Jabre Piya Fenke Ho Aisa Jaal Ab Ke
Ab Ke Ke Jaaye Nahi Bach Ke
Mann Baavara Sarkaari Bus Ki Chadha Chhat Pe
Chhat Pe Ki Khaye Kaise Bach Ke
Bhari Dopaheri Haye Lagi Kachehri
Ab Married Warried Ho
Rassi Tumhari Aur Kothi Tumhari
Ab Married Warried Ho
Jabre Piya Fenke Ho Aisa
Jaal Ab Ke Ab Ke Ab Ke
Lakh Take Ka Savan
Do Kodi Ka Tana Bana
Jab Chugg Na Sake Khet
To Kahe Ko Daale Dana
Ho Jabre Piya Bekhabare Piya
Khursi Ki Sathi Bandh Lo Besabre Piya
Hass Lo Hass Lo
Do Din Ki Hai
Ji Do Din Ki Hai
Ye Do Char Din Ki Hasi
Bachana Bachana
Ab Muskil Hai
Ji Badi Muskil Hai
Ye Jaan Zanjhaal Mein Fasi
Ke Baal Ki Khal Bhi Nikal Donge
To Saal Do Saal Mein Sawal Honge
Pucho Khud Hi Se Aur Kaho Khud Hi Ko
Ab Married Warried Ho
Khud Hi Sikhao Aur Khud Hi Se Sikho
Ab Married Warried Ho
Jabre Piya Haaye Fenke Ho Aisa Jaal Ab Ke
Kharcha Athani Kamao Chavanni
Ab Married Warried Ho
Ho Wetan Bhi Laao Aur Velan Bhi Khao
Ab Married Warried Ho
Ghar Ko Sambhalo Aur Bachche Bhi Paalo
Kyun Ki Married Warried Ho
Bas Aaj Ho Dulha Aur Kal Se Hai Chulha
Ab Married Warried Ho
Ho Yaaron Ko Tata Aur Sham Mein Sannata
Ab Married Warried Ho
Jabre Piya Fenke Ho Aisa Jaal Ab Ke.
Waqt ne jo bij boyaa
Sadiya we, sadiya we ….
Sadiya we, sadiya we ….
Sadiya we, sadiya we ….
Wo jaminope, na dikhai de
Kisane paya kisane khoya
Har ghadi har pal wo khahani hai
Sadiya we ….ho o o
Waqt ne jo bij boyaa
Wo jaminope,na dikhai de
Sadiya we, sadiya we ….ho o o
Kahi samyke liye dhup me
Yade mili hai kai rup me
Bikhara bikhara dard sehra
Kwabokhayalo ka pechida safar
Yadome dubi shyamoseher
Unsune afsanoki bejuba kehati
Gujare lamhoki leharo me behati
Sadiya we, sadiya we ….
Waqt ne jo bij boyaa
Wo jaminope,na dikhai de
Gunje teri jo kilkkariya
Khil gayi meri phulwariya
Tera zula meri baahe
Terehi damase mere dono jaha
Terebina to mar jayegi maa
Teri suni loriyoko na bhula paaye
Meri mamatato bahar aaye
Sadiya we ….
Waqt ne jo bij boyaa
Wo jaminope,na dikhai de.
