wo bhi thi marzi khuda ki ye bhi ae khuda
wo rakhe jis haal mein har haal mein uski rajja
ek tu hi nahi hai ek tu hi nahi hai
ek tu hi nahi hai ek tu hi nahi hai
gham ka mara hua sara sansar hai
gham ka mara hua sara sansar hai
ek tu hi nahi hai ek tu hi nahi hai
gham ka mara hua sara sansar hai
gham ka mara hua sara sansar hai
chhod de agar zamaana koi gham na kar
ek din teri sachchai rang layegi
rakh bharosa tu allah ki jaat par
uski rahmat se bigadi sanwar jayegi
wo bada raham dil
wo bada raham dil aur ghamkhwar hai
gham ka mara hua sara sansar hai
gham ka mara hua sara sansar hai
ek tu hi nahi hai ek tu hi nahi hai
gham ka mara hua sara sansar hai
gham ka mara hua sara sansar hai
yaad kar tune dhaye the zulm o sitam
ek masoom par nek khatoon par
ye natiza uski aahi jaari ka hai
tujhpe nazil hua jo khuda ka kahar
tauba kar le
tauba kar le wo sakhatrugbbar hai
gham ka mara hua sara sansar hai
gham ka mara hua sara sansar hai
ek tu hi nahi hai ek tu hi nahi hai
gham ka mara hua sara sansar hai
gham ka mara hua sara sansar hai
hai teri raah mein aaj kaate sahi
ye bhi phoolo mein ik diin badal jayenge
sabar se kaam le nek bande khuda
ye musibat ke din bhi nikal jayenge
jisne duniya banai
jisne duniya banai wo mukhtaar hai
gham ka mara hua sara sansar hai
gham ka mara hua sara sansar hai
ek tu hi nahi hai ek tu hi nahi hai
ek tu hi nahi hai ek tu hi nahi hai
gham ka mara hua sara sansar hai
gham ka mara hua sara sansar hai
gham ka mara hua sara sansar hai
gham ka mara hua sara sansar hai