Ehasaas kwahishoka
Sasome mar na jaye
Sadiya gujar gayi hai
Lamha gujar na jaye
Sargoshiyo ke kya silsile hai
Madhoshiyome do dil mile hai
Phir ashiki ke mausam khile hai
Sargoshiyo ke kya silsile hai
Madhoshiyome do dil mile hai
Silisili raate meri bhigebhige din
Jeena mera kya hai jeena yara tere bin
Na kahi hai suku na kahi hai sabar
Chahate keh rahi chahu main is kadar
Na tuze ho khabar na muze ho khabar
Sargoshiyo ke kya silsile hai
Madhoshiyome do dil mile hai
Phir ashiki ke mausam khile hai
Sargoshiyo ke kya silsile hai
Madhoshiyome do dil mile hai
Aati jati sase meri tera naam le hai
Teri yade tanhaime daman tham le hai
Aa ke bahome armaa machalane lage
Pyar ki aach se hum pighalane lage
Ho sard mausam mein bhi
Gesu jalane lage
Sargoshiyo ke kya silsile hai
Madhoshiyome do dil mile hai
Phir ashiki ke mausam khile hai
Sargoshiyo ke kya silsile hai
Madhoshiyome do dil mile hai.
Hmmm hey he he he he….
Jadu nasha ehsas kya
Dilme dabi ek pyaas kya
Kuchh bhi nahi bas pyaar hai
Is pyaar me honge fanaa janaa
Jadu nasha ehsas kya
Dilme dabi ek pyaas kya
Kuchh bhi nahi bas pyaar hai
Is pyaar me honge fanaa janaa
Jadu nasha ehsas kya
Zuki teri najar afsana ban gayi
Muzako isharose diwani kah gayi
Hmm hosh gum hua, dil machal gaya
Behaka jara magar fir sambhal gaya
Chain le gayi bekarariya
Muzko de gayi su khumariya
Jadu nasha ehsas kya
Dilme dabi ek pyaas kya
Jana jane jana jana o o o
Muzako chupaliya tere libasme
Muzase mila diya meri talashme
Shyamosehar tuze dekhati rahu
Bas ter bareme sochati rahu
Shabnami tere laboko chum loo, chum loo
Hoke badgumaa main zoom loo
Jadu nasha ehsas kya
Dilme dabi ek pyaas kya
Kuchh bhi nahi bas pyaar hai
Is pyaar me honge fanaa janaa
Jadu nasha ehsas kya
Kuchh bhi nahi bas pyaar hai
Is pyaar me honge fanaa janaa
Jadu nasha ehsas kya
Hmmm dil me dabi ek pyaas kya
A hmm hmm hmm ….
Nain ye matware
Teri raah dekhe aare
Rootha hai kya humse maan ja
Na lage hai mann ye
Kaisa hai khalipan ye
Aa bhi jaa ab aise na sata
Nain ye matware
Teri raah dekhe aare
Rootha hai kya humse maan ja
Na lage hai mann ye
Kaisa hai khalipan ye
Aa bhi jaa ab aise na sata
Tanha ghar hai nihare teri raahein
Dil ka angana angana angana angana
Angana angana angana angana ho
Pukare tera angana angana angana
Angana angana angana angana
Sab lage soona, suna hai angana
Meri ankhiyon ka paani bhi hai tu hi
Meri yaadein jhaanke thikane wo tere mere
Meri ankhiyon ka paani tu
Meri zuban bhi tu
Batiyon mein tu
Kore pannon pe tere bin kaate jo din
Likhti hu har subah
Lamha tarse nihare teri raahein
Dil ka angana angana angana angana
Angana angana angana angana ho
Pukare tera angana angana angana
Angana angana angana angana
Sab lage soona, suna hai angana
Marzi hai ye teri kyun likha yun ae khuda
Uske bin adhoore din ye mere ghamzada
Hath pasare dekh neyazi itna maang raha
Hath pasare dekh neyazi itna maang raha
Tanha ghar hai chaahun main laut jaana uske
Angana angana angana angana
Angana angana angana angana ho
Marhami sa chaand hai tu
Diljala sa main andhera
Ek dooje ke liye hain
Neend meri khwaab tera
Tu ghata hai phuhaar ki
Main ghadi intezaar ki
Apna milna likha issi baras hai na
Jo meri manzilon ko jaati hai
Tere naam ki koi sadak hai na
Jo mere dil ko dil banati hai
Tere naam ki koi dhadak hai na
Koi Bandhani joda odh ke
Baabul ki gali aaun chhod ke
Tere hi liye laaungi piya
Solah saal ke saawan jod ke
Pyar se thamna, dor bareek hai
Saat janmon ki yeh pehli tareekh hai
Dor ka ek main sira
Aur tera hai doosra
Jud sake beech mein kayi tadap hai na
Jo meri manzilon ko jaati hai
Tere naam ki koi sadak hai na
Jo mere dil ko dil banati hai
Tere naam ki koi dhadak hai na.