dori ye khichi dori plne ki tune modi
mere sapno ko jhulaya sari raat
bhale bagiya teri chhodi bhale nindiya teri chori
bas itti si yad to rakhiyo mere pas
teri lad ki main teri lad ki main
teri lad ki main chhodungi na tera hath
teri lad ki main teri lad ki main
teri lad ki main chhodungi na tera hath
aa aa aa
babul more babul more
itni si arj mori sun le
teri lad ki main
rahungi teri teri lad ki main
kitni bhi main dur tose chahe rahu
jara aanch bhi to kabhi mujh pe
jo aati bhar jati thi ankhiya tor
phir aisa bhi kya tera mujh se bair
phir aisa bhi kya tera mujh se bair
kar parai mohe mukh liya kyu pher
pas hi apne rakh le kuchh der
ud jayega pakhi hote hi saver
teri lad ki main teri lad ki main
teri lad ki main chhodungi na tera hath
alka ko lene aae banna ji re dhekho
sapano ke hai barati phul jara ji feko
ye jo rohan hai mohan hai banni rani ke
suno bahaaro zara niharo
badal barakha jaisi haye jodi hai
banna banni chehak chehak ke daali daali jhule
chheda chhaadi lehak behak me kali gulabi phule
alkaa ko lene aae banna ji re dhekho
sapano ke hai brati phul jra ji feko
ye jo rohan hai mohan hai banni rani ke
suno bahaaro zara niharo
badal barakha jaisi haye jodi hai
banna banni chehak chehak ke daaly daaly jhule
chheda chhadi lehak behak me kali gulabi phule
lagi khelne chali dolne pagli patang ban jae
zara dor khecho banna ji dekho ye to jhum jhum lehrae
ye to baajare ki baliyo ka rang tod kar laye
kese gadi haye banna ji tham kahi per phisal na jae
kare thitholi lage rangoli
aisi rang birangi haye banni hai
banna banni chek chek ke daaly daaly jhule
chheda chhadi lehak behak me kali gulabi phule
chitchor ne chuke ise kar dala hai ji phulwaari
banni ka dhekho man mohane ka sigaar kare matbaari
dekho dhupne rang rup pe kumkum ki daali phulkari
banne kare hai man haar baar banni humari man mari
le helore rang batore banne ki naino se haye banni ye
banna banni chek chek ke daaly daaly jhule
chheda chhadi lehak behak me kali gulabi phule
alkaa ko lene aae banna ji re dhekho
sapano ke hai barati phul jara ji feko
ye jo rohan hai mohan hai banni rani ke
suno bahaaro zara niharo
badal barakha jaisi haye jodi hai
banna banni chehak chehak ke daaly daaly jhule
cheda chadi lehak behak me kali gulabi phule
banna banni chek chek ke daaly daaly jhule
chheda chhadi lehak behak me kali gulabi phule
yeh ishq hai yeh ishq hai
yeh ishq hai yeh ishq hai
sufi ke sulfe ki
lau uth ke kahti hai
aatish ye bujhke bhi
jalti hi rahti hai
yeh ishq hai yeh ishq hai
yeh ishq hai yeh ishq hai
sufi ke sulfe ki
lau uth ke kahti hai
aatish ye bujhke bhi
jalti hi rahti hai
ye ishq hai
ye ishq hai
saahil pe sar rakh ke
dariya hai soya hai
sadiyon se bahta hai
aankhon ne boya hai
yeh ishq hai re
yeh ishq hai
yeh ishq hai re
yeh ishq hai
tanhaai dhunta hai
parchhaai bunta hai
resham si nazron ko
aankhon se sunta hai
yeh ishq hai
yeh ishq hai
yeh ishq hai
ha ha ha
mere miyan gaye england
oye oye oye hoye
mere miyan gaye england
baja ke band
na jaane kahaan karenge land
ke hitler chaunke na
ke hitler chaunke na
ji hitler chaunke na
hitler chaunke na
mere miyan gaye england
oye oye oye oye
mere miyan gaye england
baja ke band
na jaane kahaan karenge land
