Ho Oo Ho
Milan Hoga Kab Jaane
Ho Milan Hoga Kab Jaane
Bhai Kundan Main Birha Mein Jal Ke
Bairi Ankhiyon Mein Saawan Chalke
Ho
Milan Hobe Koto Dine
Ho Milon Hobe Kato Dine
Aamar Moner Manuseri Sone
Aamar Moner Manuseri Sone
Milan Hoga Kab Jaane
Mann Ki Dor Bandhi Tere Prano Se
Dhadke Ye Jiya Tere Gaanon Se
Mann Ki Dor Bandhi Tere Prano Se
Dhadke Ye Jiya Tere Gaanon Se
Bisri Main Lok Laaj Jag Mohe Kose
Pheron Na Najariya Saiyan Mose
Ho Oo
Milan Hoga Kab Jaane
Ho Milan Hoga Kab Jaane
Bhai Kundan Main Birha Mein Jal Ke
Bairi Ankhiyon Mein Saawan Chalke
Hun Huna Hun Huna
Hun Huna Hun Huna
Hun Huna Hun Huna
Ho Ho
jawaa jawaa jawaa jawaa
jawaa jawaa hain khwahishein
jawaa jawaa hain khwahishein
kare zindagi farmaahishein
aasmani rishta jod le
chal indra dhanush tu odh le
rainbow rainbow rainbow in my eyes
satrangi thode rang chunn le
satrangi thode khwaab bun le
satrangi thode saaz sunn le na
satrangi thode rang chunn le
satrangi thode khwaab bun le
satrangi thode saaz sunn le na
naye naye se par laga ke
thoda sa amber chura ke
aa badalon pe ghar bana le na
jawaa jawaa hain khwahishein
jawaa jawaa hain khwahishein
kare zindagi farmaahishein
aasmani rishta jod le
chal indra dhanush tu odh le
hai sondhi sondhi saans aise
subah subah ki oss jaise
behakta hai dariya aise haan
hai sondhi sondhi saans aise
subah subah ki oss jaise
behakta hai dariya aise haan
yeh raatein jage karwaton mein
hoon lipti main silwaton mein
bheegi hoon teri khusboo on mein haan
jawaa jawaa hain khwahishein
jawaa jawaa hain khwahishein
kare zindagi farmaahishein
aasmani rishta jod le
chal indra dhanush tu odh le
jawaa jawaa hain khwahishein
jawaa jawaa hain khwahishein
ittefaqan ittefakan
lamhe ye lamhe do lamhe aa girey
aksar falak se do lamhe aa girey
ittefaqan jo mile hain hum yahan
ittefakan hi mile hain do jahaan
jheene jheene pal mein khoyi
khoyi si hasee raat hai
jhilmil palkein
jaagi jaagi dhadkan saath hai
har khwahishein farmahishein
ye mad bhari aanaishein
iss pal ki hamse hai itni iltezaa
bah jaaye ho jaaye kho jaaye benishaan
ittefaqan hum huye hain aasna
ittefakan waqt bhi hai meherbaan
lamhe ye lamhe do lamhe aa girey
aksar falak se do lamhe aa girey
dheere dheere labon ki larjishein sambhal jaayengi
holey hole dil ki silwatein bhi khul jayengi
ghul jaane do mil jaane do
ye rang e ishq khil jaane do
behka behka mehka hai samaa
halka halka halka hai chaya nasha
ittefaqan ho gaye tum rehnuma
ittefakan ban gayi ye dastaan
lamhe ye lamhe do lamhe aa girey
aksar falak se do lamhe aa girey
ittefaqan jo mile hain hum yahan
ittefakan hi mile hain do jahaan
tehalka, tehalka, tehalka, ye ye ye tehalka
jhatka tha pyara sa, chhota sa karara sa
jhatka tha pyara sa, chhota sa karara sa
ye zami ghumi, aasama tuta
jaise kahin din me sitara sa jhalka
ye zami ghumi, aasama tuta
jaise kahin din me sitara sa jhalka
tehalka, tehalka, tehalka, ye ye ye tehalka
khaali pili humse khafa hai
o god, tu bewafa hai
khaali pili humse khafa hai
o god, tu bewafa hai
duniya ko baante, bande ko daante
titli ko phul, humko kaante
kisko pata tere dil ka, ja ja
tehalka, tehalka, tehalka, ye ye ye tehalka
jhatka tha pyara sa, chhota sa karara sa
jhatka tha pyara sa, chhota sa karara sa
ye zami ghumi, aasama tuta
jaise kahin din me sitara sa jhalka
he jony parwaah nahi, duniya se shikwa nahi
he jony parwaah nahi, duniya se shikwa nahi
din apne bhi ab aane waale hai
kismat ko daane daale hai
intzaar ab us pal ka, ja ja
tehalka, tehalka, tehalka, ye ye ye tehalka
jhatka tha pyara sa, chhota sa karara sa
jhatka tha pyara sa, chhota sa karara sa
ye zami ghumi, aasama tuta
jaise kahin din me sitara sa jhalka
ye zami ghumi, aasama tuta
jaise kahin din me sitara sa jhalka
tehalka, tehalka, tehalka, ye ye ye tehalka
dekho hawa jor se bhadki
tan me nase jor se tadki
ab to rang jayegi dharti lal lal
o dekho hawa jor se bhadki
tan me nase jor se tadki
ab to rang jayegi dharti lal lal
par ye apne man ki na ae
ka karega koi upaye
ab to karni padegi dhaye dhaye
par ye apne man ki na ae
ka karega koi upaye
ab to karni padegi dhaye dhaye
ankhiya hai banduk hamari
patthar humko lage bichhona
ek duje ka sath hamara
bhihad me vanvas hamara
aandhi jaisa chalna saye saye
par ye apne man ki na ae
ka karega koi upaye
ab to karni padegi dhaye dhaye
dekho hawa jor se bhadki
tan me nase jor se tadki
ab to rang jayegi dharti lal lal
o dekho hawa jor se bhadki
tan me nase jor se tadki
ab to rang jayegi dharti lal lal
par ye apne man ki na ae
ka karega koi upaye
ab to karni padegi dhaye dhaye
par ye apne man ki na ae
ka karega koi upaye
ab to karni padegi dhaye dhaye
ukhad jayenge vanke paav
jo humse gherega daav
dushman te hum maza chakha de
lashan ke ambar laga de
chil kawa kare kaye kaye
par ye apne man ki na ae
ka karega koi upaye
ab to karni padegi dhaye dhaye
dekho hawa jor se bhadki
tan me nase jor se tadki
ab to rang jayegi dharti lal lal
o dekho hawa jor se bhadki
tan me nase jor se tadki
ab to rang jayegi dharti lal lal
par ye apne man ki na ae
ka karega koi upaye
ab to karni padegi dhaye dhaye
par ye apne man ki na ae
ka karega koi upaye
ab to karni padegi dhaye dhaye
sine me chubte hai ujale
nindo me khanjar
jao dhal jao, raat ke tare
sine me chubte hai ujale
nindo me khanjar
khawab hai banjar
jal gaye chand tumhare
jal gaye chand tumhare
jao dhal jao, raat ke tare
sine me chhubte hai ujale
nindo me khanjar
khawab hai banjar
jal gaye chand tumhare
jal gaye chand tumhare