hawaizada dil, hawaizada dil
ba-adab aji bamulaiza hoshiyaar
ishq ki bandook liye karne shikar
ba-adab aji bamulaiza hoshiyaar
ishq ki bandook liye karne shikar
be-mulk riyaasat ka nawabzada dil
thoko thoko salam aaya hawaizada dil
hawaizada dil, hawaizada
injar pinjar dhile hain khasta haal dil
koyi to uthaa le aake rasta me re dil
injar pinjar dhile hain khasta haal dil
koyi to uthaa le aake rasta me re dil
hum bhi to ek laute hai aisi bewakufiya kon kare
hasino ke qadmo me khilauna kaanch ka kon dhare
bechaara hai, garib hai thokare nasib hain
tootata phootata rehta nazuk sada dil
thoko thoko salam aaya hawaizaada dil
raat ek hasin mem taro se jadi
shawl me silke chand akdi wo khadi
raat ek hasin mem taro se jadi
shawl me silke chand akdi wo khadi
humne udheda chand, udhada raaz ek hai
meri pocket ke naap ka asmaan me bhi chhed hai
ek ladki hai noto pe smile phir bhi hontho pe
rou me bechunga pauna-aadha dil
thoko thoko salam aaya hawaizaada dil
hawaizada dil, hawaizada