota Kabira Beech Bazar
Praan Chale Hain Chhodh Badan Ko
Haar Gaye Pandit Ojha
Saans Bina Main Ji Lu Sajni
Ek Baar Meri Hojaa
Tuu Holi Ke Rango Jaisi Tuu
Udhti Patango Jaise Tuu
Peeche Peeche Bhagoon Main Tere Liye Re
Tuu
Ghor Amavas Mein Main Janma
Tu Poonam Ki Rain Mein Aayi
Main Gokul Ka Van Hu Radha
Tu Barsane Ki Amrai
Chamak Uthu Main Khil Jau
Tu Mantar Jo Mujhpe Phere
Mujh Mein Mera Kya Hain Sajni
Mann Murli Dono Tere
Por Por Mein Preet Jaga De
Rom Rom Amrit Bhar De
Raas Rachake Radha Rani
Iss Gwale Ko Kanha Karde
Kabhi Mera Dil Chukar
Jaadu Chala Jaadugar
Koi Na Jo Kar Paya
Oh Vasudha Voh Tu Kar
Ohoo Kora
Main Yun Tere Bin
Jaise Kaagaz Ka Panna Ho Siyahi Bina Re
Tuu
Lal Adher Hain Gal Gulabi
Kaare Nain Lajaye Hain
Ram Kasam Ek Tan Mein Tune
Kitane Rang Chupaye Hai
Kaun Hain Teeno Log Main Aisa
Dekh Tujhe Jo Dhany Nahi
Tere Rang Se Milta Julta Jag Main Koi Rang Nahi
Dwar Pe Mere Leke Aaja Wo Chanda Apni Doli
Man Pe Teer Mile Tan Man Pe Yaad Rahegi Yeh Holi
Ae Vatan Tere Pairon Me
Teri Hi Aagosh Mein
Hamane Dil Kuraba Kar Diya Haan
Ae Vatan Tere Pairon Me
Teri Hi Aagosh Mein
Hamane Dil Kuraba Kar Diya
Vaaste Tere Jaan Bhi Luta Dege
Ham Ae Vatan
Ye Janam Tere Naam Kar Diya
Inqulab Ka Naara Sareaam Kar Diya
Inqulab Ka Naara Sareaam Kar Diya
Qatra Qatra Humane Vatan Ke Naam Kar Diya
Qatra Qatra Humane Vatan Ke Naam Kar Diya
Dushmano Se Ab Jang Ka Ailaan Kar Diya
Dushmano Se Ab Jang Ka Ailaan Kar Diya
Qatra Qatra Humane Vatan Ke Naam Kar Diya
Qatra Qatra Humane Vatan Ke Naam Kar Diya
Khoon Jo Behta Hai To Behne De
Khoon Jo Bole To Use Kehne De
Saja Dhabbe Khoon Ke Jisam Par
Khoon Ko Tu Yoon Khoon Rehne De
Faulaadi Seene Me Daage
Zulm Ke Nishaan
Par Har Ek Saans Ab Bhi Hai
Arey Bahoot Jaada Shady Hain
Bahoot Seyani Lady Hain
Arey Bahoot Jaada Shady Hain
Bahoot Seyani Lady Hain
Kya Oo Gadabad Hain Jisko
Karne Ko Ye To Ready Hain
Lyricsbogie.Com
Ye Sutli Wala Boom
Machis Ki Priyatam
Arey Shak Hai Humko Kardegi Tabah
Maan Karta Hain Shoutva
Ee Kanya Pe Doubtwa
Maan Karta Hain Shoutva
Ee Kanya Pe Doubtwa
Bahoot Sharp Lugai Hain
Jaane Kahan Se Ye Aayi Hain
Iske Piche Cia Hain
Aur Aage Cbi Hain
Ye Sutli Wala Boom
Machis Ki Priyatam
Arey Shak Hai Humko Kardegi Tabah
Maan Karta Hain Shoutva
Ee Kanya Pe Doubtwa