ke hitler chaunke na
ke hitler chaunke na
ji hitler chaunke naa
hitler chaunke na
udan khatole mein saiyaan
jo pahli baar ude
aasmaan mein chand pakad ke
jhap se kood pade
oye hoye hoye hoye hoye
udan khatole mein saiyaan
jo pehli baar ude
aasmaan mein chaand pakad ke
jhapp se kood pade
gire jo paris mein
to eiffel tower hai
bacha lega unko
khuda mein power hai
arrey sar ke saare baal ud gaye
lagte hain perfect
ke churchill chaunke na
ke churchill chaunke na
ji churchill chaunke na
ke churchill chaunke na
jo utre kheton mein
wahin par padi hoon main
jahaan par milte the
wahin par khadi hoon main
aji itna hai bas bhool na jayein
mera bus stand
conductor chooke na
conductor chooke na
conductor chooke na
driver chaunke na
mere miyan gaye england
oye hoye oye hoye
mere miyan gaye england
bajaa ke band
na jaane kahan karenge land
ke hitler chaunke na
ke hitler chaunke na
ji hitler chaunke na
hitler chaunke na
ek dooni do arey do dooni chaar
ek dooni do do dooni chaar
chaar choke solah
arey allah mashallah
dil baang deke bola ek
kukduku re sun tu
kukdu ku ku ku
sun tu tu tu
aashiq hoon main
mashook tu haaye
ek tiya teen
teen tiya nau
chaar tiya baarah
arey haara jeeta jeeta hara
daav lagaa do baarah
kukduku re sun tu
kukdu ku ku ku
sun tu tu tu
aashiq hoon main
mashook tu haye
ek dooni do do dooni chaar
chaar chauke solah
aasmaan ki takhti par
main likhti hoon pahaade
likhti hoon pahaade
raat bhar dil taapna
kaatna jaade
kaatna jaade
aa aake meri raat bujha de
bujha de bujha de
waqt kaate kaise batla de
batla de batla de
kab tak ginti rahoon pahaade haye
ek dooni do do dooni chaar
teen tiya nau
char tiya baarah ae
ho jaagti hoon aankhein khole
khwaab ke maare
khwaab ke maare
ungli jal gayi ginte ginte
raat ke taare
raat ke taare
ek bujhe toh ek jalta hai
jalta hai jalta hai
ek tamasha sa lagta hai
lagta hai lagta hai
kab tak ginti rahoon pahade haye
ek dooni do do dooni chaar
chaar chauke solah
arey wallah mashallah
dil baang deke bola
kukduku re sun tu
kukdu ku ku ku
sun tu tu tu
aashiq hoon main
mashook tu haye
haan chori chori dekho
aise dekha na karo
chori chori dekho
aise dekha na karo
chupke chupke dono aankhein
seka na karo
piya ji chori chori
chori chori dekho
aise dekha na karo
chuppke chuppke dono aankhein
seka na karo
piya ji chori chori
chori chori
nukkad nukkad dekh rahe ho tum
thode se khoye thode se gum
nukkad nukkad dekh rahe ho tum
thode se khoye thode se gum
piche piche aate ho
bina awaaz bulate ho
mungfali ke daane
aise pheka na karo
piya ji chori chori
chori chori dekho
aise dekha na karo
aankhon ke taane baane na bun
dil se kah aur mere dil se sun
aankhon ke taane baane na bun
dil se kah aur mere dil se sun
aivi budbud karte ho
thandi aahen bharte ho
aage piche ghum ghum ke
chhinkaa na karo
piya ji chori chori
chori chori dekho
aise dekha na karo
chuppke chuppke dono aankhe
seka na karo
piya ji chori chori
chori chori dekho
aise dekha na karo
aadab adab ba-ahtraam tarike se
aji dil todte hai hum magar salike se
jee jee re jee jee re jee jee jee re jee jee re jee
paich paich har purza kamina ho jee re jee jee re jee
dil todne ki barga masheen hu re jee jee re jee jee re jee
