Aise lehra ke tu rubaroo aa gayi
Aise lehra ke tu rubaroo aa gayi
Dhadkane betahasha tadapane lagin
Dhadkane betahasha tadapane lagin
Teer aisa laga dard aisa jagaa
Teer aisa laga dard aisa jagaa
Chot dil pe wo khaayi mazaa aa gayaa!
Mere rashke qamar…
Mere rashke qamar tune pehli nazar
Jab nazar se milaai maza aagaya
Josh hi josh mein meri aagosh mein
Aake tu jo samaaai mazaa aa gaya
Here “Rashq-e-Qamar” is used for the girl who is so beautiful that even the Moon is jealous of her.
(Mere rashke qamar tune pehli nazar
Jab nazar se milaai mazaa aagaya
Jab nazar se milaai mazaa aagaya)
Ret hi ret thi mere dil mein bhari
Ret hi ret thi mere dil mein bhari
Pyaas hi pyaas thi zindagi ye meri
Pyaas hi pyaas thi zindagi ye meri
Aaj sehraao mein, ishq ke gaaon mein
Aaj sehraao mein, ishq ke gaaon mein
Baarishein ghir ke aayin mazaa aa gaya
Mere rashke qamar…
(Mere rashke qamar tune pehli nazar
Jab nazar se milaai maza aa gaya)
Ranjha ho gaye, hum Fana ho gaye
Aise tu muskuraai mazaa aa gaya
(Mere rashke qamar tune pehli nazar
Jab nazar se milaai maza aa gaya
Jab nazar se milaai maza aa gaya)
Barq si gir gayi kaam hi kar gayi
Barq si gir gayi kaam hi kar gayi
Aag aisi lagaai mazaa aa gaya
Dekha hazaron dafa aapko
Phir beqarari kaisi hai
Sambhale sambhalta nahi ye dil
Kuch aap mein baat aisi hai
Lekar ijazat ab aap se
Saansein ye aati jaati hain
Dhoondhe se milte nahi hain hum
Bas aap hi aap baaki hain
Pal bhar na doori sahein aap se
Betaabiyan yeh kuch aur hain
Hum door hoke bhi paas hain
Nazdeekiyan yeh kuch aur hain
Dekha hazaro dafaa aapko
Phir beqarari kaisi hai
Sambhale sambhalta nahi ye dil
Kuch pyar mein baat aisi hai
Aagosh mein hai jo aapki
Aisa sukoon aur paaye kahan
Aankhen humein ye raas aa gayi
Ab hum yahan se jaaye kahan
Dekha hazaron dafa aapko
Phir beqarari kaisi hai
Sambhale sambhalta nahi ye dil
Kuch pyar mein baat aisi hai
mmm.. hmm..
Phir beqarari kaisi hai
mmm.. hmm..
Kuch pyar mein baat aisi hai
aage aage raste naye, naye mod sare
naa tu kabhi ghabra re
chale ja akele tu apne hi dum pe
tera humsafar honsla re
tujhe kya fikar jo siyaahi bhari hai jahaan me
charago ke aage khushaamat kare kyun bhala teri shaame
hai teri dono aankhe roshni se bhari, kehkasha tu meri
kehkasha tu meri, kehkasha kehkasha tu meri
roshni se bhari, kehkasha tu meri
kehkasha tu meri, kehkasha kehkasha tu meri
kudrat saari saari tere sahare
tu hi ugaaye chand sitare
ho jalta hai suraj tere tapish me
tu hi na jaane tere karishme
jo laakho aasman hain thaame tu wo zameen
roshni se bhari, kehkasha tu meri
kehkasha tu meri, kehkasha kehkasha tu meri
roshni se bhari, kehkasha tu meri
kehkasha tu meri, kehkasha kehkasha tu meri
roshni se bhari, kehkasha tu meri
kehkasha tu meri, kehkasha kehkasha tu meri
roshni se bhari, kehkasha tu meri
kehkasha tu meri, kehkasha kehkasha tu meri
ek rishta hai uss rishte ka main naam jaanu na
ek rasta hai uss raste ka anjaam jaanu na
bas itna hi hai pata ke ho gayi hai khata
main khud ka na raha
main purza purza tera, main purza purza tera