Buddhi Hai Knock Outva
Ee Kanya Pe Doubtwa
Maan Karta Hain Shoutva
Ee Kanya Pe Doubtwa
Maan Karta Hain Shoutva
Ee Kanya Pe Doubtwa
Khoon Mein Angaar Lee Chala
Aandhiyon Ko Cheertha Hua
Maut Ko Bhi Dega Ye Hara
Aaj Na Mane Haar
Sooraj Lahu Mein Chodey Angaare
Iski Tapish Se Jhukenge Saare
Zameen Pe Aake Denge Salami
Chaand Sitare Ho
Vande Mataram
Vande Mataram
Vande Mataram
Dharti Hai Ye Janbazon Ki
Mashaal Funke Ambaron Ke Taare
Katra Katra Beh Jawe Aan Baan Jab Lalkaare
Jigra Itna Parbat Kya Aaj Cheerde
Jal Ke Ye Dhaare
Raa Vaanara Santosha Velaraa
Ganthullo Thelaraa, Dum Dum Dum Dum
Raa Vaanara Santosha Velaraa
Ganthullo Thelaraa, Dum Dum Dum Dum
Sriramude Mana Jattu Kattera
Elugetthi Chaataraa, Dum Dum Dum Dum
Itna Bada Jahaan Hai
Chalo Dhoondh
Laayein Usko Jai Hey
Itna Bada Jahaan Hai
Chalo Dhoondh Laayein Usko
Saare Jahaan Se Achcha
Woh Hindustan
Kahan Hai Jai Hey
Itna Bada Jahaan Hai
Chalo Dhoondh Laayein Usko
Saare Jahaan Se Achcha
Woh Hindustan
Kahan Hai Jai Hey
Jai Hey Jai Hey
Aazad Hoke Pehle
Aaya To Tha Idhar Hi
Raaste Mein Kho Gaya
Ya Woh Gaya Bikhar Hi
Jai Hey Jai Hey
Aazad Hoke Pehle
Aaya To Tha Idhar Hi
Raaste Mein Kho Gaya
Ya Woh Gaya Bikhar Hi
Pehle Kahaan
Daya Thi Daya Thi
Pehle Kahaan Dharam
Tha Dharam Tha
Sunte Thhe Woh
Waha Hai Jai Hey
Itna Bada Jahaan Hai
Chalo Dhoondh Laayein Usko
Saare Jahaan Se Achcha
Woh Hindustan
Kahaan Hai Jai Hey
Jai Hey Jai Hey Jai Hey
Koi Geet Bhi Tha Uska
Mujhe Yaad Aa Raha Hai
Bina Jaane Jiska Matlab
Har Neta Gaa Raha Hai Jai Hey
Unhein Keh Do Gaayenge Hum
Gaayenge Hum Jai Hey
Hamein Geet Woh Hai Aata
Hamein Geet Woh Hai Aata
Jab Jan Gan Man Jan Gan Man
Jab Jan Gan Banega Naayak
Khud Apna Bhagya
Vidhata Jai Hey
Punjab Sindh Gujarat
Maratha Jai Hey
Mein Sindh Ki
Kami Kaheen Hai
Punjab Sindh
Gujarat Maratha
Mein Sindh Ki
Kami Kaheen Hai
Aazadi Ke Samay Se Yun To
Uski Bhi La Yahin
Kahin Hai Jai Hey
Itna Bada Jahaan Hai
Chalo Dhoondh Laayein Usko
Itna Bada Jahaan Hai
Chalo Dhoondh Laayein Usko
Saare Jahaan Se Achcha
Woh Hindustan Kahan Hai
Jai Hey Jai Hey
Itna Bada Jahaan Hai
Chalo Dhoondh Laayein Usko
Saare Jahaan Se Achcha
Woh Hindustan
Kahan Hai Jai Hey
Jai Hey Jai Hey
Saare Jahaan Se Achcha Jai Hey
Hindustan Kahaan Hai
Saare Jahaan Se Achcha
Hindustan Kahan Hai.