dil todne ki barga masheen hu re jee jee re jee jee re jee
jee jee jee jee kolhalapuri masala, kolhalapuri masala
kolhalapuri masala namkeen hu
jee re jee re jee re jee re jee re jee
dil todne ki barga masheen hu re jee jee re jee jee re jee
dil todne ki barga masheen hu re jee jee re jee jee re jee
dil todne ki barga masheen hu re jee jee re jee jee re jee
ankhiyo me ankhiya jo daale re daale re daale re
usko toh ganpati sambhale sambhale sambhale re
ho ankhiyo me ankhiya jo daale re
usko toh ganpati sambhale re
kis ke kitne tukkde kiye kya rakhu hissab
todna dilo ko mera pesha hai janab
are shaatir maahir mujrim sangeen hu
jee re jee re jee re jee re jee re jee
dil todne ki barga masheen hu re jee jee re jee jee re jee
dil todne ki barga masheen hu re jee jee re jee jee re jee
dil todne ki barga masheen hu re jee jee re jee jee re jee
jee jee re jee jee re jee jee jee re jee jee re jee
chaabhi bhar aur dekh kartab re
teri hu chali chabhi jab tak re jab tak re
ho chaabhi bhar aur dekh kartab re aur aaya naajib aur
teri hu chali chabhi jab tak re aur aaya naajib aur
nakkad ka tamasha hai, chale na udhaar
hisse tere khaali hai to kishto me le pyaar
are ikke sikke doro ki shaukeen hu jee re jee re jee re jee
dil todne ki barga masheen hu re jee jee re jee jee re jee
dil todne ki barga masheen hu re jee jee re jee jee re jee
dil todne ki barga masheen hu re jee jee re jee jee re jee
dil todne ki barga masheen hu re jee jee re jee jee re jee
kehte hai har ek dil me chhupa kahi pyar hai, pyar hai
bas pehchane jo koi
na jaane kis pal kaha kaise khhota qarar hai, qarar hai
naina lag jaaye jo kahi
nazdikiyon ka pata hai duriya de gayi
mileya mileya mujhe par mainu jaaneya nahi
mileya mileya mujhe par meri suneya nahi
mileya mileya mujhe par mainu jaaneya nahi
je main janeya janeya tujhe, inpe main bhuleya sabhi
ha der se hi toh sahi haye dil ko kisi pe hai yakeen
chhute na, chhute na ab ye laagi chhute na
chhute na, chhute na ab ye laagi chhute na
tu bas ja mujhme mera banke hi
mileya mileya mujhe par mainu janeya nahi
mileya mileya mujhe par main suneya nahi
mileya mileya mujhe par mainu janeya nahi
je main janeya janeya tujhe, inpe main bhuleya sabhi
aaj ke naam aur aaj ke gham ke naam
aaj ka gham ke hai zindagi ke bhare
gulsita se khafa, zard patton ka ban
zard patton ka ban jo mera desh hai
dard ki anjuman jo mera desh hai
unn dukhi maaon ke naam, unn dukhi maaon ke naam
raat me jinke bachche bilakhte hai
aur nind ki maar khaaye huye baajuo se sambhalte nahi
dukh bataate nahi, minnato zaariyo se behalte nahi
unn haseenaon ke naam, unn haseenaon ke naam
jinki aankhon ke gul chilmano aur dareecho ke belon pe
bekaar khil khil ke murjha gaye hai
unn beyahtaon ke naam, unn beyaahtaon ke naam
jinke badan bemohabbat riyaatar
se jo thee saj saj ke ukta gaye hai
bewaaon ke naam
katadiyon aur galiyon mohallon ke naam
jinke naapaak khashaak se
chand raato ko aake karta hai aksar vazoo
jinke saayon me karti hai aahob ka
aanchalon ki hina, chudiyon ki khanak, kaakulon ki mehak
aarzoo mand seeno ki apne pasine me jalne ki boo
padhnewaalo ke naam
aaj ke naam aur aaj ke gham ke naam
unn dukhi maaon ke, unn haseenaon ke
unn beyahtaon ke naam
jaan ve jaan le haal-e-dil
