ham to yu apni zindagi se mile
ham to yu apni zindagi se mile
ajnabee jaisi ajnabee se mile
ham to yu apni zindagi se mile
ajnabee jaisi ajnabee se mile
har vafa ek julm ho gaya
har vafa ek julm ho gaya
dost kuchh aisi berukhi se mile
ham to yu apni zindagi se mile
ajnabee jaisi ajnabee se mile
phul hi phul hamne mange the
phul hi phul hamne mange the
daag hi daag zindagi se mile
ham to yu apni zindagi se mile
ajnabee jaisi ajnabee se mile
jis tarah aap hamse milte hain
jis tarah aap hamse milte hain
aadmi yu na aadmi se mile
ham to yu apni zindagi se mile
ajnabee jaisi ajnabee se mile
kaafile aa gaye fir bhi kai barso se
kaafile aa gaye fir bhi kai barso se
jaane ek mod pe kyu baitha tanha koi
kaash mil jaaye mujhe aaj masiha koi
kaise ro ro ke pighalte hai gunaaho ke pahad
kaise ro ro ke pighalte hai gunaaho ke pahad
aake dekhe to sahi ye bhi najara koi
jindagi meri hai tuta hua shisha koi
kaash mil jaaye mujhe aaj masiha koi
jindagi meri hai tuta hua shisha koi
kaash mil jaaye mujhe aaj masiha koi
ho ho
ishk se gahara koi na dariya
dub gya jo uska pata kya
laila jane majnu jane
heer ye jane ranjha jane
tu kya jane diwane ye baate tu kya jane
tu kya jane diwane ye baate tu kya jane
ho ho
chhod ke kutiya van van ghume
aashik bhi jogi hote hai
ye jakhamo ki od ke chadar
kanto ki sej pe sote hai
varakh jane mulla jane
alla jane moula jane
tu kya jane diwane ye baate tu kya jane
tu kya jane diwane ye baate tu kya jane
ho ho
ishk se mahanga koi na souda
koun kharide dard paraya
phir bhi gaaye yaar fakira
ishk hai pyare naam khuda ka
heer hi jane farhad ye jane
sohani jane mahival ye jane
tu kya jane diwane ye baate tu kya jane
tu kya jane diwane ye baate tu kya jane
mohe aaj na dekho na dekho
aaj na dekho harjaai
main ghar pe chunariya bhul aai
main ghar pe chunariya bhul aai
mohe aaj na dekho harjaai
main ghar pe chunariya bhul aai
main ghar pe chunariya bhul aai
muaa baadal mohe taade
pi ankhiyo me ankhiyaan gaade
muaa baadal mohe taade
pi ankhiyo me ankhiyaan gaade
main to jobanwa se sharmaai
main ghar pe chunariya bhul aai
main ghar pe chunariya bhul aai
mohe aaj na dekho harjaai
main ghar pe chunariya bhul aai
main ghar pe chunariya bhul aai
araj gujaarun sun re kalaai
araj gujaarun sun re kalaai
aaj na lena haay angdaayi
aaj na lena haay angdaayi
main to aaj firun re ghabraao
main ghar pe chunariya bhul aai
main ghar pe chunariya bhul aai
mohe aaj na dekho harjaai
main ghar pe chunariya bhul aai
main ghar pe chunariya bhul aai
laaun kaha se ab main chunariya
dur hai gaanv band bajariya
laaun kaha se ab main chunariya
dur hai gaanv band bajariya
main to in galiyan me kyu aai
main ghar pe chunariya bhul aai
main ghar pe chunariya bhul aai
mohe aaj na dekho harjaai
main ghar pe chunariya bhul aai
main ghar pe chunariya bhul aai
aaj na baccho maango khana
aaj sunati hun main gaana
kal chaand se jaakar laaungi
chaandi ki roti
tum sab ko khilaaungi
chaandi ki roti
agla jhule pagla jhule
saawan maas karela jhule
agla jhule pagla jhule
saawan maas karela jhule
agla jhule pagla jhule
saawan maas karela jhule
ek tha chuha teen baras ka
rehta tha vo jungle me
ek din apne bil se nikla
haathi dekha jungle me
chuhe ko maalum nahi tha
iska naam hai haathi
haathi ko samjha usne
apna hi koi saathi
