Parthipuri Mein Janam Liya
Parthi Puri Mein Janam Liya Jo Sai Baba Naam Hai
Mayura Mukutadhara Murali Manohara Sai Shyam Naam Hai
Hey Shiva Shankara Uma Maheshwara Sai Shambho Naam Hai
Hey Parameshwara Parthi Pureeshwara Tu Hi Mera Pran Hai
Tum Ho Shyama Ram Rahim
Rama Rahim Shyama Rahim
Allah Yesu Buddha Mahaveer
Nanak Sai Zorashtra Bhi Ho
Sarva Dharma Priya Sai Narayana(Shankara)
Rama Ninnu Vina - Shankarabharanam
pallavi
rAma ninnu vinA rakSimpa nOrulagAna
caraNam 1
talli taNDri anna tammulu deivamu nIvani ullamunanu anniTa ninu callaga bAguga jUcEda
caraNam 2
pAvana nI bhakti sadA pAlincununi mOkSa mosagu mAvara nI sanndhini pramANamu jEsi palkEda
caraNam 3
satva guNambunanu upAsana monarinciri peddalu tatvamu delisenu nika bhava taraNOpAyamu nIvani
caraNam 4
lOkulu nija dAsulu gani lOpaduDu rasUyalatO shrIkara ninu dUSincina cEdi pOyErugAni
caraNam 5
kOrina kOrika losagEdu shrI ramaNa ninnanishamu jEriti sharaNanu koNTina shrI tyAgarAja vinuta
Antaryami Tuhi Alola Tulsidhari
Antaryami Tuhi Alola Tulsidhari
Ashtanga Namam Karu Aao Sairam
Tuhi Mata Pita Tuhi Bandhu Sakha
Tuhi Sadhguru Naam O Mere Sairam
Piya Piya O Piya
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Har-Dil-Jo-Pyar-Karega/Piya-P
jab jab chudi khanke re, jab jab payal chhanke re
jab jab sawan barse re
oye bole bole bole bole bole bole bole jiya
piya piya o piya piya, piya piya o piya
piya piya o piya piya, piya piya o piya
subah sham kare mera jiya jiya jiya jiya jiya
piya piya o piya piya, piya piya o piya
piya piya o piya piya, piya piya o piya
na jane kyon dil dhadke, ghadi ghadi yeh kyon tadpe
ho bedardi tune isko dard yeh kaisa diya
piya piya o piya piya, piya piya o piya
piya piya o piya piya, piya piya o piya
nind udd jati hai ha chain bhi khota hai
tanha tanhayi me ha jane kya hota hai
rang khil jata hai, aankh jhuk jati hai
aaina dekhu toh sharam si aati hai
betabi deke mujhko kyon hosh yeh meraa liya
piya piya o piya piya, piya piya o piya
piya piya o piya piya, piya piya o piya
jab kisi ladke se ha ladki koi milati hai
mere dil me chahat ki ha chandani khilati hai
jab kisi ke ghar me dholki bajati hai
jab kisi ki doli phulo se sajati hai
meri bhi divani dhadkan karne lage iya iya
piya piya o piya piya, piya piya o piya
piya piya o piya piya, piya piya o piya
subah sham kare mera jiya jiya jiya jiya jiya
piya piya o piya piya, piya piya o piya
piya piya o piya piya, piya piya o piya
na jane kyon dil dhadke, ghadi ghadi yeh kyon tadpe
ho bedardi tune isko dard yeh kaisa diya
piya piya o piya piya, piya piya o piya
piya piya o piya piya, piya piya o piya
piya piya o piya piya, piya piya o piya
piya piya o piya piya, piya piya o piya
piya piya o piya piya, piya piya o piya
piya piya o piya piya, piya piya o piya
Tu Fiza Hai
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Fiza/Tu-Fiza-Hai/Jl1eUCx2eQM
--MALE--
Fiza, Fiza, Fiza, hey Fiza
(Tu hawa hai, fiza hai, zameen ki nahin
Tu ghata hai to phir kyoon barasti nahin
Udti rehti hai tu panchhiyon ki tarah
Aa mere aashiyaane mein aa) - 2
--FEMALE--
Main hawa hoon, kahin bhi theherti nahin
Ruk bhi jaaoon kahin par to rehti nahin
Maine tinke uthaaye hue hain paron par
Aashiyaana nahin hai mera
Ghane ek ped se mujhe
Jhoka koi leke aaya hai
Sukhe ek patte ki tarah
Hawa ne har taraf udaaya hai
--MALE--
Aa na aa
Hey, aa na aa ek dafa is zameen se uthe
Paaon rakhe hawa par zara sa ude
--FEMALE--
Chal chale hum jahan koi rasta na ho
--MALE--
Koi rehta na ho, koi basta na ho
--FEMALE--
Kehte hai aankhon mein milti hai aisi jaga
--MALE--
Fiza, Fiza
--FEMALE--
Main hawa hoon, kahin bhi theherti nahin
Ruk bhi jaaoon kahin par to rehti nahin
Maine tinke uthaaye hue hain paron par
Aashiyaana nahin hai mera
Tum mile to kyoon laga mujhe
Khud se mulaaqaat ho gayi
Kuch bhi to kaha nahin magar
Zindagi se baat ho gayi
--MALE--
Aa na aa
Hey, aa na aa saat baithe zara der to
Haath thaame rahe aur kuch na kahe
--FEMALE--
Chhooke dekhe to aankhon ki khaamoshiyaan
--MALE--
Kitni chup chaap hoti hai sargoshiyaan
--FEMALE--
Sunte hai aankhon mein hoti hai aisi sada
--MALE--
Fiza, Fiza
Tu hawa hai, fiza hai, zameen ki nahin
Tu ghata hai to phir kyoon barasti nahin
Udti rehti hai tu panchhiyon ki tarah
Aa mere aashiyaane mein aa
--FEMALE--
Main hawa hoon, kahin bhi theherti nahin
Ruk bhi jaaoon kahin par to rehti nahin
Maine tinke uthaaye hue hain paron par
Aashiyaana nahin hai mera