gao re gao re gao re khushiyo ka tarana jhumke aayi
aazadi jhumke aayi aazadi dur nahi wo din jab
hogi hari bhari ek ek wadi jhumke aayi aazadi
apne sitam ak aap nishana dekho wo shaiyad huya
apne sitam ak aap nishana dekho wo shaiyad huya
ujad gaya tha jo gulshan wo phir se hai aabad huya
phir se hai aabad huya apni basti chand huyi hai
gair ke ghar me barbadi jhumke aayi aazadi
gao re gao re gao re khushiyo ka tarana
jhumke aayi aazadi jhumke aayi aazadi
apni dharti par na honge begano ke dere
apni dharti par na honge
begano ke dere ha begano ke dere
naam na lenge kadam badane
ka ab chor lutere ha ha chor lutere
lehar lehar ban jayegi sadar desh ki sari aabadi
jhumke aayi aazadi gao re gao re gao re khushiyo ka
tarana jhumke aayi aazadi jhumke aayi aazadi
lahu lagakar aaj ye kha le kasme
aaj ye kha le kasme aaj se phir hum kabhi na
honge kisi gair ke bas me sun re bande chhinne
se bhi na chhni sakega koi hamari aazadi
jhumke aayi aazadi gao re gao re gao re khushiyo ka
tarana jhumke aayi aazadi jhumke aayi aazadi
le gayaa dekho dekho dil bhi hamaara
haaye nasheeli teri aankhon ka ishaaraa
behke kadam zara denaa ji sahaaraa
le gayaa dekho dekho dil bhi hamaara
haaye nasheeli teri aankhon ka ishaaraa aa
behke kadam zara denaa ji sahaaraa
le gayaa dekho dekho dil bhi hamaara
jhuki jhuki ankhiyon ke dore ye ghulaabi
laaye hain kyaa kyaa dil me kharaabi
jhuki jhuki ankhiyon ke dore ye ghulaabi
laaye hain kyaa kyaa dil pe kharaabi
aag ye pehli pehli tumne lagaayi
kyun nazar se nazar thi milaayi
saaraa qusoor dekho huzoor hai tumhaaraa
le gayaa dekho dekho dil bhi hamaara
haaye nasheele teri aankhon ka ishaaraa
behke kadam zara denaa ji sahaaraa
le gayaa dekho dekho dil bhi hamaara
aaoji aao kare kaam ki baate
dekho samaa hai chhedo jaam ki baate
aaoji aao karen kaam ki baate
dekho samaan hai chhedo jaam ki baate
masti mein kho ke kisi ka hoke
aayi bahaar hai nayaa hai zamana
jhoomke gaate chale pyaar ka tarana
aao ji aao mera dil ye pukaaraa aa
le gayaa dekho dekho dil bhi hamaara
haaye nasheeli teri aankhon ka ishaaraa
behke kadam zara denaa ji sahaaraa
le gayaa dekho dekho dil bhi hamaara ha ha ha ha
dil ko lagaye ye gawara bhi nahi pyar kiye bina gujara bhi nahi
haye dil ko lagaye ye gawara bhi
nahi pyar kiye bina gujara bhi nahi
ankhiya na mane to dil kya kare kisko batau ye jiye ya mare
ankhiya na mane to dil kya kare kisko batau ye jiye ya mare
aur koi aisa waisa chara bhi nahi pyar kiye bina gujara bhi nahi
dil ko lagaye ye gawara bhi nahi pyar kiye bina gujara bhi nahi
jane lade kab nain re jata raha sab chain re
jane lade kab nain re jata raha sab chain re
samne aaya dil ko churaya ghumke dekha to ishara bhi nahi
dil ko lagaye ye gawara bhi nahi pyar kiye bina gujara bhi nahi
dil ko lagaye ye gawara bhi nahi pyar kiye bina gujara bhi nahi
bat hone wali to hoke rahegi chij khone wali to kho ke rahegi
bat hone wali to hoke rahegi chij khone wali to kho ke rahegi
isme kasur to hamara bhi nahi pyar kiye bina gujara bhi nahi