jaan ve jaan le haal-e-dil
jaan ve bol de haal-e-dil
aaja tere sine mein saans saans pighalu main
aaja tere honto se baat baat nikalu main
tu meri aag se roshani chhaant le
ye jameen aasmaan jo bhi hai baat le
jaan ve jaan le haal-e-dil
jaan ve bol de haal-e-dil
aaja maahiya aaja
aaja maahiya aaja
aaja maahiya aaja
aaja maahiya aaja
aaja maahiya aaja
aaja tujhe haathon pe kismaton sa likh lu main
aaja tere kaandhe pe umarr bhar ko tik loon main
teri akhiyon ke do gehne ve
teri akhiyon ke do gehne
phirte hai pehne pehne ve
phirte hai pehne pehne
jaan ve jaan le haal-e-dil
jaan ve bol de haal-e-dil
haal-e-dil
sehmi sehmi raato me sehmi sehmi chalti hoon
sehmi sehmi raato me sehmi sehmi chalti hoon
lautungi main tere liye tere liye jaaneya ve
sehmi sehmi raato me sehmi sehmi chalti hoon
lautungi main tere liye tere liye
kaali amaavas ke peechhe khadi hoon main
saalo ke jaalo me kab se padi hoon me
bechain hoon tere liye ho jaaneya
jab dubega din diya jalana tum
aawaaz de ke phir mujhko bulana tum
lautungi main tere liye jaaneya ve
tere liye saathi mere jaaneya ve
veeraan pedon ke saaye jab chalte hain
maasoom roohon ko andhere daste hain
darti hoon main tere liye o ho janeya
jab rate pighle okh lagana tum
aakash ka koi kona uthana tum
lautungi main tere liye jaaneya ve
tere liye saathi mere jaaneya ve
dil miyan mitthu the ho marzi ke pitthu the
ho dil miyan mitthu the arey marzi ke pitthu the
wo meri kahan sunte the arey apni hi dhunte the
ho dil miyan mitthu the
miyaan ji bach bach ke chalna duniya hai harjaai
hari hari jo laage ghaas nahi hai kaai
arey kaai pe phisle jo surrr kar ke phurr karke
tote ud gaye phurr phurr kar ke tote ud gaye phurr kar ke
tote ud gaye phurr phurr kar ke tote ud gaye
ishq main yun phisle miyan hathon ke totey udd gaye
totey ud gaye phurr kar ke
totey ud gaye phurr phurr karke totey ud gaye
dil miyan mitthu the marzi ke pitthu the
akde toh kakdi se aur pakde toh makdi se
dil miyaan mitthu the mitthu miyaan
miyaan ji mud mud ke naa dekho
na dekho mud mud ke mud mud ke
mud ke na dekho miyaan ji aji makhra me koi nahi hai
jinse ladai thi ankhiyan saalon se soyi nahi hain
sapne se phisle jo surr kar ke phurr kar ke
totey ud gaye phurr phurr kar ke totey ud gaye
ho patli gali me phisle miyaan
hathon ke totey ud gaye phurr kar ke
totey ud gaye phurr phurr kar ke totey ud gaye
totey ud gaye totey ud gaye
phurr phurr phurr phurr phurr karke totey ud gaye
haye mera nag mundri vich paa de
te bhave meri jind kad le
te bhave meri jind kad le
adhi raat main gayi tabele
maahi mill jaave mukh jaan chamele
maahi mill jaave mukh jaan chamele
meri sej te ambar bichha de
te bhaave meri jind kad le
te bhaave meri jind kad le
phurr kar ke
totey ud gaye phurr phurr karke totey ud gaye phurr karke
totey ud gaye phurr phurr karke totey ud gaye
ni sa, ni sa, ni sa, ni sa, ni sa, ni sa
ni sa, ni sa, ni sa, ni sa, ni sa, ni sa
sa ga ma pa, ni sa, ni sa, pa ni sa
sa ga ma pa, ni sa, ni sa, pa ni sa
sa ga sa pa dha re, ni sa, pa ni sa
sa ga ma pa, ni sa, ni sa, pa ni sa
sa ga ma pa, ni sa, ni sa, ni sa
jagaave saari raina, jagaave saari raina
jagaave saari raina nigode do naina
nigode naina churaaye chaina