Hey Ho
Kadak Dhoop Aur
Thandi Chhaaon
Ek Akeli Poora Gaaon
Poochhoge Ab Uska Naao
Naam Kya
Kanchi Re Kanchi
Kanchi Re Kanchi
Kanchi Re Kanchi
Kanchi Re Kanchi
Oh Hoho Ho Ho Ho
Kadak Dhoop Aur
Thandi Chhaaon
Ek Akeli Poora Gaaon
Poochhoge Ab Uska Naao Kya
Kaanchi Re Kaanchi Kanchi Re
Kaanchi Re Kaanchi Kanchi Re
Choti Mein Woh
Toofan Baandhe
Toofan Baandhe
Barkha Mein Woh
Aag Lagaaye
Aag Lagaaye
Titli Hai Yaa Bijli Hai Woh
Kya Hai Samajh Na Aaye
Hello Ji Hi Hi Haaye
Naino Se Duniya Ghumaaye
Seedhi Saachi Baat
Hamesha Boli Saanchi
Saanchi Re
Kaanchi Re Kaanchi Kanchi Re
Kaanchi Re Kaanchi Kanchi Re
Saanchi Tu To Kaanch Ke Jaisi
Hey Hey Hey Hey
Tezz Bhi Hai Par Aanch Ke Jaise
Mere Desh Ki Ladki Hai
Duniya Samajh Ye Jaaye
Hello Ji Hi Hi Haaye
Saaton Hi Rang Woh Dikhaaye
Saari Duniya Uske
Dil Se Parkhi Jaanchi
Kaanchi Re Kaanchi Kanchi Re
Kadak Dhoop Aur
Thandi Chhaaon
Ek Akeli Poora Gaaon
Poochhoge Ab Uska
Naao Kaanchi Re
Kanchi Re Kanchi
Kanchi Re Kanchi.
Leke haatho mein jalti mashaal
Aag bharta jale
Kadmo ki dhool se bawandar bana ke
Aage badhta chale
Hai buland aashman se tera haushla
Ho jaaye jo bhi haal aab tu karle faishla
Iraade kar buland, khauf ko pachaad de
Leke saath sabko aaj ek dahaad de
Iraade kar buland, khauf ko pachaad de
Leke saath sabko aaj ek dahaad de
1-2-3-yeah
Aankho mein dekhe wo saare jo khwab hai
Pura use karle what?
Haatho mein leke tu haath ek duje ka
Chattano se lad le
Kabhi na ruk, kabhi na hatt
Kabhi na jhuk, kabhi na dar
Lakeer bana de tu khud in haatho ki
Waqt tera karle
Jee le tu shaan se
Ladd ja tufaan se
Aaj mauka hai kuch kar jaa re
Joor deke junoon ban ja re
Likh de taqdeer khud haatho se
Milke saath falak chad ja re
Jod ke ek aur ek 11 bana ke
Tu saara jahaan jeet le what?
Nafrati deewar todd de saari
Tu parcham yahan gaad de
Kabhi na ruk, kabhi na hatt
Kabhi na jhuk, kabhi na dar
Lakeer bana de tu khud in haatho ki
Waqt tera karle
Hai buland aashman se tera haushla
Ho jaaye jo bhi haal aab tu karle faishla
Iraade kar buland, khauf ko pachaad de
Leke saath sabko aaj ek dahaad de
Iraade kar buland, khauf ko pachaad de
Leke saath sabko aaj ek dahaad de
Iraade kar buland, khauf ko pachaad de
Leke saath sabko aaj ek dahaad de
Iraade kar buland, khauf ko pachaad de
Leke saath sabko aaj ek dahaad de .
Sooraj bujhe ya bujhe
Chandrama ye..
Diya teri chaukhat ka
Bujhne na paaye..
Sooraj bujhe ya bujhe
Chandrama ye..
Diya teri chaukhat ka
Bujhne na paaye..
Jo sar tumhare aage jhuka hai
Ab woh aur kahin jhukne na paaye
Ab koi badha ghere ti ghere
Mujhko fikar kya jab tum ho mere
Gajanan gajanan
Deva ho deva
Saara jagat hai tera naamleva
Gajanan gajanan
Deva ho deva
Saara jagat hai tera naamleva
Hoye hoye..