haathi ko puchha usne bhai
tum ho budhe kitne
haathi sund utha kar bola
main hun haathi teen baras ka
par tum ho kaun
sharm ka mara soch me duba chuha bola
hun to main bhi hathi aur jhuth nahi main kehta hun
lekin bachpan hi se pyaare
main bimaar sa rehta hun
agla jhule pagla jhule
saawan maas karela jhule
ek bhayanak sher tha baccho apni
gufa me tha baitha
natkhat se khargosh ne jaakar
uske kaan me bola
ab jungle me aa pahucha hai
jungle ka asli raja
vo kehta hai aap bajaao
sarkas me ja kar baja
ye sunkar sher ko gussa aaya
aur khargosh se bola
dikhaao mujhe kaha hai vo
sher ko apne saath liya
ek kuyen pe le aaya
aur kaha vo dekho ye hai asli raja aaya
sher ne paani me jhaanka to dekha apna saya
sachmuch usne samjha are
ye to dusra raja aaya
aage pichhe kuch na dekha
taan ke muchhe kuda
asli raja ke dhokhe me
kuyen me ja duba
khargosh ki chalaaki pe khush the
saare jungle waasi
jhum jhum ke naach rahe the
gaate bheem palasi
zindagi meri hai toota hua sheesha koi
zindagi meri hai toota hua sheesha koi
kaash mil jaye mujhe aaj masiha koi
zindagi meri hai toota hua sheesha koi
ladkhdane lage ukhadi hui saanso ke chiraag
ladkhdane lage ukhadi hui saanso ke chiraag
haye kis waqt mila banke ujala koi
kaash mil jaye mujhe aaj masiha koi
Raanjha raanjha kar di ve main aape raanjha hoyiRaanjha raanjha saddoni mainu heer na aakho koyi
Ho raanjha raanjha na kar heere jag badnaami hoy
Patti patti jhar jaave par khushbu chup na hoye
Begunaah pakada gaya yaaro, ishq mein jakada gaya yaaro
Aankh ke dosh magar yaaro, bewajah pakada gaya yaaro
Aankh se hatati nahi are hatati nahi are hatati nahi
Sote sote bolata hoon kabhi bolate bolate sota hoon
Kya jaane kya hota hai kabhi jalati aag dadolata hoon
Ik baar toh aake dekh woh bhi
Raanjha raanjha kar di ve main aape raanjha hoyi
Raanjha raanjha saddoni mainu heer na aakho koyi
Ho raanjha raanjha na kar heere jag badnaami hoy
Patti patti jhar jaave par khushbu chup na hoye
Jal jaaye jal jaaye ishq mein jal jaaye jale se kundan hoye
Jalati raakh laga le maathe lage toh chandan hoy
Raanjha raanjha kar di ve main
Raanjha raanjha kar di ve main aape raanjha hoyi
Raanjha raanjha saddoni mainu heer na aakho koyi
Waqt katata bhi nahi waqt rukata bhi nahi
Dil hai sajade mein magar ishq jhukata bhi nahi
Bina tere raatein are raatein kyun lambi lagati hai
Kabhi tera gussa teri baatein kyun achchhi lagati hai
Yeh dalate koyale are koyale abb ragana mushkil hai
Raanjha raanjha kar di ve main aape raanjha hoyi
Raanjha raanjha saddoni mainu heer na aakho koyi
Ho raanjha raanjha na kar heere jag badnaami hoy
Patti patti jhar jaave par khushbu chup na hoye
Jal jaaye jal jaaye ishq mein jal jaaye jale se kundan hoye
Jalati raakh laga le maathe lage toh chandan hoy
Chal chal junun chalate rahein, tu kahin thehar nahi
Dil agar aa bhi gaya woh tera shehar nahi
Bina tere saansein are saansein kahin khatm na ho jaaye
Sabhi teri yaadein sab yaadein kahin bhasm na ho jaaye
Sulagate koyale are koyale abb bujhana mushkil hai
Ho raanjha raanjha kar di ve
Raanjha raanjha kar di ve main aape raanjha hoyi
Raanjha raanjha saddoni mainu heer na aakho koyi
Raanjha raanjha kar di ve main aape raanjha hoyi
Ho raanjha raanjha na kar heere jag badnaami hoy
Patti patti jhar jaave par khushbu chup na hoye