pardesi pardesi pardesi, pardesi pardesi pardesi
pardesi pardesi aaya chahat ka sandesa laya
pardesi pardesi aaya chahat ka sandesa laya
dhadkane laga hai dil mera
mujhko sambhalo tum jara jara, mujhko sambhalo tum jara
pardesi pardesi aaya chahat ka sandesa laya
dhadkane laga hai dil mera
mujhko sambhalo tum jara, mujhko sambhalo tum jara
tumse juda hoke jane tamnna
pucho na kaise din gujare hai
maine bhi harpal dekha tumhi ko
palko me sapne saware hai
khan khan karke kahti mujhse ye chudiya
ab to sahi na jaye mujhse ye duri
pardesi pardesi aaya chahat ka sandesa laya
pardesi pardesi aaya chahat ka sandesa laya
dhadkane laga hai dil mera
mujhko sambhalo tum jara, mujhko sambhalo tum jara
wada kiya hai to wada nibhana
mujhko kabhi bhi tum bhula na jana
ho paas me aake dur na jana
dekho kabhi ye dil dukhana na
khusbu ban ke saanso me bikhar jaaunga
mang teri mahki chahat se bhar jaunga
pardesi pardesi aaya chahat ka sandesa laya
dhadkane laga hai dil mera
mujhko sambhalo tum jara jara, mujhko sambhalo tum jara
pardesi pardesi aaya chahat ka sandesa laya
dhadkane laga hai dil mera
mujhko sambhalo tum jara, mujhko sambhalo tum jara
mujhko sambhalo tum jara
vaada hai yeh vaada hai yeh
vaada hai yeh tujhase mere sanam, tere dhadkano me kasam
jab tak hai dum me dum, yeh pyaar naa hoga kam
vaada hai yeh vaada hai yeh
mai hadh se jyaada bas tumase pyaar karta hu
tanaha tassbur me chaahat ke rang bharta hu
belkul hakikat hai yeh, samjho naa isako bharam
yeh pyar naa hoga kam
vaada hai yeh vaada hai yeh
vaada hai yeh tujhase mere sanam
tere bina jindagee ek pal bhee abb gawaara nahee
chaahu mai jaise tujhe chaahega tujhe koyee nahee
tere chaahato ke liye, lungee hajaaro janam
yeh pyaar naa honge kam
vaada hai yeh vaada hai yeh
vaada hai yeh tujhase mere sanam, tere dhadkano me kasam
jab tak hai dum me dum, yeh pyaar naa hoga kam
vaada hai yeh vaada hai yeh
vaada hai yeh tujhase han mere sanam, tere dhadkano me kasam
jab tak hai dum me dum, yeh pyaar naa hoga kam
tune joh dhoka diya, motee sa tut jaonga
mai bewafi kaa, koyee sadama seh naa paonga
divaanagee ke liye, sah lunga saare sitam
yeh pyaar naa honge kam
vaada hai yeh vaada hai yeh
vaada hai yeh tujhase mere sanam, tere dhadkano me kasam
jab tak hai dum me dum, pyaar naa hoga kam
vaada hai ye, vaada hai ye
vaada hai ye, tujhase ha mere sanam
vaada hai ye, vaada hai ye
vaada hai ye, tujhase ha mere sanam
teri dhadkano ki kasam
jab tak hai dum me dum
ye pyar na hoga kam
vaada hai ye, vaada hai ye
vaada hai ye, tujhase ha mere sanam
teri dhadkano ki kasam
jab tak hai dum me dum
ye pyar na hoga kam
vaada hai ye, vaada hai ye
main had se bhi zyada
bas tumse pyaar karta hun
tanhaa tassvur me
chaahat ke rang bharta hu
bilkul hakiqat hain ye
samjho na isko bharam
ye pyar na hoga kam
vaada hai ye, vaada hai ye
vaada hai ye, tujhase ha mere sanam
tere bina zindagi ek pal bhi
ab gavaara nahi
chaahun main jaise tujhe
chahega tujhe koi nahi
teri chahato ke liye
lungi hazaaron janam
ye pyar na hoga kam
vaada hai ye, vaada hai ye
vaada hai ye, tujhase ha mere sanam
teri dhadkano ki kasam
jab tak hai dum me dum
ye pyar na hoga kam
vaada hai ye, vaada hai ye
vaada hai ye, tujhase ha mere sanam
shabnam ye tan tha shabnam ye tan tha shola hua
aisi ada se tune chua karde shital ab ye jwala o sathiya