jagaave saari raina ho jagaave jagaave
jagaave saari raina nigode do naina
jagaave saari raina, jagaave saari raina
kaano me juhi ke jhumke lagai ke
kaano me juhi ke jhumke lagai ke
baaho me motiya
baaho me motiya pehne sajai ke, motiya sajai ke
sajna ka ke liye, sajna ka ke liye re sajna
jagaave saari raina
gaa ke talaiya me tara gira re
humka bulaaye hain woh aisa laga re
dekhiyo baahar darwaja ka baja hai
phir bhi hu ke aane ka dhadka sa laga re
jhoote laage, jhoote laage hawaao ke baina
jagaave saari raina
jagaave saari raina nigode do naina
nigode naina churaaye chaina
jagaave jagaave jagaave saari raina
saj ke sajaye baithi, sajinde bulaye baithi kaha gum hua anjana
aale aale diye bhi jalaye re jalaye na atariya pe aaya parwana
kaun sa tan haaye barmaaye re
hamri atariya pe aaja re sanwariya, dekha-dekhi tanik hui jaaye
hamri atariya pe aaja re sanwariya, dekha-dekhi tanik hui jaaye
hamri atariya pe
kiwadiya se lag ke piya kare jhaanka jhaanki
bahut kaudi phenke piya udaave jahaan ki
kiwadiya se lag ke piya kare jhaanka jhaanki
bahut kaudi phenke piya udaave jahaan ki, kasam deve jaan ki
aaja gilauri, khilai du kimaami laali pe laali tanik hui jaaye
aaja gilauri, khilai du kimaami laali pe laali tanik hui jaaye
hamari atariya pe
padosan ke gharva jaiho jaiho na sawariya
sautan se boli mori kaate jeheriya jeheri najariya
aaja atariya pe pilai du angoori, jora-jori tanik hui jaaye
aaja atariya pe pilai du angoori, jora-jori tanik hui jaaye
hamri atariya pe aaja re sanwariya, dekha-dekhi tanik hui jaaye
hamri atariya pe
saajne lagaaye baithi, chuttiya ghumaaye baithi
kahan gum hua anjaana, kaun sa tan haaye barmaaye re
ek ghadi aur thahar ke ja baaki hai
ek ghadi aur thahar ke ja baaki hai
tere lab pe mere hone ka nishan baaki hai
ek ghadi aur thahar ke ja baaki hai
shav ke chehre pe chadha rang savere ka to kya
shav ke chehre pe chadha rang savere ka to kya
dhalte khvabo me abhi apna jahaa baaki hai
ek ghadi aur thahar ke ja baaki hai
yu bichhad ke tu mujhse na sazaa de khud ko
yu bichhad ke tu mujhse na sazaa de khud ko
abhi haatho se tere jurm gunaah baaki hai
ek ghadi aur thahar ke ja baaki hai
khilte phulo tak fasana tak bas bahaana tha
khilte phulo tak fasana tak bas bahaana tha
bujhte sholo ki daasta abhi baaki hai
ek ghadi aur thahar ke ja baaki hai
aankhe suni hai mere maang ujde hai to kya
aankhe suni hai mere maang ujde hai to kya
abhi haatho me mere rang gahnaa baaki hai
abhi haatho me mere rang gahnaa baaki hai
ek ghadi aur thahar ke ja baaki hai
tere lab pe mere hone ka nishan baaki hai
ek ghadi aur thahar ke ja baaki hai
ranjhan dhundan main chaleya, ranjhan mileya na ae
jigraa vicho agan laga ke rabba lakira vich likh di judaai
kho gaya gum ho gaya waqt se churaya tha jo apna banaya tha
ho tera woh mera saath nibhaya tha jo apna banaya tha
chadariya jhini re jhini, chadariya jhini re jhini
aankhe bhini ye bhini ye bhini
yaade jhini re jhini re jhini
chadariya jhini re jhini, chadariya jhini re jhini
aankhe bhini ye bhini ye bhini
yaade jhini re jhini re jhini
aisa bhi kya milna saath hoke tanha
aisi kyu sazaa humne hai payi ranjhana ve
phir se mujhe jina tujhpe hai marna
phir se dil ne di hai ye duhai saajnaa ve