Pal ek pal mein hi tham sa gaya
Tu haath mein haath jo de gaya
Chalun main jahaan jaaye tu
Daayein main tere, baayein tu
Hoon rut main, hawayein tu
Saathiya…
Hansu main jab gaaye tu
Roun main murjhaaye tu
Bheegun main barsaaye tu
Saathiya…
Saaya mera hai teri shakal
Haal hai aisa kuch aajkal
Subah main hoon tu dhoop hai
Main aaina hoon tu roop hai
Yeh tera saath khoob hai
Humsafar…
Tu ishq ke saare rang de gaya
Phir kheench ke apne sang le gaya
Kahin pe kho jaaye jo
Jahaan ruk jaaye pal
Kabhi naa phir aaye kal
Saathiya…
Ek maange agar sau khwaab doon
Tu rahe khush, main aabad hoon
Tu sabse juda juda sa hai
Tu apni tarah tarah sa hai
Mujhe lagta nahi hai tu doosra
Pal ek pal mein hi tham sa gaya
Tu haath mein haath jo de gaya
Chalun main jahaan jaaye tu
Daayein main tere, baayein tu
Hoon rut main, hawayein tu
Saathiya…
Hansu main jab gaaye tu
Roun main murjhaaye tu
Bheegun main barsaaye tu
Saathiya… ho… mm…
mmm…
Sambhaloge jo tum na toh
Main jaaungi kahaan
Tumhe bhi to pata hoga
Tumhari hoon main na
Yeh tera mera rishta
Khuda ne banaya hai na
Tabhi toh milaya zameen pe
Hai na?
Mujhe tujhme panaah dena
Tere jaisa bana de
Kho jaaun kahin jo main
Mujhe dhoondh tu la dena
Mujhe tujhme panaah dena
Tere jaisa bana de
Kho jaaun kahin jo main
Mujhe dhoondh tu la dena
Aaye jo tu
Khuda kare, hoke juda jaaye na
Na ho agar tu saamne
Sukoon dil paaye na
Hum saath mein baithe rahein
Waqt ruk jaaye yeh
Noor ishq ka aaye nazar
Haan tere mere liye
Yeh tera mera rishta
Khuda ne banaya hai na
Tabhi to milaya zameen pe
Hai na…
Mujhe tujhme panaah dena
Tere jaisa bana de
Kho jaaun kahin jo main
Mujhe dhoondh tu la dena
Mujhe tujhme panaah dena
Tere jaisa bana de
Kho jaaun kahin jo main
Mujhe dhoondh tu la dena
Haan dena…
Maine tujhe paaya to hai qismaton se abhi
Do qismatein milti huyi kho na jaaye kahin
Jee le zara iss pal mein aa saari ye zindagi
Do zindagi phir ajnabi ho na jaaye kahin
Yeh tera mera rishta Khuda ne banaya hai na
Tabhi to milaya zameen pe, hai na…
Mujhe tujhme panaah dena
Tere jaisa bana de
Kho jaaun kahin jo main
Mujhe dhoondh tu la dena
Mujhe tujhme panaah dena
Tere jaisa bana de
Kho jaaun kahin jo main
Mujhe dhoondh tu la dena
Jab se huvaa terey ae..
Nazdeek hey
Dil ke muhalley mein
Sabh theek hey-(x2)
Zara sa kitab’on mein
Kamm dhiyaan hey Jiyada
Terey khiyalo mein hey ae..