dekhu tujhe lalachaye jiya are ang rash me duba hua
bharde ab to dil kya pyala o sathiya
in hotho pe aaj bithade apne labo ka pahra
in hotho pe aaj bithade apne labo ka pahra
aaja dub ke dekhe dono pyar hai kitna gahra
dil me nasha ban ke utar kitna hasi hai ye jahar
shabnam ye tan tha shola hua aisi ada se tune chua
karde shital ab ye jwala o sathiya
jabse teri angdayi ka maine jam piya hai
jabse teri angdayi ka maine jam piya hai
diwano ka diwana hu ye ilzam liya hai
dil ko nahi dil ki khabar koi na ho shamo sahar
dekhu tujhe lalchaye jiya har ang rash me duba hua
bhar de ab to dil ka pyala o sathiya
shabnam ye tan tha shola hua aisi ada se tune chua
karde shital ab ye jwala o sathiya
tune ek pal ke liye pyar se dekha mujhko
tune ek pal ke liye pyar se dekha mujhko
zindagi teri mohabbat ke hawale kar di
tere milne se umango pe nikhar aaya hai
tere milne se umango pe nikhar aaya hai
har khushi teri mohabbat ke hawale kar di
tune ek pal ke liye pyar se dekha mujhko
pyar se dekha mujhko
bato bato me jab bhi bat chale
bato bato me jab bhi bat chale
teri bato me sari sari rat dhale
teri bato se phul khilte hai
teri bato se phul khilte hai
isliye tujhse roz milte hai
ishq ne mast kiya apne nashe me aisa
ishq ne mast kiya apne nashe me aisa
aashiqi teri mohabbat ke hawale kar di
tere milne se umango pe nikhar aaya hai
nikhar aaya hai
aankho aankho me aake kya kah gayi
aankho aankho me aake kya kah gayi
ek pal bhi na meri aankh lagi
teri aankho me dub ke jana
teri aankho me dub ke jana
par laga hai ye tera diwana
bekhabar hoke bhula kar ye zamana sara
bekhabar hoke bhula kar ye zamana sara
bekhudi teri mohabbat ke hawale kar di
tune ek pal ke liye pyar se dekha mujhko
zindagi teri mohabbat ke hawale kar di
har khushi teri mohabbat ke hawale kar di
kal raat sapne me ik ladki aayi thi
kal raat sapne me ik ladki aayi thi
tum jaise ghabrati ho tum jaise ghabrati ho vaise ghabrai thi
kal raat sapne me ik ladka aaya tha
kal raat sapne me ik ladka aaya tha
tum jaise shrmate ho tum jaise sharmte ho
vaise sharmaya tha
kal raat sapne me ik ladki aayi thi
kal raat sapne me ik ladka aaya tha
uske seene se resham ka laal dupatta dhalka
pyar ka dard utha meri dhadkan me halka halka
uske seene se resham ka laal dupatta dhalka
pyar ka dard utha meri dhadkan me halka halka
kaise muskaya mujhe dekh kar le gaya churake mera dil jigar
lagan lagi li yaar se haari mai to hari dildar se
uske bin mujhko to bhaye ab koi rang na
kal raat sapne me ik ladka aaya tha
tum jaise shrmate ho tum jaise sharmte ho
vaise sharmaya tha
kal raat sapne me ik ladki aayi thi
kal raat sapne me ik ladki aayi thi
tum kitne nadan ho tumne itna bhi na jaana
wo ladka koi aur nahi tum ho jane jaana
tum kitne nadan ho tumne itna bhi na jaana
wo ladka koi aur nahi tum ho jane jaana
rabba mere rabba kya khoob hai kitna hasi mehboob hai
chahat hai armaan hai dilbar hai meri jaan hai
daman jo pakda hai chodungi kabhi bhi sang na
kal raat sapne me ik ladki aayi thi
tum jaise ghabrati ho tum jaise ghabrati ho vaise ghabrai thi
kal raat sapne me ik ladka aaya tha
tum jaise shrmate ho tum jaise sharmte ho
vaise sharmaya tha
jab jab dekhu tujhe dil dhadke dil dhadke
sulge badan koi shola bhadke shola bhadke
jab jab dekhu tujhe dil dhadke dil dhadke
