Nothing truly valuable arises from ambition or from a mere sense of duty; it stems rather from love and devotion towards men and towards objective things -Albert Einstein
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.
jab rulana hi tha tujhe, to phir hasaaya kyun
sath rehkar bhi hai juda, to paas aaya kyun
jab rulana hi tha tujhe, to phir hasaaya kyun
sath rehkar bhi hai juda, to paas aaya kyun
kyun yakin uth gaaya dil se kahi wafao kaa
pyar mehsus kyun hone laga gunaho sa
kyun yakin uth gaaya dil se kahi wafao kaa
pyar mehsus kyun hone laga gunaho sa
pyar mehsus kyun hone laga gunaho sa
aaya apne bich me kisi ka saaya kyun
jab rulana hi tha tujhe, to phir hasaaya kyun
sath rehkar bhi hai juda, to paas aaya kyun
kyun ajnabi ki tarah humse pesh aata hai
chand lamhe bhi hame tu naa de pata hai
kyun ajnabi ki tarah humse pesh aata hai
chand lamhe bhi hame tu naa de pata hai
aisi kya hamne ki khata, hame sataaya kyun
jab rulana hi tha tujhe, to phir hasaaya kyun
sath rehkar bhi hai juda, to paas aaya kyun
jab rulana hi tha tujhe, to phir hasaaya kyun
sath rehkar bhi hai juda, to paas aaya kyun
ke bin tere
aankho ki talash jo hai wo hai tera chehra
aankho ki talash jo hai wo hai tera chehra
dhadkan dil ke paas to hai lekin hai bewajah
main hu shaukh se ab koi patta tuta huwa
mujhko ye hawaye udati phire har jagah
ke bin tere jeena nahi, ke bin tere jeena nahi
ha bin tere jeena nahi, ja bin tere jeena nahi
chahe jitne bhi aansu bahe, saanse seene me chubhti rahe
muskura kar har gam sahe
dil se ho kam kabhi na ye dard tera
phul jaisa lage har zakham tera, inko mujhko to peena nahi
ke bin tere jeena nahi, ke bin tere jeena nahi
ha bin tere jeena nahi, ja bin tere jeena nahi
bheed me bhi hum tanha rahe, tere gam ne ye halat kar di
kabhi khud ke liye kuch soch sake, teri yado ne kabhi nahi fursat di
teri yaado me har pal kate, khud se teri hi baate kare
dil ek gaao sa banjar rahe
humko manjoor hai har sitam tera, berukhi bhi teri bewafapan tera
jaam khushiyo ka peena nahi
ke bin tere jeena nahi, bin tere bin tere
aankho ki talash jo hai wo hai tera chehra
dhadkan dil ke paas to hai lekin hai bewajah
main hu shaukh se ab koi patta tuta huwa
mujhko ye hawaye udati phire har jagah
ke bin tere jeena nahi, ke bin tere jeena nahi
ha bin tere jeena nahi, ja bin tere jeena nahi
soni soni ankhiya ye teri mujhko bhaye
tere bin jiya mera nahi lagta hai
soni soni ankhiya ye teri mujhko bhaye
tere bin jiya mera nahi lagta hai
tere bin kuch bhi na kuch bhi na ye jahan
mere bin kuch bhi na kuch bhi na ye jahan
chun koi hath kabhi dil ki bat sun sun to le tu sun le
jo tera sath de din ya raat pana hai bas use
nachle nachle nachle nachle nachle nachle
mere sath sath tu bhi nachle
tere bin kuch bhi na kuch bhi na ye jahan
mere bin kuch bhi na kuch bhi na yeh jahan
chun koi hath kabhi dil ki bat sun sun toh le too sun le
jo tera sath de din ya raat pana hai bas use
nachle nachle nachle nachle nachle nachle
mere sath sath tu bhi nachle
jindagi ka le maza yeh roj milati hai kaha
jindagi ka le maza yeh roj milati hai kaha
iske har ek pal me hai ek gayeba sa nasha
isake har ek pal me hai ek gayeba sa nasha
tere bin kuch bhi na kuch bhi na yeh jahan
mere bin kuch bhi na kuch bhi na yeh jahan
chun koyi hath kabhi dil ki bat sun sun toh le too sun le
jo tera sath de din ya rat pana hai bas use
nachle nachle nachle nachle nachle nachle
mere sath sath too bhi nachle nachle nachle