naa aadha pauna tera, main pura pura tera
main purza purza tera, main purza purza tera
naa aadha pauna tera, main pura pura tera
main bhi aadha khoya sa hu, tu bhi aadhi khoyi si
kya pata ke pure ho jaye hum mil ke ek dooje se
thodi thodi mujhko tu hai ho gayi zaruri si
kya pata ke pure ho jaye hum mil ke yun
shikwa hai rabb se zara, jabse hua tu mera
main khud ka na rahaa o
main purza purza tera, main purza purza tera
naa aadha pauna tera, main pura pura tera
dil ke band darwaajo ko khatkhata ke dekha hai
koi bhi nahi is ghar me, kamra kamra tu hi tu hai
khidkiyo se man ki jhanke sham si teri aankhe
ab kaha main baaki mujhme, bas tu hi tu hai
kaisa nasha sa hai ye, kaisa tamasha hai ye
main khud ka na raha
main purza purza tera, main purza purza tera
naa aadha pauna tera, main pura pura tera
tera o pura tera
purza purza tera, purza purza tera ho o
bhigi nahi aankhe bhi zamane se
hai zindagi isi bahane se
bhigi nahi aankhe bhi zamane se
hai zindagi isi bahane se
seeli seeli baarish aake tu bhar de
ye aankhe baadal, baadal, baadal kar de
ye aankhe baadal, baadal, baadal kar de
ye aankhe baadal, baadal, baadal kar de
ye aankhe baadal, baadal, baadal kar de
sehra sehra hu main, jal thal tu kar de
ye aankhe baadal, ye aankhe baadal
ho mere jugnu wo saare, meri dhup mere taare
jaane kaun si gali me chhute, huye gum kaha pe
diware hai laakho, na koi darwaza
saanso ke aane ka rasta to batla ja
thehra thehra hai dil bekal tu kar de
ye aankhe baadal, baadal, baadal kar de
ye aankhe baadal, baadal, baadal kar de
ye aankhe baadal, baadal, baadal kar de
ye aankhe baadal, baadal, baadal kar de
sehra sehra hu main, jal thal tu kar de
meri chhat pe na aaya koi, chandani ka saaya
meri raato se bach ke nikle nindo ke zakhire
ho meri chhat pe na aaya koi, chandani ka saaya
meri raato se bach ke nikle nindo ke zakhire
na koi rehbar hai, na koi rehzan hai
apne hi aansu hai, apna hi daaman hai
khali khali shame, halchal tu bhar de
ye aankhe baadal, baadal, baadal kar de
ye aankhe baadal, baadal, baadal kar de
ye aankhe baadal, baadal, baadal kar de
ye aankhe baadal, baadal, baadal kar de
sehra sehra hu main, jal thal tu kar de
ye aankhe baadal, baadal, baadal, baadal
main tujhse pyar nahi karta
main tujhse pyar nahi karta par koi aisi sham nahi
jab main apni tanhai me tera intezar nahi karta
main tujhse pyar nahi karta
dil se ye kehta rehta hu par teri saanso me chhup ke
main saanse leta rehta hu is se inkaar nahi karta
main tujhse pyar nahi karta
mujhe kuch bhi yaad nahi rehta kab din duba kab raat hui
abhi kal ki baat hai pehro tak meri deewaro se baat hui
jo hosh zaraa sa baki hai lagta hai khonewala hu
afwaa udi hai yaaro me main pagal honewala hu
main tujhse pyar nahi karta
main tujhse pyar nahi karta, main tujhse pyar nahi karta
par aisa koi din hai kya, jab yaad tuje teri baato ko
sau sau baar nahi karta, sau sau baar nahi karta
thartharate hai lamhe waqt rukh badalta hai
dur sahilo par kahi din ye dhalta hai
thartharate hai lamhe waqt rukh badalta hai
dur sahilo par kahi din ye dhalta hai