Tujhsey joh mill ke
Maza hey kahaan woh
Ganit ke sawaalo mein hey ae..
Kar ke gustakhi’an
Maangey naah maafi-aan
Teri chaahat nein badla mere
Dil ka jugraafiya aah..
Hey ae Cycle par laike jayunga
Samose garam khilayunga mein
Kar vaada aah shaniwaar ko
Bhagwaan ke bharose
Chhorh ke samose
Bhool jaaye somwaar ko
Tere liye ghar se nikalti hu
Jab kaihta hey milti hu
Ghar waalo se chhup ke tujhey
Parwaah nahin hey meri
Ziyaadati hey teri
Kia sanmajh rakha hey piyaar ko oh..
Tujhey kis tarah batayun main kitna
Zaroori tera piyaar hey
Mere andhe-aare seh jiwan mein tu hi
Safedi ki chamkaar hey ae..
Kar ke gustakhi’an
Maangey naah maafi-aan
Teri chaahat nein badla mere
Dil ka jugraafiya aah..
Jag ko main Genius lagta hu
Chihra ye serious rakh’ta hu
Andar se dil fenk hu
Maana hu chhotey ghar ka
Jeb seh hu karh-ka
Ladka main barha hi nek hu
Terey chihrey pe saare mar-te hey
Baaki larhke bhi vaade karte hey
Lekin nibhaate nahi
Mokke peh kaam aayein
Vaada joh nibhaye
Ek lauta main hi ek hu..
Matt ghabarana mahurat hamarey
Millan ka nikatt hey piya aah..
Bas ik googly seh papa ka tujhko
Giraana wicket hey piya aah..
Kar ke gustakhi’an
Maangey naah maafi-aan
Teri chaahat nein badla mere
Dil ka jugraafiya aah..
Ye aaina hai ya tu hai,
Jo roz mujhko sawaare,
Itna lage sochne kyun,
Main aaj kal tere baare..
Tu jheel khamoshiyon ki,
Lafzon ki main to lahar hoon,
Ehsaas ki tu hai duniya,
Chhota sa main ek sehar hoon…
Ye aaina hai ya tu hai,
Jo roz mujhko sawaare…
Khud se hai agar tu bekhabar..bekhabar,
Rakh loon main tera khyal kya,
Chupke chupke tu nazar mein utar,
Sapno mein loon main sambhal kya,
Sapno mein loon main sambhal kya..
Main daudd ke pass aaun,
Tu neend mein jo pukaare,
Main rait hoon,
Tu hai dariya,
Baithi hoon tere kinaare..
Ye aaina hai ya tu hai,
Jo roz mujhko sawaare…
Tanha hai agar tera safar..humsafar,
Tanhai ka main jawab hoon,
Hooga mera bhi asar tu agar,
Padh le main teri kitaab hoon
Padh le main teri kitaab hoon…
Sheene pe mujhko saja ke,
Jo raat saari guzaare,
To main sabere se keh doon,
Mere sehar tu na aa ree..
Aaj ki shaam lage picture ka scene koi
Picture ka scene koi…
Main hero jaisa aur tu heroine koi
Tu heroine koi…
Story kahaan kahaan se
Oh ghoom-ghaam ke
Aa gayi motion mein
Aaja doob jaaun teri aankhon ke ocean mein
Slow motion mein…
Aaja doob jaaun teri aankhon ke ocean mein
Slow motion mein…
Aaj ki shaam lage picture ka scene koi
Picture ka scene koi…
Main bhi rangeen lagun tu bhi shauqeen koi
Tu bhi shauqeen koi…
Umr pyaar ki hai aaj mood mein
Aur apne emotion mein…
Aaja doob jaaun teri aankhon ke ocean mein
Slow motion mein…
Aaja doob jaaun teri aankhon ke ocean mein
Slow motion mein…
Ring leke bade waali ik din
Tujhe maine kar lena hai win
Ring leke bade waali ek din
Tujhe maine kar lena hai win
Phir shaadi hogi
Babies honge badlenge hum napkin
Ab ho jaane do ji meeting
Phir hogi humari setting
Phir mummy papa ko bolenge
Karo humaari wedding
Hoga hill pe honeymoon
Delay ismein nahi soon
Din thode bache hain
Relationship ke promotion mein
Haan aaja aaja aaja…
Aaja doob jaaun teri aankhon ke ocean mein
Slow motion mein
Aaja doob jaaun teri aankhon ke ocean mein
Slow motion mein
Pyaar ho to aata hai maza nahi shoshan mein
Aaja doob jaaun teri aankhon ke ocean mein
Slow motion mein
Aaja doob jaaun teri aankhon ke ocean mein
Slow motion mein, Slow motion mein
Slow motion mein!.