sulge badan koi shola bhadke shola bhadke
badi bekarai hai karar de sab kuch le le
zara pyar de mere dilbar zid na kar
dard sataye ab rah rah ke rah rah ke rah rah ke

sun to zara kahti hai kya rut mastani
bahke nazar mehki umang bahke jawani
sun to zara kahti hai kya rut mastani
bahke nazar mehki umang bahke jawani
ab to gale se lag ja lene de baharo ka maza
chane laga jane kya nasha agan lagati hai hawa
aa meri pyas bujha in baho me bhar ke
jab jab dekhu tujhe dil dhadke dil dhadke
sulge badan koi shola bhadke shola bhadke
meri bindiya mera kajra tujhse lajaye
ho tera jhumka tera thumka mujhko bulaye
meri bindiya mera kajra tujhse lajaye
ho tera jhumka tera thumka mujhko bulaye
tujhko pukare kangna aaungi mai tere angna
doli me le jaungi tujhe apna banaungi tujhe
na todu mai to kabhi tujhse wada karke
jab jab dekhu tujhe dil dhadke dil dhadke
sulge badan koi shola bhadke shola bhadke
badi bekarai hai karar de sab kuch le le
zara pyar de mere dilbar zid na kar
dard sataye ab rah rah ke rah rah ke rah rah ke
jab jab dekhu tujhe dil dhadke dil dhadke
sulge badan koi shola bhadke shola bhadke
baadal garja bijli chamki
baadal garja bijli chamki hone lagi barsaat
baadal garja bijli chamki hone lagi barsaat
karni hai jo humko
karni hai jo humko karne de vo baat
baadal garja bijli chamki
baadal garja bijli chamki hone lagi barsaat
karni hai jo humko
karni hai jo humko karne de vo baat
baadal garja bijli chamki
baadal garja bijli chamki hone lagi barsaat
tere bhige badan se hatti nahi hai meri aankhe
ek ho gayi sathi teri meri meri teri saanse
tere bhige badan se hatti nahi hai meri aankhe
ek ho gayi sathi teri meri meri teri saanse
sawan jab jab aata hai aag jiya me lagata hai
baat bigad na jaaye, chod de mera hath
baadal garja bijli chamki
baadal garja bijli chamki hone lagi barsaat
baadal garja bijli chamki hone lagi barsaat
chha raha mere dil pe dhire dhire mitha mitha jaadu
hai nasha mohabbat ka, mujhpe nahi hai mera kaabu
hosh me ab na jawani hai, pyar se lipta pani hai
masti me humdono bas me nahi hai jajbaat
baadal garja bijli chamki
baadal garja bijli chamki hone lagi barsaat
baadal garja bijli chamki hone lagi barsaat
karni hai jo humko
karni hai jo humko karne de vo baat
baadal garja bijli chamki
baadal garja bijli chamki hone lagi barsaat
haan hone lagi barsaat, hone lagi barsaat
ek baar ek baar pyaar se tu bol
pyaar se tu bol mere yaar
ek baar ek baar pyaar se tu bol
pyaar se tu bol mere yaar
jab ek ladaka kisi ladaki se mile
use ho jaata hai pyaar
woh muh se toh kuchh bhi na kahe
par dil toh yeh kehata hai yaar kya
ek baar ek baar pyaar se tu bol
pyaar se tu bol mere yaar
jab ek ladaka kisi ladaki se mile
use ho jaata hai pyaar
woh muh se toh kuchh bhi na kahe
par dil toh yeh kehata hai yaar
ek baar ek baar pyaar se tu bol
pyaar se tu bol mere yaar
ek baar ek baar pyaar se tu bol
pyaar se tu bol mere yaar
saamane tu aa gayi bekaraari chha gayi
pehali mulaakaat ho gayi
saamane tu aa gayi bekaraari chha gayi
pehali mulaakaat ho gayi
hosh tu uda gayi dhadkane badha gayi
dil se dil ki baat ho gayi
inn nigaaho ne inn adaao ne le liya hai karaar
ek baar ek baar pyaar se tu bol
pyaar se tu bol mere yaar
ek baar ek baar pyaar se tu bol
pyaar se tu bol mere yaar
aisa dilruba hansi dekha maine na kahin
