People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 2 *

Gagan Chhu Lu Mai
Lyricist: Mohan Sharma
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Hafta-Vasuli/Gagan-Choo-Loo-M
gagan chhu lu mai
gagan chhu lu mai
jab baho me lele tu mujhe
aur pyar se apna kahe mujhe

gagan chhu lu mai
jab baho me lele tu mujhe
aur pyar se apna kahe mujhe

gagan chhu lu mai
jab pahlu me simte tu mere
liye aankho me sapne tu mere

tera husn hai chandan sa priye
tera husn hai chandan sa priye
khusbu jiski hai tere hi liye
mahka diya jiwan mera
bagiya hai tu mai hawa
gagan chhu lu mai
gagan chhu lu mai
jab pahlu me simte tu meri
liye aankho me sapne tu mere

dil ke sare hi sapne sach hue
dil ke sare hi sapne sach hue
barsa pyar yu bhig hum gaye
bhiga badan larze sajan
aa baho me aa lu chupa
gagan chhu lu mai
gagan chhu lu mai
jab baho me lele tu mujhe
jab pahlu me simte tu mere
Haq Hai Udne De
Singer: Neeti Mohan
Music: Neeti Mohan
Tag: other
Video:
dar lagta hai buri najro se
dar lagta hai buri khabro se
dar lagta hai chup rahne se
dar lagta hai apne gusse se
hat ja jeene de, haq hai udne de
dar lagta hai un cheekho se
dar lagta hai chup sadko se
dar lagta hai maile irado se
dar lagta hai apne gusse se
hat ja jeene de, haq hai udne de

kab badlega, kab badlega tu kab badlega
jab rab ke aage jayega kya tab badlega
ab galti ki koi wajah nahi
ab besharmi ki koi jagah nahi
kya karan tu paap karta hai
kya karan jo shaitan jagta hai
kya karan badal tu nahi pata hai
kya karan jo haiwan ban jata hai
hat ja jeene de, haq hai udne de

ban ja insaan ban ja tu, sab galatiya mita de tu
dafna do wo raaste jis par manzil jal jayegi
mard nahi insaan bano, farz bano, imaan bano
dharti swarg ban jayegi, dharti swarg ban jayegi
hat ja jeene de, haq hai udne de

ummedo se ummed nahi
taqdeero se koi tees nahi
astitva mera jag jitega
samman mera apna haq chhinega
hai yaki mujhse badlega
ha junu mera mujhe pankh dega
hat aa jeene de, haq hai udne de