Jai Jai Vaishnavi Devi Maa Jai Jai Vaishnavi Devi Maa (2)
Jai Maa Jai Maa Jai Maa Sai Maa (1)
Jai Jai Maa Jai Jai Maa Jai Jai Maa Sai Maa (1)
Jai Jai Vaishnavi Devi Maa Jai Jai Vahnavi Devi Maa (1)
Sherawaali Maa, Jyothawaali Maa (2)
Pahadwaali Maa, Jai Jagadjani Maa (2)
Jai Maa Jai Maa Jai Maa Sai Maa (1)
Jai Jai Maa Jai Jai Maa Jai Jai Maa Sai Maa (2)
marhami sa chaand hai tu, diljala sa mai andhera
ek dooje ke liye hai, neend meri khwaab tera
tu ghata hai phuar ki, main ghadi intezar ki
apna milna likha isi baras hai na
jo meri manzilon ko jati hai, tere naam ki koi sadak hai na
jo mere dil ko dil banati hai, tere naam ki koi dhadak hai na
koi bandhani joda odh ke, babul ki gali aaun chhod ke
tere hi liye laaungi piya, solah saal ke sawan jod ke
pyar se thamna, dor bareek hai
saat janmon ki yeh pehli tareekh hai
dor ka ek main sira, aur tera hai doosra
jud sake beech mein kayi tadap hai na
jo meri manzilon ko jati hai, tere naam ki koi sadak hai na
jo mere dil ko dil banati hai, tere naam ki koi dhadak hai na
ranjha jogi jogi jaise ban gaya man mauji mauji jaise tan gaya
ranjha jogi jogi jaise ban gaya man mauji mauji jaise tan gaya
uljhan uljhan hai kaisi suljhe na uljhan aisi
ishk hai kaisi paheli paheli
uljhan uljhan hai kaisi suljhe na uljhan aisi
ishk hai kaisi paheli paheli
ishk di galiya phulo di ladiya khusbu di lapte uthe
ishk di galiya phulo di ladiya khusbu di lapte uthe
chal ud ke hawao ke pare hum mile pare ham mile
mai na bhul paau tujhe mai na bhul paau tujhe
kaise bhul jau tujhe mai na bhul paau tujhe
ranjha jogi jogi jaise ban gaya man mauji mauji jaise tan gaya
aa mujhe aazmale mujhe ishk hai ya nahi
aa mujhe aazmale mujhe ishk hai ya nahi
dil ko kaise sambhalu mera dil sambhalta nahi
kyu hath se nikla jaaye tere pichhe pichhe khiche chala aaye
ishk di galiya phulo di ladiya khusbu di lapte uthe
chal ud ke hawao ke pare hum mile pare ham mile
mai na bhul paau tujhe mai na bhul paau tujhe
kaise bhul jau tujhe mai na bhul paau tujhe
ranjha jogi jogi jaise ban gaya man mauji mauji jaise tan gaya
kyu mujhe aate jate mera chand khidki se jhake
kyu mujhe aate jate mera chand khidki se jhake
dekha to chhup gaya wo badal me aachal ke jake
hatho se hath jo chhane baitha hai subah ko pane
ishk di galiya phulo di ladiya khusbu di lapte uthe
chal ud ke hawao ke pare hum mile pare ham mile
mai na bhul paau tujhe mai na bhul paau tujhe
kaise bhul jau tujhe mai na bhul paau tujhe
ranjha jogi jogi jaise ban gaya man mauji mauji jaise tan gaya
ranjha jogi jogi jaise ban gaya man mauji mauji jaise tan gaya
ranjha jogi jogi jaise ban gaya man mauji mauji jaise tan gaya
jaan-e-jaan jaan-e-jaan jaan-e-jaan
tujhse bhichad ke, main jaoon kahan
jaan-e-jaan jaan-e-jaan jaan-e-jaan
tujhse bhichad ke, main jaoon kahan
ho ke judaa hai saath bhi, tu door bhi tu paas bhi
