People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 7 *

Din Raat Hai Mere
Singer: Anwar
Music: Jimmy Singh
Lyricist: Zahur Fatehpuri
Tag: Hindi
Video:
tere karam pe saare jamane ko naaj hai
bandaa hakeer hoon tu bandaa nawaj hai
din raat hai mere
din raat hai mere hothon pe ya gosul aajam jilaani
din raat hai mere hothon pe ya gosul aajam jilaani
aankho me samaya rahta hai
roze ka najara noorani
aankho me samaya rahta hai
roze ka najara noorani
din raat hai mere ha ha din raat hai mere
din raat hai mere hothon pe ya gosul aajam jilaani
ya jilaani haa jilaani
aankho me samaya rahta hai
roze ka najara noorani
aankho me samaya rahta hai
roze ka najara noorani
din raat hai

aap pyaare nabi ke pyaare hai
aap hasnain ke dulare hai
aap pyaare nabi ke pyaare hai
aap hasnain ke dulare hai
aap ki jaat paat kya kahiye
aap galiyo me sabse nyaare hai
aap ki jaat paat kya kahiye
aap galiyo me sabse nyaare hai
hai aap ki ajmat ka charcha
mashoor jamane me aaka
humko bhi sahara mil jaye
ya gosul aajam jilaani
humko bhi sahara mil jaye
ya gosul aajam jilaani
din raat hai

charave gos jo jalate hai
shamma ki tarah jagamagate hai
charave gos jo jalate hai
shamma ki tarah jagamagate hai
hindu muslim ho sikh ho isaai
dua dil ki sabhi paate hai
hindu muslim ho sikh ho isaai
dua dil ki sabhi paate hai
ataa hoti hai shahi aap ke dar se fakiro ko
bas ek ishara ho jaye
ya gosul aajam jilaani
bas ek ishara ho jaye
ya gosul aajam jilaani
din raat hai

ho ijajat to chala aau main
dard dil ke tumhe sunau main
ho ijajat to chala aau main
dard dil ke tumhe sunau main
hai ye hasrat ke teri chokhat se
lautkar phir naa kahi jau main
hai ye hasrat ke teri chokhat se
lautkar phir naa kahi jau main
jannat ki tamanna dil me nahi
ya gos tumhare aashiko
roze ka najara ho jaye
ya gosul aajam jilaani
roze ka najara ho jaye
ya gosul aajam jilaani
din raat hai mere hothon pe
ya gosul aajam jilaani
din raat hai mere hothon pe
ya gosul aajam jilaani
Gham Ka Maara Hua
Music: Jimmy Singh
Lyricist: Zahur Fatehpuri
Tag: Hindi
Video:
wo bhi thi marzi khuda ki ye bhi ae khuda
wo rakhe jis haal mein har haal mein uski rajja
ek tu hi nahi hai ek tu hi nahi hai
ek tu hi nahi hai ek tu hi nahi hai
gham ka mara hua sara sansar hai
gham ka mara hua sara sansar hai
ek tu hi nahi hai ek tu hi nahi hai
gham ka mara hua sara sansar hai
gham ka mara hua sara sansar hai

chhod de agar zamaana koi gham na kar
ek din teri sachchai rang layegi
rakh bharosa tu allah ki jaat par
uski rahmat se bigadi sanwar jayegi
wo bada raham dil
wo bada raham dil aur ghamkhwar hai
gham ka mara hua sara sansar hai
gham ka mara hua sara sansar hai
ek tu hi nahi hai ek tu hi nahi hai
gham ka mara hua sara sansar hai
gham ka mara hua sara sansar hai

yaad kar tune dhaye the zulm o sitam
ek masoom par nek khatoon par
ye natiza uski aahi jaari ka hai
tujhpe nazil hua jo khuda ka kahar
tauba kar le
tauba kar le wo sakhatrugbbar hai
gham ka mara hua sara sansar hai
gham ka mara hua sara sansar hai
ek tu hi nahi hai ek tu hi nahi hai
gham ka mara hua sara sansar hai
gham ka mara hua sara sansar hai

