jaane kya baat hui
naach utha ye man
khoya tha jaane kyu
apna vo ladakpan
bheega tan man, geeto ki rimjhim me
khol man ke saare bandhan
sur na bikhar jaaye, jara saaz mila lo
sur na bikhar jaaye, jara saaz mila lo
main jo dagmagaaun, mujhe aaj sambhaalo
taal se be-taal jo ho jaaun chhupa lo
taal se be-taal jo ho jaaun chhupa lo
main jo dagmagaaun, mujhe aaj sambhaalo
dun jiwan ke, bajaare hai
kab rukte hai
ho jaane kya baat hui
naach utha ye man
khoya tha jaane kyu
apna vo ladakpan
bheega tan man, geeto ki rimjhim me
khol man ke saare bandhan
ho kal jo nikal jaaye ye dum
koi gham nahi
kal jo nikal jaaye ye dum
koi gham nahi
maut kya daraaye hume usme dum nahi
dekh liya bhala bura koi kam nahi
dekh liya bhala bura koi kam nahi
maut kya daraaye hume usme dum nahi
man ka panchhi, tanha aaye
tanha jaaye ho
ho jaane kya baat hui
naach utha ye man
khoya tha jaane kyu
apna vo ladakpan
bheega tan man, geeto ki rimjhim me
khol man ke saare bandhan
ittefaqan ittefakan
lamhe ye lamhe do lamhe aa girey
aksar falak se do lamhe aa girey
ittefaqan jo mile hain hum yahan
ittefakan hi mile hain do jahaan
jheene jheene pal mein khoyi
khoyi si hasee raat hai
jhilmil palkein
jaagi jaagi dhadkan saath hai
har khwahishein farmahishein
ye mad bhari aanaishein
iss pal ki hamse hai itni iltezaa
bah jaaye ho jaaye kho jaaye benishaan
ittefaqan hum huye hain aasna
ittefakan waqt bhi hai meherbaan
lamhe ye lamhe do lamhe aa girey
aksar falak se do lamhe aa girey
dheere dheere labon ki larjishein sambhal jaayengi
holey hole dil ki silwatein bhi khul jayengi
ghul jaane do mil jaane do
ye rang e ishq khil jaane do
behka behka mehka hai samaa
halka halka halka hai chaya nasha
ittefaqan ho gaye tum rehnuma
ittefakan ban gayi ye dastaan
lamhe ye lamhe do lamhe aa girey
aksar falak se do lamhe aa girey
ittefaqan jo mile hain hum yahan
ittefakan hi mile hain do jahaan