qatra qatra sannata moum sa pighalta hai
khelnewala koi nahi khel phir bhi chalta hai
sau chehre aaye jaaye yaadon me wahi reh jaaye
beparwah, beparwah ho jaaye jo
beparwah, beparwah ho jaaye jo
beparwah, beparwah ho jaaye jo
beparwah, beparwah ho jaaye jo
aankho pe bharosa na kar dhokha hai har ek manzar
milte hai jo gale khulke wohi waar kare chhupkar
aankho pe bharosa na kar dhokha hai har ek manzar
milte hai jo gale khulke wohi waar kare chhupkar
shor me hai sargoshi hosh me hai behoshi
honth sab ke sil jayenge bolegi jab khamoshi
sau chehre aaye jaye yaadon me wahi reh jaaye
beparwah, beparwah ho jaaye jo
beparwah, beparwah ho jaaye jo
beparwah, beparwah ho jaaye jo
beparwah, beparwah ho jaaye jo
kuch halka kuch gehra raaz hai lab pe thehra
jaal ke andar jaal hai chehre pe hai chehra
kuch halka kuch gehra raaz hai lab pe thehra
jaal ke andar jaal hai chehre pe hai chehra
hansti aankhonwale sabhi meethi baatonwale
hotho se na chhuna kabhi ye zeher ke pyale
sau chehre aaye jaaye yaadon me wahi reh jaaye
beparwah, beparwah ho jaaye jo
beparwah, beparwah ho jaaye jo
beparwah, beparwah ho jaaye jo
beparwah, beparwah ho jaaye jo
main tujhse pyar nahi karti
main tujhse pyar nahi karti par koi aisi sham nahi
jab main apni tanhai me tera intezar nahi karti
main tujhse pyar nahi karti
main tujhse pyar nahin karti
par shehar me jis din tu na ho ye shehar paraya lagta hai
har phul lage begana sa har shazar paraya lagta hai
main tujhse pyar
wo almari kapdowali lawaris ho jati hai
yeh pehnu ya woh pehnu ye uljhan bhi kho jati hai
mujhe ye bhi yaad nahi aata rang mujhko kon se pyare hai
mere shauk pasand meri bin tere sab banjare hai
main tujhse pyar nahi karti, main tujhse pyar nahi karti
main tujhse pyar nahi karti, main tujhse pyar nahi karti
par aisa koi din hai kya, jab yaad tujhe teri baato ko
sau sau baar nahi karti, sau sau baar nahi karti
thartharate hai lamhe waqt rukh badalta hai
dur sahilo par kahi din ye dhalta hai
thartharate hai lamhe waqt rukh badalta hai
dur sahilo par kahi din ye dhalta hai
qatra qatra sannata moum sa pighalta hai
khelnewala koi nahi khel phir bhi chalta hai
sau chehre aaye jaaye yaadon me wahi reh jaaye
beparwah, beparwah ho jaaye jo
beparwah, beparwah ho jaaye jo
beparwah, beparwah ho jaaye jo
beparwah, beparwah ho jaaye jo
aankho pe bharosa na kar dhokha hai har ek manzar
milte hai jo gale khulke wohi waar kare chhupkar
shor me hai sargoshi hosh me hai behoshi
honth sab ke sil jayenge bolegi jab khamoshi
sau chehre aaye jaye yaadon me wahi reh jaaye
beparwah, beparwah ho jaaye jo
beparwah, beparwah ho jaaye jo
beparwah, beparwah ho jaaye jo
beparwah, beparwah ho jaaye jo
kuch halka kuch gehra raaz hai lab pe thehra
jaal ke andar jaal hai chehre pe hai chehra
hansti aankhonwale sabhi meethi baatonwale
hotho se na chhuna kabhi ye zeher ke pyale
sau chehre aaye jaaye yaadon me wahi reh jaaye
beparwah, beparwah ho jaaye jo
beparwah, beparwah ho jaaye jo
beparwah, beparwah ho jaaye jo
beparwah, beparwah ho jaaye jo
khuda bhi jab tumhe mere paas dekhta hoga