haye dil ko lagaye ye gawara bhi nahi
pyar kiye bina gujara bhi nahi
gora bhi acha kala bhi acha
gora bhi acha kala bhi acha
acha magar dilwala chahe
gora chahe kala hai
gora bhi acha kala bhi acha
acha magar dilwala chahe
gora chahe kala hai
gora bhi acha kala bhi acha
aankh jawani ki chupke se lad gayi
aankh jawani ki chupke se lad gayi
chupke se lad gayi
gore ko chhod ke kale pe pad gayi
gore ko chhod ke kale pe pad gayi
dil me shama gaya kala kala kala
gora bhi acha kala bhi acha
acha magar dilwala chahe
gora chahe kala hai
gora bhi acha kala bhi acha
kab se jalim hai wo lutera
kab se jalim hai wo lutera pyar se lute jo dil mera
pyar se lute jo dil mera dil mera
hai koi aisa dilwala kala kala kala kala
gora bhi acha kala bhi acha
acha magar dilwala chahe
gora chahe kala hai
gora bhi acha kala bhi acha
waqt hai thoda bat bahut hai
bat bahut hai waqt hai thoda bat bahut hai
bhag chalo to rat bahut hai
bhag chalo to rat bahut hai
dal me hai ji kuch kala kala kala kala
gora bhi acha kala bhi acha
acha magar dilwala chahe
gora chahe kala hai
gora bhi acha kala bhi acha
do ghadi sath tere dil mera abad raha
aur fir ek yad kuch na mujhe yad raha
ye dard mohabbat ka dam bhar na sambhalne de
karwat na badalne de ye dard mohabbat ka
dekha ke lagi dil ki bujhti nahi rone se
fir ponch liye aansu jalti hai to jalne se
dam bhar na sambhalne de karwat na badalne de
ye dard mohabbat ka
rah rah ke machalte hai arman mere dil ke
kahti hai majburi mat niyat machalne de
dam bhar na sambhalne de karwat na badalne de
ye dard mohabbat ka
jab ruth gaye humse din rat mohabbat ke
fir peed judai ki chalti hai to chalne de
dam bhar na sambhalne de karwat na badalne de
ye dard mohabbat ka
koi dur se aawaz de chale aao chale aao
chale aao chale aao
koi dur se aawaz de chale aao chale aao
rat rat bhar intzar dil dard se bekarar hai
rat rat bhar intzar dil dard se bekarar hai
sajan itna to na tadpa chale aao chale aao
chale aao
koi dur se aawaz de chale aao chale aao
chale aao chale aao
piya aiso jiya me samaay gayo re
ke main tan man ki sud bud gawa baithi
piya aiso jiya me samaay gayo re
ke main tan man ki sud bud gawa baithi
har aahat pe samajhi wo aay gayo re
har aahat pe samajhi wo aay gayo re
zat ghughant me mukhda chhupa baithi
piyaa aiso jiyaa me samaay gayo re
more angana me jab purawaiya chali
more dwaare ki khul gayi kiwadiya
more angana me jab purawaiya chali
more dwaare ki khul gayi kiwadiya
o baiya dwaare ki khul gayi kiwadiyaa
maine jaana ke aa gaye saawariya more
maine jaana ke aa gaye saawariya more
zat fulan ki sajiya pe jaa baithi
piya aiso jiya me samaay gayo re
ke main tan man ki sud bud gawa baithi
piya aiso jiya me samaay gayo re
maine sindur se maang apni bhari
rup saiya ke kaaran sajaaya
maine sindur se maang apni bhari
rup saiya ke kaaran sajaaya
o maine saiyaa ke kaaran sajaayaa
is dar se ke pi ki najar naa lage
is dar se ke pi ki najar naa lage
zat nainan me kajra laga baithi
piya aiso jiya me samaay gayo re
ke main tan man ki sud bud gawa baithi