Mushkil se mushkil ghadi aa pade
Ya saamne ho sankat bade
Tu mode deta hai rukh hawa ka
Bhakton ka tere na ho baal baanka
Maana ke raste hain tedhe medhe
Mujhko fikar kya jab tum ho mere
Gaj gaj.. Gajanan..
Gajanan gajanan
Deva ho deva
Saara jagat hai tera naamleva
Gajanan gajanan
Deva ho deva
Saara jagat hai tera naamleva
Gajanan.. Gajanan
Gajanan..
Hoye hoye..
Ghabra ke jab hum pukaarein tuhmein
Chaaron bhujayein sambhaale humein
Trishool shiv ka maathe pe chamke
Sindoor maa ka damke badan pe
Sooraj bina bhi kar do savere
Mujhko fikar kya jab tum ho mere
Gajanan..
Gajanan gajanan
Deva ho deva
Saara jagat hai tera naamleva
Gajanan gajanan
Deva ho deva
Saara jagat hai tera naamleva
Siddhivinyak.. namo namah
Varvinayak.. namo namah
Ashtavinayak.. namo namah
Hey gananayak.. namo namah
Kamnapurti.. namo namah
Mangalmurti.. namo namah
Gaurinandan.. namo namah
Hey dukhbhanjan.. namo namah
Kamnapurti.. namo namah
Mangalmurti.. namo namah
Gaurinandan.. namo namah
Hey dukhbhanjan.. namo namah.
Meri dharti mujhse poochh rahi
Kab mera karz chukaoge
Mera ambar mujhse poochh raha
Kab apna dharm nibahoge
Maine vachan diya bharat maa ko
Tera sheesh nahi jhukne doonga
Saugandh mujhe iss mitti ki
Main desh nahi mitne doonga
Yeh desh nahi mitne doonga
Yeh desh nahi jhukne doonga
Woh jitne andhere layenge
Main utne ujaale launga
Woh jitni raat badhayenge
Main utne sooraj ugaunga
Is chhal fareb ki aandhi mein
Is chhal fareb ki aandhi mein
Yeh deep nahi bujhne doonga
Saugandh mujhe iss mitti ki
Main desh nahi mitne doonga
Yeh desh nahi mitne doonga
Yeh desh nahi jhukne doonga
Yeh desh nahi mitne doonga
Yeh desh nahi jhukne doonga
Yeh desh nahi mitne doonga
Yeh desh nahi jhukne doonga
Are banwa doon main mahal ataari
Gaadi, ghora tofewaari
Are tu hai meri praan pyari
Oh gori naina na maar
Bhar bhar ke dunaali chahe maar de
Bhar bhar ke dunaali chahe maar de
Gori naina na maar
Bhar bhar ke dunaali chahe maar de-de-de-de-de
Tore roop ka pujari
Tore dar ka tighaari
Maine baazi pe se haari
Main hoon top-e-balihari
Gori naina na maar
Bhar bhar ke dunaali chahe maar de
Bhar bhar ke dunaali chahe maar de
Are piche piche firat hai kaahe
Main sab jaanu tu kaa chahe
Piche piche firat hai kaahe
Main sab jaanu tu kaa chahe
Tokho laaj sharam nahi aave
Khusiyari na maar
Bano na tihari chahe maar de
Khusiyari na maar
Bano na tihari chahe maar de
Are pathira jaise bol tihaare
Kaanan mein barshat aangaare
Pathira jaise bol tihaare
Kaanan mein barshat aangaare
Dil pe jaise
More dil pe jaise
Are dil pe jaise chalti khayale
Oh gori taane na maar
Paini kataari chahe maar de
Are paini kataari chahe maar de
Are gaali ka mukh bura na laage
Paas tere aajange
Gaali ka mukh bura na laage
Paas tere aajange
Are yahan ke chokre aise hai
Tane noch-noch,
Tane noch-noch,
Tane noch-noch,
Tane noch-noch
Are yahan ke chokre aise hai
Tane noch-noch khaa jananege
Meri praan pyari
Oh meri praan pyari
Kaahe batiya banaawe
Kaahe ankhiya gadaave
Kaahe manwa lubhave
Kaahe duniya lutaave
Mithi batein na maar
Chakku dodhaari chahe maar de
Mithi batein na maar
Chakku dodhaari chahe maar de
Oh gori naina na maar
Bhar bhar ke dunaali chahe maar de
Bhar bhar ke dunaali chahe maar de.