hai teri raah mein aaj kaate sahi
ye bhi phoolo mein ik diin badal jayenge
sabar se kaam le nek bande khuda
ye musibat ke din bhi nikal jayenge
jisne duniya banai
jisne duniya banai wo mukhtaar hai
gham ka mara hua sara sansar hai
gham ka mara hua sara sansar hai
ek tu hi nahi hai ek tu hi nahi hai
ek tu hi nahi hai ek tu hi nahi hai
gham ka mara hua sara sansar hai
gham ka mara hua sara sansar hai
gham ka mara hua sara sansar hai
gham ka mara hua sara sansar hai
Gori Gori Chhokri
Music: Jimmy Singh
Lyricist: Zahur Fatehpuri
Tag: Hindi
Video:
han gora gora gora gora chokari
are mat karo mat karo moskhari
haan gora gora gora gora chokari
hey mat karo mat karo moskhari
are kuch bhi bolo tum humko hum to tum pe marela hai
ae my lolipop o my lolipop
ae my lolipop o my lolipop
khaali pili khaali pili mat sata
hat chhod de mera raasta
khaali pili khaali pili mat sata
hat chhod de mera raasta
fokat mein kyu tera bheja firela hai
dont call me lolipop i am not your lolipop
dont call me lolipop i am not your lolipop

ulfat ka silsila hota hai pilpila
aaj kisi se ja ke apna tu dil mila
ulfat ka silsila hota hai pilpila
aaj kisi se ja ke apna tu dil mila
are apna dil to gori tere dil se
o tere dil se haan tere dil se fasela hai
ae my lolipop i am not your lolipop
i will call you lolipop
hey i am not your lolipop

romiyo banega tumko juliyat banayenga
by god tumko hum disco sikhayenga
romiyo banega tumko juliyat baneyenga
by god tumko hum disco sikhayenga
are ja re talke tere jaisa bahot padela hai
dont call me lolipop i am not your lolipop
dont call me lolipop i am not your lolipop

jo tum satayenga to hum bhaag jayenga
are kidhar bambai police tera report likhvayenga
achchha ye baat hai kya
jo tum satayenga to hum bhaag jayenga
are kidhar bambai police tera report likhvayenga
hum udhar bhi bandal thokega hum shadi kiyela hai
hey my lolipop dont call me lolipop
you are my lolipop hey lolipop
Ibadat Ibadat
Singer: Manilal Shah
Music: Jimmy Singh
Lyricist: Zahur Fatehpuri
Tag: Hindi
Video:
musibat dur ho jaaye kajaa bhi aake tal jaaye
akidat se charaagaye goj jin hathon se jal jaaye
ibadat ibadat ibadat hai ibadat ibadat ibadat hai
yahi meri sachchi ibadat hai yahi meri sachchi ibadat hai
ibadat ibadat ibadat hai ibadat ibadat ibadat hai

roza namaz padhna padhana hai mera kaam
bhatke huo ko raah dikhana hai mera kaam
hum kis tarah bhulaye hum kis tarah bhulaye
hum kis tarah bhulaye shahadat use inki
raahe khuda me sar ko kataana hai mera kaam
hum kis tarah bhulaye shahadat use inki
raahe khuda me sar ko kataana hai mera kaam
ibadat ibadat ibadat hai ibadat ibadat ibadat hai
yahi meri sachchi ibadat hai yahi meri sachchi ibadat hai
ibadat ibadat ibadat hai ibadat ibadat ibadat hai

yatimo se pyar karne ki aadat banaiye
bebas pe taras khane ki aadat banaiye
achche ho ya bure ho ye bande hai khuda ke
sabko gale lagane ki aadat banaiye
achche ho ya bure ye bande hai khuda ke
sabko gale lagane ki aadat banaiye
ibadat ibadat ibadat hai ibadat ibadat ibadat hai
yahi meri sachchi ibadat hai yahi meri sachchi ibadat hai
ibadat ibadat ibadat hai ibadat ibadat ibadat hai

duniya ki nyamate naa tere kaam aayegi
maula ke bandagi hi gamo se bachayegi
maalik hai do jaha ka wahi karsaj hai
rahmat usi ki bande tere kaam aayegi
maalik hai do jaha ka wahi karsaj hai
rahmat usi ki bande tere kam aayegi
ibadat ibadat ibadat hai ibadat ibadat ibadat hai
yahi meri sachchi ibadat hai yahi meri sachchi ibadat hai
ibadat ibadat ibadat hai ibadat ibadat ibadat hai
Nanhi Si Jaan Hai
Music: Jimmy Singh
Lyricist: Zahur Fatehpuri
Tag: Hindi
Video:
nanhi si jaan hai chhoti juban hai
shamaan parvane ka tu hi meharbaan hai
nanhi si jaan hai chhoti juban hai
shamaan parvane ka tu hi meharbaan hai
suna hai ke lakho tune karishme dikhaye
suna hai ke lakho tune karishme dikhaye
bure the unhe bhi nek bande banaye
main jab janu main tab manu
main jab janu main tab manu
aaj agar meri shamaan jalaye
meri nahi isme teri bhi shaan hai
meri nahi isme teri bhi shaan hai
shamaan parvane ka tu hi meharbaan hai
nanhi si jaan hai chhoti juban hai
shamaan parvane ka tu hi meharbaan hai