mukhtsar tera wajud mukhtsar hai dastan
mukhtsar tera wajud mukhtsar hai dastan
chut janey hai kabhi yeh jamin yeh asman
chut janey hai kabhi yeh jamin yeh asman
tere bin kuch bhi na kuch bhi na yeh jahan
mere bin kuch bhi na kuch bhi na yeh jahan
chun koyi hath kabhi dil ki bat sun sun toh le too sun le
jo tera sath de din ya raat pana hai bas use
nachle nachle nachle nachle nachle nachle
mere sath sath too bhi nachle nachle nachle
nachle nachle nachle nachle nachle nachle
mere sath sath too bhi nachle
agar, agar, agar, agar
agar dil me koyi ehsas hai
bas wo ik tera pyar hai
agar ho sake mujhe pyar de
aur kuchh ye dil chahe naa
agar ankho me koyi khwab hai
bas wo bhi tera mere yaar hai
agar ho sake ise pura kar
kahi nind khul jaye naa
agar dil me koyi ehsas hai
bas wo ik tera pyar hai
agar ho sake mujhe pyar de
aur kuchh ye dil chahe naa
agar ankho me koyi khwab hai
bas wo bhi tera mere yaar hai
agar ho sake ise pura kar
kahi nind khul jaye naa
mere dil me tu shaamo subah
mujhko bas hai ye pata
haan bas hai ye pata
mere dil me tu shaamo subah
mujhko bas hai ye pata
haan bas hai ye pata
sun ae meri jindgi
agar sine me jo ye saans hai
bas tere mere yaar hai
agar ho sake mujhe jaan le
kahi shab ye kat jaye naa
agar ankho me koyi khwab hai
bas wo bhi tera mere yaar hai
agar ho sake ise pura kar
kahi nind khul jaye naa
agar dil me koyi ehsas hai
bas wo ik tera pyar hai
agar ho sake mujhe pyar de
aur kuchh ye dil chahe naa
agar ankho me koyi khwab hai
bas wo bhi tera mere yaar hai
agar ho sake ise pura kar
kahi nind khul jaye naa
tere julfo ki kali ghata, julfo ki kali ghata
inhe tu barsa de jara
tere julfo ki kali ghata, julfo ki kali ghata
inhe tu barsa de jara
jaane dil tishnagi
agar, agar, agar, agar
bheed me bhi ham tanha rahe, tere gam ne yeh halat kar di
kabhi khud ke liye kuch soch sake itni bhi nahi fursat di
ankho ki talash jo hai, woh hai tera chehra
dhadkan dil ke pas toh hai, lekin hai bewajah
mai hu shakh se ab koi patta tuta huwa
mujhko yeh hawaye udaati phire har jagah
ke bin tere jeena nahi, ha bin tere jeena nahi
naa bin tere jeena nahi, ja bin tere jeena nahi
ankho ki talaash jo hai, woh hai tera chehra
dhadkan dil ke pas toh hai, lekin hai bewajah
mai hu shakh se ab koi patta tuta huva
mujhko yeh hawaye udati phire har jagah
ke bin tere jeena nahi, ha bin tere jeena nahi
naa bin tere jeena nahi, ja bin tere jeena nahi
chahe jitne bhi ansu bahe, sanse seene me chubhti rahe
muskura kar har gum sahe
dil se ho kam kabhi na yeh dard tera
phul jaisa lage har jakhm tera
inko mujhko toh seena nahi, ke bin tere jeena nahi
ankho ki talash jo hai, woh hai tera chehra
dhadkan dil ke pas toh hai, lekin hai bewajah
mai hu shakh se ab koi patta tuta huva
mujhko yeh hawaye udati phire har jagah
ke bin tere jeena nahi, ha bin tere jeena nahi
naa bin tere jeena nahi, ja bin tere jeena nahi
bheed me bhi ham tanha rahe tere gum ne yeh haalat kar di
kabhi khud ke liye kuchh soch sake itni bhi nahi fursat di
teri yado me har pal kate, khud se teri hi baate kare
dil khizao sa banjar rahe
humko manzur hai har sitam tera, berukhi bhi teri bewafapan tera
jam kushiyo kaa pina nahi
ke bin tere jeena nahi, ha bin tere jeena nahi
ankho ki talash jo hai, woh hai tera chehra
dhadkan dil ke pas toh hai, lekin hai bewajah
mai hu shaukh se abb koyi patta tuta huva
mujhko yeh hawaye udati phire har jagah
ke bin tere jeena nahi, ha bin tere jeena nahi
naa bin tere jeena nahi, ja bin tere jeena nahi