Puch raha stitva tumhaara
Kabtak aise waar sahoge
Bolo, bolo kaab pratikar karoge
Bollo kab pratikar karoge
Deer deer har har Mahadev
Bolo kaab pratikar karoge
Deer deer har har Mahadev
Puch raha stitva tumhaara
Kabtak aise waar sahoge
Ho..puch raha stitva tumhaara
Kabtak aise waar sahoge
Boolo, bollo kab pratikar karoge
Bolo kab pratikar karoge
Deer deer har har Mahadev
Bolo kab pratikar karoge
Aagri bridh hoti jaati hai
Yauvan nirjhar chhot raha hai
Pratyancha bharrayi si hai
Dhanush tumhaara tutt raha hai
Kab tum sach sweekar karoge?
Bollo, Bolo
Bolo, bollo kab pratikar karoge
Boloo kab pratikar karoge
Deer deer har har Mahadev
Bolo kabb pratikar karoge
Deer deer har har Mahadev
Kampann hai veena ke swar mein
Yachak saare chand hoo rakhe
Reedh garv khooti jaati hai
Nirnaye saare mand ho rahe
Kampann hai veena ke swar mein
Yachak saare chand hoo rakhe
Reedh garv khooti jaati hai
Nirnaye saare mand ho rahe
Kya aab hahakaar karoge !
Kya aab hahakaar karoge !
Bolo, bollo kab pratikar karoge
Boolo kab pratikar karoge
Deer deer har har Mahadev
Bolo kabb pratikar karoge…
Rakh seene mein tera
Vaada jiya re
Poori zindagi main toh
Aadha jiya
Tu mera dard na jaane
Aake laga le tu gale
Toh maine dard bhulaane
Dhak-dhak-dhak-dhak
Dil ka charkha aash ke rang dikhawe
Re kaun sa aisa rashta hai jo
Mujhtak tujhko laawe
Ki thap thap
Ki thap thap dholak bighar bulaave
Ki thap thap roz hi birha gaave
Ki thap thap,
Dhoolak tan ki dhamaal karti
Pal pal tera khayal karti
Dhap dhap karti dhamaal karti
Aur hai ki thap thap dholak dighar bulaave
Ki thap thap roz hi birha gaave
Ki thap thap,
Dhoolak tan ki dhamaal karti
Pal pal tera khayal karti
Dhap dhap karti dhamaal karti
Re bas sunle duwayein meri
Yun jeete jee na maar mujhko
Oho rabba sunle duwayein meri
Yun jeete jee na maar mujhko
Kya karni khudayi maine teri
Milaaya na do yaar mujhko
Dhak-dhak-dhak-dhak
Dil ka charkha ghoom ke rukk na jaaye
Ki shaam hogayi
Mujhse lambi ho gaye rain mere saaye
Ki thap thap dholak dighar bulaave
Ki thap thap roz hi birha gaave
Ki thap thap,
Dhoolak tan ki dhamaal karti
Pal pal tera khayal karti
Dhap dhap karti dhamaal karti
Haaye, ki thap thap dholak dighar bulaave
Ki thap thap roz hi birha gaave
Ki thap thap,
Dhoolak tan ki dhamaal karti
Pal pal tera khayal karti
Dhap dhap karti dhamaal karti.
