Ik Wari Tu Kise Gair Da Hoya
Chadd Ke Chaavan Dopehar Da Hoya
Ik Wari Tu Kise Gair Da Hoya
Chadd Ke Chaavan Dopehar Da Hoya
Hunn Na Jaavi Mann Ja Kehna
Saari Umar E Naal Hi Rehna
Ik Dooje Nu Hunn Na Khoyiye
Chal Ve Dilaa Mereya
Kite Kale Beh Ke Royiye
Na Kise Di Gall Kariye Te
Na Kise Da Hoyiye
Kalle Beh Ke Royiye
Main Bhi Pagal Tu Bhi Pagal
Duniya Sayani Ki Kariye
Main Bhi Pagal Tu Bhi Pagal
Duniya Sayani Ki Kariye
Jisme Milke Bichade Sare
Aisi Kahani Ki Kariye
Kehti Hai Tujhko Khaali Akhiyaan
Sunle Inki Keh Keh Thakiya
Aaja Naye Kuch Khwab Piroyiye
Chal Ve Dilaa Mereya
Kite Kale Beh Ke Royiye
Na Kise Di Gall Kariye Te
Na Kise Da Hoyiye
Chal Ve Dilaa Mereya
Kite Kale Beh Ke Royiye
Na Kise Di Gall Kariye Te
Na Kise Da Hoyiye
Na Kise Da Hoyiye
Dil Lagaa Ke Dard Mile
Aur Ankhiya Milake Aansoo
Dil Lagaa Ke Dard Mile
Aur Ankhiya Milake Aansoo
Duniya Patthar Hai Ya Paani
Na Mai Samja Naa Tuu
Dil Lagaa Ke Dil Lagaa Ke
Dil Lagaa Ke Dard Mile
Aur Ankhiya Milake Aansoo
Dil Lagaa Ke Dard Mile
Aur Ankhiya Milake Aansoo
Ambar Tale Jag Rahe Hum Tere
Aanchal Tale Rehte Hain
Duniya Mein Hum Hi Akele Hain Jo
Maati Ko Maa Kehte Hain
Maati Ko Maa Kehte Hain
Jaage Tere Liye Saari Umar
Tu Hi Aana Sulane Humein
Sar Tera Uncha Rahe Aye Watan
Koyi Jaane Na Jaane Humein
Koyi Jaane Na Jaane Humein
Ho Khushbu Ke Jaise Hawaon Mein
Hum Gumnaam Se Behte Hain
Duniya Mein Hum Hi Akele Hain Jo
Maati Ko Maa Kehte Hain
Maati Ko Maa Kehte Hain
Aye Maa Bharosa Rakhna Apni Santanon Par
Hum Tiranga Gaad Denge Aasmaano Par
Dushmanon Sun Lo Humein Jhukna Nahi Aata
Tumhari Goliyan Kam Hain
Hamari Chhatiyan Zyada
Hamare Naam Par Dholak Bajegi
Do Jahanon Mein
Marenge Yoon Ke Hum Zinda Rahenge
Dastanon Mein
Hindustan Ko Naaz Hoga Hum Deewanon Par
Hum Tiranga Gaad Denge Aasmaanon Par
Jismon Par Vardi Na Kaandhe Sitaare
Jismon Par Vardi Na Kaandhe Sitaare
Na Jhande Jhukenge Zikar Pe Humare
Par Jaan Nisaari Ki Jab Baat Hogi
Aage Milenge Kataaron Mein Hum
To Kya Zameen Pe Rahein Na Rahein
Muskurayenge Taaron Mein Hum
Muskurayenge Taaron Mein Hum
Woh Baag Hasta Rahe Hum Jise
Hindustan Kehte Hain
Duniya Mein Hum Hi Akele Hain Jo
Maati Ko Maa Kehte Hain
Maati Ko Maa Kehte Hain
Maati Ko Maa Kehte Hain
Hum Maati Ko Maa Kehte Hain
Maati Ko Maa Kehte Hain
Maati Ko Maa Kehte Hain
Hum Maati Ko Maa Kehte Hain
Maati Ko Maa Kehte Hain
Kuch toh laaga hone,
Hum toh laage khone
Ishq ki hawaon mein,
Ishq ki hawaon mein
Kuch toh laaga hone,
Hum toh laage khone
Ishq ki hawaon mein,
Ishq ki hawaon mein
Pehli baar tera khaab dhadakne laga
Aankhon mein, aankhon mein
Pehli baar tere chehre ki ban gayi jagah