tune mera dil chura liya
aisa dilruba hansi dekha maine na kahin
tune mera dil chura liya
tere inn sawaalon mein kho gayi khayaalon mein
tune dard-e-dil mujhe diya
meri dhadkan pe meri chaahat pe
mera na ikhtiyaar
ek baar ek baar pyaar se tu bol
pyaar se tu bol mere yaar
ek baar ek baar pyaar se tu bol
pyaar se tu bol mere yaar
jab ek ladaka kisi ladaki se mile
use ho jaata hai pyaar
woh muh se toh kuchh bhi na kahe
par dil toh yeh kehata hai yaar
ek baar ek baar pyaar se tu bol
pyaar se tu bol mere yaar
haan pyaar se tu bol mere yaar
main pyar tumse hi karta hun tum gawahi do
main pyar tumse hi karta hun tum gawahi do
main apne khun se hi likhta hun tum gawahi do
main pyar tumse hi karti hun tum gawahi do
main pyar tumse hi karti hun tum gawahi do
ab dubara na kabhi dil ye diwana hoga
ab dubara na kabhi dil ye diwana hoga
aakhiri apni mohabbat ka fasana hoga
jo kaha maine muskura ke ek baar kaho
meri dhadkan mere is dil ke aas paas raho
meri dhadkan mere is dil ke aas paas raho
diya hai dard sanam mujhko tum dawa bhi do
diya hai dard sanam mujhko tum dawa bhi do
main apne khun se hi likhta hun tum gawahi do
main pyar tumse hi karta hun tum gawahi do
main na bhulungi jindagi bhar ye vaade kasame
main na bhulungi jindagi bhar ye vaade kasame
jaan de ke nibhaoungi wafa ki rasame
teri chahat me jamane ko bhulane aaya
raahe ulfat me har ek shay ko lutane aaya
raahe ulfat me har ek shay ko lutane aaya
rakhungi yaad tumhe chahe tum bhula bhi do
rakhungi yaad tumhe chahe tum bhula bhi do
main apne khun se likhti hun tum gawahi do
main pyar tumse hi karta hun tum gawahi do
main pyar tumse hi karta hun tum gawahi do
main dil ki dil mein rakhata hoon, bas yahi mera dosh hai - (2)
jisame jitana pyaar hai utana woh khaamosh hai - (2)) - (2)
main apani kahaani kaise kahu usame tera naam bhi aayega - (2)
gar hogi meri ruswaayi toh sar tera bhi jhuk jaayega
anjaam-e-muhabbat kya hoga yeh sochake main ghabraata hoon
tu na mujhe pehchaan saka, bas isaka mujhe afsos hai - (2)
jisame jitana pyaar hai utana woh khaamosh hai - (2)
main dil ki dil mein rakhata hoon, bas yahi mera dosh hai
jisame jitana pyaar hai utana woh khaamosh hai - (2)
mujhame kitani bechaini hai main kaash tujhe batala paata - (2)
chaahat ke saare jakhmon ko main kaash tujhe dikhala paata
main apane iss paagal dil ko har baar samjhaata hoon
maana madhosh hai pyaar mra lekin mujhame toh hosh hai - (2)
jisame jitana pyaar hai utana woh khaamosh hai - (2)
main dil ki dil mein rakhata hoon, bas yahi mera dosh hai
jisame jitana pyaar hai utana woh khaamosh hai - (2)
utana woh khaamosh hai
itna bhi na chaaho mujhe
itna bhi na chaaho mujhe
ki main ik pal tumse dur, reh na sakun
itna bhi na chaaho mujhe
ki main ik pal tumse dur, reh na sakun
yun na pyaar se dekho mujhe
ke main dil ki baate tumse keh na sakun
itna bhi na chaaho mujhe
ki main ik pal tumse dur, reh na sakun
yun na pyaar se dekho mujhe
ke main dil ki baate tumse keh na sakun
itni bechaini leke kaise jiyega koyi
itni chaahat daaman mein kaise rakhega koyi
itni bechaini leke kaise jiyega koyi
itni chaahat daaman mein kaise rakhega koyi
chain kahin lene na de mujhko pyaar tera
itna bhi na chaaho mujhe
ki main ik pal tumse dur, reh na sakun
yun na pyaar se dekho mujhe
ke main dil ki baate tumse keh na sakun