har aahat pe samajhi wo aay gayo re
zat ghughant me mukhda chhupa baithi
piya aiso jiya me samaay gayo re
n jaao saiyyaa, chhudaa ke baiyyaa
kasam tumhaaree main ro padoongee
machal rahaa hain suhaag meraa
jo tum naa honge, to kyaa karungee
ye bikharee julfe, ye khilataa gajaraa
ye mahakee chunaree, ye man kee madeeraa
ye sab tumhaare liye hain pareetam
mai aaj tum ko naa jaane doongee, jaane naa doongee
mai tumharee daasee, janam kee pyaasee
tum hee ho meraa singaar pareetam
tumhaare rasate kee dhool le kar
mai maang apanee sadaa bharungee, sadaa bharungee
jo muz se aakhiyaan churaa rahe ho
to meree itanee arja bhee sun lo
tumhaare charanon mein aa gayee hoo
yahee jioongee, yahee marungee, yahee marungee
hume kab khabar thi ki duniya hamari badal jayegi
hume kab khabar thi ki duniya hamari badal jayegi
ki apni hi aaho se aasha ki phulwari jal jayegi
hume kab khabar thi
nahi thi khabar mere man ka
madhurban ujad jayega
nahi thi khabar mere man ka
madhurban ujad jayega ha chaha jise dil se
chaha jise wo bichhad jayega
do din ko hanskar ke takdir apni machal jayegi
hume kab khabar thi
hai aaya nahi hai lotke bahte dhara ka pani kabhi
hai aaya nahi hai lotke bahte dhara ka pani kabhi
na sach ho sake do dilo ke milan ki kahani kabhi
na ja bahar ka wo din chala jayega
dhup dhal jayegi hume kab khabar thi ki
duniya hamari badal jayegi hume kab khabar thi
hontho pe rahi fariyad
hontho pe rahi fariyad yad rahi sine me
hontho pe rahi fariyad
jab tum hi rhe na pas
jab tum hi rhe na pas
rah kya jine me
hontho pe rahi fariyad yad rahi sine me
hontho pe rahi fariyad
din rain rahe bechain
nain mere har gaye
din rain rahe bechain
nain mere har gaye
man bhaye sajan nahi aaye
ho sagar par gaye
ab koyal kyun bole
ab koyal kyun bole
sawan ke mahine me
raha kya jine me
hontho pe rahi fariyad yad rahi sine me
hontho pe rahi fariyad
jalta hai mere dil ka hi
aasha ka diya aasha ka diya
jalta hai mere dil ka hi
aasha ka diya aasha ka diya
koi muchhe meri kismat se
tune ye kya kiya tune ye kya kiya
yun umar gujarti hai yun umar gujarti hai
sawan ke mahine me
raha kya jine me
hontho pe rahi fariyad yad rahi sine me
hontho pe rahi fariyad
chup chup chop ho chup chup chup
koi mere kano mai bola re bola re
chup chup chop ho chup chup chup
koi mere kano mai bola re bola re
chup chup chup
tribhuwan ki ful dol prit ke hindola re
prit ka hindola re bola re
chup chup chop ho chup chup chup
koi mere kano mai bola re bola re
chup chup chup
sach hai ki sapna aaj koi apna hai
sach hai ki sapna aaj koi apna hai
kisne mere man ke dawar
kisne mere man ke dawar chhup chhup khola re
chhup chhup khola re khola re
chup chup chop ho chup chup chup
koi mere kano mai bola re bola re
chup chup chup
dhal aaj rumjhum jaka pawan chum chum
dhal aaj rumjhum jaka pawan chum chum
main hun kali piya mera
main hun kali piya mera pawan jhakola re
pawan jhakola re bola re
chup chup chop ho chup chup chup
koi mere kano mai bola re bola re
chup chup chup
rup naya dekhe nain neye mere din ren
