Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Sahi-Dhandhe-Galat-Bande/Thap-Denge/B0UEWzl7BQo
hausala buland aur sarphira janun ho
aag sine me rago me khaulta ye khun hai
hum darenge tujhse ye khayal chhod de
is zami pe uth rahi nigaah mod le
mar mitenge sar katenge aaj to yaha
elaan ye hamara jaan le
aaj thap denge mak tera hoga bairiya
aaj tod denge lat teri hoga bairiya
aaj thap denge mak tera hoga bairiya
aaj tod denge lat teri hoga bairiya
naa tutegi kabhi bhi tumse, hum to wo deewar hai
hum se baaji maarne ki, koshishe bekaar hai
hum ne to kisi se, bhi na sikha harna
hum to jaane sher ki, bhi khaal utaarna
hamare raste se tu, na bhul ke guzar
baat ye hamari maan le
aaj thap denge mak tera hoga bairiya
aaj tod denge lat teri hoga bairiya
ho aaj thap denge mak tera hoga bairiya
aaj tod denge lat teri hoga bairiya
hoye hoye hoye hoye chakde
hoye hoye hoye hoye
hamari saanse jud chuki hai, ab to is zamin se
shak nahi hai koi hum to, kehte hai yakin se
hak hamara chhinne ki, kar na tu khata
zor kitna baajuo me, denge hum bata
tik na sakega tu, hamare samne
hum to aaj aaye thaan ke
aaj thap denge mak tera hoga bairiya
aaj tod denge lat teri hoga bairiya
ho aaj thap denge mak tera hoga bairiya
aaj tod denge lat teri hoga bairiya
hausala buland aur sarphira janun ho
aag sine me rago me khaulta ye khun hai
hum darenge tujhse ye khayal chhod de
is zami pe uth rahi nigaah mod le
mar mitenge sar katenge aaj to yaha
elaan ye hamara jaan le
aaj thap denge mak tera hoga bairiya
aaj tod denge lat teri hoga bairiya
aaj thap denge mak tera hoga bairiya
aaj tod denge lat teri hoga bairiya
aaj thap denge mak tera hoga bairiya
aaj tod denge lat teri hoga bairiya
ho aaj thap denge mak tera hoga bairiya
aaj tod denge lat teri hoga bairiya
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Dedh-Ishqiya/Kya-Hoga/Flo9a0Z
re na re aa, aa na aa na re re na
dil ka diya shab bhar jala tere liye o piya aa
jate hue, jaate hue, keh ke gaya, keh ke gaya yaar vida alvida
dil to diya hai, jaan bhi de de aur nazrana kya hoga
kya hoga kya hoga
lau ko chhu ke laut aaya jo woh parwana kya hoga
lau ko chhu ke laut aaya jo woh parwana kya hoga
kya hoga, kya hoga, kya hoga, kya kya ji, kya kya ji, kya hoga
kya hoga, kya hoga, kya hoga, kya kya ji, kya kya ji, kya hoga
sar pe falak hai falak pe sitaare, sitaare
aji humne to dekhe hain aankho me saare
palke jhukaane se kya hoga, palke jhukaane se kya hoga
kya hoga, kya hoga, kya hoga, kya kya ji, kya kya ji, kya hoga
kya hoga, kya hoga, kya hoga, kya kya ji, kya kya ji, kya hoga
dil ka diya shab bhar jala tere liye o piya aa
kya kya bataaye ki kin kin zamaano me
dekha hai humne tumhe, o piya ji piya
rumaani mausam ki sab daastano me
dekha hai humne tumhe, o piya ji piya
o piya ji piya more piya ji, more piya ji
more piya ji, piya ji, piya ji piya
piya ji, piya ji, more piya
piya ji, piya ji, piya ji piya
more piya ji piya, piya ji piya
jaana tu baarish ki aawaz me, kabhi chhaanv ke andaaz me
kabhi udti hui dhoop me, kabhi khushboo ki badmaaz me
udte guzarte jo dariya ne dekha