socha na hoga tumne itna pyaar karunga
maang ke dekho jaan meri
jaan bhi main de dunga
socha na hoga tumne itna pyaar karunga
maang ke dekho jaan meri
jaan bhi main de dunga
bhulunga na main tum ko kabhi
ab meri jaan-e-wafa
itna bhi na chaaho mujhe
ki main ik pal tumse dur, reh na sakun
yun na pyaar se dekho mujhe
ke main dil ki baate tumse keh na sakun
itna bhi na chaaho mujhe
ki main ik pal tumse dur, reh na sakun
yun na pyaar se dekho mujhe
ke main dil ki baate tumse keh na sakun
mujhe dekhake tera muskuraana
yun nazare milaake yu palake jhukaana
sanam yeh pyaar hi toh hai
sanam yeh pyaar hi toh hai
karake bahaana yun pichhe pichhe aana
akele mujhe paake yun raahon mein sataana
sanam yeh pyaar hi toh hai
sanam yeh pyaar hi toh hai
tumse hi mujhko pyaar hai
chaau toh dil bekaraar karun
tumse hi mujhako pyaar hai
chaau toh dil bekarar karun
baahon mein bhar loon main tujhe
aa jaane jaana ikraar karu
nazar tu ada tu jigar tu wafa tu
jaane jigar tu hai meri jindagaani
jaane jigar tu hai meri jindagaani
pakadake kalaayi yun ungali dabaana
yun nazare milaake yu palake jhukaana
sanam yeh pyaar hi toh hai
sanam yeh pyaar hi toh hai
aaye maja mujhako sanam teri toh har ik baat pe
roku bhala kaise ise bas na chale jasbaat pe
dishaao ki sharaarat hai teri hi chaahat
thodi si bhali main hoon thodi si dewaani
jahaan na koi aae waha mujhe bulaana
akele mujhe paake yun raahon mein sataana
sanam yeh pyaar hi toh hai
sanam yeh pyaar hi toh hai
mujhe dekhake tera muskuraana
yun nazare milaake yu palake jhukaana
sanam yeh pyaar hi toh hai
sanam yeh pyaar hi toh hai
sanam yeh pyaar hi toh hai
sanam yeh pyaar hi toh hai
ishq me mere rabba
jane main kya kar jata
tujhse pyar na karta to
shayad main mar jata
ishq me mere rabba
jane main kya kar jati
tujhse pyar na karti to
shayad main mar jati
kaise batau bin tere
meri kaise raat gujarti thi
khabo me khoyi rahti thi
khud se baate karti thi
tu hai jaha main hu wahi
tu hai jaha main hu wahi
ishq me mere rabba
jane main kya kar jata
tujhse pyar na karta to
shayad main mar jata
mere sanam mere sanam
mere sanam mere sanam kal tak jo maine na kaha
aaj wo kehta hu kal tak jo maine na kaha
aaj wo kehta hu har pal tujhe dekhe bina
bechain rehta hu aaja bata du mujhko sanam
tujhse pyar hai lag ja gale se mere
tera intzar hai aaja bata du mujhko sanam
tujhse pyar hai lag ja gale se mere tera intzar hai
kal tak jo maine na kaha aaj wo kehti hu
kal tak jo maine na kaha aaj wo kehti hu
har pal tujhe dekhe bina bechain rehti hu
dilbar teri chahat pe muhje aitbar hai
dil chiz kya hai tujhpe meri jaa nisar hai
dilbar teri chahat pe mujhe aitbar hai
dil chiz kya hai tujhpe meri jaa nisar hai
kabhi hasna kabhi rona kabhi takrar karte hai
kya kabhi iske bina dunia me pyar karte hai
jo jee chahe saja dede tujhe maine rulaya hai
har saja hai maf jo tune mujhe apnaya hai
dil me chupi har bat ka izhar karta hu
aaja bata du mujhko sanam tujhse pyar hai
lag ja gale se mere tera intzar hai dilbar teri chahat pe
mujhe aitbar hai dil chiz kya hai tujhpe meri jaa nisar hai
mohabbat me hai kya jadu sanam pahle na jana tha
mai to thi kabse tumhari rab tumhi ko mana tha
meri palko ki chilman me tere sapne jawa honge
na kabhi bhulenge ek duje ko hum jaha honge
tere liye shalo se mai har aah bharti hu dilbar teri chahat pe