khuda bhi jab tumhe mere paas dekhta hoga
itni anmol cheez de di kaise, sochta hoga
tu bemisaal hai, teri kya misaal du
aasmaan se aayi hai, yehi keh ke taal du
phir bhi koi jo puchhe, kya hai tu kaisi hai
haatho me rang leke hawaa me uchaal du
hawaa me uchhal du
khuda bhi jab tumhe mere paas dekhta hoga
itni anmol cheez de di kaise, sochta hoga
jo bhi zameen tere paaon tale aaye
kadmo se chhu ke woh aasmaan ho jaaye
tere aage pheeke pheeke saare shringar hai
main toh kya farishte bhi tujhpe nissar hain
garmi ki shaam hai tu, jaado ki dhoop hai
jitne bhi mausam hain, tere karzdaar hain
tere karzdaar hain
khuda bhi jab tere andaaz dekhta hoga
itni anmol cheej de di kaise, sochta hoga
chehra hai ya jaadu, roop hai ya khwab hai
aankhe hain ya afsaana, jism ya kitaab hai
aaja tujhe main padh lu, dil me utaar lu
hontho se dekhu tujhe, aankho se pukar lu
khwahishe ye kehti hain, kehti rehti hain
leke tujhe baaho me shaame guzaar lu
shaame guzaar lu
khuda bhi ab tujhe din raat dhoondta hoga
itni anmol cheej de di kaise, sochta hoga
yahi doobe din mere
yahi hote hai savere
yahi marna aur jeena
yahi mandir aur madeena
yahi doobe din mere
yahi hote hai savere
yahi marna aur jeena
yahi mandir aur madeena
teri galiya galliya teri, galliya
mujhko bhaavein galiya, teri galliya
teri galiyagaliya teri, galliya
yuhi tadpave, galliya teri, galliya
tu meri neendo me sota hai
tu mere ashqo me rota hai
sargoshi si hai khayalo me
tu na ho, phir bhi tu hota hai
hai sila tu mere dard ka
mere dil ki duaaye hai
teri galiya galliya teri, galliya
mujhko bhaave galiya, teri galiya
teri galiyagaliya teri, galliya
yuhi tadpaave, galliya teri, galliya
kaisa hai rishta tera-mera
be hehra phir bhi kitna gehra
ye lamhe, lamhe ye resham se
kho jaayein kho na jaayein humse
kaafila waqt ka rok le
abr se juda na ho
teri galliya galliya teri galliya
mujhko bhaave galiya teri galiya
teri galiyagaliyaan teri galliya
yuhi tadpaave galliya teri galliya
yahi doobe din mere yahi hote hai savere
yahi marna aur jeena yahi mandir aur madeena
yahi doobe din mere yahi hote hai savere
yahi marna aur jeena yahi mandir aur madeena
teri galiya galliya teri, galliya
mujhko bhaavein galiya, teri galliya
teri galiyagaliya teri, galliya
yun hi tadpave, galliya teri, galliya
tu meri neendo me sota hai
tu mere ashqo me rota hai
sargoshi si hai khayalo me
tu na ho, phir bhi tu hota hai
hai sila tu mere dard ka
mere dil ki duaaye hai
teri galiya galliya teri, galliya
mujhko bhaave galiya, teri galiya
teri galiyagaliya teri, galliya
yuhi tadpaave, galliya teri, galliya
kaisa hai rishta tera mera
bechehra phir bhi kitna gahra
ye lamhe, lamhe ye resham se
kho jaayein kho na jaayein humse
kaafila waqt ka rok le
ammabr se juda na ho
teri galliya galliya teri, galliya
mujhko bhaave galiya, teri galiya
teri galiyagaliyaan teri, galliya
yuhi tadpaave, galliya teri galliya
kaise kahu ishq mein tere kitna hu betaab main
aankho se aankhe mila ke chura lu tere khwab main
kaise kahu ishq mein tere kitna hu betaab main