rup naya dekhe nain neye mere din ren
jane kise pa liya
jane kise pa liya tan man bola re
tan man bola re bola re
chup chup chop ho chup chup chup
koi mere kano mai bola re bola re
chup chup chup
tora manwa kyo ghabraye re lakho din dukhiyare prani
jag me mukti paye re ram ji ke duaar se
tora manwa kyo ghabraye re lakho din dukhiyare prani
jag me mukti paye re ram ji ke duaar se
band huaa ye duaar kbhi na
jug kitne hi jug kitne hi bite
sab duaaro par harne se duaare par
es duaare par jite lakh ptit lakho pchhtaye
tora manwa kyo ghabraye re lakho din dukhiyare prani
jag me mukti paye re ram ji ke duaar se
pawan hokar aaye re ram ji ke duaar pe
tora manwa kyo ghabraye re lakho din dukhiyare prani
jag me mukti paye re ram ji ke duaar se
ham murkh jo kaj bigadhe
ramo kaj sware ramo kaj sware
o maha nanda ho ke ahida sab ko par nikale
jo kankar charno ko chhule jo kankar charno ko chhule
wo hi rah ho jaye ram ji ke duaar se
tora manwa kyo ghabraye re lakho din dukhiyare prani
jag me mukti paye re ram ji ke duaar se
na puche wo jat kisi ki
na gun awgun na gun awgun jante
wahi bhgat bhgwan ko pyara jo har bani bate
jo koi sardha le ke aaye jo koi sardha le ke aaye
jholi bhar ke jaye re ram ji ke duaar se
tora manwa kyo ghabraye re lakho din dukhiyare prani
jag me mukti paye re ram ji ke duaar se
mere munne re mere munne re sidhi rah pe chalna
jug jug tak fulna falna
mere munne re sidhi rah pe chalna
jug jug tak fulna falna mere munne re
kaisi bhi muskil aaye tera paw na dolne paye
tera paw na dolne paye tu kul ka man badhaye
mai tujh par balhari sidhi rah pe chalna
jug jug tak fulna falna mere munne re
sabh bat se mat ghabrana har jhuth pe takra jana
har jhuth pe takra jana sansar me nam kamana
mai tujh par balhari sidhi rah pe chalna
jug jug tak fulna falna mere munne re
meri jiwan rat andheri tu nanhi jyot hai meri
tu nanhi jyot hai meri kal hoke na ho har teri
sidhi rah pe chalna jug jug tak fulna falna
mere munne re sidhi rah pe chalna
jug jug tak fulna falna mere munne re
are o diwane khushi ke jamane
phir nahi aane re man bhi ja
are o diwane khushi ke jamane
phir nahi aane re man bhi ja
ye sharmana ye ghabrana thik nahi
aahe bharna ji tarsana thik nahi
jine ke bahane sare jag jane
tu nahi jane re jaan bhi ja
are o diwane khushi ke jamane
phir nahi aane re man bhi ja
badh ke dil ka daw laga le der na kar
koi suhana dhokha khale der na kar
jine ke bahane sare jag jane
tu nahi jane re jaan bhi ja
are o diwane khushi ke jamane
phir nahi aane re man bhi ja
are o diwane khushi ke jamane
phir nahi aane re man bhi ja
dhokhe me na tum aana
ye hai makkar jamana
dekh ke chalna nahi fisalna
dunia dhokha re
dhoke me na tum aana
ye hai makkar jamana
dekh ke chalna nahi fisalna
dunia dhokha re
jhuth ka jamana hai
sach ka bahana hai
sunli baat hamari
jhuth ka jamana hai
sach ka bahana hai
sunli baat hamari
tujhe kisne pagle roka
yaha hai dhokhe pe dhokha
jhutha jahan hai jhuthi hi shan hai
bachke chalna re
dhokhe me na tum aana
ye hai makkar jamana
dekh ke chalna nahi fisalna