mujhe aitbar hai dil chiz kya hai tujhpe meri jaa nisar hai
kal tak jo maine na kaha aaj wo kehta hu kal tak jo maine na kaha
aaj wo kehta hu har pal tujhe dekhe bina bechain rehta hu
dilbar teri chahat pe mujhe aitbar hai dil chiz kya hai
tujhpe meri jaa nisar hai aaja bata du tujhko sanam
mujhko tujhse pyar hai lag ja gale se mere tera intzar hai
mere sanam mere sanam mere sanam mere sanam
ishq me mere rabba
ishq me mere rabba jane mai kya kar jata
ishq me mere rabba jane mai kya kar jata
tujhse pyar na karta to shayad mai mar jata
tujhse pyar na karta to shayad mar mai jata
ishq me mere rabba
ishq me mere rabba jane mai kya kar jati
tujhse pyar na karti to shayad mai mar jati
tujhse pyar na karti to shayad mai mar jati
tere liye pagal diwane mai kitni diwani thi
tujhko apna man liya tha duniya se begani thi
mai to tha ek kora kagaj tu meri prem kahani thi
sanso me teri pyas jhuki thi tu meri zindgani thi
tere bina jina nahi tere bina jina nahi
ishq me mere rabba
ishq me mere rabba jane mai kya kar jata
tujhse pyar na karta to shayad mai mar jata
tujhse pyar na karta to shayad mar mai jata
kaise batau bin tere meri kaise rat gujarti thi
khawabo me khoyi rahti thi khud se bate karti thi
tere siva mere hotho pe aur kisi ka na naam tha
ek bechaini si rahti thi mujhjko kahi aaram na tha
tu hai jaha mai hu wahi tu hai jaha mai hu wahi
ishq me mere rabba
ishq me mere rabba jane mai kya kar jata
tujhse pyar na karta to shayad mai mar jata
tujhse pyar na karta to shayad mar mai jata
aankho me ninde na dil me karar
aankho me ninde na dil me karar
mohabbat ye kya chij hoti hai yaar
mohabbat ye kya chij hoti hai yaar
kabhi bekhudi to kabhi intzar
kabhi bekhudi to kabhi intzar
mohabbat ye kya chij hoti hai yaar
mohabbat ye kya chij hoti hai yaar
dard uthe pyas jage yaad sataye
koi sada sham-o-shehar pas bulaye
dard uthe pyas jage yaad sataye
koi sada sham-o-shehar pas bulaye
rat dhale dhup khile aaye sawera
chahto ke aashiya me dil ka basera
bekarari hai jaane kyu sanam
aankhe hai khuli nind me hai ham
har ghadi dil pe hai kaisa ye khumar
aankho me ninde na dil me karar
aankho me ninde na dil me karar
mohabbat ye kya chij hoti hai yaar
mohabbat ye kya chij hoti hai yaar
mai to tujhe ek pal bhi bhul na paau
jaan-e-wafa pas tere daud ke aau
mai to tujhe ek pal bhi bhul na paau
jaan-e-wafa pas tere daud ke aau
tu jo kahe rasme sabhi tod du sanam
tere liye dono jahan chhod du sanam
raat na kate na kate ye din
kaise kategi umr tere bin
pyar zindagi me hota hai ek baar
aankho me ninde na dil me karar
aankho me ninde na dil me karar
mohabbat ye kya chij hoti hai yaar
mohabbat ye kya chij hoti hai yaar
kabhi bekhudi to kabhi intzar
kabhi bekhudi to kabhi intzar
mohabbat ye kya chij hoti hai yaar
mohabbat ye kya chij hoti hai yaar
kudrat ka nazara
wallaa re wallaa
hey dekha hai dubara
wallaa re wallaa
han kudrat ka nazara
wallaa re wallaa
haye dekha hai dubara
wallaa re wallaa
karta hai dil jisko salaam
salma hai uska naam
salma pe dil aa gaya
hey salma pe dil aa gaya
kudrat ka nazara
wallaa re wallaa
hay dekha hai dubaara
wallaa re wallaa
panw na rakhna jaan zamin par
ye maile ho jaayenge
hey panw na rakhna jaan zamin par
ye maile ho jaayenge
phulon pe chalke aaogi
toh bhi yeh chhil jayenge