paani pe parchhayi sehla ke dekha
ho katra ke ab humse kya hoga, katra ke ab humse kya hoga
kya hoga, kya hoga, kya hoga, kya kya ji, kya kya ji, kya hoga
kya hoga, kya hoga, kya hoga, kya kya ji, kya kya ji, kya hoga
zindagi uspe vaar ke aaye, saare ehsaan utaar ke aaye
humne taare utaare the lekin usne to aasmaan loot liya
loot liya bhai, loot liya bhai
loot liya bhai, loot liya bhai, loot liya
loot liya bhai, loot liya bhai
loot liya bhai, loot liya bhai, loot liya
parda uthai ke, ghoonghat girai ke
parda uthai ke, ghoonghat girai ke chain humara loot liya
loot liya bhai, loot liya bhai, loot liya
loot liya bhai, loot liya bhai, loot liya
nazar uthaayi aur
nazar uthaayi aur palke gira ke loot liya
nazar uthaayi aur palke gira ke loot liya
salam-e-shauq ne kuchh is tarah se loot liya
loot liya bhai, loot liya bhai, loot liya
loot liya bhai, loot liya bhai, loot liya
na jaane khoon hua aa
na jaane khoon hua kitni aarzuo ka
na jaane khoon hua kitni aarzuo ka
labo pe paan ki surkhi laga ke loot liya
loot liya bhai, loot liya bhai, loot liya
loot liya bhai, loot liya bhai, loot liya
wafa se loota kabhi-kabhi aur kabhi jafa se loot liya
wafa se loota kabhi-kabhi aur kabhi jafa se loot liya
sitam sitam hai, sitam sitam hai
sitam, sitam, sitam, har adaa pe loot liya
loot liya bhai, loot liya bhai
loot liya bhai, loot liya bhai, loot liya
loot liya bhai, loot liya bhai
loot liya bhai, loot liya bhai, loot liya
loot liya bhai, loot liya bhai, loot liya
loot liya bhai, loot liya bhai, loot liya
loot liya bhai, loot liya bhai, loot liya
loot liya bhai, loot liya bhai, loot liya
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Dabangg/Humka-Peeni-Hai-Peeni
Prem gali yeh saakri, gaye tero gazi bhoolLatt daari re daari re, latt daari hai aisi baandi, rahe dar mein
Kaari aankhon ke pemaane, pemaane kaari aankhon ke
Ho do do zinda hai mekhaane, mekhaane kaari aankhon ke
Haan kaari aankhon ke pemaane, pemaane kaari aankhon ke
Do do zinda hai mekhaane, mekhaane kaari aankhon ke
Na kar saathi adiya badiya, peeni hai peeni peeni hai
Haye na kar saathi adiya badiya, peeni hai peeni peeni hai
Arrey dekh le zalim ratiya cheeni cheeni hai cheeni cheeni hai
Humka peeni hai peeni hai humka peeni hai - 4 times
Arrey chatiya mein sookha ki bijri si bondhe
Humanwa kahe re pehli fursat mein pee le
Matka mein apni tu taunti lagai le
Matka mein apni tu taunti lagai le
Aa bhar jaaye mann wa tu aisi pee layi de
Aisi pee layi de, aisi pee layi de
Humka pee layi de saathi, aisi pee layi de
Arrey aadat apni sasuri bahut kameeni hai bahut kamini hai
Humka peeni hai peeni hai humka peeni hai - 4 times
Hoo thaane mein baithe daroga ji le hichki
Lagta hai sahib ne maari hai chuski
Thaana mein tu apni batthi lagai le
Re thaana mein tu apni batthi lagai le
Re gaar bal nikle tu muh se satayi le
Muh se satayi le, muh se satayi le, muh se satayi le babu muh se satayi le
Tabiyat inki dekho bahut rangeeni hai bahut rangeeni hai
Hunka peeni peeni peeni humka peeni hai
Humka peeni hai peeni hai humka peeni hai - 2 times