dunia dhokha re
himmat kamli khushiyo ka jam le
aakhir jeet hai teri
himmat kamli khushio ka jam le
aakhir jeet hai teri
himmat se jo bhi khele
din rat hai uske mele
himmat na haar tu
hanske gujar tu darta hai kahe
dhokhe me na tum aana
ye hai makkar jamana
dekh ke chalna nahi fislna
dunia dhokha re
dunia ko jaan le sabko pahchan le
dunia rang birangi
dunia ko jaan le sabko pahchan le
dunia rang birangi
tu dil ki bat na kehna
chup chap samjhte rehna
mujhko yakin hai dunia hasin hai
hanste rahna re
dhokhe me na tum aana
ye hai makkar jamana
dekh ke chalna nahi fisalna
dunia dhokha re
re o aaja
aaja re majdhar me, zindagi hai pyar me
tere bina kuch bhi nahi
o dilruba kuch bhi nahi
ye pyar ki pukar hai
ye pyar ki pukar hai
ye pyar ki pukar hai
aaja re majdhar me, zindagi hai pyar me
le khabar o bhulne wale tu hai kahan
tu nahi to hans raha hai mujh pe aasma
aah dil ki ho rahi hai aaj beasar
kuch khabar bhi hai tujhe humar bekhabar
aaja re, aaja re
ye pyar ki pukar hai
ye pyar ki pukar hai
ye pyar ki pukar hai
aaja re majdhar me, zindagi hai pyar me
mauj milke mauj se chale na jaye dur
kah raha hai dil mera milenge hum jarur
pyar ki pukar sunke koi na ruke
tu jhukana lakh chahe ishq na jhuke
aaja re, aaja re
ye pyar ki pukar hai
ye pyar ki pukar hai
ye pyar ki pukar hai
pyar ke phulo ki rangat
kyu dikha di bhagban
bas khatam kar de dastan
pyar ke phulo ki rangat
kyu dikha di bhagban
bas khatam kar de dastan
hum samjhate the mohabbat
zindagi ka khel hai
kya khabar thi hans pade do
hum pe jalim aasma
bas khatam kar de dastan
kal inhi raahon pe tha
koi humara humsafar
aaj tanha reh gaya hai
zindagi ka karvan
bas khatam kar de dastan
pyar ki duniya ke parvane
khabar bhi hai tujhe
samme ulfat aaj bhuj kar
ho rahi hai benishan
bas khatam kar de dastan
pyar ke phulo ki rangat
kyu dikha di bhagban
bas khatam kar de dastan
sun lo meharban mushkil jina yaha
aaye tum kaha
aankhe ye kali kali
bate nishane wali
jaye na waar khali bachna
dekho na aise dekho
hum pe najar na feko
samjho na bholi bhali bachna
bijli hu jo bhi chune lage
sau jhatke lage
sau jhatke lage ye sun lo
dil ko jara samjha do
na humse atke
na humse atke ye sun lo
haye haye haye
aankhe ye kali kali
bate nishane wali
jaye na waar khali bachna
sun lo meharban mushkil jina yaha
aaye tum kaha
julfe ghata kehlaye
ghata bhi aisi
ghata bhi aisi ke tauba
mere ishare katil
ada bhi aisi
ada bhi aisi ke tauba
haye haye haye
aankhe ye kali kali
bate nishane wali
jaye na waar khali bachna
sun lo meharban mushkil jina yaha
aaye tum kaha
rehna sambhal ke rehna
na phir pachhtana
na phir pachhtana kahi tum
kehti hu dekho dekho
na mare jana
na mare jana kahi tum
haye haye haye
aankhe ye kali kali
bate nishane wali
jaye na waar khali bachna
dekho na aise dekho
hum pe najar na feko
samjho na bholi bhali bachna
nacho rumjhum nacho dhinak dhin dhin
baar baar aaye ye khushiyo ke din
hazar baar aaye ye khushiyo ke din
nacho rumjhum nacho dhinak dhin dhin
baar baar aaye ye khushiyo ke din
hazar baar aaye ye khushiyo ke din