hay nazakat tera naam
karta hai dil jisko salaam
salma hai uska naam
salma pe dil aa gaya
haa salma pe dil aa gaya
kudrat ka nazara
wallaa re wallaa
haay dekha hai dubaara
wallaa re wallaa
mere paanv me ha ha
paanv me mehandi lagi hai
inke paanv me mehandi lagi hai
unse kahdo ke thahre jara
doli chadhne me der lagegi
doli chadhne me der lagegi
unse kahdo ke thahre jara
o dulha dulhan se milne ko tadpe
dulha dulhan se milne ko tadpe
unse kahdo ke jaldi hai jara
aaj hi to murado wali raat hai
aaj hi to murado wali raat hai
unse kahdo ke jaldi hai jara
mere paanv me mehandi lagi hai
unse kahdo ke thahre jara
abhi malan gayi hai chaman me
chun ke layegi juhi ki kaliya
chun ke layegi juhi ki kaliya
apni najuk ungliyo se phir
gajra guthengi meri ye sakhiya
gajra guthengi hum sari sakhiya
gajra banne me der lagegi
gajra banne me der lagegi
unse kahdo ke thahre jara
haye dulha dulhan se milne ko tadpe
unse kahdo ke jaldi hai jara
mere paanv me mehandi lagi hai
unse kahdo ke thahre jara
abhi deepak jalaya hai humne
kajal banne me der lagegi
kajal banne me der lagegi
abhi jewar bhi pahne nahi hai
mujhko sajne me der lagegi
ha ha sajne me der lagegi
maine pajeb pahni nahi hai
haye pajeb pahni nahi hai
unse kahdo ke thahre jara
o dulha dulhan se milne ko tadpe
unse kahdo ke jaldi hai jara
o mere paanv me mehandi lagi hai
unse kahdo ke thahre jara
maa ke aansu nahi tham rahe hai
maa ke aansu nahi tham rahe hai
mujhe babul ko bhi hai samjhana
meri sakhiyo ki aankhe bhi nam hai
abhi unko gale hai lagana
doli rakhna dulhan ki sajake
doli rakhna dulhan ki sajake
ab aane me der nahi hai
kabse baithe hai aankhe bichhaye
kabse baithe hai aankhe bichhaye
ab suna hai ke wo aa rahe hai
chhod babul ka ghar aaj dekho
chhod babul ka ghar aaj dekho
apne sajan ke ghar ja rahe hai
chhod babul ka ghar aaj dekho
apne sajan ke ghar ja rahe hai
chhod babul ka ghar aaj dekho
apne sajan ke ghar ja rahe hai
chhod babul ka ghar aaj dekho
apne sajan ke ghar ja rahe hai
chhod babul ka ghar aaj dekho
apne sajan ke ghar ja rahe hai
bekali bekhudi bebasi de gaya
bekali bekhudi bebasi de gaya
kuch naye tuzurbe ajnabi de gaya
bekali bekhudi bebasi de gaya
uski saudagiri me bhi insaf tha
uski saudagiri me bhi insaf tha
zindagi le gaya
zindagi de gaya
bekali bekhudi bebasi de gaya
sochne ke liye pal ki mohlat na di
sochne ke liye pal ki mohlat na di
jagne ke liye ik sadi de gaya
bekali bekhudi bebasi de gaya
le gaya jaan o dil zism se khich kar
le gaya jaan o dil zism se khich kar
han magar ruh ki tajgi de gaya
bekali bekhudi bebasi de gaya
kuch naye tuzurbe ajnabi de daya
bekali bekhudi bebasi de gaya
bekali bekhudi bebasi de gaya
kuch naye tuzurbe ajnabi de gaya
bekali bekhudi bebasi de gaya
uski saudagiri me bhi insaf tha
uski saudagiri me bhi insaf tha
zindagi le gaya
zindagi de gaya
bekali bekhudi bebasi de gaya
sochne ke liye pal ki mohlat na di
sochne ke liye pal ki mohlat na di
jagne ke liye ik sadi de gaya
bekali bekhudi bebasi de gaya
le gaya jano dil jism se khich kar
le gaya jano dil jism se khich kar
ha magar ruh ki tajgi de gaya
bekali bekhudi bebasi de gaya
kuch naye tuzurbe ajnabi de daya
phul mai bheju ha phul mai bheju
dil ye karta hai par tera pata malum nahi
malum nahi ha malum nahi khat mai likhu
ha khat mai likhu dil ye karta hai