ke bin tere jeena nahi, ha bin tere jeena nahi
naa bin tere jeena nahi, ja bin tere jeena nahi
ke bin tere jeena nahi, ha bin tere jeena nahi
naa bin tere jeena nahi, ja bin tere jeena nahi
kyun hai sehra si koyi pyaas liye
tu ae mere humdum
meri aghosh me aa du mai tujhe
bhiga sa ik mausam
kyun hai sehra si koyi pyaas liye
tu ae mere humdum
meri aghosh me aa du mai tujhe
bhiga sa ik mausam
apni julfe mere sine pe bikhar jane de
aaj mera mukkadar sawar jaane de
aaj mera mukkadar sawar jaane de
tej hoti hai to ho jaane de
tej hoti hai to ho jaane de
aaj tere mere dil ki dhadkan
kyun hai sehra si koyi pyaas liye
tu ae mere humdum
meri aghosh me aa du mai tujhe
bhiga sa ik mausam
mai hu kab gair mujhse ye duri kyun hai
mere hote tu itni adhuri kyun hai
mai hu kab gair mujhse ye duri kyun hai
mere hote tu itni adhuri kyun hai
aaj bhar le tu mere ehsaas se
aaj bhar le tu mere ehsaas se
jindgi kaa teri har adhurapan
kyun hai sehra si koyi pyaas liye
tu ae mere humdum
meri aghosh me aa du mai tujhe
bhiga sa ik mausam
kyun hai sehra si koyi pyaas liye
tu ae mere humdum
meri aghosh me aa du mai tujhe
bhiga sa ik mausam
ho nachle
ho soni soni ankhiya ye teri mujho bhaye
ho tere bin jiya mera nahi lagta hai
ho soni soni ankhiya ye teri mujho bhaye
ho tere bin jiya mera nahi lagta hai
tere bin kuch bhi na kuch bhi na ye jaha
tere bin kuch bhi na kuch bhi na ye jaha
dil koi hath ka
dil ka bat jo sun sun to le
jo tera sath hai
dunia ko pana hai bas tujhe
nachle nachle nachle nachle
nachle nachle nachle nachle
mere sath sath tu bhi

tera husn woh nasha hai jo chadh ke phir na utre
tera husn woh nasha hai jo chadh ke phir na utre
tujhe dekh kar kiska rahe dil pe kaise bas re
hai bala kaa kala jadu teri kali kali julfe
hai khumar kaa samundar yeh nashili palke
kabhi inke chand jalwe jara mere nam karde
tera husn woh nasha hai jo chadh ke phir na utre
tera husn woh nasha hai jo chadh ke phir na utre
tujhe dekh kar kisika rahe dil pe kaise bas re
tera husn hai jaha kaa sabse bada khajana
koyi umra bhar bhi lute toh bhi kam naa ho yeh jana
mai inka lutp lelu kabhi too jo karam karde
tera husn woh nasha hai jo chadh ke phir na utre
tera husn woh nasha hai jo chadh ke phir na utre
tujhe dekh kar kisika rahe dil pe kaise bas re
you and i will be together to the end of time
i promise i will never let you go now that i know you love me
you and i will be together to the end of time
i promise i will never let you go now that i know you love me
chalu main tere pichhe pichhe baaki saare bandhan tod du
jo tere tak na jaaye uss raste ko chhod du
har khaab mera ummid meri main tujhse jod du
sab rishte naate haske tod du bas tujhse dil ka rishta jod du jod du
sab rishte naate haske tod du bas tujhse dil ka rishta jod du
you and i will be together to the end of time
i promise i will never let you go now that i know you love me
you and i will be together to the end of time
i promise i will never let you go now that i know you love me
jud gayi jud gayi tujhse yeh meri jindagi
maine toh paayi tujhme meri har khushi
keh gayi keh gayi mujhse khud yeh baatein teri
aksar khayaalon mein hoon tere main kahin
dekhu main tujhe lamha lamha har pal apane sine mein rakhu
har subah tujhse milne ki chaahat mein main jagu
ik tu hi toh hai honto ki hasi chehre ka noor tu
sab rishte naate hasake tod du bas tujhse dil ka rishta jod du jod du
sab rishte naate hasake tod du bas tujhse dil ka rishta jod du
