salvaton pe likhi
karvaten ek hazaar
dhimi aanch pe jaise
ghulta rahe malhaar
mundi aankhon me mehka sa
biti raat ka ye khumaar
mundi aankhon me mehka
du ru ru ru
dhimi aanch pe jaise
mundi aankhon me mehka
biti raat ka khumaar
kaise kaatun bairi dopahari
aave na kyun raina
kaise main kaatun re
dopahari bairi
kaise main kaatun re
mose na bole re harjaai
pal chin gin gin harun main
hasraton ne kiya
rukhsaton se qaraar
thaame aanchal tera
karti hai intezaar
kaise kaatun bairi dopahari
aave na kyun raina
kaise main kaatun re
dopahari bairi
kaise main kaatun re
mose na bole re harjaai
pal chin gin gin haarun main
muddaton sa chale, har ik lamha
aahaton ne kiya hai
jina bhi dushwaar
mundi aankhon me mehka sa
biti raat ka ye khumaar
mundi aankhon me mehka