baharo me tu jhule, tu phulo sang khele
hans hans dekhe tu jivan ke mele
baharo me tu jhule, tu phulo sang khele
hans hans dekhe tu jivan ke mele
duaye humari yahi hai palchhin
baar baar aaye ye khushiyo ke din
hazar baar aaye ye khushiyo ke din
nacho rumjhum naacho dhinak dhin dhin
baar baar aaye ye khushiyo ke din
hazar baar aaye ye khushiyo ke din
pure huye hai aaj arman dil ke
banne lagi hai phul koi kali khilke
pure huye hai aaj arman dil ke
banne lagi hai phul koi kali khilke
ye din dekho ik ik ghadi gin gin
baar baar aaye ye khushiyo ke din
hazar baar aaye ye khushiyo ke din
nacho rumjhum nacho dhinak dhin dhin
baar baar aaye ye khushiyo ke din
hazar baar aaye ye khushiyo ke din
aisi najre na dal karle khyal
kah dengi aankh sari dunia se hal
rakho ji dil ko jara apne sambhal
ye gore gore gal lahrate baal
thumak thumak matwali chal
rakhe ji kaise koi dil ko sambhal
teri mastani aankho me dil mera kho gaya ab kya kare ji
ab kya kare ji jo bhi hona tha ho gaya
mithi bato ke jal mujhpe na dal
mai janu pahchalu najro ki chal
rakho ji dil ko jara apne sambhal
chhodo balam chhodo hath hamara
jao ji jhutha hai pyar tumhara
ye tera jalal jaise jalti mashal
patli kamar jaise phulo ki daal
rakhe ji kaise koi dil ko sambhal
ho jab milte hai bichde sathi to mil jaye jag sara
deepak se mil jaye bati mit jaye andhiyara
mere dil ka sawal ab to na tal
naino me aaj jara naina to dal
rakhe ji kaise koi dil ko sambhal
aisi najre na dal karle khyal
kah dengi aankh sari dunia se hal
rakho ji dil ko jara apne sambhal
so bhi jao mere armano yad aao na gujre jamano
so bhi jao mere armano yad aao na gujre jamano
laut jao aye rangin najaro yu na mujhpe haso chand taro
dard mera bhala tum kya jano yad aao na gujre jamano
so bhi jao mere armano yad aao na gujre jamano
jisko thukraye sara jamana jisko thukraye sara jamana
bhul jaye jo hasna hasana mai wahi hu jara pahchano
yad aao na gujre jamano so bhi jao mere armano
yad aao na gujre jamano
nili sadi nili sadi sunhara jhampar
kaise kaise sitam kare wo hum par
aisi najre na aisi najre na feko humpar
ban na jaye hamare dum par
aisi najre na
dard hota hai dekho jigar me
mar mite hum to pahli najar me
itna asan nahi dil lagana kahi
gum uthane hi padte hai hum par
nili sadi sunhara jhampar
kaise kaise sitam kare wo hum apr
aisi najre na aisi najre na feko humpar
ban na jaye hamare dum par
aisi najre na
dil ki yu to jarurat bahut hai
par suna hai ke kimat bahut hai
ek najar ki kada or kimat hai kya
tumne manga to dedenge kam par
nili sadi nili sadi sunhara jhampar
kaise kaise sitam kare wo hum apr
aisi najre na aisi najre na feko humpar
ban na jaye hamare dum par
aisi najre na
yu bahane banao na hamse
ho chuke hum tumhare kasam se
dil ka sara pata aankh deti bata
kya yaki ho tumhari kadam par
nili sadi nili sadi sunhara jhampar
kaise kaise sitam kare wo hum apr
aisi najre na aisi najre na feko humpar
ban na jaye hamare dum par
aisi najre na
pandit ho ya lala ya gandhi topi wala
jo bhi khaye chiku bhaiya kahlaye matwala
