People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 1 *

Nanhi Si Jaan Hai
Music: Jimmy Singh
Lyricist: Zahur Fatehpuri
Tag: Hindi
Video:
nanhi si jaan hai chhoti juban hai
shamaan parvane ka tu hi meharbaan hai
nanhi si jaan hai chhoti juban hai
shamaan parvane ka tu hi meharbaan hai
suna hai ke lakho tune karishme dikhaye
suna hai ke lakho tune karishme dikhaye
bure the unhe bhi nek bande banaye
main jab janu main tab manu
main jab janu main tab manu
aaj agar meri shamaan jalaye
meri nahi isme teri bhi shaan hai
meri nahi isme teri bhi shaan hai
shamaan parvane ka tu hi meharbaan hai
nanhi si jaan hai chhoti juban hai
shamaan parvane ka tu hi meharbaan hai

aankh khuli to saya kidhar na paya
aankh khuli to saya kidhar na paya
ek tha sahara maa ka wo bhi uthaya
ye insaaf kaisa tera hai khudaya
ye insaaf kaisa tera hai khudaya
majlum par kuch taras na khaya
kahte hai tu to bada meharbaan hai
kahte hai tu to bada meharbaan hai
shamaan parvane ka tu hi meharbaan hai
nanhi si jaan hai chhoti juban hai
shamaan parvane ka tu hi meharbaan hai

tujhe vasta hai pyare nabi ka
tujhe vasta hai maula ali ka
tujhe vasta hai teri aashiqi ka
tujhw vasta hai kasbar ali ka
bina tel baati ye shamaan jala de
nahi to kasam hai mujhe bhi mita de
nahi to kasam hai mujhe bhi mita de
jala de jala de ye shamaan jala de ye shamaan jala de
jala de jala de ye shamaan jala de ye shamaan jala de
ye shamaan jala de ye shamaan jala de ye shamaan jala de
ye shamaan jala de