tauba tauba tauba kare tauba
aur phir se phisal jaaye
kabhi samjhaon behlaun
aur fir ye palat jaaye
kitti duhayi main dun
kitta bhi pichhe padun
ye kameena to bech khayega
mujhe ik din
eiphale jaaye, hiphale jaaye
phanswaye, pitwaye
bada dhith hai mua
idhar jaaye udhar jaaye
bada naalayak hai dil ye dil mera
besharam hai, behaya hai
jaane kisspe ye gaya hai
duniya ke rang jaane
hai aisa bahrupiya
fukra hai nashukra
par dil ka achcha hai ye dil mera
kabhi to thehrega
kisi dil ke paas jaake
aur keh dega
ye dil ki baat dil se
kabhi thamta nahin ye raahon me
rukta hai bas ye baahon me
kabhi thamta nahin ye raahon me
rukta hai bas ye baahon me
baahon me rehta hai
ye do pal ka mehmaa
kahin dil jo lag jaaye
to kanni kaat leta hai mua
kabhi to thehrega
kissi dil ke paas jaake
aur keh dega
ye dil ki baat dil se
eiphale jaaye, hiphale jaaye
xokoluke sun morom bilaai
kaaloinu paai, aase baat saai
xokolu bujiu buji nepaai
duniya ke rang jaane
hai aisa bahrupiya
fukra hai nashukra
par dil ka achcha hai ye dil mera
tauba tauba tauba kare tauba
aur phir se phisal jaaye
kabhi samjhaon behlaun
aur fir ye palat jaaye
kitti duhayi main dun
kitta bhi pichhe padun
ye kameena to bech khayega
mujhe ik din
iphale jaaye iphale jaaye
phanswaye, pitwaye
bada dhith hai mua
idhar jaaye udhar jaaye
bada naalayak hai dil ye dil mera
eiphale jaaye, hiphale jaaye
o eiphale jaaye, hiphale jaaye
eiphale jaaye, hiphale jaaye
eiphale jaaye, hiphale jaaye
eiphale jaaye, hiphale jaaye
eiphale jaaye, hiphale jaaye
eiphale jaaye, hiphale jaaye
salvaton pe likhi
karvaten ek hazaar
dhimi aanch pe jaise
ghulta rahe malhaar
mundi aankhon me mehka sa
biti raat ka ye khumaar
mundi aankhon me mehka
du ru ru ru
dhimi aanch pe jaise
mundi aankhon me mehka
biti raat ka khumaar
kaise kaatun bairi dopahari
aave na kyun raina
kaise main kaatun re
dopahari bairi
kaise main kaatun re
mose na bole re harjaai
pal chin gin gin harun main
hasraton ne kiya
rukhsaton se qaraar
thaame aanchal tera
karti hai intezaar
kaise kaatun bairi dopahari
aave na kyun raina
kaise main kaatun re
dopahari bairi
kaise main kaatun re
mose na bole re harjaai
pal chin gin gin haarun main
muddaton sa chale, har ik lamha
aahaton ne kiya hai
jina bhi dushwaar
mundi aankhon me mehka sa
biti raat ka ye khumaar
mundi aankhon me mehka