pandit ho ya lala ya gandhi topi wala
hoye pandit ho ya lala ya gandhi topi wala
jo bhi khaye chiku bhaiya kahlaye matwala
abe chhakwa ghe chiku
joru kahti khau na khana bhul gaye kyu chiku lana
are joru kahti khau na khana bhul gaye kyu chiku lana
isi ki to farmaish karte o
isi ki to farmaish karte
jaali ho ya kaala kahlaye matwala
pandit ho ya lala ya gandhi topi wala
oye pandit ho ya lala ya gandhi topi wala
jo bhi khaye chiku bhaiya kahlaye matwala
abe chhaku ghe chiku
chehre ka ye husn badaye sari duniya shauk se khaye
chehre ka ye husn badaye sari duniya shauk se khaye
nargis khaye nimi khaye o
nargis khaye nimi khaye
khaye madhubala kahlaye matwala
pandit ho ya lala ya gandhi topi wala
are pandit ho ya lala ya gandhi topi wala
jo bhi khaye chiku bhaiya kahlaye matwala
abe chhaku ghe chiku
le ja jholi bhar bhar le ja
daam na ho to dil hi deja
le ja jholi bhar bhar le ja
daam na ho to dil hi deja
jaise chahe sauda kar le o
jaise chahe sauda kar le
kar na gadbad jhala kahlaye matwala
pandit ho ya lala ya gandhi topi wala
oye pandit ho ya lala ya gandhi topi wala
jo bhi khaye chiku bhaiya kahlaye matwala
ae bhiku ab to kha chiku
chali jati chhabiliya matakti
ho chali jati chali jati chhabiliya matakti
wo to daman ko apne jhatakti
chali jati chhabiliya matakti
bhesh badal ke gori nikli nakhre kare hazar
bhesh badal ke gori nikli nakhre kare hazar
ghat me baitha ghat me baitha
kar gaya dil par war najar ka teer
kahe peeda chupaye kahi tan man gawaye
fir ban ban hirniya ban ban jati
chali jati chhabiliya matakti
wo to daman ko apne jhatakti
chupke chupke chanchal arma dil me le angdayi
chupke chupke chanchal arma dil me le angdayi
dhime dhime are dhime dhime man me
jaise bajti ho shahanayi
lage panghat pe mile balo se khele
hawa baho me lele
kaho kyu na jawani machalti atakti chali jati
chali jati chhabiliya matakti
wo to daman ko apne jhatakti
chali jati chhabiliya matakti
sun lo ek kahani sun lo
sun lo ek kahani
sun lo ek kahani sun lo
sun lo ek kahani
tha ek rajkumar salona
thi ladki anjani
o tha ek rajkumar salona
thi ladki anjani
sun lo ek kahani sun lo
sun lo ek kahani
maan bhara abhiman bhara wo
ladki se na bole
maan bhara abhiman bhara wo
ladki se na bole
aankho hi aankho me pagli
mithe sapne taule
aankho hi aankho me pagli
mithe sapne taule
dil ki baat chhupaye dil me
kisi ki begani haye
dil ki baat chhupaye dil me
kisi ki begani
tha ek rajkumar salona
thi ladki anjani
sun lo ek kahani sun lo
sun lo ek kahani
bachapn ke wo sathi dono
ho gaye the dur, dur
bachapn ke wo sathi dono
ho gaye the dur
khadi rahi wo luti luti
milne se majbur
khadi rahi wo luti luti
milne se majbur
bhule se wo raahi dono
mil gaye the haye
bhule se wo raahi dono
mil gaye the haye
rajkumar bana tha raja
pahchana na jaye
ruth gayi bachpan ki preeti
rah gayi peer nishani haye
ruth gayi bachpan ki preeti
rah gayi peer nishani
tha ek rajkumar salona
thi ladki anjani
sun lo ek kahani sun lo
sun lo ek kahani
haye sun lo ek kahani sun lo
sun lo ek kahani