aankho se aankhe mila ke chura lu tere khwab main
mere saaye hai saath mein yaara jis jagah tum ho
main jo jee raha hu wajah tum ho wajah tum ho
main jo jee raha hu wajah tum ho wajah tum ho
hai ye nasha ya hai zeher
is pyaar ko hum kya naam de
hai yeh nasha ya hai zeher
is pyaar ko hum kya naam de
kab se adhuri hai ik dastaan aaja use aaj anjam de
tumhe bhulu kaise mein meri pehli khata tum ho
main jo jee raha hu wajah tum ho wajah tum ho
main jo jee raha hu wajah tum ho wajah tum ho
kya jaane tu mere iraade
le jaunga saanse chura ke
kya jaane tu mere iraade
le jaunga saanse chura ke
dil keh raha hai gunehgaar banja
bada chain hai in gunaho se aage
main gumshuda si raat hu
meri khushnuma subah tum ho
main jo jee raha hu
wajah tum ho wajah tum ho
kadam se kadam jo mile
toh phir sath hum tum chale
chale saath hum tum jaha
wahi pe bane kaafile
mon amour mon amour
chhod do khud ko aise meri bahon mein
jaise hawaon mein baadal koi
chhod do khud ko aise meri bahon mein
jaise hawaon mein baadal koi
kadam se kadam jo mile
toh phir sath hum tum chale
chale saath hum tum jahan
wahi pe bane kaafile
zameen bole saari
ra ra ri ra ri
yeh deewangi ka hai shor
mon amour
aaj saare sapne chal palko mein bhar le
aaj saari kushiyon se yaarana karle
aaj saare sapne chal palko mein bhar le
aaj saari kushiyon se yaarana karle
da ra di da ra
suno toh yaara
aaja karle manmani thodi aur
mon amour mon amour
say ek do teen char mon amour
chhod do khudko aise meri bahon mein
jaise hawaon mein baadal koi
kadam se kadam jo mile
toh phir sath hum tum chale
chale saath hum tum jaha
wahi pe bane kaafile
zameen bole saari
ra ra ri ra ri
yeh deewangi ka hai shor
mon amour mon amour
kuch din se mujhe teri aadat ho gayi hai
kuch din se mujhe teri aadat ho gayi hai
kuch din se meri tu zaroorat ho gayi hai
tere labon se main hansu teri lehron mein bahu
mujhko kasam lage agar tere bina main jiyun
kuch din se mujhe teri aadat ho gayi hai
kuch din se meri tu zaroorat ho gayi hai
tere labon se main hansu teri lehron mein bahu
mujhko kasam lage agar tere bina main jiyun
teri hawa mein hi udun main aaj kal main aajkal
tere kadam se hi chalun main aaj kal main aajkal
kuch bhi nahi mujhme mera jo bhi hai woh hai tera
kuch din se mujhe teri aadat ho gayi hai
aksar ata pata mera rehta nahin rehta nahin
koi nishaan mera kahin milta nahin milta nahin
dhoondha gaya jab bhi mujhe teri gali mein mila
kuch din se mujhe teri aadat ho gayi hai
kuch din se meri tu zaroorat ho gayi hai
tere labon se main hansu teri lehron mein bahu
mujhko kasam lage agar tere bina main jiyun
tu aata hai sine me jab jab saanse bharti hu
tere dil ki galiyo se main har roz guzarti hu
hawa ke jaise chalta hai tu, main ret jaisi udti hu
kaun tujhe yu pyaar karega jaise main karti hu
meri nazar ka safar tujhpe hi aake ruke
kehne ko baaki hai kya, kehna tha jo keh chuke
meri nigaahe hain teri nigaho ki
tujhe khabar kya be-khabar
main tujhse hi chhup chhup kar teri aankhe padhti hu
kaun tujhe yu pyaar karega jaise main karti hu
tu jo mujhe aa mila, sapne huye sirphire
