Ambar Tale Jag Rahe Hum Tere
Aanchal Tale Rehte Hain
Duniya Mein Hum Hi Akele Hain Jo
Maati Ko Maa Kehte Hain
Maati Ko Maa Kehte Hain
Jaage Tere Liye Saari Umar
Tu Hi Aana Sulane Humein
Sar Tera Uncha Rahe Aye Watan
Koyi Jaane Na Jaane Humein
Koyi Jaane Na Jaane Humein
Ho Khushbu Ke Jaise Hawaon Mein
Hum Gumnaam Se Behte Hain
Duniya Mein Hum Hi Akele Hain Jo
Maati Ko Maa Kehte Hain
Maati Ko Maa Kehte Hain
Aye Maa Bharosa Rakhna Apni Santanon Par
Hum Tiranga Gaad Denge Aasmaano Par
Dushmanon Sun Lo Humein Jhukna Nahi Aata
Tumhari Goliyan Kam Hain
Hamari Chhatiyan Zyada
Hamare Naam Par Dholak Bajegi
Do Jahanon Mein
Marenge Yoon Ke Hum Zinda Rahenge
Dastanon Mein
Hindustan Ko Naaz Hoga Hum Deewanon Par
Hum Tiranga Gaad Denge Aasmaanon Par
Jismon Par Vardi Na Kaandhe Sitaare
Jismon Par Vardi Na Kaandhe Sitaare
Na Jhande Jhukenge Zikar Pe Humare
Par Jaan Nisaari Ki Jab Baat Hogi
Aage Milenge Kataaron Mein Hum
To Kya Zameen Pe Rahein Na Rahein
Muskurayenge Taaron Mein Hum
Muskurayenge Taaron Mein Hum
Woh Baag Hasta Rahe Hum Jise
Hindustan Kehte Hain
Duniya Mein Hum Hi Akele Hain Jo
Maati Ko Maa Kehte Hain
Maati Ko Maa Kehte Hain
Maati Ko Maa Kehte Hain
Hum Maati Ko Maa Kehte Hain
Maati Ko Maa Kehte Hain
Maati Ko Maa Kehte Hain
Hum Maati Ko Maa Kehte Hain
Maati Ko Maa Kehte Hain