Tarz-i sanaayi man nami-daanam,
Ay noor-i qalbi ay noor-i rooham,
Kaa‘ba-i dil-ha qibla-i dil-ha,
Ishq-i haqeeqi khaaliq-i aalam,
Maula maula maula
Jahaan bhi dekho tera nishaan hai,
Mahraab-i dil men teri azaan hai,
Tu hi ahad hai, tu hi hai waahid,
Tu hi hai makhfi, tu hi jali hai.
Yeh sab tumhara karam hai aaqa
Yeh sab tumhara karam hai aaqa,
Ke baat ab tak bani hui hai,
Yeh sab tumhara karam hai aaqa,
Ke baat ab tak bani hui hai.
Kisi ka ahsan kyoon uthayein,
Kisi ko halaat kyoon bataein,
Tum hi se maangen ge tum hi do ge,
Tumhare dar se hi lau lagi hai,
Yeh sab tumhara karam hai aaqa.
Ke baat ab tak bani hui hai,
Ye sab tumhaara karam hai aaqa,
Ke baat ab tak bani hui hai.
Allaah hu,
Allaah allaah hu, (x2)
Aye mere maalik
Ay mere maalik mere khaaliq mere haajat-rawa,
Jab naheen ho saath koyi
Jab naheen ho saath koyi bas tera hai asra.
Aye mere maalik mere khaaliq mere haajat-rawa,
Jab naheen ho saath koyi bas tera hai aasara,
Chhaaye kaheen jo gahra andhera,
Teri ‘ata se aaye sawera,
Teri hi khalqat chaand tare
Tu ne hi bakhshi yih raushani hai.
Yeh sab tumhaara karam hai aaqa
Yeh sab tumhaara karam hai aaqa,
Ke baat ab tak bani hui hai,
Yeh sab tumhaara karam hai aaqa,
Ke baat ab tak bani hui hai.
Main faqeeri men bhi hoon kitna qalandar dekho,
Dekhne waalo zara mera muqaddar dekho,
Khata hui to khata ko meri chhupaaya hai tum ne,
Karam apna kar diya apna banaaya tum ne,
Kisi ka ahsaan kyoon uthaaen,
Kisi ko haalaat kyoon bataaen,
Tum hi se maangen ge tum hi do ge,
Tumhare dar se hi lau lagi hai.
Yeh sab tumhara karam hai aaqa,
Yeh sab tumhara karam hai aaqa,
Ke baat ab tak bani hui hai
Yeh sab tumhara karam hai aaqa,
Ke baat ab tak bani hui hai.
Tu khuda-i lam yazil,
Tu hi hai rabb ul-‘aalameen,
Tere sajde men jhuki donon jahaanon ki jabeen
Tu hi awwal tu hi aakhir,
Tu ahad waahid bhi tu,
Wird tere naamon ka ho raha hai ku-ba-ku,
Tu hi hai rabb ul-‘aalameen
Tu khuda-i lam yazil
Tu khuda-i lam yazil,
Tu hi hai rabb ul-‘aalameen,
Tere sajde men jhuki donon jahaanon ki jabeen
Tu hi awwal tu hi aakhir,
Tu ahad waahid bhi tu,
Wird tere naamon ka ho raha hai ku-ba-ku,
Tu hi hai rabb ul-‘aalameen
Tu khuda-i lam yazil
Tu khuda-i lam yazil,
Tu hi hai rabb ul-‘aalameen,
Tere sajde men jhuki donon jahaanon ki jabeen
Tu hi awwal tu hi aakhir,
Tu ahad waahid bhi tu,
Wird tere naamon ka ho raha hai ku-ba-ku,
Tu hi hai rabb ul-‘aalameen
Tu khuda-i lam yazil
Maula
Jalta raha hai jal jayega jahan
Mit kar bhi mil jayenge iske nishan
Ghata savan ki chhaayi tere aangan pe re
Ghanghor yeh aayi likhne afsane re
Aake jayega duniya se door kahan re
Tinak dhin, tinak dhin, tinak dhin re
Zamane purane ke hain yeh fasane
Jahan ishq jeete, jahan zulam hare
Koyi bekhabar hai, kisi ka asar hai
Tasvvur bhi soch yeh kaisa safar hai
Yeh kaisa safar hai, yeh kaisa safar hai
Sitaron se aage jahan aur bhi hain
Sitaron se aage jahan aur bhi hain
Abhi ishq ke imethan aur bhi hain
Jo kho jaaye raahi tujhe azmane
Uthenge tasvvur ke phir silsile
Jalta raha hai jal jayega jahan
Mit kar bhi mil jayenge iske nishan
Ghata savan chhaayi tere aangan pe re
Ghanghor yeh aayi likhne afsane re
Aake jayega duniya se door kahan re
Tinak dhin, tinak dhin, tinak dhin re
Tu mujhse khafa hai toh zamane ke liye aa
Ranjish hi sahi dil hi dukhane ke liye aa
Ranjish hi sahi..
Aa phir se mujhe chor ke jaane ke liye aa
Ranjish hi sahi dil hi dukhane ke liye aa
Ranjish hi sahi.. (x2)
Pehle se mera ziam na sahi phir bhi kabhi toh
Pehle se mera ziam na sahi phir bhi kabhi toh
Rasm-o-duniya ke liye aa
Ranjish hi sahi dil hi dukhane ke liye aa
Ranjish hi sahi..
Maana ke muhabbat ka chhupana hai muhabbat
Maana ke muhabbat ka chhupana hai muhabbat
Chup ke se kisi ko roz jaghane ke liye aa
Aa phir se mujhe chor ke jaane ke liye aa
Ranjish hi sahi dil hi dukhane ke liye aa
Ranjish hi sahi.. (x2)