joban pe rang kacha kach chadha hai
joban pe rang kacha kach chadha hai
jisko bhi dekho sala pichhe pada hai
gaziabad ki rani hu mai gaziabad ki rani hu
mera yaar yaha ka kotwal
apne baap ka apne baap ka na samjho maal
apne baap ka na samjho maal
re apne baap ka na samjho maal
apne baap ka na samjho maal
are gaziabad ka raja hu kotwal ka rob naa daal
apne baap ka kyu apne baap ka na samjhu maal
mai apne baap ka na samjhu maal
haye solid hai tera figure figure control me naa jigar jigar
haye solid hai tera figure figure control me naa jigar jigar
launda na ghar ghat ka raha aisa chadha hai fever fever
muft meri na puppy mile muft meri na puppy mile
baho me lene ka soche anadi
gaziabad ki rani hu mera yaar yaha ka kotwal
apne baap ka apne baap ka na samjho maal
apne baap ka na samjho maal
are gaziabad ka raja hu kotwal ka rob naa daal
apne baap ka kyu apne baap ka na samjhu maal
apne baap ka na samjhu maal
chahne wale tere honge lakho
hamsa naa koi yaha chahe aazma lo
chahne wale tere honge lakho
hamsa naa koi yaha chahe aazma lo
dilwala jigar wala apne se uncha yaha koi nahi sala
gaziabad ka raja hu are gaziabad ka raja hu
mujhko thoke salam kotwal
kyu apne baap ka kyu apne baap ka na samjhu maal
kyu apne baap ka na samjhu maal
apne baap ka na samjho maal apne baap ka na samjho maal
joban pe rang kacha kach chadha hai
jisko bhi dekho sala pichhe pada hai
gaziabad ki rani hu mai gaziabad ki rani hu
mera yaar yaha ka kotwal
apne baap ka apne baap ka na samjho maal
re apne baap ka na samjho maal
apne baap ka na samjho maal
chal apne baap ka na samjho maal
apne baap ka na samjho maal
kyu apne re apne ja ja
tod ke gilli haye are chhod ke kancha
tod ke gilli chhod ke kancha tham liya ji tamancha
tod ke gilli chhod ke kancha tham liya ji tamancha
gurrau iljhau kabje me kisi ke naa aau
gau bajau be baat danda uthau
are sab se pahle ham hai aur sab hai hamre baad
yo hai zila ghaziabad yo hai zila ghaziabad
yo hai zila ghaziabad yo hai zila ghaziabad
gurrau iljhau kabje me kisi ke naa aau
gau bajau be baat danda uthau
are sab se pahle ham hai aur sab hai hamre baad
yo hai zila ghaziabad yo hai zila ghaziabad
yo hai zila ghaziabad yo hai zila ghaziabad
khun ke chhite khun ke chhite aise ude
jaise holi me ude gulal ho jaye nahar ka pani lala
sand jaise ronde khet khalihan
bekhauf hai mere jalve bekhauf hai mere jalve
chaku se khujau talve
ghar ghar garje bar bar barse tejab aasman se
gau bajau be baat danda uthau
are sab se pahle ham hai aur sab hai hamre baad
yo hai zila ghaziabad yo hai zila ghaziabad
yo hai zila ghaziabad yo hai zila ghaziabad
dauda ke maare dauda ke maare shikari jaise
bhag bhag tu jaan bachake bhag na lage vardi pe khun ke daag
kad lamba seena chauda kad lamba seena chauda
pade ghunsa jaise hathoda jhat muh suje kuch na bujhe
patlun hove gilli
gurrave iljhave kabje me kisi ke naa aave
gave bajave be baat danda uthave
are sab se pahle ham hai aur sab hai hamre baad
yo hai zila ghaziabad yo hai zila ghaziabad
yo hai zila ghaziabad yo hai zila ghaziabad
yo hai zila ghaziabad yo hai zila ghaziabad
yo hai zila ghaziabad yo hai zila ghaziabad
pal mein raai parvat kar de
pal mein parvat raai
paasa tu fenke par khele
asali khel khudaai
maula pal mein palat de baazi
maula pal mein palat de baazi
ek gaal pe pappi paaye
duje gaal pe chaante
haathi par baithe raaja ko
are gali ka kutta kaate
maula pal mein palat de baazi
maula pal mein palat de baazi
are kal thaa jo thanthan gopala
aaj badal gayi uski chaal
chale fatichar banke vip
are re re chale
fatichar banke vip
haay re kismat ka jhol jhaal
maula pal mein palat de baazi
maula pal mein palat de baazi
maula pal mein palat de
maula pal mein palat de baazi
maula pal mein palat de baazi
maula pal mein palat de baazi, maula
maula pal mein palat de baazi, maula