par tera pata malum nahi
malum nahi ha malum nahi
chori chori najar milake haye wo tera sharmana
chori chori najar milake haye wo tera sharmana
aachal ko dabake danto me nayi ada se muskana
chum lu tujhko ha chum lu tujhko dil ye karta hai
par tera pata malum nahi malum nahi ha malum nahi
tere seher se meri gali se baade shaba to gujarti hai
tere seher se meri gali se baade shaba to gujarti hai
daman se hawa pe likh dena jo tere dil pe gujarti hai
udke aau haa udke aau dil ye karta hai
par tera pata malum nahi malum nahi ha malum nahi
range hina me teri surat aaye najar mehbub
rab ke likhe ko sach kar dala pyar ne tere khoob
haye rabba bichda yar milade yar bina mai mar jana
o rabba bichda yar milade yar bina mai mar jana
shama ke sang jal jane ko tadap raha hai parwana
kurba ho jau ha kurba ho jau dil ye karta hai
par tera pata malum nahi malum nahi ha malum nahi
phul mai bheju ha khat mai likhu dil ye karta hai
par tera pata malum nahi malum nahi ha malum nahi
malum nahi ha malum nahi
bas ek tamanna hai dilbar mere dil me
bas ek tamanna hai dilbar mere dil me
i love you kahde tu mujhe aaj is mahfil me
bas ek tamanna hai dilbar mere dil me
i love you kahde tu mujhe aaj is mahfil me
bas ek tamanna hai
meri mohabbat me hoga asar to mai tujhe jeet lunga
dard-e-judai ki bebasi ab mai kabhi na sahunga
meri mohabbat me hoga asar to mai tujhe jeet lunga
dard-e-judai ki bebasi ab mai kabhi na sahunga
teri mohabbat me jan-e-wafa mai jan bhi apni dunga
milne ki maine khai hai kasam ab dur na rahunga
bas ek tamanna hai dilbar mere dil me
i love you kahde tu mujhe aaj is mahfil me
bas ek tamanna hai
tere mere darmya dilruba ye kaisi diwar aayi
milke bhi tujhse mai sahta raha itne dino tak judayi
tere mere darmya dilruba ye kaisi diwar aayi
milke bhi tujhse mai sahta raha itne dino tak judayi
chalti nahi hai kisi ki yaha rashm-e-mohbbat ke aage
hara jamana meri jan-e-man dil ki bagawat ke aage
bas ek tamanna hai dilbar mere dil me
i love you kahde tu mujhe aaj is mahfil me
bas ek tamanna hai
dunia badi jalim hai meri jan hai mushkil me
dunia badi jalim hai meri jan hai mushkil me
i love you kahti hu tujhe aaj is mahfil me
dunia badi jalim hai meri jan hai mushkil me
i love you kahti hu tujhe aaj is mahfil me
dunia badi jalim hai
tere liye ye mere hamdam dono jaha chhod dungi
rasmo riwajo ki me saari janjire tod dungi

i love you kahta hu tujhe aaj is mahfil me
i love you kahti hu tujhe aaj is mahfil me
khubasurat hai vo dil kaa mehamaan
mere mahabub ki yahi pahachaan
thodi maasum hai thodi naadaan hai
mere mahabub ki yahi pahachaan hai
khubasurat hai vo dil kaa mehamaan hai
mere mahabub ki yahi pahachaan hai
ek din wo mili muskaraa ke ga_i
dard-e-dil mere dil me jamaa ke ga_i
wo hasi dilarubaa dil churaa ke ga_i
meri chaahat hai wo meraa aramaan hai
mere mahabub ki yahi pahachaan hai
ajanabi do dilo ki mulaakaat thi
bas ghadi do ghadi wo mere saath thi
kah na paayaa thaa mai dil me jo baat thi
jaanati hai mujhe magar anjaan hai
mere mahabub ki yahi pahachaan hai
gar kabhi phir mili to bataa_ungaa mai
haal-e-dil us hasi ko sunaa_ungaa mai
umr bhar na use bhul paa_ungaa mai
wo meraa chain hai wo meri jaan hai
mere mahabub ki yahi pahachaan hai
khubasurat hai vo dil kaa mehamaan hai
mere mahabub ki yahi pahachaan hai