Tum na huey mere toh kya
Hmm..tum na huey mere toh kya
Main tumhara, main tumhara
Main tumhara raha
Mere chanda main tumhara sitaara raha
Rishta raha bas rait ka
Aye samundar main tumhara kinaara raha
Main tumhara, main tumhara, tumhara raha
Tum na huye mere toh kya
Tu hi pehli guzarish, hasrat bhi tu akhiri
Maahi mere basi hai marzi bata kya teri
Main tumhara, main tumhara, main tumhara raha
Mere chanda main tumhara sitaara raha
Main jaadon ke mahine ki tarah
Aur tum ho pashmine ki tarah
Main deewaro ki tarah hun
Tum jaise ho dareecha
Main bageecha jo tumne seencha
Tum na huye mere toh kya
Hmm..tum na huye mere toh kya
Main tumhara, main tumhara,
Main tumhara raha
Mere chanda main tumhara sitaara raha
Rishta raha bas rait ka
Aye samundar main tumhara kinaara raha
Main tumhara, main tumhara, tumhara raha
Tum na huye mere toh kya..
hum hai suljhe suljhe man hai uljha uljha
man ka kya bharosa fitarat badalta hua
pal mein daudta hai pal mein hai fisalta
hum hia suljhe man hai uljha
hum hai suljhe suljhe man hai uljha uljha
man ka kya bharosa fitarat badalta hua
jo chahta hai tu mujh se na sambhlta
hum hai suljhe man hai uljha
itni bar gira tu fir bhi udna chahta
mera ye man mujhse ab nahi sambhlta
hum hai suljhe man hai uljha
hum hai suljhe man hai uljha
mera man mujhse ab nahi sambhlta
hum hai suljhe