hatho me aate nahi, udte hain lamhe mere
meri hansi tujhse, meri khushi tujhse
tujhe khabar kya be-kadar
jis din tujhko na dekhu, pagal pagal phirti hu
kaun tujhe yu pyaar karega jaise main karti hu
jab tak tujhe pyar se beinteha main bhar na du
jab tak main duaao sa sau dafa tujhe padh na lu
ha mere paas tum raho, jaane ki baat na karo
mere saath tum raho, jaane ki baat na karo
tum aa gaye baazuo me mere
sau savere liye, sau savere liye
ha baadalo se utaara gaya
tumko mere liye, sirf mere liye
jab tak meri ungliya tere baalo se kuch keh na le
jab tak teri lehar me khwahishe meri beh na le
ha mere paas tum raho, jaane ki baat na karo
mere saath tum raho, jaane ki baat na karo
ye lamha jo thehra hai, mera hai ye tera hai
ye lamha main jee lu zara
tujhme khoya rahu main, mujhme khoyi rahe tu
khud ko dhundh lenge phir kabhi
tujhse milta rahu main, mujhse milti rahe tu
khud se hum milenge phir kabhi, haa phir kabhi
kyun bewajah gungunaye, kyun bewajah muskuraye
palke chamakne lagi hai, ab khwab kaise chupaye
behki si baate kar le, hans hans ke aankhe bhar le
ye behoshiya phir kaha
tujhme khoya rahu main, mujhme khoyi rahe tu
khud ko dhundh lenge phir kabhi
tujhse milta rahu main, mujhse milti rahe tu
khud se hum milenge phir kabhi, haa phir kabhi
dil pe taras aa raha hai, pagal kahi ho na jaye
wo bhi main sunane laga hu, jo tum kabhi keh na paye
ye subah phir aayegi, ye shame phir aayengi
ye nazdikiyaa phir kaha
tujhme khoya rahu main, mujhme khoyi rahe tu
khud ko dhundh lenge phir kabhi
tujhse milta rahu main, mujhse milti rahe tu
khud se hum milenge phir kabhi, haa phir kabhi
malde suraj ke munh pe malaai
budbak baadal pe karde chadhai
are malde suraj ke munh pe malaai
budbak baadal pe karde chadhai
khole kitabe kare hum padhaai
panipat me huyi thi ladaai
suno suno dil ki suno, daro nahi sher bano
daroge to thenga milega
padhoge likhoge banoge nawab
jo tum kheloge kudoge to hoge kharaab
padhoge likhoge to hoge kharaab
jo tum kheloge kudoge banoge nawab
badmashiyo se zara baaz aao
thoda kitabo se bhi dil lagaao
are badmashiyo se zara baaz aao
thoda kitabo se bhi dil lagaao
vidya kasam hum padhenge daba ke
magar tum bhi dekho kitaabo se aage
badho zara aage badho, likha nahi jo wo padho
daroge to thenga milega
padhoge likhoge banoge nawab
jo tum kheloge kudoge to hoge kharaab
padhoge likhoge to hoge kharaab
jo tum kheloge kudoge banoge nawab
aise hawa me jo udta phirega
monday ko teacher ka danda padega
aise hawa me jo udta phirega
monday ko teacher ka danda padega
cricket ka main karunga bahana
cancel hai monday ko school jaana
zidd maintain karo, chadho mountain chadho
daroge to thenga milega
padhoge likhoge banoge nawab
jo tum kheloge kudoge to hoge kharaab
padhoge likhoge to hoge kharaab
jo tum kheloge kudoge banoge nawab
raaste bhaage paanv se aage
zindagi se chal kuch aur bhi maange
raaste bhaage paanv se aage
zindagi se chal kuch aur bhi maange
kyu sochna hai jaana kaha, jaaye wahi le jaaye jaha
besabriyaa besabriyaa besabriyaa besabriyaa
kadmo pe tere baadal jhukenge