aankh khuli to saya kidhar na paya
aankh khuli to saya kidhar na paya
ek tha sahara maa ka wo bhi uthaya
ye insaaf kaisa tera hai khudaya
ye insaaf kaisa tera hai khudaya
majlum par kuch taras na khaya
kahte hai tu to bada meharbaan hai
kahte hai tu to bada meharbaan hai
shamaan parvane ka tu hi meharbaan hai
nanhi si jaan hai chhoti juban hai
shamaan parvane ka tu hi meharbaan hai

tujhe vasta hai pyare nabi ka
tujhe vasta hai maula ali ka
tujhe vasta hai teri aashiqi ka
tujhw vasta hai kasbar ali ka
bina tel baati ye shamaan jala de
nahi to kasam hai mujhe bhi mita de
nahi to kasam hai mujhe bhi mita de
jala de jala de ye shamaan jala de ye shamaan jala de
jala de jala de ye shamaan jala de ye shamaan jala de
ye shamaan jala de ye shamaan jala de ye shamaan jala de
ye shamaan jala de
Phir Kar Do Karam
Singer: Dilraj Kaur
Music: Jimmy Singh
Lyricist: Zahur Fatehpuri
Tag: Hindi
Video:
ya peer ya peer ya peer peero ke peer rastagi
kar do karam haa kar do karam
ya peer peero ke peer rastagi
kar do karam haa kar do karam ya peer
sabhi aaliyayon ke aap phali hai
sabhi aastano ke aap dhani hai
nabhi nawase ali ke dulare
nabhi nawase ali ke dulare
hum sab bhikhari aap gani hai
ya peer peero ke peer rastagi
kar do karam haa kar do karam ya peer

liye bojh gam ka jholi pasaare
aayi hoon aaka dar pe tumhare
jo tum naa karoge karam shahegeena
jo tum naa karoge karam shahegeena
kaha jayenge hum musibat ke maare
ya peer peero ke peer rastagi
kar do karam haa kar do karam ya peer

barso ki doobi hui kashti tarayi kashti tarayi
ek dukhyaari maa ki bigdi banyi bigdi banayi
meri bhi goosurajam bigdi bana do
meri bhi goosurajam bigdi bana do
duhaai duhaai duhaai duhaai
ya peer peero ke peer rastagi
kar do karam haa kar do karam
ya peer ya peer ya peer peero ke peer kar do karam
ya peer ya peer kar do karam kar do karam ya peer
Ye Masoom Chehra
Singer: Dilraj Kaur
Music: Jimmy Singh
Lyricist: Zahur Fatehpuri
Tag: Hindi
Video:
ye masoom chehra ye kamsin jawani
ye masoom chehra ye kamsin jawani
kasam se meri jaan tumhare liye hai
ye masoom chehra ye kamsin jawani
kasam se meri jaan tumhare liye hai
tumhare liye hai

aji shukariya humse aisa na hoga
tumhare siva dil ka sauda na hoga
aji shukariya humse aisa na hoga
ye raate suhani ye husnu jawani
ye raate suhani ye husnu jawani
kasam se meri jaan tumhare liye hai
tumhare liye hai

wo ab tak takluf kiye ja rahe hai
hum betakluf huye ja rahe hai
wo ab tak takluf kiye ja rahe hai
ye rangeen mahfil ye rangeen duniya
ye rangeen mahfil ye rangeen duniya
kasam se meri jaan tumhare liye hai
tumhare liye hai

ye do dil kaha tak dhadkate rahenge
ye jajbaat kab tak tadapte rahenge
ye do dil kaha tak dhadkate rahenge
meri aashiqi ka ye nayab tohfa
meri aashiqi ka ye nayab tohfa
kasam se kasam se
kasam se meri jaan tumhare liye hai
ye masoom chehra ye kamsin jawani
kasam se meri jaan tumhare liye hai
tumhare liye hai