lakiro pe kyu likh di kyu judaai
gair sa hua khud se bhi na koi mera
dard se kar le chal yari dil ye keh raha
kholu jo baahe bas gam ye simat rahe hai
aankho ke aage lamhe ye kyu ghat rahe hai
jaane kaise koi sehta judaaiya
chadariya jhini re jhini, chadariya jhini re jhini
aankhe bhini ye bhini ye bhini
yaade jhini re jhini re jhini
chadariya jhini re jhini, chadariya jhini re jhini
aankhe bhini ye bhini ye bhini
yaade jhini re jhini re jhini
ranjhan dhudhan main chaleya, ranjhan mileya na ae
jigraa vicho agan laga ke rabba lakira vich likh di judaai
Raanjha raanjha kar di ve main aape raanjha hoyiRaanjha raanjha saddoni mainu heer na aakho koyi
Ho raanjha raanjha na kar heere jag badnaami hoy
Patti patti jhar jaave par khushbu chup na hoye
Begunaah pakada gaya yaaro, ishq mein jakada gaya yaaro
Aankh ke dosh magar yaaro, bewajah pakada gaya yaaro
Aankh se hatati nahi are hatati nahi are hatati nahi
Sote sote bolata hoon kabhi bolate bolate sota hoon
Kya jaane kya hota hai kabhi jalati aag dadolata hoon
Ik baar toh aake dekh woh bhi
Raanjha raanjha kar di ve main aape raanjha hoyi
Raanjha raanjha saddoni mainu heer na aakho koyi
Ho raanjha raanjha na kar heere jag badnaami hoy
Patti patti jhar jaave par khushbu chup na hoye
Jal jaaye jal jaaye ishq mein jal jaaye jale se kundan hoye
Jalati raakh laga le maathe lage toh chandan hoy
Raanjha raanjha kar di ve main
Raanjha raanjha kar di ve main aape raanjha hoyi
Raanjha raanjha saddoni mainu heer na aakho koyi
Waqt katata bhi nahi waqt rukata bhi nahi
Dil hai sajade mein magar ishq jhukata bhi nahi
Bina tere raatein are raatein kyun lambi lagati hai
Kabhi tera gussa teri baatein kyun achchhi lagati hai
Yeh dalate koyale are koyale abb ragana mushkil hai
Raanjha raanjha kar di ve main aape raanjha hoyi
Raanjha raanjha saddoni mainu heer na aakho koyi
Ho raanjha raanjha na kar heere jag badnaami hoy
Patti patti jhar jaave par khushbu chup na hoye
Jal jaaye jal jaaye ishq mein jal jaaye jale se kundan hoye
Jalati raakh laga le maathe lage toh chandan hoy
Chal chal junun chalate rahein, tu kahin thehar nahi
Dil agar aa bhi gaya woh tera shehar nahi
Bina tere saansein are saansein kahin khatm na ho jaaye
Sabhi teri yaadein sab yaadein kahin bhasm na ho jaaye
Sulagate koyale are koyale abb bujhana mushkil hai
Ho raanjha raanjha kar di ve
Raanjha raanjha kar di ve main aape raanjha hoyi
Raanjha raanjha saddoni mainu heer na aakho koyi
Raanjha raanjha kar di ve main aape raanjha hoyi
Ho raanjha raanjha na kar heere jag badnaami hoy
Patti patti jhar jaave par khushbu chup na hoye
Tumre Bhavan Mein, Jot JaageJot Jaage Mere Paap Bhaage
Anand Mangal Hoo Meri Amba
Brahma Ji Ved Jappa, Hai Teri Dware Maiyaa
Bhahma Ji Vey Amba, Hey Maata Dware Jaawa
Brahma Ji Ved Jappa, Hain Tere Dware
(Shankar Dhyaan Lagaye, Maiyaa Ke Dware) - 2
Shankar Dhyaan Lagaye Amba
Tumre Bhavan Mein, Jot Jaage
Jot Jaage Mere Paap Bhaage
Anand Mangal Hoo Meri Amba
Narad Girdhar Khade Tere Dwaare Maaya
Narad Hey Meri Amba, Narad Dware Jaawa
Narad Girdhar Khade Tere Dwaare
Kaanoor Bin Bajave Maiyya Ke Dwaare
Kaanoor Bin Bajave Mere Maa Ke Dwaare
Kaanoor Bin Bajave Amba, Tumre Bhavan Mein
Hmmm Hmmmm Hmmmm.........