bas gayi bas gayi mujhme abb hai yeh bas gayi
saanson se aaye har dam khushbu jo teri
chha gayi chha gayi mujhpar yeh jo hai chha gayi
badli hai shaayad yeh to tere ishq ki
yahin hai mere dil ki hasrat pehron tujhse baatein main karu
ho saari baatein tujhpe khatam aur tujhse ho shuru
phir waqt bhi yeh ruk jaaye wahin ho jab bhi saath tu
sab rishte naate haske tod du bas tujhse dil ka rishta jod du jod du
sab rishte naate haske tod du bas tujhse dil ka rishta jod du
you and i will be together to the end of time
i promise i will never let you go now that i know you love me
you and i will be together to the end of time
i promise i will never let you go now that i know you love me
(you and will be together to the end of time
i promise i will never let you go now that i know you love me) - (2)
chalu main tere pichhe pichhe baaki saare bandhan tod du
jo tere tak na jaaye uss raste ko chhod du
har khaab mera ummid meri main tujhae jod du
sab rishte naate hasake tod du, bas tujhase dil ka rishta jod du, jod du
sab rishte naate hasake tod du, bas tujhase dil ka rishta jod du
(you and will be together to the end of time
i promise i will never let you go now that i know you love me) - (2)
jud gayi jud gayi tujhase yeh meri jindagi
maine toh paayi tujhamein meri har khushi
keh gayi keh gayi mujhase khud yeh baatein teri
aksar khayaalon mein hoon tere main kahin
dekhu main tujhe lamaha lamaha har pal apane sine mein rakhu
har subah tujhase milane ki chaahat mein main jagu
ik tu hi toh hai honto ki hasi, chehare ka noor tu
sab rishte naate hasake tod du, bas tujhase dil ka rishta jod du, jod du
sab rishte naate hasake tod du, bas tujhase dil ka rishta jod du
bas gayi bas gayi mujhamein abb hai yeh bas gayi
saanson se aaye har dam khushabu jo teri
chha gayi chha gayi mujhapar yeh jo hai chha gayi
badali hai shaayad yeh tere ishq ki
yahin hai mere dil ki hasrat peharon tujhase baatein main karu
ho saari baatein tujhape khatam aur tujhase ho shuru
phir waqt bhi yeh ruk jaaye wahin ho jab bhi saath tu
sab rishte naate hasake tod du, bas tujhase dil ka rishta jod du, jod du
sab rishte naate hasake tod du, bas tujhase dil ka rishta jod du
(you and will be together to the end of time
i promise i will never let you go now that i know you love me) - (2)
agar tum mil jao zamana chhod denge hum
agar tum mil jao zamana chhod denge hum
agar tum mil jao zamana chhod denge hum
tumhe paa kar zamane bhar se rishta tod denge hum
agar tum mil jao zamana chhod denge hum
agar tum mil jao zamana chhod denge hum
bina tere koi dilkash nazara hum na dekhenge
bina tere koi dilkash nazara hum na dekhenge
tumhe na ho pasand usko dobara hum na dekhenge
teri soorat na ho jis me
teri soorat na ho jis me woh sheesha tod denge hum
agar tum mil jao zamana chhod denge hum
tere dil me rahenge tujhko apna ghar bana lenge
tere dil me rahenge tujhko apna ghar bana lenge
tere khwaabo ko geheno ki tarah khud par saja lenge
kasam teri kasam
kasam teri kasam taqdeer ka rookh mod denge hum
agar tum mil jao zamana chhod denge hum
tumhe hum apne jism-o-jaan me kuch aise basa lenge
tumhe hum apne jism-o-jaan me kuch aise basa lenge
teri khushboo apne jism ki khushboo bana lenge
khuda se bhi na jo toote
khuda se bhi na jo toote woh rishta jod lenge hum
agar tum mil jao zamana chhod denge hum
tumhe paa kar zamane bhar se rishta tod denge hum
agar tum mil jao zamana chhod denge hum
agar tum mil jao zamana chhod denge hum