dil gaaye jaa gaaye jaa gaaye jaaye re
mere kareeb kaun aaya
nigaaho mein woh chhaya
hai uska mujh par saaya
tere siva kaun
mere kareeb kaun aaya
nigaaho mein woh chhaya
hai uska mujh par saaya
tere siva kaun
dil gaaye jaa gaaye jaa gaaye jaaye
dil gaaye jaa gaaye jaa gaaye jaaye
phir se chala hai kaarwaan
dhundu main tera nishaan
o gaaye jaa
khaamosh hai ab raahein
chalte hi chalte jaaya
manzil bulaaye tere siva kaun
khaamosh hai ab raahein
chalte hi chalte jaaya
manzil bulaayetere siva kaun
dil gaaye jaa gaaye jaa gaaye jaaye re
dil gaaye jaa gaaye jaa gaaye jaaye re
phir se chala hai kaarwaan
dhundu main tera nishaan
o gaaye jaaa
dil gaaye jaa gaaye jaa gaaye jaaye r
oh my heart keep on singing
oh my heart keep on singing
when we walk apart
we are still together
we don’t have to say goodbye
humse milte jaana
zindagi mein phir kabhi
humse milte jaana
keh ke khuda hafiz
tum chal diye apni raah
wohi khuda le aayega phir
tumhe mere paas yahaan
kamsin masoom ho tum
kitne saare rehzan wahaan
aansooyo mein badle na
tere chehre ka keh kahaan
apni raahon mein chal diye tum to
keh gaye khuda hafiz
apni chaahat mein
chhod ke humko o o
chal diye khuda hafiz
humse milte jaana,
zindgi mein phir kabhi
we don’t have to say goodbye
humse milte jaana
zindagi mein phir kabhi
tera pyaar meri wafa
zinda rahe waqt ki tarah
waqt kabhi marta nahi
waqt hi hai khuda
saaton zameen saaton falak
zikr kare yeh hi sada
hafiz hai wo uski raza
milenge hum dono jahaan
apni raahon mein chal diye tum to
keh gaye khuda hafiz
apni chaahat mein
chhod ke humko o o
chal diye khuda hafiz
humse milte jaana
zindgi mein phir kabhi
we don’t have to say goodbye
humse milte jaana
zindgi mein phir kabhi
we don’t have to say goodbye
humse milte jaana
zindgi mein phir kabhie
we don’t have to say goodbye
humse milte jaana
dil mein wo hai ke dil ki hum kahe
jaise hum hai waise hi hume tu rehne de
jo bhi socha ho sahi ye jaroori toh nahi
reh bhi jaaye kuchh kami
to samjhaau bataau kisi se ab rehne de
keh de toh keh de chup to chup rahe
badle toh badle kya ab hum kahe rehne de
baate kitni hai kahi kuchh adhoori reh gayi
baate kitni hai kahi kuchh adhoori reh gayi
kuchh abhi bhi ankahi
kyon bataau chhupaau kisi se ab rehne de
samjhe na smjhe apne bhi hume
sehle toh sehle na bhi keh sake rehne de
chehre sabke hai kai
kuchh apno mein hai abhi
kuchh abhi bhi ajnabi
yeh tanhaai parchhai yahi pe ab rehne de
o o rehne de