jab tak tujhe ehsaas hai
jaagir teri tera khajana
ye tishnagi hai, ye pyaas hai
kyu rokna ab ye kaarvan, jaaye wahi le jaaye jaha
besabriyaa besabriyaa besabriyaa besabriyaa
kya ye ujaale, kya ye andhere
dono se aage hai manzar tere
kyu roshni tu baahar talaashe
teri mashaale hain andar tere
kyu dhundna pairo ke nishan, jaaye wahi le jaaye jaha
besabriyaa besabriyaa besabriyaa o besabriyaa
chale chale to kya chale hum, ude agar to baat hai
chale chale to kya chale hum, ude agar to baat hai
jiye jiye to kya jiye hum, lade agar to baat hai
jaage hai chaurahe, kadmo ki ye thapkiyo se jaage hai
maidaano khul jaao, aa rahe hain hum jo
khalbali to honi hai
har gali me dhoni hai, har gali me dhoni hai
har gali me dhoni hai, har gali me dhoni hai
ho ujaalo ki gar talaash hai, suraj ka shehar paas hai
ujaalo ki gar talaash hai, suraj ka shehar paas hai
aa chal ke hum juta le apne hisse ke ujaale
dube ek suraj to dusra uga le
kaafi hai apni khaatir yeh mutthi bhar irade
chalne ke balbute pe hum duniya hila de
awaazo mil jaao, aa rahe hain hum jo
khalbali to honi hai
har gali me dhoni hai, har gali me dhoni hai
har gali me dhoni hai, har gali me dhoni hai
jab tak teri aanch me bund bund main jal na lu
jab tak tere saath me chaand tak main chal na lu
ha mere paas tum raho, jaane ki baat na karo
mere saath tum raho, jaane ki baat na karo
jab tak teri aanch me bund bund main jal na lu
jab tak tere saath me chaand tak main chal na lu
ha mere paas tum raho, jaane ki baat na karo
mere saath tum raho, jaane ki baat na karo
tujhpe saje khubsurat lage
aisa kya du tujhe, aisa kya du tujhe
hatho ki ye lakeere sabhi
pehna du tujhe, pehna du tujhe
jab tak meri aankhe tera chehra pee na le
jab tak teri dhun me hum mar na le, jee na le
ha mere paas tum raho, jaane ki baat na karo
mere saath tum raho, jaane ki baat na karo
patthar ke hain sab raaste, parwah nahi
dhundhle hain chehre khwaab ke, parwah nahi
chhalni hai sina rehne do, ab jo bhi ho parwah nahi
sanki hua jaata hai dil, mann ki kiye jaata hai dil
kadke betahasha ye, bijli hua jaata hai dil
sanki hua jaata hai dil, mann ki kiye jaata hai dil
kadke betahasha ye, bijli hua jaata hai dil
baadal me dhundhe hausle, pagla gaye hain hausle
gir jaaye ya ude, ab tute ya jude, parwah nahi
parwah nahi hey yeah, parwah nahi yeah
parwah nahi yeah
jhuthe hai ya sachche hai, sapne aakhir sapne hai
saare taare tumhi rakh lo, saare jugnu toh mere hai
jhuthe hai ya sachche hai, sapne aakhir sapne hai
saare taare tumhi rakh lo, saare jugnu toh mere hai
roke ruke na dil jale, pagla gaye hain hausle
ziddi hain dhadkane, ab bigde ya bane, parwah nahi
wo parwah nahi, ho parwah nahi yeah, parwah nahi yeah
saanso me jo bhatti hai, wo raat aur din dehakti hai
paani waani toh dhoka hai, yeh aag aag se bujhti hai
saanso me jo bhatti hai, wo raat aur din dehakti hai
paani waani toh dhoka hai, yeh aag aag se bujhti hai
aaye toh aaye zalzale, pagla gaye hain hausle
sholo pe hum chale, ab pighle ya jale, parwah nahi
wo parwah nahi, wo parwah nahi, wo parwah nahi o