Aankhon mein, aankhon mein…
Mere lafzon mein kahin tera zikr hi
Le raha karwatein raat din
Ho.. pehli baar
Pehli baar, pehli baar, pehli baar
Pehli baar hai maangi dua aankhon mein
Kuch toh laaga hone,
Hum toh laage khone
Ishq ki hawaoon mein,
Ishq ki hawaon mein
Kuch toh laaga hone,
Hum toh laage khone
Ishq ki hawaoon mein,
Ishq ki hawaon mein
Oo.. tere sang jeene ka irada
Kar liya hai
Wadon se tere maine yeh
Waada kar liya hai
Mehsoos tu kar ke dekh
Zara mere dil ko
Tujhe ishq bhi khud se
Zyada kar liya hai
Oo.. ik lamha sans ho
Yah ho milon ka safar
Teh karon na raastey tere bin
Ho.. pehli baar, pehli baar,
Pehli baar, pehli baar
Pehli baar hai ishq parha ankhon mein
Kuch toh laaga hone,
Hum toh laage khone
Ishq ki hawaoon mein,
Ishq ki hawaon mein
Kuch toh laaga hone,
Hum toh laage khone
Ishq ki hawaon mein,
Ishq ki hawaon mein
chale chale to kya chale hum, ude agar to baat hai
chale chale to kya chale hum, ude agar to baat hai
jiye jiye to kya jiye hum, lade agar to baat hai
jaage hai chaurahe, kadmo ki ye thapkiyo se jaage hai
maidaano khul jaao, aa rahe hain hum jo
khalbali to honi hai
har gali me dhoni hai, har gali me dhoni hai
har gali me dhoni hai, har gali me dhoni hai
ho ujaalo ki gar talaash hai, suraj ka shehar paas hai
ujaalo ki gar talaash hai, suraj ka shehar paas hai
aa chal ke hum juta le apne hisse ke ujaale
dube ek suraj to dusra uga le
kaafi hai apni khaatir yeh mutthi bhar irade
chalne ke balbute pe hum duniya hila de
awaazo mil jaao, aa rahe hain hum jo
khalbali to honi hai
har gali me dhoni hai, har gali me dhoni hai
har gali me dhoni hai, har gali me dhoni hai
hawaizada dil, hawaizada dil
ba-adab aji bamulaiza hoshiyaar
ishq ki bandook liye karne shikar
ba-adab aji bamulaiza hoshiyaar
ishq ki bandook liye karne shikar
be-mulk riyaasat ka nawabzada dil
thoko thoko salam aaya hawaizada dil
hawaizada dil, hawaizada
injar pinjar dhile hain khasta haal dil
koyi to uthaa le aake rasta me re dil
injar pinjar dhile hain khasta haal dil
koyi to uthaa le aake rasta me re dil
hum bhi to ek laute hai aisi bewakufiya kon kare
hasino ke qadmo me khilauna kaanch ka kon dhare
bechaara hai, garib hai thokare nasib hain
tootata phootata rehta nazuk sada dil
thoko thoko salam aaya hawaizaada dil
raat ek hasin mem taro se jadi
shawl me silke chand akdi wo khadi
raat ek hasin mem taro se jadi
shawl me silke chand akdi wo khadi
humne udheda chand, udhada raaz ek hai
meri pocket ke naap ka asmaan me bhi chhed hai
ek ladki hai noto pe smile phir bhi hontho pe
rou me bechunga pauna-aadha dil
thoko thoko salam aaya hawaizaada dil
hawaizada dil, hawaizada