jaise zameen se hai yeh aasmaan
jaan-e-jaan jaan-e-jaan jaan-e-jaan
tujhse bhichad ke main jaoon kahan
jaan-e-jaan jaan-e-jaan jaan-e-jaan
tujhse bhichad ke main jaoon kahan
us se alag ho ke bhi main, us se alag ho na paaya
dharti pe jitna gagan hai, utna hi hai tera saaya
us se alag ho ke bhi main, us se alag ho na paaya
dharti pe jitna gagan hai, utna hi hai tera saaya
yaaden teri baaten teri, din hain tere raaten teri
paoon tujhe hi main jaoon jahan
jaan-e-jaan jaan-e-jaan jaan-e-jaan
tujhse bhichad ke main jaoon kahan
jaan-e-jaan jaan-e-jaan jaan-e-jaan
tujhse bhichad ke main jaoon kahan
haanthon se haanth hai chhoote, dil se bhi chhoote nahin hain
rishton ke phool abhi tak, shaakhon se kaate nahin hain
haanthon se haanth hai chhoote, dil se bhi chhoote nahin hain
rishton ke phool abhi tak, shaakhon se kaate nahin hain
khushiyaan teri gham hain tere, dil me mere mausam tere
mehka tujhi se hai yeh gulsitaan
jaan-e-jaan jaan-e-jaan jaan-e-jaan
tujhse bhichad ke main jaoon kahan
jaan-e-jaan jaan-e-jaan jaan-e-jaan
tujhse bhichad ke main jaoon kahan
ho ke judaa hai saath bhi, tu door bhi tu paas bhi
jaise zameen se hai yeh aasmaan
jaan-e-jaan jaan-e-jaan jaan-e-jaan
tujhse bhichad ke main jaoon kahan
jaan-e-jaan jaan-e-jaan jaan-e-jaan
tujhse bhichad ke main jaoon kahan
dil ke shishe khol ke ishk ka itar udaya
chaand bhi chakkar kha gaya jab pallu maine uthaya
haye sabki nigaho mein fit ho gayi
shakila baano haye haye
shakila baano oye hoye
shakila baano hit ho gayi, ho gayi
shakila baano hit ho gayi, ho gayi
haye dil ke shishe khol ke maine aisa itar udaya
chaand bhi chakkar kha gaya jab pallu maine uthaya
haye sabki nigaho mein fit ho gayi
shakila baano haye haye
shakila baano hit ho gayi, ho gayi
shakila baano hit ho gayi, ho gayi
shakila baano hit ho gayi, ho gayi
shakila baano hit ho gayi, ho gayi
in nain mattako ka aakhir jaane result kya hoga
bat sabne laga daali hai sat kiska mamla hoga
in nain mattako ka aakhir jaane result kya hoga
bat sabne laga daali hai sat kiska mamla hoga
ishk main hua balla
ishk main hua balla
kircket ho gayi
shakila baano oye hoye
shakila baano hit ho gayi, ho gayi
shakila baano hit ho gayi, ho gayi
shakila baano hit ho gayi, ho gayi
shakila baano hit ho gayi, ho gayi
haye haye shakila baano
oye hoye shakila baano
shakila baano hit ho gayi, ho gayi
rog ye ishk wala
ise jicha bachaya saala
haye rog ye ishk wala
ise jicha bachaya saala
jisne mujhko dekha
dil jabanni samajhke uchhala
aji mujhe lat badi khitpit ho gayi
shakila baano haye haye
shakila baano oye hoye
shakila baano hit ho gayi, ho gayi
shakila baano hit ho gayi, ho gayi
shakila baano hit ho gayi, ho gayi
shakila baano hit ho gayi, ho gayi
haye haye shakila baano
oye hoye shakila baano
haye haye shakila baano
hit ho gayi, ho gayi